Bhaiya jee April attempt ke liye video banaiye with detailed plan please dropper And bhaiya don't focus on negative comments aap bahut aacha kaam kar rahe ho hum juniors ki help karke Hare krishna ❤️👍
bhaiya I have worked very hard during class 12th but Drop lena hoga bcause in some point I was lacking I know my weakness and I will do better..... boards dena k baad I will focus on jee mai prayas mai join karunga promise
Bhaiya mene question practice nahi ki thi to april attempt me liye physics me eduniti ke 1041 pyqs and 2025-24 ke pyqs krlu or chemistry ka batado bhaiya kitne kitne questions krlu in 2 months mee mene question practice nahi ki hui thi
Bhaiya one shot se theory cover karke phir pyqs kar sakte hai kya or phir mahatandav dekh ke ache se revision kar sakte hai april attempt ke liye alongside boards?? Alot of respect to u bhaiya aap humare liye itna kar rahe ho...🤍
Bhaiya mera ek doubt kya hum pw ki videos dekh sakte hai kya jisme pure ek subjectvek shot me cover kiya gaya hai please need the most and kya vo dekhkar boards and jee mains ho jayega because usme physics ke formula to lagbag ho hi jayenge na lekin maths ke liye bounce back series follow kar raha hu please answer
Bhaiya Mai serious aspirant hu...pr kolkata k ek unreputed part se hu yaha pe JEE k itna bhao nhi hota to 11th wasted thaa pr 12th me aate aate maine descision liya ki jee crack krunga to uss hisab se padhai ki kareeb 6 mahino me do saal ka syllabus bus nipta diya with bohot ques practice but maths ki thodi si kam reh gyi...obv ho syllabus log do saal me krte hai maine 6 mahino me kiya to poora prep nhi thaa aur saath me 23 jan exm k pichhle din bukhaar k karan exm waste ho gya....bhaiya boards kr lunga pr april me bounce back krke rahunga ..kyu questions mujhe aate the pr fate was unlucky
april attempt zero se tyari kaisi kre from now orr kitna question practice krna pdega❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhaiya please help kardo mere ko dar laga raha he me 11th me hu kya me bas dpp notes homerwork and module ye sab pw ka karlu to chalega kya . Aur pyqs nhi karpunga kyuki time nhi hota me regular school going student hu under 5000rank ajeygi na? Bhaiya please reply kardijiye ❤
Bhaiya 1st attempt achha nahi gaya please second attempt k liye guide karo😢😢 Math me bahut kamjor hu aur phy,chem me bhi pura syllabus nahi hua hai.. Syllabus complete kaha se karna thik rahega and kya strategy follw karu question kaha se lagau bahut confuse hun please help bhaiya😫😫😫😫😫
Bhaiya I am dropper mai first time jee dene ja rhi hu maine apni preparation July se start ki hai maine syllabus to ache se cover kiya hai but revision utna acha nhi hua hai so bahut dar lag rha hai
Bhyiaa dropper hu😢 22 shift 1 priority wise chapter padke gya tha physics 😢 sab khrab hogya . Please april ke khuc bta do jivan ki sari hope khtam hogyi
Bhaiya 28 jan ko paper hai and kuch bhi padh kar nahi hua hai parents ka bhi pressure hai ki kya bolenge kuch samaz nahi rha hai kya karu please kuch guidance dedo 😢😢
Rohit bhaiya pehli baar puch raha hu ki Kya mein agar oc mein khtm hu toh mein ummeed series pankaj sir ki neet wali series se karlu I am jee aspirant But mains ki chemistry toh ho sakti hai shayad ?
Bhaiya mera 28 ko 1st attempt h.... chemistry or physics toh padhi hu.....pr maths maine adha syllabus hi sahi pr ache se padhi thi pr ab question hi nhi bn rhe bhul rhi hu.....or ab maths chunne m bhi dr lagra h....kya karu...
Bhaiyya currently im studying in class 11 abhi i have completed almost syllabus from fighter JEE and i am thinking to study 16+ hours from march april may june and finish whole syllabus in these months and then thinking to only practice questions till jan shift hows this idea will it work out??
