#1 प्रश्न उत्तर - क्या लड्डू गोपाल की पूजा करनी चाहिए ? || Dr. Keshav Anand Das

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 62

  • @dineshmehta4696
    @dineshmehta4696 6 місяців тому

    Hare Krishna Prabhu ji

  • @dressingkrishna343
    @dressingkrishna343 3 роки тому +3

    Thank you for clarifying the Sri Khand deity.

  • @supremekrishna1088
    @supremekrishna1088 Рік тому +1

    Hare Krishna 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @nikunjleeladas4950
    @nikunjleeladas4950 Рік тому +2

    बहुत अच्छे से समझाया आप ने प्रभु,आप का ब्रह्म न दिखा वाला विडियो भी देखा 👌🏻 आभार 🙏🏻

  • @naveenkrishanji
    @naveenkrishanji 3 роки тому +1

    Hare Krishna prbhu ji 🙏🙏🙏🙏

  • @dickenson1982
    @dickenson1982 3 роки тому +3

    Dhanyvaad Prabhu for wonderfully explaining the concepts. Dandavat

  • @suryanshsinghrathore4215
    @suryanshsinghrathore4215 3 роки тому +1

    Hare krishna prabhu ji

  • @highflyfun
    @highflyfun 3 роки тому +1

    Great explain. Hare Krishan prabhu ji🙏

  • @sunitasahasunita
    @sunitasahasunita 3 роки тому +1

    Hare Krishna 🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @drshubhangikhante9640
    @drshubhangikhante9640 3 роки тому +1

    Amazing lecture

  • @harshjindal8233
    @harshjindal8233 3 роки тому +1

    Srila Prabhupada ki jaya 🙏

  • @zayn4883
    @zayn4883 3 роки тому +2

    🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @bachelors2u
    @bachelors2u 3 роки тому

    Hare Krishna prabhuji dandvat pranam

  • @maheshrabari9385
    @maheshrabari9385 3 роки тому

    Haree krishana🙏🙏🙏

  • @surakshathakur3339
    @surakshathakur3339 3 роки тому

    Hare krishn prbhu g🙏🙇🙏

  • @diwanshubhonsle119
    @diwanshubhonsle119 2 роки тому +3

    Har chiz me mere Krishna hai chahe wo ghar ho ya mandir chahe wo chaitanya mahaprabhu ho chahe hamare pyare laddu Gopal... I go to Iskcon but mai apne laddu Gopal ko to prem krta rahunga...Hare Krishna Radhe Radhe

    • @Yash-Pratap
      @Yash-Pratap 2 роки тому +2

      Right! Jahaan niyam ho, wahaan bhakti nahi.., jahaan bhakti ho, wahaan niyam nahi. Radhe Radhe ❤️❤️❤️❤️

  • @madhurohra1200
    @madhurohra1200 3 роки тому +5

    Now what shall we do if our elders who r not devotees but had kept laddu gopal in alter and ask us to worship them

  • @Jesu_shukla
    @Jesu_shukla 3 роки тому

    Hare Krishna

  • @shubhankarm1399
    @shubhankarm1399 3 роки тому

    Prabhupada ki jai, keshav anand prabhuji ki hai

  • @jaiminthacker8136
    @jaiminthacker8136 3 роки тому

    hare krsna

  • @भारतबचाओ-ख9ब
    @भारतबचाओ-ख9ब 3 роки тому

    Hari bol

  • @maheshrabari9385
    @maheshrabari9385 3 роки тому

    Dandwat pranam🙏🙏🙏

  • @suryanshsingh8023
    @suryanshsingh8023 3 роки тому

    Jaya

  • @shamagope7461
    @shamagope7461 3 роки тому

    Srila pravhupada ki jai

  • @himanshirathod353
    @himanshirathod353 3 роки тому

    Please prabhuji show me your mercy and forgive me if I have done any offense hare Krishna 🙏🙏

  • @anchalawasthi6511
    @anchalawasthi6511 3 роки тому

    Pls reply prabhu ji

  • @anukhokhersharma1336
    @anukhokhersharma1336 3 роки тому

    Prabhu G zaroor batana

  • @abhimaru4764
    @abhimaru4764 3 роки тому +1

    Hare Krishna prabhuji 🙇🙏🏻🙏🏻
    If we already have laddu gopal....
    Then what should we do????

    • @guru_cse
      @guru_cse 3 роки тому

      Kisi aur devotee ko de do jo Vallabh sampradaya se hai.

  • @avinashvishwakarma933
    @avinashvishwakarma933 3 роки тому +3

    guru ji i am sorry but how can i do devotion of shree krishna then to there is a masjid at krishna janambhumi (shahi idgah) its our duty to rebuilt temple our it and also shree krishna himself said in geeta to protect dharma. As the upcoming problems r much bigger. The jihad is overtaking our sanatan dharm and by seeing all this how can one can worship krishna, by ingnoring it, that its all maya but then were is dharma my age is 21 but its high time for me to make u releses that shree krishna will never forgive us if we learn geeta only for shake of self happyness bhakti gyan then to protecting dhram plz answer me. Sorry if something hurt you but guru ji plz only for once just analysis how sanatan dharm will survive in india after 10-15 years. 🙏radhe radhe🙏

    • @mr.anurag3847
      @mr.anurag3847 2 роки тому +1

      hare krishna
      Mail him about all that thinks.

