Asalam o Alikum, about one year ago I was the subscriber of Ali, after listening of some bayan I realize that he is doing some thing which is not good. Alhamdullah Aj mulana sab ne khoob class lee,,,,,, wo kehta hy na per yad rakee ga..
ماشااللہ مولانا اللہ آپکو خزائے خیرعطا کرے۔آپ ان جیسے لوگوں کو جواب دیتے رہا کریں کبھی کبھی۔کیونکہ ہمارے تقریبا تمام علماء انکی باتوں کا جواب نہیں دیتے۔جس کی وجہ سے ہمارے بہت سے بھائی انکی باتوں میں آجاتے ھیں اللہ آپکی حفاظت کرے آپکے علم میں برکت دے اور آپکا سایا ہمارے سروں پر رکھے۔
Assalamualykum bombai india se bol raha hu mufti saheb aap k bayan UA-cam per sunne k khola jata hai lakin na jayez chiz samne aa jati hai kay hel nikle sakta hai
Assalamualaikum Jazak Allahu khaira Mufti Sahab Allah swt Aapke umr o elm mey barkat de aaj kal hamara mashre ka yeh bhi Almiya ajib hai log Deen samjhne Dr engineer advocates ke chakker mey Lage hai aur gumrah ho rahe hai Yeh waqt hamare deen o shariat per qayamat ka hai Allah hamari naslon ki aise jahil fitna paraston se hifazat farmaye aur aiso ko inke hi aulad se sabaq sikhaya Aameen
Mufti sahib Mubarik allah apko jizaekhair ata kare engr. Ali mirza jase log agarche adhura mutala kar k baes e fasad he lakin koshish kare k in jasu k sath ulajh kr apni ilmi istedad ko zaya na kare jase k is bayan ma apna usool waza kia ...Jizakallah..ku k.ap jase ulemaekiram fee zamana nimat he
شیطان کو جواب دینا ٹھیک نہیں بلکہ اس کے لیے تعوذ پڑھا جاتاہے. .. کیونکہ وہ تو ملعون ہے جان بوجھ کر فتنہ کررہے ہیں اللہ تعالٰی ھم سب کو اس فتنے سے حفاظت فرمائے آمین. .... مفتی صاحب اللہ آپکو ہمیشہ صحتمند رکھے اور حیات دراز فرمائے آمین
خوف لومة لائم سے مراد یہ ہے کہ لوگ کیا کہیں گے یعنی ملامت گر کی ملامت کا خوف۔ کہ ابھی تک تو یہ اسی شخصی مذہب کا مقلد تھا اور ابھی قرآن و سنت کا منہج قبول کرکے اہل سنت اہل حدیث بن گیا۔ اکثر مشرکین عرب بھی اس اکابرپرستی کی مرض میں مبتلا تھے جس کی وجہ سے حق پہچاننے کے باوجود حق قبول کرنے سے رکے ہوئے تھے۔ جس طرح ہمارے محبوب نبی محمد رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم کے چچا ابو طالب نے باوجود رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی انتہائی خدمت اور معاونت کرنے کے باجود آخری وقت تک کلمہ شہادت کے اقرار کرنے انکار کیا کہ لوگ کیا کہیں گے۔ اور وہ دنیا سے بغیر ایمان کے چلا گیا۔ جس پر ہمارے نبی صلی اللہ علیہ وسلم کو کافی دکھ اور غم پہنچی کہ خود اس کے چچا جن کے بہت سارے احسانات تھے لومة لائم کی خوف اور تقلید آباء واجداد کی وجہ سے کلمہ حق سے انکار کرکے بغیر ایمان کے عقیدۂ شرک وکفر پر دنیا سے رخصت ہوا۔
Allah aise Engineers ko hidayat ata farma warna apni pakad me lele...Ummat ko jodne k bajaye tod paida kar rahe hain jo insan islam ke kuch arkaan per amal kar raho wo bhi bhatak jaega
