Sir aap ke video se mujhe bahut janakri mil rahi he. Me ampli ka pura kam janta hu. Lekin mosped ke bare me jaankari nahi hone ke karan mujhe mosped ko banane ka man nahi karta tha magar aap ke video dekhane ke bad ab mosped banane me bahut help ho jata he aapko dil se thanks🙏
Sir dynatech v7000 पर detail में video बनाईए,रेपयरिंग बहुत क्रिटिकल है इसके पहिली वाली विडिओ देखी है लेकिन ,उससे जादा detail मे विडिओ बनाइये ,आपका बहुत आभारी रुहूनगा,👏
@@BHAVYATECHNICAL Thank you. Sir, Mara pas Stranger SPB4K hy,same problem, o protaktion pay chala jata hi, OFF kornaka bad ON kornasa fir chalta hi. Lakin problem repid hota hi. 4 time repair kiya , two program chalta hi fir ohi, kaya koru?
Sir dhnywad.. Sir mere CA4me ek chenal me clip or protect ki LED cantiniu jal rahi h jaise hi mixar ki lid canect karte hai wo on ho jati hai kya problem hogi sir help kare please 🙏🙏🙏
Sir Aap bhut Kuch bantaa hai our Sirf Amplifire repair ki vedio upload karta hai sir Aap jo Kuch bhi banata hai sab ki vedio upload kigiya ga please sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Apne pura part no nahi likha hai, par shayad ye MOSFET hai, yah class h me higher rail ke voltage ko diye gaye signal ke anusaar o/p transistors par switch karne ke liye use hota hai
Studiomaster pa3 amp main ak channel ka volum dusri channel sa jaida karna sa limit led pic hota hain. Dono channel ka volum sem position ma rak ka limit led equal kaisa kara. Limit preset change karka kam nahi hua. Plise batain.
Sir mere paas Studiomater 4.5 ka amp. Hai isme bhi dono chanal par limiter deta hai please sir aap repiear karenge sir please main bahot presan ho chuka hu sir please
Sir, thanks for this video....integer main tha kab aap ca series ka fault solution katennge.sir kon sa co.ka maltimeter use karte hain plz batayiyega....thank u.
sir Mera studioman 5500w light se Sahi chalate Hain theek Jese hi generator se connect karte Hain to panel B ke transistor jal jaate Hain aur speaker bhi jala deta hain
Sirji nice video 🙏🙏🙏🙏🙏 Sirji ek jagah ampki repair ki training ke liye next month janevala hu but sir jab tak posible ho apse training lena chahtahu to sir ho sake to kuch vakta nikal ke please training provide karaye Hartley recvest he sir apse🙏and miss you lot sir bahot din bad video aya🙏
Vipul ji thank u very much, mere paas samay ki bhari samasya hai, aap jaha bhi sikhenge apki pakki lagan ki vajah se jarur kamyaab honge , best of luck 👍
@@BHAVYATECHNICAL nhi sir ji.. 🙏🙏 Eska original hone ko koi ek chiz bataye... To.. Na esme original hologram, Or n.. Esme original baar code h n series number h.... Ab..boliye.. 🙏🙏
Dada... Studio master 6.0 mei Mosfate change kia hai ab koyi short nehi... Smps vi thik hai. 15 volt vi ok.... But mosfate kata huya part limiter hai... Please help me
Sir ca20 class h ka Speaker load denese 5200 rail mai bais volt jada hora hai 1943 mai bais volt 0 hora hai aur load cut denese dono mai bais volt sai aur equile hora haiy lekin speaker out put mai -2.0 volt ara hai kiyu
Guru dvaje ap bolre thea ke speaker per video banuaga abe tak sapeker per koe videos nhey aey h plzzzzzzz sepiker per videos baneo plzzzzzzzzzzz reqast me plzzz
श्रीमान आप की जानकारी बहुत ही रोचक व ग्यान वर्धक है । आगे भी अपेक्षाकृत जानकारी प्रदान करते रहे ईश्वर आपको दीर्घायु प्रदान करे ऐसी मंगलकामना।
धन्यवाद 🙏🏻
Aapka whatsaap number do sir
Sir aap ke video se mujhe bahut janakri mil rahi he. Me ampli ka pura kam janta hu. Lekin mosped ke bare me jaankari nahi hone ke karan mujhe mosped ko banane ka man nahi karta tha magar aap ke video dekhane ke bad ab mosped banane me bahut help ho jata he aapko dil se thanks🙏
Sir apka samjhaneka tarika bahut achha hai.