  • @deveshkumar21
    @deveshkumar21 3 роки тому +1

    नरसिम्हा भगवान, बालाजी भगवान की सेवा क्यू, iskcon, me???

  • @deveshkumar21
    @deveshkumar21 3 роки тому +1

    Iskcon juhu mumbai मे प्रभुपाद जी ने सीताराम लक्मण के विग्रह क्यू स्थापित किये???

  • @soumitranaskar5767
    @soumitranaskar5767 3 роки тому

    Prabhu, pranam,, ap Bengali

  • @mango4565
    @mango4565 3 роки тому

    Prabhuji Apka ladu Gopal lecture ka name kya tha.bohut dhunda lekin nahi mila🙏.

  • @anukhokhersharma1336
    @anukhokhersharma1336 3 роки тому

    Hare krashna prabhu G... Prabhu G mai Vishnu G ko bahut psnd krti hu Qk mai unki bhakt hu or krashna G ko b bahut psnd krti hu, dono me bhed nhi krti...main apne vishnu ji ki prasanta k liye ekadashi ka vrat b rkhti hu... Kya mujhe mere bhagwaan milenge... Or ab mala jaap 3,4 baar shuru kiya h.... I m a house wife... Or maine aapki ek vedio dikhi jisme aap mangal aarti krne ko keh rhe ho to maine wo b shuru krdi 3:30 pr uth jati hu sirf apne bhagwaan ko prasann krne k liye... To aap mujhe btao k kya mujhe apne bhagwaan k darshan milenge..... Qk pure din bs unhe hi sochti rehti hu.... Plz aap bataye

  • @বৈদিকনারীসংস্কৃতি

    Hare krishna prabhu. Gour Nitai K sath Radhakrishna ki photo or deity nahi rakh sakte hay? Or gour nitai ko kaya se gopi vaw se puja kare?

  • @sumritchakraborti6232
    @sumritchakraborti6232 3 роки тому +1

    Prabhuji ghar par jo laddu gopal hai unka kya kare.pehle ye sab pata nehi tha ab kya kare..Please reply🙏

    • @pallavkumar3436
      @pallavkumar3436 2 роки тому +2

      Apne pass rakhe, Hare krishna🙏 agar aap kisi aur ko denge toh apko Bhagwat apradh lagega. Shastra hume Ram Krishna aur Hari mein bhi bhed karne se mana karte hai , aur hum yaha Krishna Krishna mein bhed buddhi rakkhe yah galat hai.

    • @Yash-Pratap
      @Yash-Pratap 2 роки тому

      @@pallavkumar3436 VERY TRUE

  • @vaasumaaharekrishna3909
    @vaasumaaharekrishna3909 Рік тому

    Prabhu ji, Hare Krishna 🙏 humare pas laddu gopal hai par hum unko puja nahi karte apne bacche ke jaise rakhte hain. Kya yeh galat hai?

  • @deveshkumar21
    @deveshkumar21 3 роки тому +5

    भारत के हर हिन्दू घर मे लड्डू गोपाल के विग्रह है, वे सभी उनकी पूजा करते है, क्या वे मूर्ख है???

    • @mr.anurag3847
      @mr.anurag3847 2 роки тому +2

      Ladu gopal ki puja korna murakta nhi hai. Gudiya bhasnavs ka mood ke sath a fit nahi hota hai.

    • @ayushmohanty0255
      @ayushmohanty0255 2 роки тому +2

      Video mein prabhuji ne khud kaha hai ki laddu gopal ki puja karna authentic hai bonafide hai lekin vo hamare liye nahi hai..... Gaudiya Vaishnav vaidhi marg se raag marg tak jaate hai. Chaitanya Mahaprabhu ka mood aur philosophy ke according hi hamare Sampraday ke Acharyon ne RadhaKrishna ki seva ko sthapit kiya Madhurya bhaav mein. So hum sirf hamare principle ko follow karte hai. Again ye sirf ek sampradaic difference hai bhaav ka aur kuch nahi. Jese Madhwa Sampraday aur Sri Sampraday aishwarya bhaav mein bhagwan ki pooja karte hai isliye unke deities Lakshmi Narayan hai. Aise hi alag alag sampraday alag bhav mein pooja karte.Ummed hai aap samjhenge.

