Sorry bro Next time component testing ke sath batayenge. Isme mera focus light bnane pe tha isliye vo part maine miss kar diya. Aur mere paas coil ko test krne ke liye LCR meter bhi available nahi tha. 99% logo ke liye ye 1 direct solution hi tha. Jisme agar lcd connector gr okk hai to hum component change krke light bana skte h. Usse bhi na ho to finally light ic change krenge.
Sir apka kaam aur apke samjhane ka tarika mujhe sab youtuber se accha laga jyda accha laga❤ love you sir
Love u bro.U r the best one.Keep it up.God bless u ❤❤❤❤
Thanks sir
बहुत ही अच्छा काम सिखाते हैं सर आप
अच्छी नॉलेज है आपका बताने तरीका बिल्कुल सही बिल्कुल सही बात आप बताते हो
Thank you brother
Super sir jee
Super Hero ho Bhai aap
Super
Keep up bro 👍
superb......🎉....
Good job sir
Good job bhai 👍👍✌✌✌
Good job 👍
Nice
nice
एक वीडियो सीपीयू शॉर्टिंग के बारे में करिये भय्या
❤❤❤❤
Sir aapka microscope ka price and company
Brother ye Maine part fixit se 17000 me purchase Kiya tha.
Aaj se 3 saal pehle
Thanks
Bhai Kya borneo schematic ko phone me chala sakte hai , yaa fir laptop lena jeruri hoga
Bhai usko windows ke liye hi design kiya hai.
Isliye laptop ya desktop hi lena padega.
Bhai esmai kon sa component khrab huaa tha unko bhee check ker k dikha dete to jyada achha hota
Sorry bro Next time component testing ke sath batayenge.
Isme mera focus light bnane pe tha isliye vo part maine miss kar diya.
Aur mere paas coil ko test krne ke liye LCR meter bhi available nahi tha.
99% logo ke liye ye 1 direct solution hi tha. Jisme agar lcd connector gr okk hai to hum component change krke light bana skte h. Usse bhi na ho to finally light ic change krenge.
Well done bro
Sir apki dc boot cabal consi hai
Ye mechanic ki hai.
1200 ki aati hai. Aur iski life bhi acchi hai jaldi khraab nahi hoti.
Training santer kaha h sir ji aap ka ❤
Bhiwani (haryana) me shop hai sir apni.