Excellent..mera 860Eb inverter me bhi charging ka problem tha aur is video ke help se problem solve hogaya aur badiya se chalne laga. Great video. Dhanyawad 👍👍
I am using microtek eb700 model. With reference to this video i could correct the fault, but voltage setting changed from 3.46 to 3.66v for pin 3 of the ic. Hope this should not develop any new issue. Great support by this video 👍🏻
Sir...mera Microtek EB700 inventor hai. ..us me folt a he ki...usaka current ampere high hota hai....battery low hone pe 15 ampere me charge karta h...our 15 minute bagh 23 ampere ho jata....aur battery full honeke ke bad bhi....ampere 23 hi rahta hai,.....mere ek battery bhi kharab ho gai...sir plz mujhe kuch advise do...
सर, जब मेरा microtek hb 950 inverter लाईट से बैटरी या बैटरी से लाईट में स्विच करता है तब सभी उपकरण बंद हो रहे है और फिर शुरू हो रहे है क्या करे । Please reply
Sir please help me mere inverter ki charging continue show ho rhi hai but current jate he ..bettry low ho jati hai. ...microtek wala aaya tha but usne kaha ki battery me problem hai aap kuchh suggest kre
Mera inverter me charging led band ho ja raha Phir bhi ampere de raha hai sir Uske bad fan regular chal raha hai sir keya problem hoga sir please y sir Preset se set kiya hai sir nahi ho raha hai sir please bateye sir🙏🙏🙏
Sir ji me bahut persaan hun. Maine luminous rehano 1425 inveter liya h.problem low battery cut 11.7 full battery cut 12.37 per ruk ja raha h.battery ka paani 10 din me bahut kam ho ja raha h.kya kare company ko maine kamplane kar ke bulaya lakin problem solve nahi hua.
Good information sir microtek inverter me 11.5 Volt pr low battery so kr rha he bakcup nhi mil pa rha he mene micro ki pin nmbr 3 pr 3.4 volt set kiye the is wazah se 11.5 pr low battery so kr rha he plzz sir solutions
Agar mere ko 10 volt mein charging cut karna pade to kaise karen ISI karna pade ga I see me dikha rahe 3.4 volt to kitna karna padega to 10 volt mein cut kar dega inverter charging mens per chala jaega
Mere pass nayavala macrotek ka 700 ka invar he usme probalm heki charging jada hotahe or trip nahi haota or lanbi betari ki vayar lagai tho trip hotahe ye probalam kiv hotahe
Microtek inverter jab light bhagane ke bad chal raha hota hai FIR lagbhag ek ghanti ke Baad jab light aati hai to charging nahin hota hai 1 2 bar on off karna padta hai tab charging chalti hai kya aap mujhe bata sakte ho kya problem ho sakti hai
Agar ponno 3 ko 5.5 volt a rhe h aur charging bilkun nhi kar rha h aur blinking nhi kar rha h jabki ye pri set change kar diya h bhirbhi volt kam nhi ho rhe h kya kare
Microtek Dg900 lagatar 12amp par charge kar raha hai. 5vat ke led ko jalane par output 17amp bata raha hai. Vibration k sath awaj a rahi hai. Pls reply
Mere pass solar panel hai bhaiya bhaiya mere se help kariye mere do battery hai parallel per lekin Aadhi Raat Ko battery lo hota hai to inverter mein charge hone lagta hai to usko humko cut off karna padega to kaise karen
Mene apne inverter ko 3.28 pe set Kiya jo purana rakha huaa he kyu ki meri battery charg nahi ho rahi thi Naa hi new inverter se na purane se to mene purane wale ko 3.70 se 3.28 par kar diya or usse charge purane inverter se kiya to aab vo 6 hours chalti he warna pehle 5 min chalti thi 7 hours charge lagaya tha usse ab new inverter bhi charg karne laga
Sir apne Aisha video banate rahia hamlogoko sahara melega very very thanks
Sir apne bohut acha videos banata hai Dil se Thank you
He is the best guy for inverter issues.......suggesstions always helps ....great stuff..
