Ganne ki patti baki fasal se bhoot hard hoti he or tootti nhi he Tho corn soybean dhan ka waste decompose karna ashan he par sugercane ka nahi try kar ke deek chuka hu bhoot dikkat gai he
@mp15version30 haa aur iss season me unki nami bhi nhi jayegi jaldi vaise isse ekattha nhi kar sakte manure ke liye ya fir vo jyada expensive ho jayega?
@@rajdeepgurjar8789 bhai merepass bhi massey hai isse kaam diesel khakar koi tractor iske itna kaam nhi kar sakta lekin isme samasya iski hydraulic hai jo ki jaldi kharab ho jati hai hydraulic oil filter nhi aata hai inke tractor me aur iska hydraulic pump kharab hone par 50hjar ka new pump ata hai. Aur iske front axle ki bushing har saal karwana padta hai aur samne ke sterring end har 2 saalme change karne padte hai iske parts bohot mehenge hai aur kahi milte bhi nhi aur isko repair karna bhi local mechanic ki bas ki baat nhi hai. Sidha bolu to sirf ghar ke kaam ke liye hai tractor kiraya karne ke liye nhi hai. Mileage aur comfort best hai iska.
Bhai ho kha se
Kaha se ho bhai
Konse gao se ho
❤
Bhai tum jab plough kar hi rahe the to phir aag lgane ki kya jrurat thi ? jo upar reh jati vo rotavator se saaf ho jati thi
Ganne ki patti baki fasal se bhoot hard hoti he or tootti nhi he
Tho corn soybean dhan ka waste decompose karna ashan he par sugercane ka nahi try kar ke deek chuka hu bhoot dikkat gai he
@mp15version30 haa aur iss season me unki nami bhi nhi jayegi jaldi vaise isse ekattha nhi kar sakte manure ke liye ya fir vo jyada expensive ho jayega?
Bhai aap ye massey ka tractor chala rahe ho eska diesel average kesa hai baki tractors ke mukable
Or tractor me kami kya samajh me ayi apko ??
@@rajdeepgurjar8789 bhai merepass bhi massey hai isse kaam diesel khakar koi tractor iske itna kaam nhi kar sakta lekin isme samasya iski hydraulic hai jo ki jaldi kharab ho jati hai hydraulic oil filter nhi aata hai inke tractor me aur iska hydraulic pump kharab hone par 50hjar ka new pump ata hai. Aur iske front axle ki bushing har saal karwana padta hai aur samne ke sterring end har 2 saalme change karne padte hai iske parts bohot mehenge hai aur kahi milte bhi nhi aur isko repair karna bhi local mechanic ki bas ki baat nhi hai. Sidha bolu to sirf ghar ke kaam ke liye hai tractor kiraya karne ke liye nhi hai. Mileage aur comfort best hai iska.
Bhai ghau kaatne ki massion konsi sahi rahegi batana
Kisan sakte se koi upper nhi he
@mp15version30 thumare pass konsa h