Debit or credit card koi bhi card use kar rahe hai to automatically payment chalta rehega, agar aapko Netflix ka automatic payment subscription cancel karna hai to mene iss topic par already information banayi hai.. ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
Maine auto-pay cancel kr rakha hai,,log already h but plan 12 December ko khtm ho gya h ,,,ab payment ka option ni aa rha mujhe ,kuch download ni ho rha
Agar aap Netflix membership cancel kar dete hai to aapko next month se automatically payment nahi dena hoga.. nahi to aapka every month automatic payment debit hota hai aapko bank account se..
Aap Netflix ka one month ka recharge kara sakte hai and then next month se aap Netflix ki automatic payment ko cancel kar sakte hai please check ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
Open Netflix app and the settings me Netflix subscription cancel kar de and then Google pay me right top par profile icon par click kare and then autopay wale option par click kare and then aapko sabhi autopay subscription show ho jayenge jis bhi subscription ko cancel karna hai yaha se kar sakte hai
Aap Netflix membership subscription ko cancel karwa sakte hai jitne time ke liye aapko use karna hai use kijiye baad me pause ya cancel karwa sakte hai
@@angel00099 aapko Netflix me subscription cancel karne ke baad apna paytm, phonepe ya google pay jaha se bhi aapne payment ki hai waha se bhi automatic subscription cancel karna hai taki aapka next month se automatically payment deduct na ho
Koi bhi pasword kese set hota hai yaar mere e mail password mang Raha hai koi aur man mrji nhi hoga aur mujhe dusra password rakhna hai ab doston ko share karunga toh e mail password thodi na dete phirunga just help me with it
It depends ke aap Netflix ka konsa plan le rahe hai, sabhi plans me alag alag terns and conditions hai, aap pehle Netflix ki terms and conditions check kare, app ko install and setup karenge to aapko iski details pata lagegi 😊😊
Bhai mere sath problem ho rahi please is par koi video main Netflix ka recharge Kiya account se paise cut Gaye Magar Netflix nahin chal raha hai main Netflix walon Ko call kiya to unhone kaha aap ka recharge nahin hua Magar account se paise cut gaye kya ya mere problem solve kar sakte hain aap iske upar koi video banaa do please gpay
video start from 1:40
Good information mohit bhai
Thanks brother
Background mein bambari ho rahi hai bhai Jahan baithkar video bana raha hai wahan piche bambari ho rahi😂😂😂😂
😂😂😂😂😂
Ha bhai 😅 , exactly
Thank You Bhaii ❤❤
Thanks for watching the video
Thank you bhaiya Nice information ❤
Thanks for watching the video
Thank you brother ❤️ nice explanation ❤️👍
Thanks for watching the video brother
PAYtm netflix payment has been stopped by RBI from january 2024
Thnku very much
Thanks for watching the video
6:11 he reveals his UPI id
To 😂😂 payment request bhejte the
🤣😂
Debited card number dalne se automatic next month payment hoga ki bandh ho gaya ka Netflix
Debit or credit card koi bhi card use kar rahe hai to automatically payment chalta rehega, agar aapko Netflix ka automatic payment subscription cancel karna hai to mene iss topic par already information banayi hai.. ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
He looks so annoyed by the background noises lmao
One month ka subscription lene k baad auto recharge ka option cancel kr sakte hai ki nhi ?
Yes aap automatically payment ko cancel kar sakte hai
Netflix ka automatic payment cancel karne kr liye please check ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
Maine auto-pay cancel kr rakha hai,,log already h but plan 12 December ko khtm ho gya h ,,,ab payment ka option ni aa rha mujhe ,kuch download ni ho rha
Same yr
Thanks 👍
Thanks for watching the video
Thanks Bhai 😊🙏
Thanks for watching the video 🙏
Kya yeh tv me be use kr sakte hai kya bhai
Netflix ka 149 wala plan only mobile me and tablet devices me use kar sakte hai, TV ke liye others plan jaise 199, 499 and 649 wala lena..
@@TechnicalSaathi thanks
@@TechwinRohit thanks for watching 😃😃
Cancel automatic payment me kya hoga plz reply?
Agar aap Netflix membership cancel kar dete hai to aapko next month se automatically payment nahi dena hoga.. nahi to aapka every month automatic payment debit hota hai aapko bank account se..
Sir Subscription lene ke baad video dekhne ke liye alag se Data lagta hai kya????
