Sozkhwani (I) - Haji Kifayat Hussain Rizvi | Ahmed Ali Jafri (1975)
Вставка
- Опубліковано 6 лют 2025
- Sozkhwani by Haji Kifayat Hussain Rizvi (d. 1994) and Ahmed Ali Jafri (d. 1995) at Ali Nasir Jaffery's Martin Road residence in 1975. Haji sahib and Ahmed Ali sahib were renowned sozkhwans, nauhakhwans, and personalities from Golimar. They established Anjuman-e-Masoomia in Shahganj Agra as children with their relative Syed Mardan Ali Shah (Councillor Sahib), and later re-established the anjuman in Golimar following Partition. Haji sahib would perform sozkhwani at 5-6 majalis per day during the ashra.
Recorded by Ali Ghazanfar Jaffery (Badshah Ali)
Mashallh
سبحان اللہ
تاریخی سوز خوانی
جزاک اللّہ۔ بہت خوب
Jazakallah.
Eik mashwara hai agar munasib samjhein to Soz, Salam ki videos alag uploaded karein aur Marasi ki videos alag. Jab Marsiya, Soz o Salam ki video mein hoga to talash karne mein dushwari hogi. Aapne playlists alag banai hui hain to koi bhi shakhs playlist mein hi talash karega. Aapka editing ka kaam zaroor bardh jaaeiga magar momeneen ko talash karne mein aasaani ho jaaeigi.
Shukriya.
@@mirzajamal5999 Adaab Mirza sahib! Bohot bohot shukriya. Mere nazdeek sozkhwani ka lutf hi yehi hai ke puri sozkhwani aik hi jagah maujood ho. Alag alag karoon to woh unity nahin rahe gi. Jitni ehm ye sozkhwani hai utna hi ehm us ka mahaul hai. Kar main ye sakta hoon ke har sozkhwani ki video main time stamp lagaana shuru karoon. Phir video khud ba khud alag alag hisson main taqseem ho jaaye gi jo aasaani se samaeen navigate kar sakein ge. Aaj is par kaam karta hoon 🙏🏽🙏🏽
Shukriya,
Akbar Hassan
Ji munasib hai. Shukriya.