@@Dr.HassanKazmi Agar mumkin ho to kuch Iran ki maujooda sheri riwayat aur shuara ka tarruf faraham kar dein. Aur waha ke mashairon ki nauiyyat. Inayat hogi.
Sir Apka introduction please Or msg thora sa mazeed clear krain. Phir work start krty hn. اصل میں میدان بہت وسیع ہے. فرصت کم ملتی ہے. دل چاہتے ہوئے بھی بہت سے خواہشیں پوری نہیں کر پا رہا.
Assalamualaikum, Kazmi Sahab aap mujhe Sir keh kar sharminda na karein. Mera tarruf kuch khaas nahi hai. Main Hindustan me Uttar Pradesh, Zila Amroha ke ek qasbe bachraun ka rehne wala hu. Pesha mera Human Resource hai. Adab ka ek talib ilm hu, mehez shauq ki bina par. Khususan mujje Urdu Adab se dilchaspi hai aur uske sath sath Farsi adab se bhi. Farsi ke bohot ibtadai marahil me hu kyunke koi ustad abhi tak mayassar nahi aya aur kuch masroofiyat bhi ijazat nahi deti. Meri Guzarish ye hai ke ham qadeem farsi shu'ara hafiz, Attar, Rumi, Qaani, Mirza Badil waghaira ko to jante hain ya kuch maazi e qareeb ke shuara jaise Bahar waghaira, lekin daur e hazir me farsi ke kon kon shuara iswaqt manzar e aam par hain isse umuman log waqif nahin hain. To unka kuch tarruf aap pesh karedein agar mumkin ho. Mazeed bar aan main ye jaanne ka khwahaan hu ke kya hind o pak ki tarha Iran ya Afghanistan me bhi mashaire munaqqid hote hain. Nahi hote to kyu nahi hote aur agar hote hain to unki nauiyyat kya hai. Ya waha is tarha ki koi riwayat thi bhi ya nahi. Ye meri guzarish mehez tajassus aur mere shauq ki bina par hai aur kuch nahi. Ahqar, Muneeb ur Rahman
و علیکم السلام بے حد خوشی ہوئی جان کے... الله رب العزت آپ کو ہر منزل پہ کامیابیاں عطا فرمائے.... ماشاء الله امروہہ تو بے حد معروف ہے... مولانا شاہنواز حیدر صاحب آپ کے علاقے سے تعلق ہے ان کا ماشاء الله کافی پیارے دوست ہیں وہ... الله رب العزت آپ کو ہمیشہ اپنی حفظ و امان میں رکھے آمین ثم آمین
فکر انگیز 🎉🎉❤❤😮
بہتر یہ تھا کہ وہ سنو اک شہر نظر انداز کر دیتا🎉🎉🎉🎉🎉🎉
❤❤❤🎉🎉😊
Bohot shukriya
Welcome
@@Dr.HassanKazmi Agar mumkin ho to kuch Iran ki maujooda sheri riwayat aur shuara ka tarruf faraham kar dein. Aur waha ke mashairon ki nauiyyat. Inayat hogi.
Sir
Apka introduction please
Or msg thora sa mazeed clear krain. Phir work start krty hn.
اصل میں میدان بہت وسیع ہے. فرصت کم ملتی ہے. دل چاہتے ہوئے بھی بہت سے خواہشیں پوری نہیں کر پا رہا.
Assalamualaikum,
Kazmi Sahab aap mujhe Sir keh kar sharminda na karein.
Mera tarruf kuch khaas nahi hai. Main Hindustan me Uttar Pradesh, Zila Amroha ke ek qasbe bachraun ka rehne wala hu. Pesha mera Human Resource hai. Adab ka ek talib ilm hu, mehez shauq ki bina par. Khususan mujje Urdu Adab se dilchaspi hai aur uske sath sath Farsi adab se bhi. Farsi ke bohot ibtadai marahil me hu kyunke koi ustad abhi tak mayassar nahi aya aur kuch masroofiyat bhi ijazat nahi deti.
Meri Guzarish ye hai ke ham qadeem farsi shu'ara hafiz, Attar, Rumi, Qaani, Mirza Badil waghaira ko to jante hain ya kuch maazi e qareeb ke shuara jaise Bahar waghaira, lekin daur e hazir me farsi ke kon kon shuara iswaqt manzar e aam par hain isse umuman log waqif nahin hain. To unka kuch tarruf aap pesh karedein agar mumkin ho. Mazeed bar aan main ye jaanne ka khwahaan hu ke kya hind o pak ki tarha Iran ya Afghanistan me bhi mashaire munaqqid hote hain. Nahi hote to kyu nahi hote aur agar hote hain to unki nauiyyat kya hai. Ya waha is tarha ki koi riwayat thi bhi ya nahi.
Ye meri guzarish mehez tajassus aur mere shauq ki bina par hai aur kuch nahi.
Ahqar,
Muneeb ur Rahman
و علیکم السلام
بے حد خوشی ہوئی جان کے... الله رب العزت آپ کو ہر منزل پہ کامیابیاں عطا فرمائے.... ماشاء الله امروہہ تو بے حد معروف ہے... مولانا شاہنواز حیدر صاحب آپ کے علاقے سے تعلق ہے ان کا ماشاء الله کافی پیارے دوست ہیں وہ... الله رب العزت آپ کو ہمیشہ اپنی حفظ و امان میں رکھے آمین ثم آمین
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂❤❤❤❤❤❤❤❤❤
ASSLAM O ALAIKUM
MEN NEY KOI IMTEHAN WAGAIRA NAHIN DENA
BUS APNEY SHAUQ SEY FARSI SEEK RAHA HOON
WATCHED AND THANK U VERY MUCH SIR.
و علیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکاتہ
ہمیشہ سلامت رہیں
Sir, B.A part one aur part two farsi elective kay total lectures ap kay is channel pe opload hain?
No
Only Persian optional k complete hn
الا ان اولياء الله لاخوف عليهم ولاهم ؟