Thanks
Sir aap vidio bahut late lage hai mai aap ki vidio ka intjar besabri se karta hu
🙏
बहुत महत्वपूर्ण विडिओ ,thank u
Thanks
Thanks
Sir dynatech v7000 पर detail में video बनाईए,रेपयरिंग बहुत क्रिटिकल है इसके पहिली वाली विडिओ देखी है लेकिन ,उससे जादा detail मे विडिओ बनाइये ,आपका बहुत आभारी रुहूनगा,👏
ye model jab bhi available hoga jarur banaunga 👍
@@BHAVYATECHNICAL bahut bahut abhari👏
Mera dynatech pd5000 amplifier A channel par volume badhane par yellow clipping light lag rhi..kya hua hoga
Sir ji 1no. He🙏
Thanks
Sir ji ca 12 amp me 5532ic ke paas k8062c transister laga he uske badle koi dusra lag sakta he plz btao
Sir ek amp 3502 ka main board me registense jal gaya iska number sanagh nahi aa raha isliye uska video dikhaye
sir you are the best love from Nepal
🙏 Thanks
Very good DEMO 👌👌 for Amplifier Riparing
Sir video dalte rahiye krupya 🙏
🙏
Your fault caching pour is outstanding ❤
Thank you sir video upload karne ke liye bhut bhut dhanyabad aap ka
welcome
Thank you sir, Nice vidio. Yeto protaktion mode pya nahi gaya, agar hota to kya hota?
इसी condition में ज्यादा देर चलने पर ये एम्प प्रोटेक्शन में चला जाता था
@@BHAVYATECHNICAL Thank you. Sir, Mara pas Stranger SPB4K hy,same problem, o protaktion pay chala jata hi, OFF kornaka bad ON kornasa fir chalta hi. Lakin problem repid hota hi. 4 time repair kiya , two program chalta hi fir ohi, kaya koru?
Sir 3502 amp ki function ke vishay me bataye
Kafi help mil jati hai...thank you sir
Thanks
Sir class h amplifier mein voltage regulator nahi ho raha to Kiya Karan ho sakta hai
Thanks guru devaje apa bhouta achha videos baneto ho to plzzz spiker per video bajena ok
Thanks
Sir ji main abhi ak MOSFET repair Kiya hai jismein sirij mein chal raha hai aur without shrees may protect ho raha hai
Kon sa amplifier h
Bhaiya amplifier me jitna terminal hey sabhika voltage check karte jao.
Class h hai to ,voltage switching circuit or MOSFET check kariye, drive voltage bhi
bhaiya cumpni maid aor assemble amplifier ki voiise me furk hota he kya
Sir dhnywad.. Sir mere CA4me ek chenal me clip or protect ki LED cantiniu jal rahi h jaise hi mixar ki lid canect karte hai wo on ho jati hai kya problem hogi sir help kare please 🙏🙏🙏
Guruji kam tranjister se jyada wat ka amplifier kashe banta hii
class H & D dono hi type ke amp me kam tr se adhik o/p liya ja raha hai
Sir DPA5000 wt ampilifar me chenal A me ciliping aata hai vol. Bhadhane se bajta hai is ka vidio hai to dikhaye sir
Daynatech or hd 18 ka video banayiye
Aapki harek vidio achi hai
Same problem nx1201 me hai kya check karna chahiye sir
Very nice your all'video sir
Thanks
Sir Mere pass sound standard techno 4 amp hai 600 ka bass lagao ya 800 ya 1000 watts same problem hai kuch salution hai batao
Ram ram sir ji thik hoge thik app nd video bht late dLi apne nd plz smd ca main jo hota h uski video bnao plzz thnx g
🙏
Sar mere pas krown Ka amp4000w hai jisaka ch1 Ka abaz fat raha hai
Sir uski driver voltage or transistor main Bala check karle velue kam hosekta hey .odisha
& Driver transistor bhi check kare
Bhai bina bt board me amplifier kese chalaye
sir Qd audio ca12 me B chenal me bass ke sath sath fattar fattar ki awaj Bhai aati hai punch ki quwalti fat rhi hai sir krpya batay
Drive volt full volume par kitne hote hain full pressor per jab chalta hai
Sir Aap bhut Kuch bantaa hai our Sirf Amplifire repair ki vedio upload karta hai sir Aap jo Kuch bhi banata hai sab ki vedio upload kigiya ga please sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏
ok, me koshish karunga
Sir 1channel me same problem horaha he Thik keyse Kate kuse barite,🙏🙏🙏
Sir ji mosfet transistor ki quality check karne ka tareeka bataiye
Studiomaster 3.0 ke bare bataye
Sir ji TTC 5200 our 2sc 5200 mosped me Kya Fark h batayie please
Sir same fault ca20 me aaya hai pr channel 1 me kya solution hoga sir please bataiye
Sir mere pass ati pro ka ca20 hai 25persent volume me limiter on ho jata hai abhi new hai 4 booking hi Karen hai
Max 4800 me bas bdhane par masin treep hojati hai fir voliam kam kart hai to kuchh der me chalne lagti keya falt hosakta hai
Sir
Ca20 class h smd model ka jo mosfet switching karne ke liye
Jo module hai uska kaisa test kare
Sir class h amplifier mai 250n kya kam karta hai
Apne pura part no nahi likha hai, par shayad ye MOSFET hai, yah class h me higher rail ke voltage ko diye gaye signal ke anusaar o/p transistors par switch karne ke liye use hota hai
@@BHAVYATECHNICAL sir whatsapp number sand kar do
Ye mosfet trangister hai aur out put trangister ko suching ka kam karta hai
Sir daynatech pd 5000 mk2 me clip mode kaise hataye....bataiye sir....
