In Sha Allah is saal hm bhi hajj pr janay waale hain, sb dua karen plz Allah aasaani aur kheriat se hamen apne ghr ponhchaye aur hajj k tamaam arkaan mai asaani ata farmaye Aameen
i'm non-Hindi so i could only read the list without the explanation 😂 but i'll leave it since i need a checklist to help my mom pack to hajj next week (please help pray for her hajj to be a comfortable journey Aamiinn thank you 🙏) 1. Cotton dresses 0:40 2. Makhna 2:20 3. Undercap 2:57 4. Shoes 3:29 5. *text not showing?* 6. Chappal 5:21 7. Pads/Mini Pads 6:15 8. Tissue Paper 6:49 9. Medicines 8:14 10. Glucose Powder 9:06 11. Towel 9:50 12. Miswak 10:46 13. Prayer Mat 11:06 14. Quran Sharif 11:42 15. Tasbeeh 12:28 16. Bedsheet ya chatai (what's 'ya chatai'?) 12:38 17. Powerbank 12:54 18. Cardholder 14:42 19. Door Hooks 14:19 20. Snack 14:35 21. Bagpack 15:19
As Salam alikum sister I have one doubt is it ok if we wear o ly maxi and making on that...bcz as I know we shld also have a outer covering on our actually dress like a abaya on our dress.
@@nayabnalla5949MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH bht bht mubarak ho apko Hajj ki ALLAH PAK apka Hajj qubool kare aur apki tamam duao aur ibadato ko apni BARGAH mein qubool ata farmaye INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mariyam shahid aur safia shahid ko bhi yad rakhiye ga ALLAH PAK apko salamat rakhy aur apko Hajj per khair khairyat sy ly kar jaye aur wapas laye AMEEN SUMA AMEEN ❤❤❤❤❤
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu aap jo mini pads bolena woh fragrance wale hote hai tou phir hajj men use karsakte hai kyunki khusbu mana haina
Jitna zada aap wazan lenge aap ko usko utha kar chalna padega ,so zada se zada 2 rakh le ,but 3 /4 tu bilkul b nahi ,mere khayal se ,lekin agar aap heavy bag carry kr sakte ho tu aap ki marzi
Asalamoalaikum mam Jazakillah guidance klye Mam ayam wale din se matlab? HAJJ k days me khudana khuwasta ayam aye, ayam rokne ki medicine lete rehne k bawajood, ya Khuda na Khuwasta koi red ya pink discharge hua? Periods na hon q k medicine lerae hon rokne ki, but Khuda na Khuwasta red ya pink discharge ajye tu kya krenge??
Bahan galat information na dein. White discharge napaak nahi hota.wo agar kapray pay lug jaien tu kapray badalna zarori nahi hai.sirf her namaz say pahlay wudu karna zarori hai. Hum nay abhi hujj session suna hai jis mai mukhtalif scholars nay yej bataya hai
Bohat sare scholar y b bolte hai k white discharge napaak hai ,aap plz wo video b dekhe ,lekin kare phr wo jo aap ko thik lage ,lekin dosro ko galat na bole
Ap ka taluq Pakistan Sy ha is lie ap lawn k 2 piece suit rkh Lyn or oper abya Hoga tu ap easy feel kryn gi kiok Pakistani ladies lawn ma easy rhti hain
Khana khusbu wala process hokr khata ka sakta hai ,khas khusbu khana mana hai ,jaise ilachi wagera,lekin jab ilachi salan me pak jae tu mana nahi hai kyuk asal khusbu nahi kha rahe Lekin toothpaste ka asal khushbu hi hai isly mana hai
Very very good initiative video behan very good bahut bahut shukriya jazakallah khair feeamanillah.
Ameen
I will go for haj this year. In sha Allah
Sooo nice vedio
Very informative n useful
Mash ALLAH ❤ very informative
Aslkm khairiyat se hai hum loog ko easy hua aap ki vedio dekhker .