Bhaiya im in 12th or mera jan attempt average hi kiya he or april attempt ke liye puri tarah apna time smarpit karunga .. and board ke holidays ke beech me april ke liye 12th khatam karunga than after boards 11th ka portion karu ga ... Thoda guide kardiye is tarah hi chalu ??❤❤
Bhaiyaaa give a proper startergy to follow immediately after jee mains for advance using air batches and varun batch how should we proceed and all (pw lakshya batch student)...
Bhaiya me boards ke liye padh raha hu aur mere kuch ch hogaye hai par tought hai unme aur chemistry me bht problem aarahi hai kese kare boards walo ke liye ek video banado
Sir paper me starting me paper accha solve hue lekin pata nahi kyu last me tiredness ke karan ya kam mocks nervousness ke karan Math me jo ki practice acchi thi wo nahi hue ..mind stuck ho gaya tha
Bhai agar jee mains ke liye integration and differentiation pdh lenge toh bords ka bhi cover ho jayega kya ya phir unke liye alag se pdhna pdega means question type wha jyada alag hote h ? Jiski wjah se alag de pdhna pdhe ??
Bhaiya mere bhi29th ko jee mains hai fir 17th Feb se boards hai, jaada achhi prep nhi hui hai boards ki 95 percent possible hai.... after preparing from 29th jan
Mera 29 ko exam hai bhut khrab preparation hai syllabus complete hai 70-80 % but revision practice nshi hui jis wajah se mock meh bhi 50 marks hi aarahe hai meh padahi bhi nahi kar pa raha hu
Simply concise ke inorganic ke lecture kar lo And electrostatics kar lo And thoda bahot elimination lga ke tukke mar ke aa jayenge baki April attempt pe focus kar lena ❤
Bhai jo log aapko hate karte hain vah jindagi mein khud kuchh nahin kar pe kyunki vah aapse jalte Hai kyunki aap Garib Parivar se IIT Delhi Tak pahunche Ho don't take them seriously full support bhai 😊
Bhai hate koi nhi krta....last video me to maine v criticise kiya tha wo to obvious tha...bhaiya 1 mahina pehle bole ki April attempt me dhyan do fir last video me bole ki mahatandav dekh lo jee nikal jayega...to do baat bolenge fir to gussa aayega hi n. Kisi ko jo inko follow kr rha h ....Mai inko follow krta hu isliye criticse kiya...inki baat nhi maanta to mujhe inse kya fark padta
Bhaiya ..i have only studied for boards in class 12 and 11 should i take a drop for jee preperation ...can i can complecte whole syllabus from the perspective of jee in 6 to 7 months of jee ...please tell me ❤
[class 11, 2026 aspirant] Bhaiya jab aapka class 11th ka backlog ho gaya tha (end ke waqt) tab aapne pre requisite chapters kiye the . Toh aap unn chapters ko karne ke liye aap kaha se chapters cover kiye - one shot ya fir Arjuna lectures. Give me tips , mera 11th waste ho gaya hai . Please bataaiye 😢😢
Bhaiya class 11th ka bilkull kuch nhi pda or kisi bhi subject ka nhi pda to please iske liye ek video bna do y mujhe bta do ki ese kon kon se basis chapters hain physics chemistry maths mai jo 12 th mai important hai please bhaiya ise bta to pdne ki responsibility meri 😢
Hello bhaiya pls reply, bhiya meri boards ki taiyari bahut kam hai, aur syllabus bhi complete nhi, na board level tak ka na hi jee tak ka, bhaiya mera target hai boards me 95+ aur jee april me 99 percentile, (abhi pehle jan attempt me toh nhi aa payenge ), bhaiya pls help... 🙏🙏🙇♀️🙇♀️🥹🥹
Bhaiya I'm a dropper , meri syllabus mostly complete hai bss ab thore thore jo bache huye h woh krna hai and question practice bhot krni hai mujhe, April attempt ko main target leke chal rha hu kyuki January wale k liye meri practice achi nahi hai , mere Ghar se pressure nahi hai kyuki parents understanding hai , But mujhe April me acha krna hai , par mujhe ye ni smjh aa rha ki iss 2 mahine m kaise kya karu ki atleast 98%ile touch krr jaye , PLEASE KUCH GUIDANCE DIJIYE🙏🏻