Hazrat ye wqat ki aehm zarurat he me ap is ki khabr lete rhen kinu ke bechare sada log is jahil ki baton se mutasir ho hate hen ye kud gumra he or dusron ko gmra kr raga he
Jinke koi buzurg nahi wo aise hi batein karte hai . agar tum inhe kehte ho toh zara ek baar wo kitab padkar kaho tume samaj may aye ga. Aur apne aalim ke Bayan nahi khud padho
Hahahahaha ;) mufti sahab aap thora late ho gaey hain social media per kyonkay aap log pehlay video ko haram jantay thay ab ap ko pata Chala kay social media ki Kia taqat hai. Kusoor aap ka Bhi nahi hai ap Kay akabereen Bhi yehi kertay aye hain: Glasses haram Railway haram Loudspeakers haram Photography haram TV haram Computer haram Phir social media hi haram Pata nahi aap mulla log ko her baat 20 saal late kyon samjh aati hai
Muhammad ALI if u r sincere, then should u not become an Aalim? So u can help the existing Ulama who don't have a vision of future. Or maybe you can become shaytan's adopted son, so you can get in-depth understanding of proper use of new technologies
bhai islam qayamat tak k liye aya hai... jab kisi cheez ka urf na ho woh kisi waqt kisi darjay main haram ho.sakti ho... laikin jab kisi cheez ka urf aam hojaaye or woh nas-e-qatayee se haram na ho usper ulama majlis kertay hain,,, tehqeeq kertay hain... or kuch ulama waqt ki zroorat ko daikhtay huay..(naa kay apni khwahish k paishe nazar) ijtihad kertay huay us cheez k halal honay ka jawaz daysaktay hain... isi liyeh nabi(saw) nay fermaya mujtahid jab ijtihad kerta hai agar theek ho tau 2 ajar agar ghalat ho tau aik ajar.... yani agar 30 saal pehlay yehi fatwa tha k rishwat laina daina haraam hai... magar jab maahsray main ye paya gaya k jaaiz kaamo k liye bhi rishwat maangi jaati hai.... werna bohot takleef uthaani parti hai...tau ulama karaam nay ye fatwa diya k jaaiz kaam k liye rishwat daina jaaiz hai..... laikin rishwat laina her haal main haraam hai.
مفتی طارق مسعود حفظہ اللہ
اللہ آپ کی عمر میں برکت عطا فرمائے اور علم میں مزید اضافہ فرمائے اور ہمیں آپ کے علم سے استفادہ عطا فرمائے
Alhamdulillah jazakallahu khaira
Allah kare yeh baat hum sab ki samaj mein aaye aur haq ki taaeed karne wala banate
Aameen
سبحان اللہ وبحمدہ سبحان اللہ العظیم
ALLAH mulana ko lambi umar ata kare aur HIFAZAT FARMAE.
Asalam o Alikum, about one year ago I was the subscriber of Ali, after listening of some bayan I realize that he is doing some thing which is not good. Alhamdullah Aj mulana sab ne khoob class lee,,,,,, wo kehta hy na per yad rakee ga..
ماشاءاللہ
اللہ آپ کی عزت ، جان و مال کی عزت فرمائیں
Allah ap ko jazai khair day.