  • @shwetasharma-ki8we
    @shwetasharma-ki8we 3 роки тому

    Prabhuji Kai sampradaye me btate hai ki chaitanya mahaprabhu gaudiya sampradaye me diksha nahi liye the ....aur na hi khud ko kabhi ek sampradaye me include kia ...vo unke karmo k anusar khud ko shakya ..sheiv....bhi btate the ...esko prabhuji thoda clear kijiye

    • @lakshitmahajan833
      @lakshitmahajan833 3 роки тому

      Note:- jis video mai apne ye dekhe vo Mahaprbhu ke jo prmanik grnth yani chaitnya- Charitramrit, Chaitanya bhgvt,Chaitanya mngl se nhi,blki bhavishya Puran se prman liye
      Ye jo shaiv ya shakt vli baat hai vo bhavishya Puran mai Sripad jiva Goswami or Sripad rup Goswami ke sath shantipur mai conversation mai milti hai,but agr vo pura chapter pdhe to vo chapter historical point of view se hi glt hai.
      Jaise Srila Jiva Goswami ko Mahaprbhu se question puchte ptaye shantipur mai,but Srila Jiva Goswami jb around 20 saal ke the to Mahaprbhu lila conclude kr chuke the.
      Or Mahaprbhu apne last 18 yrs yani 1516 se kbhi Sri Jagganath puri se bhr nhi gye or Srila Jiva Goswami us smay 3 saal ke honge as he was born in 1513.
      Mtlb jiva Goswami Mahaprbhu se kbhi mile hi nhi,or vo bhi shantipur mai,bs jb vo ek chote bche the,apni maa ki god mai tb drshn kiya tha. Tb Mahaprbhu ne unke ek acharya bnne ki bhavishya-Vani krdi thi.
      To jb historically glt hai to philosophical kya khe.
      Diksha ki bhi baat kre to ye srv Manya hai ki Mahaprbhu ne madhv prmpra se hi diksha li,but sanyas Advait prmpra se liya. Or shyd aap jante hi honge ki kissi ki prmpra uske diksha guru se dekhi jati hai. Like srila Prabhupada ke diksha guru Srila bhkti-siddhant srsvti thakur the or sanyas guru (prbhupad ke guru bhai) bhkti prgyan Keshav maharaj,to hum Srila Prabhupada ke guru Bhkt siddhant thakur ko consider krte hai na ki Keshav maharaj ko.
      Baki vo bhgwan hai,to jiski mrji ho vo unhe follow kre. Ese hue hai kuch jo non Gaudiya the but Mahaprbhu ke bhi bhkt hue

  • @deveshkumar21
    @deveshkumar21 3 роки тому +1

    तो फिर कार्तिक मास मे यशोदा दामोदर को दीप दान क्यू, iskcon me???

  • @ssseriessunandansharma6330
    @ssseriessunandansharma6330 3 роки тому +1

    Is reincarnation real

  • @deveshkumar21
    @deveshkumar21 3 роки тому +1

    क्या लड्डू गोपाल और श्याम सुन्दर कृष्ण मे आप भेद कर रहे है??

    • @pallavkumar3436
      @pallavkumar3436 2 роки тому +1

      Unfortunately yes.

    • @mr.anurag3847
      @mr.anurag3847 2 роки тому +1

      Rasa se alag hai dono

    • @ayushmohanty0255
      @ayushmohanty0255 2 роки тому

      Tattva ki drishti se koi bhed nahi hai. Rass ki drishti se alag alag "moods".... Asaan shabdon mein vyakti ek hai mood alag hai.

  • @TheMridangaboy
    @TheMridangaboy 3 роки тому

    प्रभु जी क्या कारण है जिससे लड्डू गोपाल की पूजा नहीं की जाती?

    • @pallavkumar3436
      @pallavkumar3436 2 роки тому +1

      Aisa nahi hai, main Keshav Anand prabhu ke mat se puri tarah sehmat nahi hu .

    • @mr.anurag3847
      @mr.anurag3847 2 роки тому +1

      Hamare goudiya bhasnavs mood ke sath appropriate nahi hai

  • @pallavkumar3436
    @pallavkumar3436 2 роки тому

    Completely wrong ❌❌❌❌❌😔

  • @deveshkumar21
    @deveshkumar21 3 роки тому +1

    आप एक ब्राम्हचारी हो उसमे भी प्रचारक और आप कृष्ण के स्वरुप मे भेद कर रहे हो, बहुत दुख होता है. कृष्ण कभी अकेले नहीं होते श्री राधा जी उनके ह्रदय मे वास करती है. बालाजी भगवान अकेले खड़े है, विट्ठल भगवान अकेले खड़े, द्वारका धीश भी अकेले है, उड़पी मे कृष्ण अकेले है क्या उनके ह्रदय मे उनकी प्रिया राधाजी नहीं होंगी???

    • @pallavkumar3436
      @pallavkumar3436 2 роки тому

      Sahi baat hai prabhuji.

    • @mr.anurag3847
      @mr.anurag3847 2 роки тому +1

      Rasa me asha nahi hota , sri-radhe and lado gopal aksath rahega to rasabhas hoga , Hare Krishna