Ha bhai, Netflix use karne ke liye aapko apna internet data to use karna hi hai
Nice information
Thank you sir 😊
Thanks for watching the video
Bhai number to dikh gya!!?😅😅
Bahot badiya 😂😂😂😂
Cl kr leee
@@mohantyslifestyle7215 😂😂🤣🤣
1 year ka subscription kaha se lete h
1year basic subscription NETFLIX ONLY 500/-
😂
De bhai
Thanks 🧸👉👈
Thanks for watching the video
Thank you good information
Thanks for watching the video
Bhai Thora dhire bolne me kya jayega
👍 Nice 👍🙂
Thanks 😃😃
Agar Paisa he nhi ho toh😂
Telegram 😅
😂😂😂😂
Ha teligram
Bhai play krke dikho kuch video ko
Cancel Automatic Payment pr click krne s payment deduct to ni hoga apne ap
Kya hum Google pay bhi kar sakta hai?
Yes UPI payment bhi kar sakte hai
Kiya netflix sa movie download kar sakta hai
Agar gpay se payment ki hai to auto debit kaise roke?
Mene Netflix automatically payment cancel karne ke baare me information banayi hai please check
Love you Bhai great sir
😃😃
Sir thoda slow bataye😢😢😢
Bhai me to is video ko bhi 2x me dekh rha hu
But sir mera bank of maharashtra ka debit card kaam nahi kar raha netflix pe .. to kaise solve karu ye problem ?
Aap UPI bhi add kar sakte hai UPI se bhi payment kar sakte hai
Sir hum students hai to agar hum dukan Wale uncle se blow to vo recharge kar ke denge recharge wale uncle
Debit card mein bhi automatic payment ka panga hai kya
Ha
Or agar ..cancel automatic payment...par click kar denge to kya hoga ?
To cancel netflix membership please check ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
Thank you ❤
Thanks for watching the video
Automatic payment cancel kyu nii kiye??
Baad me kiya mene
Paytm wallet se hota hai kya
UPI payment and cards payment
Isse saste m 4 screen account de skta hu😊
Nice bro
Thanks brother 😃😃
Delete kar sakte hai automatic recharge ko
Yes Netflix ki automatic payment ko cancel kar sakte hai ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
Sir please batein jazz cash Ki list mein Netflix kiyo nahein show Kar raha Hai ye to batein
Agr humko sirf ek he month ka recharge karwana hai to kya kare gey
Aap Netflix ka one month ka recharge kara sakte hai and then next month se aap Netflix ki automatic payment ko cancel kar sakte hai please check ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
Nice
Sir kya ham log apne Netflix account ka subscription kisi or ke Paytm account se purchase kr skte h?
Yes aap payment karte time kisi bhi paytm ki upi id ya phonepe, google pay upi id ka use kar sakte hai
Maine aisa hi kiya lekin paytm kholne ke baad process ka koi option hi nahi hai
Bhai UPI Mai to Automatic likha huwa hai To kiya ye automatic ho jaayega
😅 😂 भाईसाहब क्या आपके पीछे कुत्ता लगा था
Gpay me kaise automatic payment cut kare
Open Netflix app and the settings me Netflix subscription cancel kar de and then Google pay me right top par profile icon par click kare and then autopay wale option par click kare and then aapko sabhi autopay subscription show ho jayenge jis bhi subscription ko cancel karna hai yaha se kar sakte hai
Sir mera card accept hi nahi kar raha netflix pe .. please bataiye kya karu ?
Try different card or try UPI id
649/- wala plan kitne din ke liye rehta hai
1 month
4k ultra video dikhega
Agar pause ke badle cancel karege to kya hoga
Aap Netflix membership subscription ko cancel karwa sakte hai jitne time ke liye aapko use karna hai use kijiye baad me pause ya cancel karwa sakte hai
Sir maine abhi automatic payment cancel ki h membership nhi so ab automatically money deduct to nhi hoga account se
@@angel00099 aapko Netflix me subscription cancel karne ke baad apna paytm, phonepe ya google pay jaha se bhi aapne payment ki hai waha se bhi automatic subscription cancel karna hai taki aapka next month se automatically payment deduct na ho
149 wale mai ek sath 2 mobile mai use kr skte hai kya?