بارک اللہ فی علمک و عملک مولانا صاحب
ماشااللہ مولانا اللہ آپکو خزائے خیرعطا کرے۔آپ ان جیسے لوگوں کو جواب دیتے رہا کریں کبھی کبھی۔کیونکہ ہمارے تقریبا تمام علماء انکی باتوں کا جواب نہیں دیتے۔جس کی وجہ سے ہمارے بہت سے بھائی انکی باتوں میں آجاتے ھیں
اللہ آپکی حفاظت کرے آپکے علم میں برکت دے اور آپکا سایا ہمارے سروں پر رکھے۔
Aameen SumAameen
Engineer shb ki what laga di....Allah apki umr daraz kre
Tabiyat se dho dia Mufti Shahab nei.😊 MasaAllah
JazakAllah khair
جزاک اللہ
ماشاء لله ⚘⚘
ماشاءاللہ بہت خوب مفتی صاحب
must watch these videos and please ask it to mufti tariq masood please
Mashaallah
Assalamualykum bombai india se bol raha hu mufti saheb aap k bayan UA-cam per sunne k khola jata hai lakin na jayez chiz samne aa jati hai kay hel nikle sakta hai
Allah aap k ilm o amal my brkat ata frmyn..lkin us eng. ka kam hi yehi hy ulma pr bhoonkna...wo es qabil hi ni k usko jawab dia jy
Assalamualaikum Jazak Allahu khaira Mufti Sahab Allah swt Aapke umr o elm mey barkat de aaj kal hamara mashre ka yeh bhi Almiya ajib hai log Deen samjhne Dr engineer advocates ke chakker mey Lage hai aur gumrah ho rahe hai Yeh waqt hamare deen o shariat per qayamat ka hai Allah hamari naslon ki aise jahil fitna paraston se hifazat farmaye aur aiso ko inke hi aulad se sabaq sikhaya Aameen
Isse agla byaan kon sa h bhai??
Hazrat is baat ka andaza tou is risalay k musanif ko ho ga k yeh waqiah ummat mein fasaad dalay ga tou is waqiah ko kion tehreer kia gia.
Mufti sahib Mubarik allah apko jizaekhair ata kare engr. Ali mirza jase log agarche adhura mutala kar k baes e fasad he lakin koshish kare k in jasu k sath ulajh kr apni ilmi istedad ko zaya na kare jase k is bayan ma apna usool waza kia ...Jizakallah..ku k.ap jase ulemaekiram fee zamana nimat he
Agree molana sahab
شیطان کو جواب دینا ٹھیک نہیں
بلکہ اس کے لیے تعوذ پڑھا جاتاہے. ..
کیونکہ وہ تو ملعون ہے جان بوجھ کر فتنہ کررہے ہیں اللہ تعالٰی ھم سب کو اس فتنے سے حفاظت فرمائے آمین. ....
مفتی صاحب اللہ آپکو ہمیشہ صحتمند رکھے اور حیات دراز فرمائے آمین
Zabar10
Mufti sb aap khwah makgah in logon ko mash-hoor kar rhein.
Inhe sunta hi kon hai.
Imran from india
dor hazir ka naya fitna hai engineering fitna quran wa sunat k nam pa aik naya fitna wojod mai arha hai Allah logo ko ase fitno se bachyee...
خوف لومة لائم سے مراد یہ ہے کہ لوگ کیا کہیں گے یعنی ملامت گر کی ملامت کا خوف۔
کہ ابھی تک تو یہ اسی شخصی مذہب کا مقلد تھا اور ابھی قرآن و سنت کا منہج قبول کرکے اہل سنت اہل حدیث بن گیا۔
اکثر مشرکین عرب بھی اس اکابرپرستی کی مرض میں مبتلا تھے جس کی وجہ سے حق پہچاننے کے باوجود حق قبول کرنے سے رکے ہوئے تھے۔ جس طرح ہمارے محبوب نبی محمد رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم کے چچا ابو طالب نے باوجود رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی انتہائی خدمت اور معاونت کرنے کے باجود آخری وقت تک کلمہ شہادت کے اقرار کرنے انکار کیا کہ لوگ کیا کہیں گے۔ اور وہ دنیا سے بغیر ایمان کے چلا گیا۔ جس پر ہمارے نبی صلی اللہ علیہ وسلم کو کافی دکھ اور غم پہنچی کہ خود اس کے چچا جن کے بہت سارے احسانات تھے لومة لائم کی خوف اور تقلید آباء واجداد کی وجہ سے کلمہ حق سے انکار کرکے بغیر ایمان کے عقیدۂ شرک وکفر پر دنیا سے رخصت ہوا۔
main Mulaana Ashraaaf Ali Thanwi ki izaat krta hu aur fakhr krta hun issy shks py 1 beralvi ho ky bhe
Allah aise Engineers ko hidayat ata farma warna apni pakad me lele...Ummat ko jodne k bajaye tod paida kar rahe hain jo insan islam ke kuch arkaan per amal kar raho wo bhi bhatak jaega
اکابر پرستی اور احترام اکابر میں فرق ہے یا نہیں
Allah se Daro Allah se Daro Allah se Daro Allah se Daro Mirza bhai.......haq go aalim hai mufti sahab plzz .aise Bayan na dale

Maslake aalahazrat jindabad
Hazrat ye wqat ki aehm zarurat he me ap is ki khabr lete rhen kinu ke bechare sada log is jahil ki baton se mutasir ho hate hen ye kud gumra he or dusron ko gmra kr raga he
Kya apko mukammal yaad ni hai. ..bada azeeb lag rha hai
bahot afsos hoa ji ap mumtaz qadri sahib ko qatil keh rhy hain halan k main bhot appreciate krta hun jahil engineer ko jawab dia..