bhot dino bad aap k darsan hu sair
🙏🏻
@@BHAVYATECHNICAL hame aap ko bhot yad kiya sir aap k video ko dekh dekh kar ek family jesa hogya 🙏🏼🙏🏼
Sir up offline course karato ho?
Nx audio mt 1201 ka channel 1 ka aawaj
Nahi aa raha limiter ki led jal rahi hai
Kya problem hogi
Dusra channel acha chal raha hai
Sir m aap sy kuch basic gan kari chata hu please mere help ky amp ky bary me(
Mahamai electronics )
Sir io board ka ic ka barama thora details ma.bolaya
sir mere paas yahi amplifier hai jyda bass badane par protect aa jaati hai or 5 second baad hat jaata hai
Single 8ohm par bass chaahiye, dual 4ohm par dikkat karta hai ye amp
@@BHAVYATECHNICAL sir maine amp khol ke dekha usme sabhi power capacitor upper side fhoole huye hai
Sir is amp Mai 70n10 ki jagh koi jyada power ka mosfet laga sakte hai kya
Sir amplifier 25%volium me chnalA par clip signal aata he useka problem kay he
Studiomaster pa3 amp main ak channel ka volum dusri channel sa jaida karna sa limit led pic hota hain. Dono channel ka volum sem position ma rak ka limit led equal kaisa kara. Limit preset change karka kam nahi hua. Plise batain.
mode sw bhi ek baar check kar leve
Meri ca12 h usme kya h on kr rha hu bass chlata hu to vo dono channel protect chal jati h full aavaj pe kya problam h
Sir mere paas Studiomater 4.5 ka amp. Hai isme bhi dono chanal par limiter deta hai please sir aap repiear karenge sir please main bahot presan ho chuka hu sir please
Sam Ye problem hai mere set Mein CA 18 hai sound standard ka lagbhag Kitna kharcha jagah kahan per hai aapki shop
Sir mujhe saundstrnjad ca 20 ka reaperig batao isme kalekator Or bass par 85 volt aaraha he eske bare ma batao sir
Sar 48v ke baad vailum bdhane pr m/h v nhi bdh rha hai kya kre
Sir new video KTP nahii Dall Rana hai
Sir ji mera stranger ka booster 1000 amp hai jisme pahle jaisi sounds bass ni aa rha pta ni achanak kaise Kam Ho gya please aap btaye
sir. Techno 4 me top baja sakte hai?
Sir mere ca18 me drive volt fluctuations ho rhi hai kabhi .14 ho rhi hai to kabhi .35 kahan problem ho skti hai
Sir, thanks for this video....integer main tha kab aap ca series ka fault solution katennge.sir kon sa co.ka maltimeter use karte hain plz batayiyega....thank u.