Bhaiya vese toh m pw vidpyapeeth from faridabad ka student hu mne 2023 m join krayi thi but mereko whn kch smj nhi aaya agr m pw ka online leleta toh vo bdhia tha but ab nahi hua toh kya kr skte h lekin mera experience bhtt bekrr tha offline ka and bhaiya ab 28 jan ko ppr h uske baad fr shyd classes b lgnge vidyapeeth m toh m whn jana chalu kru ya ab bass m khud online hi kruu and bhaiya ek or doubt abhi 22 jan s 20 din phle s hi aesa lgne lga tha ki yrr bass ab nhi hoga syllabus kyuki jb itne din m nhi hua toh ab kese hoga toh mere boards 11 march ko khtm honge fr 2 attempt frst week april s hi h toh again meri whi condition aa jayegi ki yrr ab b bas 20 din hi bche honge us tym toh yhi haal hoga mtlb kya kruu m kese boards k beech m hi apna jee ka syllabus complete kruu and frrr advanced b h agr mains clear ho b gya toh advanced ek mahine m kese ho payega ????
Bhai , Sahi hai lekin content and questions practice less hai , Issey achaa tum Arjuna 1.0 or 2.0 se Krna , Ha yeh toh malum hai ki vast syllabus hai or Arjuna 1.0 and 2.0 se time lagega , lekin koi na , agar abhi se bhi 4 lecture per day krogey toh April Tak ho jayega , or uske baad , 12th se sath sath 11th ke questions Krna
Bhai mai abhi 12th mai hu jee k liye preparation nhi kiya 11th 12th mai drop lunga soch raha hu after 12th to kya karu aur kese kese thoda guide kar dena mene 11th b bhul chuka hu kuch nhi aata
Bhaiyya plz help me mere first attempt me nervous ho gya tha ma bhul gya aur exam me frustate ho gya formula sahi laga raha tha answer nhi aa ra tha tayyari me mera 2 chapters nhi kare the aur mere question practice acchi nhi thi 2nd attempt ke liye ma ji jaan laga dunga plz mujhe bta do ki kya karu..Please bhaiyya reply zarur karna plzz...🥺🥺🥺🥺
Bhaiya mera syllabus incomplete hai 11th meh bhi kuch bacha hai aur 12th meh bhi aur mera kal 2nd shift hai mujhe pata hai nahi hoga toh please aap april attempt ke liye guide karte rahiye🙏🏻
Bhaiya please reply dene mere baat ka❤️❤️ ya es topic pe video banana please, ki mene bhaiya pura saal sab lecture attend kiya batch ma aur notes bhi banaya but question pratice jada nhai ki ya ki hi nhai ,es liya bohot dar lag rha 11th ma ab , kya me ab sare chapters ka mazil series se vapas padh ke pyqs kar sakta hu kya ??, es se kya mere 11th bach jayega kya bhaiya ?and love you bhaiya ❤️
Hello bhaiya mai pehle bhi apke video par Puch chuka hu bhaiya mera maths syllabus bata dijiye kaise karu please bhaiya in 2 months for class 11 please bhaiya meri 9 10 m bhi maths achhi nahi thi but JEE k liye maine liya hai maths
Bhaiya aap mere comment p bata do baki kai sare ne kiya hai 11 wasted but that is not with me please bata dena bhaiya there is no one to suggest me by anyone except you really
Replying Every comment ❤❤
Bhaiya please make a video on class 11 complete in 60 to90 days
Please bhaiya
Please
Pleased
Please
Apr Attempt dropper strategy pe video bana do
Ha bhaiya please 🥺🥺
Ha bhai
Mujhe laga tha i will at least score 100+ in mains but i am only getting around 50 marks + low in preboards 😢😢
Same bhai 😢
Bhaiya please make a video on jee main april + jee advanced
yes plz
bhai 28 ko jee mains hai aur 17th see board starting
kese kare boards ke prep 90+ chaiye . Ncert padhi nahi jati merse
Bhaiya jee April attempt ke liye video banaiye with detailed
plan please dropper
And bhaiya don't focus on negative comments aap bahut aacha kaam kar rahe ho hum juniors ki help karke
Hare krishna ❤️👍
Bro thanks for making video , but I want strategy for a dropper for April attempt starting from 0. Please make it
As soon as possible
bhaiya I have worked very hard during class 12th but Drop lena hoga bcause in some point I was lacking I know my weakness and I will do better..... boards dena k baad I will focus on jee mai prayas mai join karunga promise
Bhaiya mene question practice nahi ki thi to april attempt me liye physics me eduniti ke 1041 pyqs and 2025-24 ke pyqs krlu or chemistry ka batado bhaiya kitne kitne questions krlu in 2 months mee mene question practice nahi ki hui thi
Bhaiya one shot se theory cover karke phir pyqs kar sakte hai kya or phir mahatandav dekh ke ache se revision kar sakte hai april attempt ke liye alongside boards??
