Jaane Aadam fakhre isha kon hai Mere aaqa ke alawa kon hai Meri bakhshish ka sahara hai huzoor Najdiyo socho tumhara kon hai Sar patakti rah gai nahre furat Ab batao tum ki pyasa kon hai Muskurae jab Ali asgar mere Teer khud cheekha ye bachha kon hai De diya dhoka Nabi ke lala ko Koofiyo ye bhi na socha kon hai Aala hazrat ke gulamo ki tarah Mustafa par jaa deta kon hai
❤❤❤❤❤
Good👌🍎
Jaane Aadam fakhre isha kon hai
Mere aaqa ke alawa kon hai
Meri bakhshish ka sahara hai huzoor
Najdiyo socho tumhara kon hai
Sar patakti rah gai nahre furat
Ab batao tum ki pyasa kon hai
Muskurae jab Ali asgar mere
Teer khud cheekha ye bachha kon hai
De diya dhoka Nabi ke lala ko
Koofiyo ye bhi na socha kon hai
Aala hazrat ke gulamo ki tarah
Mustafa par jaa deta kon hai