SGPlU
आप कहां से हो पता बताओ मुझे भी मशीन ठीक करवानी है
Sir ca 18 me one side pr limiter ke problem a rahe kya problem ho sakta he
Bahut badiya
Bhai agli video bina bt board me amplifier kese chalaye.odisha
Nx audio 801 in put section restor jal raha hai sabhi components change kiya hai
Sir MT701 me Same problem hai lekin B Zone pe A Zone acha chal raha hai Or B Zone ka Limitter ki light jaldi lag jati hai
sir Mera studioman 5500w light se Sahi chalate Hain theek Jese hi generator se connect karte Hain to panel B ke transistor jal jaate Hain aur speaker bhi jala deta hain
3000 watt Daynatec amplifier hai 1st zone mein same problem hai kya kare help me...sir
Bhai mera amp bhi ese hi kr rha h km voice pr hi limiter aa rha h
Sir mere studio master 2.0 me same yehi problem aarhi h volume badate hi limitar dikha deta h
Sir is amplifier me 4pcs (70N10 MOSFET) laga rahta hai usme se kitna (N channel) aur kitna (P channel) mosfet hota hai?? Sir urgently reply kariye 🙏🙏🖤
Good tiching welcome 👍👍❤️❤️🔥🔥🎉👍❤️
New Nxaudio Mt 1601 amplifier me esa horahai please reply 😟😩
Sirji nice video 🙏🙏🙏🙏🙏
Sirji ek jagah ampki repair ki training ke liye next month janevala hu but sir jab tak posible ho apse training lena chahtahu to sir ho sake to kuch vakta nikal ke please training provide karaye Hartley recvest he sir apse🙏and miss you lot sir bahot din bad video aya🙏
Vipul ji thank u very much, mere paas samay ki bhari samasya hai, aap jaha bhi sikhenge apki pakki lagan ki vajah se jarur kamyaab honge , best of luck 👍
Thenks sir and to bi sir jab bhi apke pass samay to please batana and sir video thoda jaldi dolo bahot hi dil se wait karte hai apke video ka🙏🙏🙏🙏🙏
Sir , mera amp ka led tut gaya ha kon si led lagau market Jo normal led hote a hoga ya koi special koi nam ha sir please bataye
कहां से हो भाई अपना एड्रेस बताएं मेरा भी प्रॉब्लम मशीन
🙏
@@BHAVYATECHNICAL जवाब दो भाई
Sir c18 Qd ki signal 🚦 light jalti rahti hai
Bhai mere pass CA20 hai jisme me 1500watt 4 bass chalata hu or volume badhata hu toh usme protect show karta hai esa kyo please replye bro
Hamare amplifier mein bhi yahi dikkat hai Jo tecno 7
Ye amplifier diplicate h.. Esiliye limiter pahale hi aa jata h...
नही ये amp soundstandard का original है, ca18 के original में भी 2-3 models हैं
@@BHAVYATECHNICAL nhi sir ji.. 🙏🙏
Eska original hone ko koi ek chiz bataye... To..
Na esme original hologram,
Or n.. Esme original baar code h n series number h.... Ab..boliye.. 🙏🙏
Ye video sirf repairing ke bare me hai, original duplicate ki baat baad me karenge ☺️
@@BHAVYATECHNICAL ok.. 🙏🙏🙏
@@BHAVYATECHNICAL 110 present original
Sir video let aa rhe h aapke video ka intjar rhta h
🙏🏻
Mere pas CA20 ka ek amplifier hai jisme second chenel me power indicator show karta hai magar sound nahi milta hai bhai so please help me
Nice video sir
Thanks
Sir esme konsay capiciter lage he
Sir aapne Transistor testing device k baare main nhi bataya.... Pls sir jarur bataye.... Kha se milega vo device
Ok
Namaskar sar ji
Sir g ahuja 1802 amplifier ka drive volt kese set kare
Available hone par video banaunga 🙏
Rx 4000 watt me clip protection aa rhi h puri volume nhi bd rhi
Sir.hamara.ampliphayar.me.b.zone.patka.jasa.baj.raha.hii.kay.kare.aor.ohi.chanal.zon.a.me.baj.raha.hii.sir.kuchhupay.batay.sar
Dada... Studio master 6.0 mei Mosfate change kia hai ab koyi short nehi... Smps vi thik hai. 15 volt vi ok.... But mosfate kata huya part limiter hai... Please help me
Very nice sir ji
Sir ca20 class h ka
Speaker load denese 5200 rail mai bais volt jada hora hai 1943 mai bais volt 0 hora hai aur load cut denese dono mai bais volt sai aur equile hora haiy lekin speaker out put mai -2.0 volt ara hai kiyu
ic 5532 check kare pahle
@@BHAVYATECHNICAL
5532 change kia
Pin voltage thik hai
Sir mere pass uba 800 watt Ahuja ka amp hai jisme awaj kharab aa rahi kuch solution batayenge
Uba800 par video banane wala hu
Thanku very much sir for reply
Sir please video mein yah Baat Batani chahie Thi yah problem kahan se creat hoti hai
Aur kaun se board Se Hoti Hai
Thanks sirji for sharing this kind of info...
Thanks & Welcome
Sir kya 500wt top me 300wt aur 200wt ko parallel me laga sakte hai
cabinet me dono speaker ke bich full partition hai to laga sakte hain
Guru dvaje ap bolre thea ke speaker per video banuaga abe tak sapeker per koe videos nhey aey h plzzzzzzz sepiker per videos baneo plzzzzzzzzzzz reqast me plzzz
🙏
Sir mere ca 20 amp me only ch 2 time ke pehle clip araha hai
Sir meray pass mt 1201 hai wo bar bar jal jata hai plz help
Sir ca18 ka bord kitnme padega places price Sir