Alot of respect to u bhaiya aap humare liye itna kar rahe ho...🤍
Bhiya abhi april me 12 me jauga boards ke liye kaise prep karu jee prep ke saath
Bhaiya mera ek doubt kya hum pw ki videos dekh sakte hai kya jisme pure ek subjectvek shot me cover kiya gaya hai please need the most and kya vo dekhkar boards and jee mains ho jayega because usme physics ke formula to lagbag ho hi jayenge na lekin maths ke liye bounce back series follow kar raha hu please answer
are bhai me yahi dhundh raha tha ki april attempt and boards kaise kare cause ye jan attempt toa haat se pura nikal chuka hai ❤❤❤❤🔥🔥 luv you bhai
Appka first attempt ka mains mai kitna aaya tha
Bhaiya Mai serious aspirant hu...pr kolkata k ek unreputed part se hu yaha pe JEE k itna bhao nhi hota to 11th wasted thaa pr 12th me aate aate maine descision liya ki jee crack krunga to uss hisab se padhai ki kareeb 6 mahino me do saal ka syllabus bus nipta diya with bohot ques practice but maths ki thodi si kam reh gyi...obv ho syllabus log do saal me krte hai maine 6 mahino me kiya to poora prep nhi thaa aur saath me 23 jan exm k pichhle din bukhaar k karan exm waste ho gya....bhaiya boards kr lunga pr april me bounce back krke rahunga ..kyu questions mujhe aate the pr fate was unlucky
Have and good time and luck damn!🤝
april attempt zero se tyari kaisi kre from now orr kitna question practice krna pdega❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Past 10 years
Advanced wali video mt bhul jana 😅 mujhe 2 din ke break ke baad pdhai shuru krna h firse
Acha thik hai 👍
Bhaiya apne computer science kese padhi or kaha se padhi please bata do
Bhaiya Manzil Series Best hai For class 11 Jee mains And Advanced level tak because me aabi tak kuch nahi padh hu Please Reply
Haa buddy shi h
Ha
Bhaiya jee main bhoot bekar gya mocks me 150 aa rhe the pr mains me 60 hi aa rhe he 🫠🫠🫤🫤
Bhaiya mere boards 27 feb ko khtm h (state board) baki 1 month padh k kitna %ile aa skta h??
Bhaiya please help kardo mere ko dar laga raha he me 11th me hu kya me bas dpp notes homerwork and module ye sab pw ka karlu to chalega kya . Aur pyqs nhi karpunga kyuki time nhi hota me regular school going student hu under 5000rank ajeygi na? Bhaiya please reply kardijiye ❤
Bhaiya 1st attempt achha nahi gaya please second attempt k liye guide karo😢😢
Math me bahut kamjor hu aur phy,chem me bhi pura syllabus nahi hua hai..