🙏🙏🙏🙏 thanks bro
Excellent..mera 860Eb inverter me bhi charging ka problem tha aur is video ke help se problem solve hogaya aur badiya se chalne laga. Great video. Dhanyawad 👍👍
very nice information bhai sahab, app sahi me bahot achhi acchi knowledge de rahe ho logo ko. thank dilse
बहुत अच्छी जानकारी दी भाई साहब आपका बहुत बहुत धन्यवाद
Bhai mere wor se bhi thanks dil se aapne jaisa kaha waisa sach me ho gaya
Bhai aap bahut accha samjhte Hain
Thank so much for your video. Liked and subscribed your channel.🙏🙏🙏
I am using microtek eb700 model. With reference to this video i could correct the fault, but voltage setting changed from 3.46 to 3.66v for pin 3 of the ic. Hope this should not develop any new issue. Great support by this video 👍🏻
Luminous NXG 1450 solar inverter me battery low volt 10V karke btao
बहुत अच्छा भाईसाहब धन्यवाद
Charge nahi ruk raha tha usko thoda sa ghumaya ruk gya thank you
This video very much helpful for me 🎉🎉🎉
Par Excellent Sir
Thank you🙏🙏
Bahut hi acche se explain Kiya bhai. Luminous inverter maybe same voltage hona chahiye kya.?
Nhi bhai kewal puraane wale mickrotak me hota hai
Sir supar apke batane K tarik bohot ach laga
Very good sir 👍 battery continue charging par bhi banaye
Thanks brother very much nice video
Super Sir g 👍👍🙏🙏🙏
Mera SEBZ700 model hai usme on karate hi 10 se 15 sec ke andar battery full charge bata deti hai, usme konsa POT hai voltage adjust karane ke liye?
Sir...mera Microtek EB700 inventor hai. ..us me folt a he ki...usaka current ampere high hota hai....battery low hone pe 15 ampere me charge karta h...our 15 minute bagh 23 ampere ho jata....aur battery full honeke ke bad bhi....ampere 23 hi rahta hai,.....mere ek battery bhi kharab ho gai...sir plz mujhe kuch advise do...
Nice video bhai
Namaste Sir Ji............inverter ka transfarmar ya kit kitne watt ka h kaise pta kare..........is pe ek video banay please
Hello bhai... Sine wave inverter mein Grid se battery charging disable karne ka video bana do pls
Humko katap chahie 10.5 voltage mein men se chala jaega to kitne volt IC se nikal lega vah bataiye
Micro controller ic ko check karte waqt main supply on rakhe ya off kare
off
Where do you connect the negative probe while checking the 3rd pin of the IC?
Battery 🔋 negative
Nive sir .sir meri battry heat ho rahi hai to kisme problem hai inverter ya battery...
सर, जब मेरा microtek hb 950 inverter लाईट से बैटरी या बैटरी से लाईट में स्विच करता है तब सभी उपकरण बंद हो रहे है और फिर शुरू हो रहे है क्या करे । Please reply
Very nice video
Sir is ka pesha load bi connect hona chahia ja nahi?
Thanks again sir ji.
Hi
@@jaideepjaideep3843 hi
Meko bahut help hua
Charging completely stop krne ke liye kya krna hoga, kyuki me litium battery lagana chahta hu?