W salaam jazakallah feed back dene k lei ☺️
ماشاء االلہ ۔جزاک اللہ خیراً کثیرا بہت اچھے طریقے سے بتایا۔❤
JazakAllah khair very imp information n basic Jin ka aksar hm khyal nh rakhty ...❤
Very detailed and informative video ...Jazakillah
Ameen
Mashallaha buhat khoob information mila
Aap ka video really bhout help ful hai,
In Sha Allah is saal hm bhi hajj pr janay waale hain, sb dua karen plz Allah aasaani aur kheriat se hamen apne ghr ponhchaye aur hajj k tamaam arkaan mai asaani ata farmaye Aameen
Ameen
Mashallah very nice 👍❤❤
Very usefull vedio . Thanks a lot sister ❤
i so u couple of videos sister very informative barakalalufeekum
W salaam
Ameen 😊
Aslkumwrbkthu v nice explaination thnkyu
Nice information main ba inshalla is sal hajj par jaraha hown
Jazak Allah very helpful video
Thanks for liking
Best information Jazakullah ❤
Ameen
Jazak Allahu khairan dear 😊
MashaAllah. Bahot hi ahem jankari maa baheno k liye. Allah az wajal aapko iska azr ata kare. Aameen Ya Rabbul Aalmeen.
Please pray for me so that I can perform Umrah and Hajj with my parents ,shohar ,in laws and Aulaad ❤it’s a humble request keep me in your prayers ❤
In sha Allah 👍
Private Hajj ki last date kia hai... koi btae plz???
Good information umbrella is also important
But mujh ko personally lgta hai k umbrella utha kr chalne se haat dikh jate
i'm non-Hindi so i could only read the list without the explanation 😂
but i'll leave it since i need a checklist to help my mom pack to hajj next week (please help pray for her hajj to be a comfortable journey Aamiinn thank you 🙏)
1. Cotton dresses 0:40
2. Makhna 2:20
3. Undercap 2:57
4. Shoes 3:29
5. *text not showing?*
6. Chappal 5:21
7. Pads/Mini Pads 6:15
8. Tissue Paper 6:49
9. Medicines 8:14
10. Glucose Powder 9:06
11. Towel 9:50
12. Miswak 10:46
13. Prayer Mat 11:06
14. Quran Sharif 11:42
15. Tasbeeh 12:28
16. Bedsheet ya chatai (what's 'ya chatai'?) 12:38
17. Powerbank 12:54
18. Cardholder 14:42
19. Door Hooks 14:19
20. Snack 14:35
21. Bagpack 15:19
Ameen and thank you 🤗
Nice information jazak allah khair .
Thanks sister.very informative video
Useful information
Mashallah good information
Zabrdast information
اللہ پاک آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین
Ameen
Jazakallah. Very helpful and informative video.
Jazakallah,dosre b hajj k bare mein video hai mere channel pr wo b dekhe in sha Allah faida hoga
Bahut acha
Mashallah nice information jazakallah sister ❤️❤️
Thanks for liking
Jazak Allah, very helpful
Ameen
Jazakallah nice information
Thanks for liking
Good information 💯
Zaberdast
Sukriya Achcha vidio h
Bohat Bohat Shukriya Baji,, InshAllah Mai aur mere shohar is saal Hajj ke liye jaane Wale hai Bangalore se..
Aap ke video ki timing ek dam sahi hai
Masha Allah Allah safar asaan kare,aap k contact me koi lady jarhi hogi tu usne b share kare 😊
Nice.... informative videos
Thanks a lot
Thanks a lot
S
Masha Allah Tabarakallah
Mashallah alhamdulillah bhot kaar aamad malumat di h beta aap ne Allah pak aap ko is ka behtreen neamul badal ata farmaye ameen summa ameen ❤❤❤❤❤❤
Ameen
nice video
Mashallah ameen 💯
Bht khoob
JajakAllah
MashaAllah... Allah agle Saal humain bhi Jana naseeb kare.. Aameen
Ameen
JazakaAllah kher
Ameen
Jazakhallahu khair sister
Ameen
JazakAllah sister
Ameen 😊
Aslmlkm m inshallah I am also going for hajj
Masha Allah
As Salam alikum sister I have one doubt is it ok if we wear o ly maxi and making on that...bcz as I know we shld also have a outer covering on our actually dress like a abaya on our dress.
W salaam yes it’s ok ,the dress should be loose
جزاک اللہ
Shukriya dedi
Thanks for sharing...its really helpful. InshaAllah we are planning for Hajj this year 2024.