Nope
Cancel wala option b bata dene na bhai
To cancel netflix membership please check ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html
Harsal jaruree hai kyaa Netflix ka recharge karan nhi karte to apnap bank se paise kat te hai kyaaa
Jb tk subscription cancel nhi karoge tb tk bank se paise ktenge
Dosto bohot jalad Google Netflix ka ho jaye gaa
Koi bhi pasword kese set hota hai yaar mere e mail password mang Raha hai koi aur man mrji nhi hoga aur mujhe dusra password rakhna hai ab doston ko share karunga toh e mail password thodi na dete phirunga just help me with it
149 ka plan me quality aur Kam kar sakte he kya sir jaise 140p, 240p 360 p aise plz riply me ❤❤😢
Ha quality aap change kar sakte hai depending on net speed
Mere me to UPI outopay ka option aata he nahi hai Bhai ab iske liye kya karen
Bhai dheere bol atak bahut rhe ho...
Bhai is video ko bhi me 1.5x me dekh rha hu
Aap ko shuring kyu ho rhi hai😅😅😅😅
Upi invalid bta rha jabki sahi h😢
Ye kitne member chla skte hai ek account?
It depends ke aap Netflix ka konsa plan le rahe hai, sabhi plans me alag alag terns and conditions hai, aap pehle Netflix ki terms and conditions check kare, app ko install and setup karenge to aapko iski details pata lagegi 😊😊
Bhai nhi hua paise refund bhi nhi hua
Mere mein upi id invalid dekhata hai kyuuuuu????
cancel nahi kar sakte kya?
Yes Netflix ki membership aap kabhi bhi cancel kar sakte hai
Bhai Mera Google pay auto-pay nhi kar rha
Upi payment ka option nahi aarehi hai
Refund milega kya
Mere account se kat liye
😭😭😭
Bhai isme Hollywood movies ko hindi main dek sakte hai kya? Netflix pe pls reply
Ha kuch movies hai jinme aapko dual language mil jati hai, baki jyadatar movies me aapko English hi milegi
Bhai mere sath problem ho rahi please is par koi video main Netflix ka recharge Kiya account se paise cut Gaye Magar Netflix nahin chal raha hai main Netflix walon Ko call kiya to unhone kaha aap ka recharge nahin hua Magar account se paise cut gaye kya ya mere problem solve kar sakte hain aap iske upar koi video banaa do please gpay
Airtel payment Bank se recharge nahi hota.
Sir upi se nhi ho rha recharge. Mere paas rupay card hai. Kya visa card chahiye?
Debit or credit card se bhi kar sakte hai
भाई मेरे मोबाइल मे UPI वाला option नहीं आ रहा है
Mere bhi mobile mein nahi aa rehaa UPI vala option aapney kase payment kiyaa please tell
Sar Aise recharge kar le FIR Nahin chal raha
Bro mera pay ni ho ra hai mai phonepe use krta hu plz reply kro yaar🙏
Me bhi phone pe se pay kar rahi hu par nahi ho raha hai
Bhai mere me UPI nhi aa raha h
Netflix 649 plan me ek id h.. bhai koi lena chahta h...rs160..
Google pay se payment karne per auto debit 1 month ke bad kese cancel kren
Netflix me aap apne auto debit ko cancel karna hai and the google pay me automatically UPI payment ko bhi cancel karna hai
Only movie witching ya sports also watching
All content
149 rs wala mat krna ,,, bakwas
maine kiya limited moviez hai
How to do in G-pay
Kisi bhi payment option se Netflix ki membership le sakte ho, g pay se lene ke liye Gpay ki upi id enter karo and then payment karo
Mera debit card se payment nhi ho rha
You can try a different debit or credit card or you can also try UPI I'd for payment
Bhai slow Bolo aap
What was that background noise
Bro agr bank automatic payment support nhi krta toh tab kya krna hai
Different bank account ya UPI id use kar sakte hai
UPI to dekh gay
149₹ vala plan 2 phone v use krr skte hai
Nahi
Only 1 device
Bhai mera next nhi hora
Please don't waste money for watching Netflix..and it is useless and waste of money...
149 ke recharge me kitna phone connect kar sakte hai
3
Kiya first month 149 chagre lagega
Netflix ka aap jo bhi plan lenge utna amount dena hoga
Kitna bolega yha pr tha pr age to bol pgl
A66e se bola karo
Help full 🌝 video thank for sharing ❤❤❤🫠
Thanks for watching the video
G pay te kase hoga🤔
Gpay ki UPI id enter karo and then payment karo, ya koi bhi UPI id jaise paytm, phonepe ya amazon pay etc bhi use kar sakte hai
How to cancel membership?
To cancel netflix membership please watch ua-cam.com/video/vBTys7Tk51U/v-deo.html