Bhai darne ki Jarurat nahi Hai. Aap ka DEF level low ho Gaya Hai. Gadi ko company me dikhao aur DEF refill Kara lo. Aur is video ko aur bhi logo ko share Karo.
Bhai engine me jis Jagha DEF spray Hota Hai waha ye jam gaya Tha. Aur DEF tank ke niche ek sensor Hota Hai usme carbon jam gaya tha. Is video me ye sari jankari Hai.
अरे मेरे भाई DEF का मतलब Diesel Exhaust Fluid यानी गाड़ी में यूरिया डालना
फिर वह सिग्नल हटा है क्या नहीं
नहीं जाता तो फिर लेकर जाना शोरूम
How many money spent to work
Very nice video 😊
Bolero Neo n4 ka kilometre sensor ko Jada korne ki koi rasta hai kaiya pls reply me
Information video
Aap ne koi part Cheng karvaya tha
Me Car mai DEF aa raha h 750 km ke baad band ho jaige to fir batao kya karna hoga 2022 n4 Mahindra bolero
Bhai darne ki Jarurat nahi Hai. Aap ka DEF level low ho Gaya Hai. Gadi ko company me dikhao aur DEF refill Kara lo. Aur is video ko aur bhi logo ko share Karo.
Mere Bolero neo mein bhi same problem dikha raha hai. E22 DEF DOSING MALFUNCTION.
Engine will stop in 500 km.
What is the actual reason?
Bhai ek baar DEF ka level check karalo. Ye DEF Kam hone par batata Hai.
@@ravivlogsup4323 Recently Maine 10 Litre Maxiclean DEF dala tha, phir bhi dikha Raha hai. Pehle 800 km dikha Raha tha, abhi 500 km ho gaya
भाई एक बार एजेन्सी में गाडी ले जाकर दिखा दो। इसके सेंसर में दिक्कत होगी।
Bolero neo ke fuse box me MBFM ka kya matlab he
Good work
Same mere me bhi yahi bata raha hai bhai
Service centre per isko Sahi karne ke liye kuchh charge bhi lete Hai
Es gadi ko kharidne ka plan kar rahe hai (bolero neo N10) , to le ya na le ?
Bhai bilkul le sakte ho. Gadi bahut sahi Hai.
Mera bhi same problem tha bro , mahindra service centre mei tik karke de diya .
DTE 735km iska kya matlab hota hai miter mein a Raha h
Distance to empty
DTE Matlab distance to empty Hota Hai. Yani ki aap ki gadi me abhi jitna diesel hai usme gadi itna km jayegi.
Thank you 🙏 sir
Bhai ye kyu dikhata he e22
Same hall Mera gadi ka bhi hai Bolero b6 , 24 din hua niklaya hu, 1000km ka G service bhi ho gya fir bhi DEF or engine warning light jalta rahta hai
Bhai apni gadi ko fir se dikhao aur tab tak dikhao jab tak sahi nahi ho Jati. Aur video ko aur bhi dosto ko share karo.
Problam kya hu aa tha bataye nai Bhaiya DAF ka
Bhai engine me jis Jagha DEF spray Hota Hai waha ye jam gaya Tha. Aur DEF tank ke niche ek sensor Hota Hai usme carbon jam gaya tha. Is video me ye sari jankari Hai.
@@ravivlogsup4323 mere bolero me v ye problem aa aagaya hai is liye puch raha tha bhiya ji
भाई तुरन्त गाडी को एजेन्सी में दिखाओं और इसका वीडियो भी बना लेना।
@@ravivlogsup4323 ji bhaiya
meri gadi ka bhi yahi haal hai
भाई सर्विस सेंटर में दिखाओ और इस वीडियो को और भी लोगों के साथ शेयर करो
Bhai me be bahut parishan ho yarr
Bhai Service center me dikhao ise aur jab tak theek na Kar de tab tak unke sir pe sawaar rahna.
Bhai mera gadi ho raha 800
Meri bolero me e21 aarha he
Bhai gadi ko company me dikha lo. Aap ka DEF dosing malfunction dikha Raha hoga.
Def ki problem hai
मरे गाड़ी मे DTE dekha rha hai
DTE ye fuel coverage km show krta hai presaan hone ki jarurat nhi
Mera g me hai p
Bohut hi faltu gaadi hai DEF wala
Bakwas gadi h