Tafseer-e-Quran Class # 493 Surah Al Momin Ruko # 4/5 | Mufti Tariq Masood Speeches

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 12 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 35

  • @Humaira8476
    @Humaira8476 3 місяці тому +14

    In This Lecture ✨✨✨✨✨✨✨
    0:12 Rajul Momin Ki Taqreer Firaun K Darbar Main
    2:27 Firaun Ka Radd e Amal Taqreer Sun k
    3:07 Rajul Momin Ka Qaum e Nooh,Aad,Samood K Azab Se Khauf Ka Tazkra
    4:55 Rajul Momin K Dlaail
    6:48 Firauniyon Ka, Hazrat Yusuf as K Baad Musa as Ka Inkar Aor Bila Wja Ki Zidd Se Dilon Pr Mohar Lagna
    11:12 Aik Atheist Ka Mzaq Jannat Pr
    12:06 Jb Mutakabbir Firaun Ny Hamaan Ko Aik Aisi Seerrhi Bnany Ka Kaha?
    14:36 Firaun K Liye Burai Ka Mutayyan Ho Jana
    15:54 Firaun Ki Halakat
    16:25 Ruku 05, Surah Momin, Lafzi Tarjuma
    24:44 Rajul Momin Ki Qurbaniyan
    27:20 Allah Naikiyon Ka Qadar Dan.
    (01 Naiki Ki Jaza 10 Aor 01 Gunah Ki Saza 01 K Brabar)
    28:06 Insaniyat K Alambardar Mulhidin Ki Tamam Naikiyan Zero
    28:22 Mominin K Liye Jannat
    28:38 Rajul Momin Ka Ilm
    30:03 Rajul Momin Ki Pur Zor Dawat, Firaun K Darbar Main
    33:33 Rajul Momin K Imaan Ka Level
    34:02 Nabi ﷺ Ka Farman
    34:28 Firauniyon K Qatal Ki Dhamki Pr Rajul Momin Ki Dua ❤
    35:22 Rajul Momin Ki Hifazat
    35:49 Firaun ki Apny Sathiyon Smait Halakat
    37:20 Azab e Qabar Ki Haqeeqat?
    37:44 Firauniyon Ki Aapas Main Hujjat Bazi?
    38:40 Dozakh K Darogha Se Sawal Jawab?
    39:26 Lesson From These Verses
    40:08 Khulasa Ruku
    40:40 Dua

    • @abdxlive
      @abdxlive 3 місяці тому +2

      Jazak-Allah Khair ✨ Allah Ap Ko Iska Behtareen Ajar De

  • @aligohar1961
    @aligohar1961 3 місяці тому +1

    JazakAllah khair

  • @ALMUTAKABBIRKHANBANGASH
    @ALMUTAKABBIRKHANBANGASH 3 місяці тому

    MUFTI SAHAB ALLAH APKO AUR APKY AHLO AYAAL KO BAHOTH JAZAI KHAIR SE NAWAZAI HUM SAB SAMAITH AMEEN SUMMA AMEEN YA RABBAL ALAMEEN

  • @ReadDawn03
    @ReadDawn03 3 місяці тому +1

    ماشاءاللہ بہت خوب

  • @hafsabatool7602
    @hafsabatool7602 3 місяці тому

    وافوض آمری ا لی ا للہ ❤

  • @इरफानशेख-ण7च
    @इरफानशेख-ण7च 3 місяці тому +1

    ماشاءاللہ بہت خوب ❤❤❤❤❤

  • @azarmaniyar1328
    @azarmaniyar1328 3 місяці тому

    Mashallah subhanallah Mufti sahab

  • @ShaikAbdul-sh1wf
    @ShaikAbdul-sh1wf Місяць тому

    Masha allah

  • @abdxlive
    @abdxlive 3 місяці тому +1

    Tafseer Timings: Mon Tue Wed 10:30 AM (IND)

