Bhai aaj mai yehi ticket se paschim express me tha mujhe tc bola yeh nhi chlti uts ki ticket toh maine pucha agar nhi chlti toh banayii kyu woh bolke chla gya ki next station pr uttar jana
Bhaii ek baat btaoo muze rojj up down Krna h prr mere ek side s train passengers special h orr dussre side s aane ki mail/express h ...too m mst bnvaake k passenger train k gen diibe m travel kr skta hu kyaa
@@sohyper orr ek baat ki aate time na jha m morning m uttrta hu na vha train rukte nhi h uss s ek station Agge rukte h orr mst too piche vaale station ka bna hua hoga ..too koi problem nhi ayegi naaaa
HA AGAR APKI MST SF KI HO TO AAP KISI BHI SF KE NICHE WALI GADI ME BAITH SAKTE HO BUT EXP KI MST HO TO AAP SF ME BAITH NAHI SAKTE BUT SF SURCHARGE COUNTER SE LEKAR BAITH SAKTE HAI
Bhai mere kuch questions hai please bata dijiye unke jawab 1. Kitne type ke mst hote hai Ordinary/(mail/express) /super fast Yeh 3 type pe hote hai 2. Mail express wali mast me kya sari train me ja sakte hai kya ji ni chuni me ? Aur agar jini chuni me hi ja sakte hai toh kaise pata lagaye ki kisme ja sakte hai?
Sir study kr rha hu daily 80 km jana aur aana h station me pata kiye to bol rhe hai ki student ka mst nhi bn rha h mujhe adult ka bna diye hai jiska price 355 h roman me second likha h ticket me isme se kya mai mail \express \ s fast me yatra kr sakta hu ki nhi Reply sir
sir hem ph.d reserch scoler he as a ruls heme 35 ki age tek mst milsekta he lekin universtiy mena kerrehi he unko prof chahiye so kuch gejet ho to muje refer kere pless
Ke hum MST sirf 15 bar hi use kar sakte he? Aur MST se ham sirf ek station se dusre station ja sakte hai,kya us station se wapas aa sakte hai? Please reply.
Bro merapass express monthly pass hain to kya main us pass se, kisi v express main ja satkha hu ya sirf jis train k liya hain us train se hi ja sakta hu
Mst express ki bani h agar superfast se jana h to super sar charge 15 rupees dena hoga kya and super sar charge ticket lene ki liye kya bolna h ticket window par
Good information
Thanks
Bhai aaj mai yehi ticket se paschim express me tha mujhe tc bola yeh nhi chlti uts ki ticket toh maine pucha agar nhi chlti toh banayii kyu woh bolke chla gya ki next station pr uttar jana
Good information helpful Thank u from Raju Deshbhratar Gondia
Mst tickets up and down traviling used ticket
Bhaii ek baat btaoo muze rojj up down Krna h prr mere ek side s train passengers special h orr dussre side s aane ki mail/express h ...too m mst bnvaake k passenger train k gen diibe m travel kr skta hu kyaa
Ha Travel kar sakte ho but apko MST express ke banani pdegi
@@sohyper bhaii express ka hii bnn rha h .. passenger ka too option hi nhi h
Phir to koi problem nahi hai aap easily Travel kar sakte hai
@@sohyper orr ek baat ki aate time na jha m morning m uttrta hu na vha train rukte nhi h uss s ek station Agge rukte h orr mst too piche vaale station ka bna hua hoga ..too koi problem nhi ayegi naaaa
Koi problem nahi hogi
Good video bhai
Thanks brother
Mst me superfast ,express gadi me bath sakte h kya
HA AGAR APKI MST SF KI HO TO AAP KISI BHI SF KE NICHE WALI GADI ME BAITH SAKTE HO
BUT EXP KI MST HO TO AAP SF ME BAITH NAHI SAKTE
BUT SF SURCHARGE COUNTER SE LEKAR BAITH SAKTE HAI
1:01 iss ticket ka season ticket number kya hai voh batao pls. Matlab season ticket number kaha pe hota hai, kaisa dikhta hai voh batao
Brother ye mera personal mst number hai
@@sohyper I am currently applying an application for concession for that I need to know what the previous season ticket number is.
kya express train ke genral class me travel kar sakte hain suparfast train ka mst bana ke
Yes ofcourse
Sir hame mst se slepper me btatte ho to kitne charge lgta h
Aap sleeper mai 150 km tak ja sakte hai bus TTE se bahas mat karna
Photo id card agar lost ho jai , jo counter se provide kara gaya tha , to kya kar sakte hai bro ??
Aap application Likh kar ticket counter par do mst ticket ke sath apko new id card DIYA jayega
MST nights ki trains me chalega?? Job ki night sift ho to chalega?? Raat ko 1 se 4 baje me??
1st class ac session ticket hoga sir please tell 🙏
2 class ka season ticket banaya ha maine monthly...sleeper class me journey kar sakte hai kya
TT ke upar hai jeyadatar to wo pareshan nahi karte hain but risky hai permission nahi hoti hai
Kya ek MST se dono side travel kar sakte hai. Yani ek hi ticket se up-down kar sakte hai kya?
Yes brother
Kar sakta hai kya bhai
Hanji aap ek mst se month me unlimited time travel kar sakte hai
@@sohyper thank you 💕 Bhai
Yes
Bhai pass banane ke bad ordinary me Jana compulsary hai kay ki dusri train me bhi jasakte hai reply me sir
Aap agar superfast ki pass banate ho then koi bhi superfast me ja sakte ho aur uske niche ke sari trains me ja sakte hai
@@sohyper aap ki video hai kay koi super fast train vali pass ki
Brother mai khud journey karta tha superfast pass se us samay jo bhi train mile usse chala jata tha
@@sohyper pass kaise banau to o app me ordinary ka hi option aata hai
Abhi pass banana band hai that's why show nahin kar raha hai very soon option aa jayeg
Aap ek baar station me ja kar inquire kar sakte hain
Is there different season ticket for second and first class?
