Myne 1 mounth phle ac gas refill or servicing krwai tb to cool ho rha tha pr av kuch dino se cooling nhi ho rha fir myne note kiya ki pani v drain nhi ho rha, to play koi btaeye ki kya mere ac m problem h ya kya kru mye. Kya ye normal hai.
Vacuum mujhe samjh me nhi aaya bhaiya ac me chal rha but pani nhi aa rha hai kaise thik kare or agar operator ko bulate to thag ke chla jata hai 2 3 hazar or kuch kam v nhi krta hai
New ac hai 1 saal hua hai ab cooling 20% kr rha hai bs aur drain se paani bhi nahi aa rha gas bhi theekh aayi hai ampere bhi sahi aaye hai filter bhi saaf hai outdoor unit bhi chlri hai fault samajh nahi aa rha marq 5 star dual inverter ac.
Ac sirf 10 month purana hai. Bich me thoda din ac bandh raha tha. Abhi paani nahi aa raha pipe se aur ac ka cooling bhi kam ho gaya hai ..... Kya kare ??????
Arre ac ka paip me kachra fash jata tabhi Pani nhi aata h paip chenj kar de yeh fir paip saaf karle fir bhi nhi aata h to compressor drip ho raha hoga samjhe
Abe yr vacuum k bad bhi esa hota hai... Ese video mt banao customer saval krte h... Ese.... Aur vacuum propar yani 2stage vacuum k bd bhi 45min karne k bd bhi ye problem aati h... Vajah kuch aur h
Bro the AC technician can't solve the E5 error in my LLOYD 3S INV SPLIT AC issue. What to do now? My AC is just 2 weeks old. Is it a manufacturing defect product? It's cooling is very good but it often shows E5 error. I bought the AC from Reliance Digital and the installer is from ResQ Team.
Thanks sir 👍👍❤❤. Im full support bro
1:25 se dekhna chalu kare...aage Baaki sab gol gol
Ye samajni ki baat hai kisi ko nhi aati toh vo aapne galti hot hai 😌
AC kitna time chalne k baad outer se bahar aata hai
Kuch nai..maje karo
Ak saal baad vacuum kara sakte hai kya
Bhai ji agar hawa me humidity kam hogi to pani kaise banegi??
Ac cooling kar rhi h but cooling km h or out door se pani nhi aa rha kya kare
Same
Same
Vhi to btaya h video me technician bulwao vaccum krwao
@@hrusikeshmallick902 technician krega for better cooling
Same problem
Humne bhi abhi AC service karaya hai lekin uska bhi Pani Nahin a raha hai kya problem hai
Aap ka pani mai nikal du
Aap ka pani mai nikal du
Maine abhi servicing kraya EC aane par, jisme usne bola Gas nhi hai, toh maine Gas bharaya, cooling ho rha hai but paani nhi aa rha hai
Same issue. Kya solution huaa ??
@@mayadvteali1380 I got to know water is depend on weather. Water mausam k according nikalta hai
Thanks for very informative video's 👍
Mere case me gas bhi hai, cooling bhi ho rha h but paani nhi aa rha hai jabki kuch din pahle paani aa rha tha
Zada hilana aayega pani
Same i guess low humidity
Same with me
Same
Same
April 28 2024 meri ac 1 year hone wale h but bahar se paani nhi ara problem aari h yhi bhai batao kuch
Myne 1 mounth phle ac gas refill or servicing krwai tb to cool ho rha tha pr av kuch dino se cooling nhi ho rha fir myne note kiya ki pani v drain nhi ho rha, to play koi btaeye ki kya mere ac m problem h ya kya kru mye. Kya ye normal hai.
