Mujhe ek baat puchni thi ki adonia ka ek storage gyeser hai yeah toh ek baar gyeser complete fill ho Jane ke baad water heat ho Jane ke baad agar hm poora paani use nahi karte hai ek baar me and us bache hue paani ko thodi der baad use karna chahe toh utni der me gyeser me cold water fill ho jata hai kya? Agar Mai inlet cold water ka valve close karta hu toh hot water tap me se aana band ho jata hai. Mujhe solution batayiye ki Jo hot water left bachta hai gyeser me use agar Mai thodi der baad use karna chahu toh mujhe kya karna chahiye. Please reply.
@@supercr111 aap Pani garam hone ke baad inlet valve band karte ho kya? Kyunki hamare pass 10 litre wala hai and agar ham thoda paani use karte Hain toh thanda paani gyeser me bhar jata hai khud hi and phir gyeser me se thanda paani aata hai agar thodi der baad koi aur paani leta hai.
@@supercr111 Mujhe yeah poochna hai ki agar ham gyeser me se jaise hi garam paani nikalte hai hot tap se toh agar Maan lo 10 litre ke gyeser me hamne 5 litre garam paani le liya toh turant 5 litre thanda paani gyeser me fill ho jayega toh 4-5 hours baad gyeser me paani garam kaise rahega??
@@supercr111 Jaise aapka 25 litre ka hai toh Maan lo aapne 10 litre garam paani liya toh 10 litre cold water gyeser me automatically fill ho jata hai na??
All set for winters 😂❤
❤🥰
Pani fill horha aur pura fill hogya ye kaise pta chalega ?
apne online purchase kiya ai ya fir offline
Nice Product 🎉🎉🎉
@@anildwivedi999 ❤️❤️
Mujhe ek baat puchni thi ki adonia ka ek storage gyeser hai yeah toh ek baar gyeser complete fill ho Jane ke baad water heat ho Jane ke baad agar hm poora paani use nahi karte hai ek baar me and us bache hue paani ko thodi der baad use karna chahe toh utni der me gyeser me cold water fill ho jata hai kya? Agar Mai inlet cold water ka valve close karta hu toh hot water tap me se aana band ho jata hai. Mujhe solution batayiye ki Jo hot water left bachta hai gyeser me use agar Mai thodi der baad use karna chahu toh mujhe kya karna chahiye. Please reply.
@@supercr111 aap Pani garam hone ke baad inlet valve band karte ho kya? Kyunki hamare pass 10 litre wala hai and agar ham thoda paani use karte Hain toh thanda paani gyeser me bhar jata hai khud hi and phir gyeser me se thanda paani aata hai agar thodi der baad koi aur paani leta hai.
@@supercr111 Mujhe yeah poochna hai ki agar ham gyeser me se jaise hi garam paani nikalte hai hot tap se toh agar Maan lo 10 litre ke gyeser me hamne 5 litre garam paani le liya toh turant 5 litre thanda paani gyeser me fill ho jayega toh 4-5 hours baad gyeser me paani garam kaise rahega??
@@supercr111 Jaise aapka 25 litre ka hai toh Maan lo aapne 10 litre garam paani liya toh 10 litre cold water gyeser me automatically fill ho jata hai na??
Mane Flipkart se order kar diya to Flipkart se order korne koyi problem ho ta he ka
hle sister plese help i was not able to sit straight and feel demotivated and try to use belt but pain stops me
Star rating kya hai
Shivani Ji....use me koi problem to nahin a Raha....??
nai acha h abhi tak to sab zhakaas chal raha -aur calta bhi rahe i like the product
@shivanidwivedivlogs ok...tanx
Price kitna hai aap ne kitne me liya
Ye technician itnah bar khudko mirror kyo dekh raha tha
Ye geyser apne Flipkart se mangvaya thaa Kyaa
@@gagannarang1737 nai
@@shivanidwivedivlogsphir kaha se liya
@@shivanidwivedivlogs hamne Flipkart se order Kiya hain koi dikkat to nahi hogi
@@supercr111 ha bhai
Yeh geyser ko on karne ke 10 -15 min baad geyser se aawaj aata hai kya aapke geyser me bhi yeh aawaj hai kya?
@@HarshSharma-uj1tb nai awaj to koi nai aati mere me
Aati h 1 ya 2 saal bad geyser tanki ke andar pani me iron jama ho jata hai isliye uske liye apko service karwana chiye tb nhi hoga
भाई पहले कांच में देखकर तैयार हो जा फिर वीडियो बना लेना