Syllabus complete kaha se karna thik rahega and kya strategy follw karu question kaha se lagau bahut confuse hun please help bhaiya😫😫😫😫😫
Bhaiya I am dropper mai first time jee dene ja rhi hu maine apni preparation July se start ki hai maine syllabus to ache se cover kiya hai but revision utna acha nhi hua hai so bahut dar lag rha hai
Ho jayega buddy aap formula series dekhna ❤❤
Bhyiaa dropper hu😢 22 shift 1 priority wise chapter padke gya tha physics 😢 sab khrab hogya . Please april ke khuc bta do jivan ki sari hope khtam hogyi
Bhaiya 28 jan ko paper hai and kuch bhi padh kar nahi hua hai parents ka bhi pressure hai ki kya bolenge kuch samaz nahi rha hai kya karu please kuch guidance dedo 😢😢
Acha lata hu ispe video ❤❤
@@Rohitshawiitd Thik hai bhaiya 😢❤
Same bhai😂
29 ko jee ka exam he or 28 and 30 ko practical he kya karu😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Practical abhi se karlo ho jayega manage
@@Rohitshawiitd ok ❤️❤️
Thanks u so so much Bhayia maths Mai Bahutu Dar lag Raha tha but thanks u so much bhayia thanks ♾️♾️♾️❤❤
Bhaiya mai abhi phy chem m kuchh bhi nhi padha kya abhi s padhkr 95+ aa sakte h
Bhaiya ji Apne Test series kinke join kri thi (2026 aspirant)
Nhi buddy ❤❤
@Rohitshawiitd bta do bhaiya ji hum bhe vhi se kr lenge
Rohit bhaiya pehli baar puch raha hu ki
Kya mein agar oc mein khtm hu toh mein ummeed series pankaj sir ki neet wali series se karlu
I am jee aspirant
But mains ki chemistry toh ho sakti hai shayad ?
Bhaiya mera 28 ko 1st attempt h.... chemistry or physics toh padhi hu.....pr maths maine adha syllabus hi sahi pr ache se padhi thi pr ab question hi nhi bn rhe bhul rhi hu.....or ab maths chunne m bhi dr lagra h....kya karu...
Same here
Bhaiyya currently im studying in class 11 abhi i have completed almost syllabus from fighter JEE and i am thinking to study 16+ hours from march april may june and finish whole syllabus in these months and then thinking to only practice questions till jan shift hows this idea will it work out??
Bhaiya im in 12th or mera jan attempt average hi kiya he or april attempt ke liye puri tarah apna time smarpit karunga .. and board ke holidays ke beech me april ke liye 12th khatam karunga than after boards 11th ka portion karu ga ... Thoda guide kardiye is tarah hi chalu ??❤❤
Bhaiyaaa give a proper startergy to follow immediately after jee mains for advance using air batches and varun batch how should we proceed and all (pw lakshya batch student)...
Bhaiya me boards ke liye padh raha hu aur mere kuch ch hogaye hai par tought hai unme aur chemistry me bht problem aarahi hai kese kare boards walo ke liye ek video banado
Sir paper me starting me paper accha solve hue lekin pata nahi kyu last me tiredness ke karan ya kam mocks nervousness ke karan
Math me jo ki practice acchi thi wo nahi hue ..mind stuck ho gaya tha
Bhaiya Mera PCM boards level Tak
poora hogaya hai....
Lekin Ab April attempt ke liye kya Karun😢😢😢😢😢...
Please reply..
April attempt ke liye ek strong strategy banani padegi ❤❤
Bhaiya 1st attempt achaa nhi gya 😢, lekin ab 2nd attempt pe me apna 100% dena chahta hu to please guide me bhaiya
Bhai agar jee mains ke liye integration and differentiation pdh lenge toh bords ka bhi cover ho jayega kya ya phir unke liye alag se pdhna pdega means question type wha jyada alag hote h ? Jiski wjah se alag de pdhna pdhe ??
Bhaiya mere bhi29th ko jee mains hai fir 17th Feb se boards hai, jaada achhi prep nhi hui hai boards ki 95 percent possible hai.... after preparing from 29th jan
Haan buddy, possible hai.