  • @mohdafzal1991
    @mohdafzal1991 2 місяці тому

    Jazakallah mufti sahab

  • @sajjadtalpurtalpur9453
    @sajjadtalpurtalpur9453 3 місяці тому +1

    ❤❤❤

  • @Alembukhari
    @Alembukhari 3 місяці тому +1

    جزاك الله خيرا

  • @ArmaanBinRehmat-zg7rt
    @ArmaanBinRehmat-zg7rt 3 місяці тому +1

    Assalamualaikum ❤❤

  • @naelashaikh267
    @naelashaikh267 3 місяці тому +1

    Haman

  • @jameelahmad8555
    @jameelahmad8555 3 місяці тому +1

    ❤ allah hu akbar 🕋

  • @mohdumaraarifkhan8481
    @mohdumaraarifkhan8481 3 місяці тому +1

    MASHA ALLAH ❤❤❤

  • @UMMUMOMIN87
    @UMMUMOMIN87 3 місяці тому +1

    Allah Hu Akbar 🕋🇮🇳🌹💐💚💚

  • @jameelahmad8555
    @jameelahmad8555 3 місяці тому +1

    ❤❤❤❤ mashaallah ❤❤❤❤

    • @Salma_firdaus
      @Salma_firdaus 3 місяці тому

      Gulnaz Aapi Aap kahan thi itne din se bahot Miss kiya AAP ko😅

  • @misbahashfaq7708
    @misbahashfaq7708 3 місяці тому

    Jazakallah Khair ustad e mohtarum stay connected and counsling us allah apko afiyat ki doulat sy mala mall karain ameen ya rabulalameen

  • @UMMUMOMIN87
    @UMMUMOMIN87 3 місяці тому +1

    Assalamu alaikum Mufti sahab 🕋🥰🇮🇳💐🌹

  • @HealthandFitness-g4m
    @HealthandFitness-g4m 3 місяці тому

    Masha Allah

  • @NaziaZubair-po7kj
    @NaziaZubair-po7kj 3 місяці тому

    Sir mujay b ak channel bana hy

  • @Sumaiya-qidwai-119
    @Sumaiya-qidwai-119 3 місяці тому

    Surah Momin ka Rukoo N. 4/5 Aur 24 ve Parah ka Rukoo N. 9/10 h. Aur Aayat N. 29 se start h.
    Aye Meri qaum ke logo. Aaj to Tumhaari baadshahst h. Aur tum zameen Par galib ho. Agar Allah ka Azaab ham par aa gaya. To kaon Madad karega. Firaon ne kaha Mai Tumhe bhalaai ki Raah batla Raha hoo. Us Momin ne kaha Aye Meri qaum kahi tum par bhi wahi Azaab na Aa jaaye jo tumse Pahli ki qaum par Aaya tha. Jaise Nooh, Samood aur unke baad waalo ka haal hua. Allah Apne bando Par zulm nahi karna chaheta. Aur Mujhe tum par bhi qayamat ke din ka dar h. Jis din tum peeth fer kar lautoge. Tumhe Allah se bachaane waala koi nahi hoga. Aur Allah jise gumraah kar de. Uska koi haadi nahi. Aur usse pahle H. Yoosuf daleel lekar Aaye. Fir bhi tum bhi shak shuba karte Rahe. Fir jab unki wafaat ho gai. To kahne lage ki Allah Ab koi Aur Rasool nahi bhejega. Allah usi tarah gumraah karta h. Jo hadd se badh jaane waala Aur shak shuba waala ho. Jo bagair sanad ke Allah ki Aayton par jhagadte h. Allah aur Momino ke darmiyaan badi naraazgi ki cheez h. Allah Tala us Mgroor sarkash dil Par Mohar laga deta h. Firaon ne Apne wazeer hamaan se kaha Ek buland imarat banao jisse Mai Aasmaan ke darwaaze tak pahoch saku. Aur waha pahochkar Moosa ke Rab ko jhaak saku. Mai use jhootha Samjhta hoo. Us imaan waale shakhsh ne kaha Aye Meri qaum meri Pairvi karo Mai tumhe nek Raah ki taraf Rahbari karunga. Aye Meri qaum yeh zindagi duniya khtm hone waali h. Aur Aaqhirat hamesha baaqi Rahne waali. Jisne gunaah kiya uski barabari ka badla h. Aur jisne neki ki. Khuwah Mard ho ya Aurat imaandar ho. Woh jannat me hamesha Rahenge. Aye Meri qaum Mai tumhe Nijaat ki taraf bula Raha hoon. Aur tum mujhe dozaq ki taraf. Tum mujhse kah Rahe ho ki Allah ke saath shirk karu. Jiska koi ilm nahi. Jiski taraf tum mujhe bula Rahe ho. Woh na duniya me Pukaarne ke qabil h. Na Aaqhirat me. Ham sabka Lautna Allah ki Taraf h. Aur had se guzar jaane waale Ahle dozaq h. Bus Aage chalkar tum Meri baaton ko yaad karonge. Mai Apna Maamla Allah ke supurd karta hoon. Allah Tala bando ka nigraan h. Bus Allah ne use Tamaam badi se Mahfooz kar liya. Jo unhone soch Rakhi thi. aur Firaon waalo Par Azaab. Aa pada. Aag h jiske saamne yeh subah shaam laaye jaate h. Aur jis din qayamat hogi us din bhi. Aur dozaq me ek doosre se jhagdege. To kamzor takabbur karne waalo se kahenge. Kya tumhaare pairwikaar tumse Azaab ka kuch hissa hata sakte h. To woh jawaab denge. Ki ham sabhi aag me h. Allah apne bando ke darmiyaan faisla kar chuka hoga. Aur tamaam jahannami jahannam ke daroga se Milkar kahenge. Ki Allah se dua kariye. Ki woh kisi din Mere Azaab me kami kar de. Daroga kahega ki tumhaare Rasool kya tumhaare pass Mojize lekar nahi aaye the. Woh kahenge. Kyu nahi. Fir bhi Aap dua kariye. Aur kafiron ki dua Mahez be Asar aur be Raah h.