Brother Mufti sb Mumtaz Qadri Shaheed to Qatil nhn keh rahe.
Mufti sahab, apne buzurgun ka jhoot difa krna chhor den. Ye ek haq go aalim ki pahchan nhi hai.
MD AASIM ae allah ke bande tujhe abhi samaj may nahi aya
Lagta Aasim bhai ne bayan suna hi nahi...!
Abdul Waquar
Bhai maine mufti sahab ki puri lecture sunli hai, jhoot Bolney ki inteha krdi mufti sahab ne
Khalid Shaik
Mujhe to sub samjh me agya hai Alhumdulillah, mufti sahab ne apna buzurgun ko bachane ke liye jhoot ka bahot Acha Sahara liya
Jinke koi buzurg nahi wo aise hi batein karte hai . agar tum inhe kehte ho toh zara ek baar wo kitab padkar kaho tume samaj may aye ga. Aur apne aalim ke Bayan nahi khud padho
Hahahahaha ;) mufti sahab aap thora late ho gaey hain social media per kyonkay aap log pehlay video ko haram jantay thay ab ap ko pata Chala kay social media ki Kia taqat hai. Kusoor aap ka Bhi nahi hai ap Kay akabereen Bhi yehi kertay aye hain:
Glasses haram
Railway haram
Loudspeakers haram
Photography haram
TV haram
Computer haram
Phir social media hi haram
Pata nahi aap mulla log ko her baat 20 saal late kyon samjh aati hai
apklo b smj nhi aa rhi.... ab to smj jao... ap khud apni misal ap jo..
@muhammad ali;
apna bhi pta krwalo
Muhammad ALI if u r sincere, then should u not become an Aalim? So u can help the existing Ulama who don't have a vision of future. Or maybe you can become shaytan's adopted son, so you can get in-depth understanding of proper use of new technologies
bhai islam qayamat tak k liye aya hai... jab kisi cheez ka urf na ho woh kisi waqt kisi darjay main haram ho.sakti ho... laikin jab kisi cheez ka urf aam hojaaye or woh nas-e-qatayee se haram na ho usper ulama majlis kertay hain,,, tehqeeq kertay hain... or kuch ulama waqt ki zroorat ko daikhtay huay..(naa kay apni khwahish k paishe nazar) ijtihad kertay huay us cheez k halal honay ka jawaz daysaktay hain... isi liyeh nabi(saw) nay fermaya mujtahid jab ijtihad kerta hai agar theek ho tau 2 ajar agar ghalat ho tau aik ajar.... yani agar 30 saal pehlay yehi fatwa tha k rishwat laina daina haraam hai... magar jab maahsray main ye paya gaya k jaaiz kaamo k liye bhi rishwat maangi jaati hai.... werna bohot takleef uthaani parti hai...tau ulama karaam nay ye fatwa diya k jaaiz kaam k liye rishwat daina jaaiz hai..... laikin rishwat laina her haal main haraam hai.
kashif shahab - yaar ye kin SA mulla hai his nay rishwat halal ker di? Hum ko Bhi naam batain