Sir aapke 1st attempt me kitne percentile thee , aur sir kya aapka category me rank acha aagaya tha , ya fir aap general me hai
maths nhi aati hai 29 ko paper hai kya kru mahathandav ya jee brief
Bhsi pls btai ki esaral ka bounce back courcd le ye no ???
mehanga jada hai bhai 1 mahine ka batch 6000 ka hai isse acha yt se hi padhle
Mera 29 ko exam hai bhut khrab preparation hai syllabus complete hai 70-80 % but revision practice nshi hui jis wajah se mock meh bhi 50 marks hi aarahe hai meh padahi bhi nahi kar pa raha hu
Bhaiya pls suno
Meri preparation abhi 0 hai bas 50 no kese lau meri exam 24 taarik ko hai
Simply concise ke inorganic ke lecture kar lo
And electrostatics kar lo
And thoda bahot elimination lga ke tukke mar ke aa jayenge baki April attempt pe focus kar lena ❤
Ok
Bhaiya plzz guide ...abh sa april wale shift ko kaise target kree kya padha or kyaa nhii
As a dropper ...
Bhaiya drop lene pe aake jaake future opportunities mai dikkat aati hai kya?
Bhai jo log aapko hate karte hain vah jindagi mein khud kuchh nahin kar pe kyunki vah aapse jalte Hai kyunki aap Garib Parivar se IIT Delhi Tak pahunche Ho don't take them seriously full support bhai 😊
Bhai hate koi nhi krta....last video me to maine v criticise kiya tha wo to obvious tha...bhaiya 1 mahina pehle bole ki April attempt me dhyan do fir last video me bole ki mahatandav dekh lo jee nikal jayega...to do baat bolenge fir to gussa aayega hi n. Kisi ko jo inko follow kr rha h ....Mai inko follow krta hu isliye criticse kiya...inki baat nhi maanta to mujhe inse kya fark padta
❤❤
Bhaiya apke JM Jan attempt Mai kitne percentile thi❤?
science and fun ke crash course se syllabus complete karu kya? boards ke liiye
Bhaiya ..i have only studied for boards in class 12 and 11 should i take a drop for jee preperation ...can i can complecte whole syllabus from the perspective of jee in 6 to 7 months of jee ...please tell me ❤
Motion is guiding me to put my best efforts into JEE for an IIT future.😎❤
Bjaiya lectures ka backlog to complete ho gaya hai lekin notes nhi bana paya hoo itne kam time mein notes kaise banau class 11th 🙏🙏🙏
Bhaiya 95 percentile ke liye kitne mock test dene zaroori hai
Bhaiya mai 11th me hu 12th starting ki strategy chahiye 90% Lana h 😢
Bhaiya kya me 5-10% se April attempt or board me aabhi se bhi aacha kar sakta hu kya
ha bhai kar sakte hoa agar pure dedication se karoge toa🔥🔥
Haan buddy kar sakte ho
@@Rohitshawiitd but bhaiya kese hoga
Bhai je me hindi medeum se 12th aur english medeum se iit kee taiyari manage kaise kare please make the video on this
Ok buddy
Bhai aAp govt. School se the yaa private school se please bata dena please ❤❤❤❤
Bhaiya aapka advanced mai rank kitna tha??
Please bataiyega!!
Bhaiya Maine abhi mains diya hai 2025 23 shift 2nd and 58 attempt kiye aur 53 sahi hai to ab mai adv prep. Start kar sakta hun
Haan
Haan
[class 11, 2026 aspirant]
Bhaiya jab aapka class 11th ka backlog ho gaya tha (end ke waqt) tab aapne pre requisite chapters kiye the .
Toh aap unn chapters ko karne ke liye aap kaha se chapters cover kiye - one shot ya fir Arjuna lectures.
Give me tips , mera 11th waste ho gaya hai .
Please bataaiye 😢😢
Bhaiya mai dropper hu or mera paper acha nahi gya hai mujhe kuch samajh nahi aa rha hai mai kya karu 😢
Thank You Bhaiya for Fresher ❤
Bro maina kuch nahi padha mai bhot hi depressed hu ..agr mai abhi sai padhna shuru karo ga kya achai marks aajayai gai..