    • @abdxlive
      @abdxlive 3 місяці тому +1

      This Exactly Matches With MTM's Translation. I've Read And Took Snapshot Also. Allah ﷻ Aap Ko Is Ka Behtareen Ajar De

  • @Mdasif-t3x
    @Mdasif-t3x 3 місяці тому

    🫂🫂🫂🫂🤲🤲🤲🤲🤲

  • @UniverseIam-tj6rt
    @UniverseIam-tj6rt 3 місяці тому

    Aqa Hussain as ke khilaf bol kar jahuhum khareed li Tum ne ,Yazeediyat Murdabad Bibi Zahra SA ke qatilon par laanat beshumar Umar, abubakr, mawiya, hinda, yazeed, usman, Khalid bin Waleed,Ayesha, Hafsa, ibne muljim,Ibne marjana sab par beshumaaaaaaar laaaanaaaat🙌

    • @farhangulzar6467
      @farhangulzar6467 3 місяці тому

      Muta +shame ghareeban ki pedawar ghory k Pujari sahaba r.a per bhonkta hay

  • @UniverseIam-tj6rt
    @UniverseIam-tj6rt 3 місяці тому

    Tumhari ibadat Ahlebait as ke baghair naqas hai Ayi samajh

    • @farhangulzar6467
      @farhangulzar6467 3 місяці тому

      Muta ki pedawar ghory k Pujari sahaba r.a per bhonkta hay

  • @anshika1554
    @anshika1554 3 місяці тому

    Mera swal hai ki Mohammad sheb ne 6 sal ki aayesha se shadi kyon ki wo ek bachchi thi

    • @nitianbro7029
      @nitianbro7029 3 місяці тому

      Mufti Yasir Nadeem alwajidi ka jawab sunlo...yh bahot purana sawal hai .....move on now!!!

    • @abdxlive
      @abdxlive 3 місяці тому +1

      (1) Prophet Muhammad ﷺ Ne Pahli Shadi Apne Se 15 Saal Badi Aurat Hazrat Khadijahؓ Se Ki Thi Aur Jab Tak Wo Zinda Rahi Aap Ne Dusri Shadi Nahi Ki
      (2) Aap Ne Kai Shadi Bewa (Widow) Aurton Se Kiya
      (3) Aap Ka Nikah Hazrat Ayeshaؓ Se Tab Huwa Jab Wo 6 Saal Ki Thi Aur Rukhsati 9 Saal Ki Age Mein Hui
      (4) Aap Ne Apni Har Biwi Ko Ye Ikhteyaar Diya Tha Ki Wo Agar Aap Se Alag Hona Chahe To Ho Sakti Hain
      (5) Aap ﷺ Ki Wafat (Death) Ke Ek Zamane Baad Tak Hazrat Ayesha Zinda Rahi Aur Us Waqt Bhi Aap Muhammad ﷺ Se Utni Hi Mohabbat Thi Jitni Aap Ki Zindagi Mein Aap Se Thi
      Mai Koi Aalim To Nahi Lekin Aur Bhi Satisfaction Ke Liye Aap *Mufti Yasir Nadeem Alwajidi* Sahab Ke Channel Pe Is Aiteraaz Ka Jawab Sun Sakte Hain

  • @zaibshamlan309
    @zaibshamlan309 3 місяці тому

    Jazakillah❤❤