May Allah Accept our Hajj 🤲🤲🤲
Fully watched 17:33
Jazakallah you can watch more videos of hajj on my channel
jazak allah khair
JizakAllah l❤❤❤ Alhamdulillah is bar Hum b Hajj krny jarahy
Oo masha allah Mubarak ,dosre video b hai mere channel par hajj k bare mein wo b dekhe in sha Allah faida hoga
@@nayabnalla5949 Khair Mubarak Allah pak sab ka Qubool frmae bs G main ab apki videos sy e guide line longi jizakAllah
@@nayabnalla5949MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH bht bht mubarak ho apko Hajj ki ALLAH PAK apka Hajj qubool kare aur apki tamam duao aur ibadato ko apni BARGAH mein qubool ata farmaye INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mariyam shahid aur safia shahid ko bhi yad rakhiye ga ALLAH PAK apko salamat rakhy aur apko Hajj per khair khairyat sy ly kar jaye aur wapas laye AMEEN SUMA AMEEN ❤❤❤❤❤
Zazakllahu khair
Ameen
Assalam walekum
Rashes hote hain to dusting powder nahin Laga sakte kya
Please reply karen
W salaam laga sakte hai ,lekin chalna itna hota jaldi rashes ache nahi ho pate ,isly rashes na ho us pr focus zarori hai
@nayabnalla5949 jazakAllah
Ji Bahut bahut shukriya 😊💐
Jazak Allah
Walakumassalam nice
Shukriya mam ji
Bag link pls
I didn’t bought it through online ,but I can say you the brand name ,Totto
Waalaikum Aslam allhumdullilah hu bhi thik ap kese ho dii
Hajj k 5 din k arkanath k baare ek aur video upload kijiye ga
Ji in sha Allah jaldi ayega video is
Good
Rashes ho toh kuch cream ya powder laga sakte hai kya
Ji laga sakte ,aap UA-cam pr meri hajj ki dosri video dekhe plz usme detail se hai
@@nayabnalla5949 JAZAKALLAH
Wheels bag lejaskte na
Wheel bag aap k haat ko busy kr deta hai ,or kabhi bag bhulne k chances hojate ,tu backpack best rehta
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu aap jo mini pads bolena woh fragrance wale hote hai tou phir hajj men use karsakte hai kyunki khusbu mana haina
W salaam unscented b ate hai wo lele
Kia periods rokany ki dawai kha sakty hain k haj k dino me periods na ho to es ne koi problem to nahi hogi
Aap plz mere hajj k dosre video b dekhe usme y sb sawalo k jawab hai
Assalamualaikum
Kya induction stove leakr jasakte hai aur kitne watts ka leakr jasaktei hai
W salaam no idea
Nahi leja sakte
Taweif k time kon see chapal ?
??
Tawaf k lye silicon k socks lejaen. Online mil jaenge aram da hotey hen bohot
we willnot be wearing any shoes in masgidalharam
@@kianadil8805 can you explain again
tawaf ke waqt koi chappal nahi pehente
Kya extra dress nahi le sakte kya 3 ya 4
Jitna zada aap wazan lenge aap ko usko utha kar chalna padega ,so zada se zada 2 rakh le ,but 3 /4 tu bilkul b nahi ,mere khayal se ,lekin agar aap heavy bag carry kr sakte ho tu aap ki marzi
Asalamoalaikum mam
Jazakillah guidance klye
Mam ayam wale din se matlab? HAJJ k days me khudana khuwasta ayam aye, ayam rokne ki medicine lete rehne k bawajood, ya Khuda na Khuwasta koi red ya pink discharge hua? Periods na hon q k medicine lerae hon rokne ki, but Khuda na Khuwasta red ya pink discharge ajye tu kya krenge??
W salaam haiz k ayyam me jo b colour aye wo haiz hi hota hai
@@nayabnalla5949 medicine khane k bawajood bhi?, or phr kya krna chiye?
Hajj me parda kaise kare ehraam ki halat me
Cap milti hai os k agay hajab hota hai
Carefully
Cap with attached hijab,U can use it
Or else mask that is made up of paper material (disposable ones)
Ji cap mein attached hijab/niqab aata hai jo chehre se kapde ko door kar deta hai warna medical mask jo kapde ka material nahin ho, disposable ones
Assalamualaikum aap ek extra abaya lena prefer nahi karti kya?