24 volt per be 3.5 same volt ayga kya sir
Mai ne pri set 10.5 pe set kiya to 11.5 pe full ya 14.5 pe set kiya 12.5 pe low battery kya problem ho sakati hai
Sir 900 va ka inverter hai 180ah ki battery to ampier kitna hona chahiye charging ka
Hi bhai... mera microtek 875E2 hai usme ups on kane pr shiti yane ke vhistal baj rahi hai aur output nhi aa rahi to kyak kru
Sir please help me mere inverter ki charging continue show ho rhi hai but current jate he ..bettry low ho jati hai. ...microtek wala aaya tha but usne kaha ki battery me problem hai aap kuchh suggest kre
Luminous converter bhi theek karte ho kya
Mera inverter me charging led band ho ja raha
Phir bhi ampere de raha hai sir
Uske bad fan regular chal raha hai sir keya problem hoga sir please y sir
Preset se set kiya hai sir nahi ho raha hai sir please bateye sir🙏🙏🙏
Sir ji me bahut persaan hun. Maine luminous rehano 1425 inveter liya h.problem low battery cut 11.7 full battery cut 12.37 per ruk ja raha h.battery ka paani 10 din me bahut kam ho ja raha h.kya kare company ko maine kamplane kar ke bulaya lakin problem solve nahi hua.
Good information sir microtek inverter me 11.5 Volt pr low battery so kr rha he bakcup nhi mil pa rha he mene micro ki pin nmbr 3 pr 3.4 volt set kiye the is wazah se 11.5 pr low battery so kr rha he plzz sir solutions
mera inveter 300watt load par battery se 13amp current le raha hai kya problem hai luminous nxg 1100 madel hai
Agar mere ko 10 volt mein charging cut karna pade to kaise karen ISI karna pade ga I see me dikha rahe 3.4 volt to kitna karna padega to 10 volt mein cut kar dega inverter charging mens per chala jaega
Sir 180 ah tubular battery par bhi same setting hogi kya
Amp se nahi hota h
Kewal v se hota h same setting kare
Voltage high hone par sb900 sinewave battery mode pe chala jata he button off karnepar battery charging hoti he ....kya problem ho sakti he
Excellent sir
Sir inverter repair ke liya ups ke battery use kar sakty hyyy reply please
+Ranjodh Singh ji ha
Mere pass nayavala macrotek ka 700 ka invar he usme probalm heki charging jada hotahe or trip nahi haota or lanbi betari ki vayar lagai tho trip hotahe ye probalam kiv hotahe
Sir ji ac 220 se k oper jate hi inverter restart ho raha hai..kya kare pliz solutions de
Sir ji 24 v inverter ki ic ke 3no pin per kitne volt set karke honge please riply
Sir charging on mein charging section Ic ki pin voltage check Kar sakte hai kya
Nhi backup mode pe
Microtek 850sebz mein doo tho blue port. Ek port ghumane se cut off nahi ho raha hai.
Bhai mere Pss v Microtek 925E2+ Model h Eska v overcharge k problem hai.apke jaisa maine v kiya lekin eska 3.11 se km na ho rha hai
Thanks or good ........
Microtek inverter jab light bhagane ke bad chal raha hota hai FIR lagbhag ek ghanti ke Baad jab light aati hai to charging nahin hota hai 1 2 bar on off karna padta hai tab charging chalti hai kya aap mujhe bata sakte ho kya problem ho sakti hai
Sir ye bataye 3.5 par set karne ke baad bhi kat nahi kar raha hai to kya kare please riply
Luminous solar 850 va battery Ka cutoff bataye,
Thanku bhai
+Akbar Alam welcome Sir
@@powertak3780 sar aap ka number mil sakta hai sar plzzzz
Thank you sir
kya 3.5 volt same hoga 2 battery wali inverter pe
Agar ponno 3 ko 5.5 volt a rhe h aur charging bilkun nhi kar rha h aur blinking nhi kar rha h jabki ye pri set change kar diya h bhirbhi volt kam nhi ho rhe h kya kare
Sri Mera microtek ups 600eb lodge nhi Le that hai
Microtek Dg900 lagatar 12amp par charge kar raha hai. 5vat ke led ko jalane par output 17amp bata raha hai. Vibration k sath awaj a rahi hai.