April ka try karo ❤❤
Bhaiya class 11th ka bilkull kuch nhi pda or kisi bhi subject ka nhi pda to please iske liye ek video bna do y mujhe bta do ki ese kon kon se basis chapters hain physics chemistry maths mai jo 12 th mai important hai please bhaiya ise bta to pdne ki responsibility meri 😢
Bhaiya 1st attempt k baad mains + advance kaise kre...?
sir maths ke liye kuch batadijiye 40 mark kese lau plz bhai koi bhi help kardo maths 0 level pe hai
Hello bhaiya pls reply, bhiya meri boards ki taiyari bahut kam hai, aur syllabus bhi complete nhi, na board level tak ka na hi jee tak ka, bhaiya mera target hai boards me 95+ aur jee april me 99 percentile, (abhi pehle jan attempt me toh nhi aa payenge ), bhaiya pls help... 🙏🙏🙇♀️🙇♀️🥹🥹
@Edupurponly same bro
Thank you brother for uploading such good videos, they help me a lot ❤❤❤❤😊
So nice of you
@@Rohitshawiitd thankyou bhaiya ♥️♥️🥰
Bhaiya please help make video for jee 2026 students moving to 12
School exams are also after 10 days
Ok buddy
Pankaj sir ka notes board ke liye sahi rhega ya alag se padhu organic ke liye
Bhaiya I'm a dropper , meri syllabus mostly complete hai bss ab thore thore jo bache huye h woh krna hai and question practice bhot krni hai mujhe, April attempt ko main target leke chal rha hu kyuki January wale k liye meri practice achi nahi hai , mere Ghar se pressure nahi hai kyuki parents understanding hai , But mujhe April me acha krna hai , par mujhe ye ni smjh aa rha ki iss 2 mahine m kaise kya karu ki atleast 98%ile touch krr jaye , PLEASE KUCH GUIDANCE DIJIYE🙏🏻
Pyqs repeated practice ❤❤
Hlw bhaiya please analysis karke batao ki 28 jan ko hai mera ki mujhe kya padhna cahiye please thoda panic ho rha hai
Bhaiya, April attempt ke liye strategy please 🙏
Bhaiya camera ke sath eye contact rakha karo confident nahi dikhte
Bhaiya vese toh m pw vidpyapeeth from faridabad ka student hu mne 2023 m join krayi thi but mereko whn kch smj nhi aaya agr m pw ka online leleta toh vo bdhia tha but ab nahi hua toh kya kr skte h lekin mera experience bhtt bekrr tha offline ka and bhaiya ab 28 jan ko ppr h uske baad fr shyd classes b lgnge vidyapeeth m toh m whn jana chalu kru ya ab bass m khud online hi kruu and bhaiya ek or doubt abhi 22 jan s 20 din phle s hi aesa lgne lga tha ki yrr bass ab nhi hoga syllabus kyuki jb itne din m nhi hua toh ab kese hoga toh mere boards 11 march ko khtm honge fr 2 attempt frst week april s hi h toh again meri whi condition aa jayegi ki yrr ab b bas 20 din hi bche honge us tym toh yhi haal hoga mtlb kya kruu m kese boards k beech m hi apna jee ka syllabus complete kruu and frrr advanced b h agr mains clear ho b gya toh advanced ek mahine m kese ho payega ????
Advanced pe lata hu video ❤❤
Bhaiya almost at zero April attempt ke kya ho skta hai maximum pls reply too depressed❤❤❤
Thank u bhaiya aapane is topic per bhi video banaya❤❤❤
❤❤
Bhaiya bina kisi prep ke 50-60 bn rhe h kya mujhe drop lena chahiye kya ???