W salaam ji kaha hai k 2 le
Madina m wheelchair kitne riyal m mil skti h
No idea
@@ziyakhan9439 jazakallah
You should make short videos
Check my UA-cam shorts
Assalam o alaikum mam
Mushaf on the same table as shoes at the start? Anyone clear this confusion
Did you visit madina ??
Salam sister G
السلام علیکم ہم سب کے پاس اج کل موبائل ہوتے ہیں
W salaam ,mobile mein itna sara ek saat galat hota hai mbl yaha waha phekte wo be adbi nahi ??quran tu usme b hai ,phr ???
Kb s dear baal nhi bna skte please btaye
Jab se ehram ki niyyat kr k labiak phad le,plz mere dosre video hajj se related channel pr hai wo dekhe in sha Allah proper tarike se samjh ajaega
Assalam alaikum from where we can get these material i am from Mumbai India
From any local shop of night wear
@@nayabnalla5949 jazakallah khair
❤❤
Suit to km az km 7 ley kar jana chahiyee
Mein video hajj k srf 5 din ka bata rhi tu 5 din mein 7 suit 🫣🫣🫣
periods rokne ke pills nahi le skate kia
Mere channel nayab nalla
Par hajj ki playlist hai ,aap plz waha check kare mene detail se samjhaya hai
Ly skty hai
Ye kia naam hay nalla
Aap ka nahi hai na tu khush hojae 😀
extra Abaya bhi lazmi rakhiye
Soi dhaga
Bhi
Extra hai video dekhe plz,soi dhaga 5 k lie nahi lekin hai 40 din k lie
J pin rakh sakte ( bakkal)
Closed shoes haj k 5 din, ehraam se chalte hai kya?
Ehram ki condition mein Colsed shoes wear karna gents k liye allow nahi hai women's k liye allow hai
Yes ladies pehen sakti
Can we take crocs for haj pls reply as i an going soon in sha Allah
Ji ladies jo chahe pero me pehen sakti
But you miss air pillow
Hmmm video phr se dekhe bedsheet k saat bola hai
White discharge is packaged
I was a sheikh assim video in which he explained it
Hmm ok but jaha tk mujh ko pata hai wo napaak hai
wo napak nai
Bahan galat information na dein.
White discharge napaak nahi hota.wo agar kapray pay lug jaien tu kapray badalna zarori nahi hai.sirf her namaz say pahlay wudu karna zarori hai.
Hum nay abhi hujj session suna hai jis mai mukhtalif scholars nay yej bataya hai
Bohat sare scholar y b bolte hai k white discharge napaak hai ,aap plz wo video b dekhe ,lekin kare phr wo jo aap ko thik lage ,lekin dosro ko galat na bole
Tooth paste q istimal nhe krsakte lkn???
Kyuk khusbu ka istemal mana hai ehram ki halat mein
Kiya haj ya umrah me jane k liye passport banana jaruri he..
Yes
سوٹ نہیں رکھنے؟(سیمی ثمن ساہیوال
Me aise long dress rakhti ho ,kyuk suit pehen kr long abaya pehenne se grami zada hogi ,isly koi b ek chiz rakhe
Tou tangon main koi pajama?
Ap ka taluq Pakistan Sy ha is lie ap lawn k 2 piece suit rkh Lyn or oper abya Hoga tu ap easy feel kryn gi kiok Pakistani ladies lawn ma easy rhti hain
Ehraam ki Halat mein khusbu wali cheez nahi lagasakte jaise Vicks,Vaseline,balm
Fragrance free vaseline multi hai
Dawa k lie mana nahi hai
Ap konse state se ho
Central America (Panama)🇵🇦
Tooth paste se mana kyoon hai jab k hum kuch food aisa khate hain jis ma khushboo hoti hai jese kuch ice cream wagera .
Khana khusbu wala process hokr khata ka sakta hai ,khas khusbu khana mana hai ,jaise ilachi wagera,lekin jab ilachi salan me pak jae tu mana nahi hai kyuk asal khusbu nahi kha rahe
Lekin toothpaste ka asal khushbu hi hai isly mana hai
@@nayabnalla5949 jazak Allah khair sister .
Aslkm
W salaam