Pls reply
Agar Ham preset ko Shant karne Niche Se To Kya Hamari charging Samay Tak Hogi
Mera invertor 12.5 se11.5 tak backup deta hai
Koi upay baye
Mere pas new model ka hae usme priest nhi hae. Toh kaese hoga
Sir charging Ampere keytna huna jaee??
मेरा माइक्रोटेक इन्वर्टर है 11,00 का और कार्ड उसमेंस्क्वेयर वेव है 500 लोड देने पर ओवरलोड हो जाता है इस पर एक वीडियो बनाएं
Why microtak 1115 + inverter machine is working in current during period ? How can I solve this problem ?
Sir 600 eb me charging cut ho jata hai 1 second me or fir charging nhi hota hai
Sir EB 700 main outocut nahin ho raha ha naya modal
Mere pass solar panel hai bhaiya bhaiya mere se help kariye mere do battery hai parallel per lekin Aadhi Raat Ko battery lo hota hai to inverter mein charge hone lagta hai to usko humko cut off karna padega to kaise karen
Sr mene sb se bola h ki 24 volt ka charging cat ka video bna do .।
Pr kise ne nhi bnaya sr aap hi bna do please sr bna do please sr
Mene apne inverter ko 3.28 pe set Kiya jo purana rakha huaa he kyu ki meri battery charg nahi ho rahi thi Naa hi new inverter se na purane se to mene purane wale ko 3.70 se 3.28 par kar diya or usse charge purane inverter se kiya to aab vo 6 hours chalti he warna pehle 5 min chalti thi 7 hours charge lagaya tha usse ab new inverter bhi charg karne laga
Bhai sahab 24 volt vaale ka pin no. 3 par kitna volt set karna hai....
Output kam karana to kon sa krna padta h bhai
I have a issue with my microtek1250VA inverter. Its led doesn't blink while charging the led remains stable..
My eb860 giving 300 without load, what's problem
Mera inverter model ups EB 1000 main preset nahi hai aur charging cut off nahi ho raha hai to kaise set kare
Bhai meri problem ki solution Shayad mil jay Bhai mera 5 baat charging bling kar ke band ho jata h bling karna fan chalta rahta h light batata rahta h
Good knowledge
Sir microteck inverter overcharge kr rha h,cut off nhi kr rha,kya solution h
Agar ye preset kharab ho gaya ho to kya kare...please sir bataye...
Sir eb 900 me charging cut off circuit nahi or ye 11.34 pr batry low dikha rha ....problem ko kaose theek kre
Mera bhi yahi problem hai
Mera invertor 12.5 se11.5 tak backup deta hai
Koi upay baye
Sir luminance 1650va me bhi aese set karna hai
Nhi kewal mickrotak me
Or local inveter bhi sr charjing cat please sr bna do
Sir mere inverter k dono preset change Karne h. But unki value kya Joni Chahiye.......no 202 and 104 h .....plz bataiye....sir Ji...
...plz
202 means 2 k omhs
104 matlab 100 k omhs
Sir, hamara microtek eb900 continues charging horaha he, kya problem he, batahiye
Bil bahut aayega
3.5 v set kare preset se jab inverter battery per ho .
Sir mera pas 12v 200am ka battery ha isma maximum kitna charge full hona chaya 14.8v 15v ya 16v
14.4v
Nice video
Microtek Eb 1000 charging and output problem solve plz sir apna no. Send kijiye mujhe ye problem solve karna hai
mere inverter me jaise hi light jaati hai or phir aati hai to charging led 2 minute blink hoke ruk jaati hai or battery low backup b de rhi hai
Ups on hi nhi hota.bjne lg jata h kya problem h
Sirji ईस model me charging led off rahti hai blinking nahi hoti hai
Very good
14.6..wolt aa rahe hai or amp bhi 30 aa rahe kya kare katap nahi kar raha hai envetor
Circuit fuse kaise check karte hai.. Us par 40 Likha hua hai