Pranaam sir Aap bilkul sahi keh rahe hain. जैसा श्लोक में कहा गया है: ‘विद्या ददाति विनयं, विनयाद् याति पात्रताम्। पात्रत्वात् धनमाप्नोति, धनात् धर्मं ततः सुखम्॥’ 🩷 Muskurana aur shanti banaye rakhna tab aur bhi mushkil ho jata hai jab insult ya galat vyavhaar ka samna ho. Log aksar isse kayarta samajh lete hain, lekin Gandhi ji ke shabdon mein, ‘Agar mujhe kayarta aur hinsa mein se ek chunna ho, to mai hinsa chununga.’ Phir bhi, unhone ahimsa ka maarg chuna, aur wahi asli bal tha✨ MSc aur ab PhD ke safar mein maine seekha hai ki mindfulness aur energy ke sath aise paristhitiyon se muskurakar bahar aaya ja sakta hai. Shanti aur samajhdari ke sath dushton ke samaksh uchit vyavhaar rakhna bhi ek mahatvapurn kala hai. Thanks and reagrd🙇🏻♂️🙏🏻 Jitendra
Ek hamare mitra jo hamare sath PhD kar rahe hain, aksar har chhoti baat par lad jaate hain. Woh khud ko ‘garam dal’ ka insaan maante hain aur mujhe ‘naram dal’ ka. Unka manna hai ki ‘दुष्ट के साथ दुष्टता का ही आचरण करना चाहिए।’ Lekin mujhe lagta hai ki shanti aur samajhdari ke sath dushton ke samaksh apna vyavhaar uchit rakhna ek mahatvapurn kala hai. Dushta ke sath dushta ka vyavhaar to asaan hai, par ahimsa aur vyaktitva ki sthirata ke saath paristhitiyon ko sambhalna asli power hai. Kripya is vishay par maargdarshan Karein Thank you ❤🙏🌹
shayad aise jagat hain bahut sarei.....or kuchh vidwanon ka kahana hai ki un jagaton ke log ( kuchh lakh ) manushya jati ki madad karne prithvi per hain is samaya
M 20 saal ka hu m bahut tension m rahta hu bahut pareshan rahta hu mujhe ek guru ki jarrurat thi jisse m apni life ko asan banane ke kiye salah lu ab mujhe aapka channel mil gya m apko apna guru manta hu 🙏🙏
Guruji pranam, Aksar Dhyaan main baithte h aanson aa jate hain? In anson ka kya meaning hai? Mujhe yeh ansu anand ke lagte hain. Kya main sahi direction par hoon? Dhanyawaad
बाबा जी की आजाद जिंदगी देख कर के आनंद आ गया ❤
“Listening to him is bliss”
Guru ji pranam 🙏
🙏
Aaj Ke Yug Me Aap Krishna Ho Jo Samaj Ko Adesh De Rha Hain ❤
khud kch karna ni bas dusre ki CHaat lal lal amarti
Pranaam sir
Aap bilkul sahi keh rahe hain.
जैसा श्लोक में कहा गया है:
‘विद्या ददाति विनयं, विनयाद् याति पात्रताम्।
पात्रत्वात् धनमाप्नोति, धनात् धर्मं ततः सुखम्॥’ 🩷
Muskurana aur shanti banaye rakhna tab aur bhi mushkil ho jata hai jab insult ya galat vyavhaar ka samna ho. Log aksar isse kayarta samajh lete hain, lekin Gandhi ji ke shabdon mein, ‘Agar mujhe kayarta aur hinsa mein se ek chunna ho, to mai hinsa chununga.’ Phir bhi, unhone ahimsa ka maarg chuna, aur wahi asli bal tha✨
MSc aur ab PhD ke safar mein maine seekha hai ki mindfulness aur energy ke sath aise paristhitiyon se muskurakar bahar aaya ja sakta hai. Shanti aur samajhdari ke sath dushton ke samaksh uchit vyavhaar rakhna bhi ek mahatvapurn kala hai.
Thanks and reagrd🙇🏻♂️🙏🏻
Jitendra
Ek hamare mitra jo hamare sath PhD kar rahe hain, aksar har chhoti baat par lad jaate hain. Woh khud ko ‘garam dal’ ka insaan maante hain aur mujhe ‘naram dal’ ka. Unka manna hai ki ‘दुष्ट के साथ दुष्टता का ही आचरण करना चाहिए।’
Lekin mujhe lagta hai ki shanti aur samajhdari ke sath dushton ke samaksh apna vyavhaar uchit rakhna ek mahatvapurn kala hai. Dushta ke sath dushta ka vyavhaar to asaan hai, par ahimsa aur vyaktitva ki sthirata ke saath paristhitiyon ko sambhalna asli power hai.
Kripya is vishay par maargdarshan Karein
Thank you ❤🙏🌹
main aapke saath hoon
क्या इस दुनिया के परे कोई ऐसी दुनिया है जिधर तर्क न्याय हो । झूटा और फ़रेबी को सब कुछ ना मिलता हो और सीधा और सच्चे को दुख ना मिलता हो ।
shayad aise jagat hain bahut sarei.....or kuchh vidwanon ka kahana hai ki un jagaton ke log ( kuchh lakh ) manushya jati ki madad karne prithvi per hain is samaya
Pujaniya maharaj ji.. Ko sadar.. Pranam.. 🙏🙏..
Jai gurudev... 🌼🌼..
Great information sir 🙏🙏
M 20 saal ka hu m bahut tension m rahta hu bahut pareshan rahta hu mujhe ek guru ki jarrurat thi jisse m apni life ko asan banane ke kiye salah lu ab mujhe aapka channel mil gya m apko apna guru manta hu 🙏🙏
meditation shuroo kero.....SITTING MEDITATION bhi or sare din MINDFULNESS
❤🙇🔥
🌼♥️
❤
What is nayi nayi Vaidya please elaborate how can we achieve this
music , acting , writing ,cooking ,learning a new language , advanced computer skills etc.
Guruji Aapki dharampatni, aur bachhe kahan hain, kabhi dekha nahin hai?
Ocd + overthinking + anxiety + depression kya kuchh nhi hai mere paas 😊
meditation se ye sub door ho jayeinge
@AnandDwivedi369 ji guruji jaldi hi is maarg par chalna prarambh karenge .
Guruji pranam,
Aksar Dhyaan main baithte h aanson aa jate hain?
In anson ka kya meaning hai?
Mujhe yeh ansu anand ke lagte hain.
Kya main sahi direction par hoon?
Dhanyawaad
yah achhi sthiti hai.......
Guruji
water affirmation real hai kya
jee
Parnam guruji 🎉aapse personal questions or confusion kse discuss kre,koi phone no ya email h to batye mujhe aapse kuch guidance lena h
email hai : ananddwivedi0369@gmail.com
Guruji ak cheej btaiye agr Aap Es watawaran se hatke kisi or watawaran mai hote to kya aap tbhi bhi wese hote jaise abhi hai🙏🏻🙏🏻
kahin bhi rahein ANDER ke vatavaran ko theek rakhna hai...
आप झूठ मूठ की कहानी बहुत सुनते है
❤