Yes
please make video for early droppers 2026
Thank you bhaiya ♥️🫶🫂
❤❤
hello bhaiya can u guide me for jee personally
Bhaiya UP board ke liye kon se channel shi hai bta do please 🙏🙏🙏
Bhaiya
Me jee 2026 ki tyari kar raha hu plz me ko bata do ki Arjuna jee 4.0 kesa batch hai
Bhai , Sahi hai lekin content and questions practice less hai , Issey achaa tum Arjuna 1.0 or 2.0 se Krna , Ha yeh toh malum hai ki vast syllabus hai or Arjuna 1.0 and 2.0 se time lagega , lekin koi na , agar abhi se bhi 4 lecture per day krogey toh April Tak ho jayega , or uske baad , 12th se sath sath 11th ke questions Krna
@ShubhamDineshChauhan nahi me job karta hu mere pash itna time nahi hai ki me job ke sath 3 lecture follow karu
@@Desiresharma0077 manzil se kr lo
Bhai mai abhi 12th mai hu jee k liye preparation nhi kiya 11th 12th mai drop lunga soch raha hu after 12th to kya karu aur kese kese thoda guide kar dena mene 11th b bhul chuka hu kuch nhi aata
Bhaiya hsc board ke liye abhi se kru ya mains ke baad se, kyunki hsc board mai na ek book hai usi me sai 80 percent sawaal ate hai
Bhaiyya mere concepts clear nahi hai physics aur chemistry ke, kya karu ab ?
Clear kro aur kya karoge 🙂
@BenzeneDizoanium-c7e kaise karu wahi toh doubt hai.
@KundanPatil-r7ebhai abhi saare channels par one shots chal rhe full jee k woh krle
Waise date kya h tumhari?
@Lc4704-o6s kal
Bro thanku so soo sooo much for this video because i really need it 🙏🙏
❤❤
Bhaiyya plz help me mere first attempt me nervous ho gya tha ma bhul gya aur exam me frustate ho gya formula sahi laga raha tha answer nhi aa ra tha tayyari me mera 2 chapters nhi kare the aur mere question practice acchi nhi thi 2nd attempt ke liye ma ji jaan laga dunga plz mujhe bta do ki kya karu..Please bhaiyya reply zarur karna plzz...🥺🥺🥺🥺
🔥🔥
❤❤
Bhaiya mera syllabus incomplete hai 11th meh bhi kuch bacha hai aur 12th meh bhi aur mera kal 2nd shift hai mujhe pata hai nahi hoga toh please aap april attempt ke liye guide karte rahiye🙏🏻
Thank you bhaiyaa❤️🙏🏻
❤❤
Bhaiya please reply dene mere baat ka❤️❤️ ya es topic pe video banana please, ki mene bhaiya pura saal sab lecture attend kiya batch ma aur notes bhi banaya but question pratice jada nhai ki ya ki hi nhai ,es liya bohot dar lag rha 11th ma ab , kya me ab sare chapters ka mazil series se vapas padh ke pyqs kar sakta hu kya ??, es se kya mere 11th bach jayega kya bhaiya ?and love you bhaiya ❤️
Hello bhaiya mai pehle bhi apke video par Puch chuka hu bhaiya mera maths syllabus bata dijiye kaise karu please bhaiya in 2 months for class 11 please bhaiya meri 9 10 m bhi maths achhi nahi thi but JEE k liye maine liya hai maths
Bhaiya aap mere comment p bata do baki kai sare ne kiya hai 11 wasted but that is not with me please bata dena bhaiya there is no one to suggest me by anyone except you really
what is your percentile in Jan attempt ? and April attempt ?
Hello bhaiya aap mujhe Lakshya Jee me syllabus kab tak khatam ho jata hai . Tentative Idea bata dijiye jis hisaab se aapka batch khatam ho gaya tha ?
1st week of December tak ho jaata ha khatam...
@@Piworld12345 Bhai tum bhi the kya lakshya JEE batch me ?
Bhaiya 12 hr roz ache se pdhu ,to meri 99 percentile aajayegi?
Bhai yeh relative hota h......... karna wala kar hi leta h...
@shaanveer4874 bhai jo mehnat kre uska hojata h , beshak koi bhi ho. Mere dost ke 70 pervent the 10 me , NIT kuruksheta me ECET leke betha h ab
Bhaiya mene first attempt nhi diya aur aab me second attempt bhi jee ka nhi de paunga kyuki mere adhaar card me name mismatch h please help me 🙏🙏🙏🙏🙏 😢
Rohit bhai me abb 11 me hun board me jyada subjective type ke question ate hain uske liye konse book ya kya Stetargy follow karna chahiye pls reply❤❤😢