Bhai apni ac maine ac agr 24 pe chalaya pani bilkul bhi nhi tha aur jb 18 pe chla di to 10 min baad paani nikla to isse mai kya samjhu
28-22 pani nhi aata low temp. Pe aata hai
@@Realtrade89but june me 28 per bhi outlet se pani girta hai
Are bhai pani sirf tb girta hai jb bahut jyada humidity or garmi ho jo sirf june july august me hoti hai usse phle hardly
April mei kya ek .drop bhi nhi aayega paani ac se
chk krwaya kya@@shivamgupta5685
Girta h bro grmi me bhi hmare ghr
@@Creatorofcreators kha pr rhte ho aap
Bhai mere daikin ftkz ac hai wo cooling b acha karta kar rha hai par output se pani nhi aa rha hai
Same issue one yr old ac
Haan
Koi isse nhi h normal h ye agar moisture nhi h
Mene 2 din phle liya h....1 din Pani aya Aaj se nhi a rha
Right brother main v mechanic ko call krne ja raha tha@@jeffmartin5684
Vacuum mujhe samjh me nhi aaya bhaiya ac me chal rha but pani nhi aa rha hai kaise thik kare or agar operator ko bulate to thag ke chla jata hai 2 3 hazar or kuch kam v nhi krta hai
Accha technician ko bolayie
Hamare ac me start karte h toh gas ki sound aati hai
Koi problem nahi hai normal bat hai ye to
Mera ac full night chl rha h but pichle 1 week se 1 drop bhi nhi aya Pani
Jay shree radhey Krishna🙏🙏
Behad sundar Jankari di aapne🪔🧿🏆🧿🏆
Bhai Hume sikhna hai AC ka kam
Mujhe bhi batao Pani nahi arha dakin me new hai ac
Technician mana kar deta h vacuum karne se fir kya kare
Acchi cooling ke liye vaccum important
Company ya jiss service centre se wo aaya hai unse baat karo ki dosre bande ko bhejo with vacuum machine
Bhai jan mery Ac se pani b ni aa rha or cooling b ni kr rha mjy kia krna chahiye plzzz help
Bhai jan mery Ac se pani ni aarha ha awr colling kr rha ha pl reply
New ac hai 1 saal hua hai ab cooling 20% kr rha hai bs aur drain se paani bhi nahi aa rha gas bhi theekh aayi hai ampere bhi sahi aaye hai filter bhi saaf hai outdoor unit bhi chlri hai fault samajh nahi aa rha marq 5 star dual inverter ac.
Hitachi ka h kya
Ac sirf 10 month purana hai. Bich me thoda din ac bandh raha tha. Abhi paani nahi aa raha pipe se aur ac ka cooling bhi kam ho gaya hai ..... Kya kare ??????
Patjhadh k mosam mai AC se paani nahi aata kyuki hawa Mai humidity bhot kum hoti hai
Mera AC cooling ache se ho raha hai pae na andar ki tarf pani aa raha ha,,na hi bahar ki tarf aa raha hai
Same
Apne kya kiya
Same
Nice video bhaiya
Tnx u bhai
Yeh batao ki ac vaccum karna jaroori h kya
Yes
Behkum nahi bolte use me kitni der se pareshaan hu ki ye hota kya hai....
Why my ac drain water not comming but ac is working good and no any leak water anywhere is this normal or alert sign any idea 🤔?????
I have same problem
Hamara AC Jo Pani chhodana band kar deta hai to room garm ho jata hai aur jab chhodana start karta hai to room Thanda ho jata Aisa kyon Ho Raha hai
Daikin me F.L. show hota hai display me ya kya hai iska matalb ??
Full Load. Means compressor is working in full speed
Gas kam hone se kya karna parega
Mera bhi ac na toh colling kar reha hai or nha hi paani aa reha hai please reply me
Same problem
Arre ac ka paip me kachra fash jata tabhi Pani nhi aata h paip chenj kar de yeh fir paip saaf karle fir bhi nhi aata h to compressor drip ho raha hoga samjhe
Very helpful video ❤
Out door fan slow chalega tab bhi aisa hoga
Yes
out door fan slow hone ka karn
गलत जानकारी, AC जून जुलाई मै जाकर पानी बनाते हैं
Ye baat sahi hai bhai, kyu ki aaj mai AC on kiya lagbagh 30 min chali lakin pani nahi gira
Bhai ma bhi chalya hu nahi aarha ha new ac h
मेरे में भी पानी नहीं आ रहा
@@ParkerAmrendra अरे भाई new daikin ac लगाया,,, 8 घंटे चलाया एक बाल्टी पानी दिया😊😊,,भगवान ksm
@@mrmunna7505 Sahi se hilao b
ajayega 😂😂
Thank you
Abe yr vacuum k bad bhi esa hota hai... Ese video mt banao customer saval krte h... Ese.... Aur vacuum propar yani 2stage vacuum k bd bhi 45min karne k bd bhi ye problem aati h... Vajah kuch aur h
Ok ok thanks
Wrong information
Gyan may de bhaji. Gyan hamare passed baht hai
Itni bakwas ku kar rha h
Pagal tm pata nhe kiya batary ho
Bro the AC technician can't solve the E5 error in my LLOYD 3S INV SPLIT AC issue. What to do now?
My AC is just 2 weeks old. Is it a manufacturing defect product?
It's cooling is very good but it often shows E5 error.
I bought the AC from Reliance Digital and the installer is from ResQ Team.
change cooling coil sensor or room sensor
We purchased Lloyd ac no cooling from first day.i am in deep depression I waste my money.