Yesss
Mst se wapis bhi aa skte hai
Like subscribe kr diye hai
Yes brother
😂😂
Sir mera sawalo ka jabab dijiye please
Kay ham ek mst se kisi bhi train me travel kar sakte h
Kisi bhi coch me baith sakte hai
Eske upar ek special Video aayegi
Bhai mere kuch questions hai please bata dijiye unke jawab
1. Kitne type ke mst hote hai
Ordinary/(mail/express) /super fast
Yeh 3 type pe hote hai
2. Mail express wali mast me kya sari train me ja sakte hai kya ji ni chuni me ?
Aur agar jini chuni me hi ja sakte hai toh kaise pata lagaye ki kisme ja sakte hai?
1-yes brother mst ke types hote hai
2-Mail express wali mst me aap local, passenger, aur express trains se hi ja sakte hai
@@sohyperek intercity express hoti hai ek express hoti hai dono main ja sakte hai agar mail/express ka pass bnwaye to second class ka
Chaircar jaise janshtabdi k liye 150 km distance ka pass issue ho skta h ?
No
@@sohyper fir kaise kr skte h chair cr k liye
For chair car aap mst nahin le sakte hain any how
@@sohyper then other super fast ka le skte h?
Ha other superfast ka le sakte hai but nowadays kuch hi railway station par ye suvidha available hain
Helo sir i am big fan of you sir. ❤❤ Can you say this to me 🙏 plz sir. Kya mai express ka MTS nikalkar slippers me baith sakta huu
Nahi baith sakte hai but TTE Acha raha to koi baat nahi
@@sohyper thanks 🙏🙏🙏🙏 so much sir
Sir diploma students ke liye bhi hoga ye aur unhe kha se bharna hoga ye college se ya ticket counter se
Please reply
Ticket counter se hi bharna hai brother bas apko diploma ka certificate dikhana pdega
@@sohyper sir is time UTS se khud bina counter par jaye banawa sakate hai
Sir study kr rha hu daily 80 km jana aur aana h station me pata kiye to bol rhe hai ki student ka mst nhi bn rha h mujhe adult ka bna diye hai jiska price 355 h roman me second likha h ticket me isme se kya mai mail \express \ s fast me yatra kr sakta hu ki nhi
Reply sir
Bhai yearly nhi bnwaye kya? Mail ya sf ka bnawaye they?
But abhi covid mein off hai
Agr kisi ka monthly pass ghar reh jae ya jeb cut ho jae to kya krein
इस कंडीशन में आप बस without टिकट ही माने जाओगे
Sir monthly pass me round trip hota hai ya ek taraf se hi
Round trip kitne bhi time
Bhai online uts pr mst mbd to gzb ki 525 ki bnrhi hai wo valid hogi and agr mai station se bnwati hun to kitne tkki bnygi isse sasti ya mehengi
Same amount
Local mein 1 class ki ticket concession hai kya
MST ka ticket katne k bad kya us MST se dono traf aana jana kr skte hai kya ?
Yes
Can we travel back and forth using the same and one MST?
Yes ofcourse you can
Mumbai local ke concession per banao video
Okay brother
Ak ust sy kitne mst bana sakte hai please tell me
Bhaii mein kya 2s mein travel kar sakta hoon MST ke sath?
Hanji
@@sohyper aur express k UR mein?
Yes brother
@@sohyper Thank u vai ❤
Helpful..
Bhaiya , Mst lekar vande bharat me ja skte hai ?
Nahin
sir hem ph.d reserch scoler he as a ruls heme 35 ki age tek mst milsekta he lekin universtiy mena kerrehi he unko prof chahiye so
kuch gejet ho to muje refer kere pless
Okay brother but abhi mst service kuch selected rail division me available hai app kis rail division se ho
@@sohyper northern railway
Vaha shuru hai
Ke hum MST sirf 15 bar hi use kar sakte he?
Aur MST se ham sirf ek station se dusre station ja sakte hai,kya us station se wapas aa sakte hai?
Please reply.
Aap Ki mst monthly ho then aap 30 dino tak kabhi bhi kitne time bhi dono stations ke between traveling kar sakte hain
@@sohyper thank you. Thanks for this information.
U r most welcome brother
Voice quality is like lousy.🤔
Sir 6 month ke liye ban sakta he
Or normal ticket se 60 ruppe par day padta hai to pass se par day kitna padega
150km distance ka almost express ka 450 hota hai SF ka 800 tak hota hai and passenger ka 250 tak hota hain monthly
Abe jyada English Mt bol yrr Hindi m bta
Bro merapass express monthly pass hain to kya main us pass se, kisi v express main ja satkha hu ya sirf jis train k liya hain us train se hi ja sakta hu
Koi bhi exp me ja sakte ho
students kiye liye MST me 50% concession lena ho toh kya process hai ?
Pta chle to btana
Video me full details Hai brother
Kya mst holder kisi bhi train mein sawar ho sakte hai
Local wale local me
Express wale express me aur
SuperFast wale SuperFast me
Over acting bahut kr raha h
Is it fixed between two stations??
If i have travelled 150 km and again from that station I'll travel another 150 km forward then??
Where can MST holders sit
Kahi nahin brother kyuki mst holders reserved nahin hote hain that's why unki seats kahi nahi hoti hai
@@sohyper kya taher k jana padega
Sir mst ticket wapas ho sakta h kya maine ek month k liye banwaya tha
No ek baar agar issued hua to wo baad me return nahi hota hain
Mst d coaches mei allowed hoti h kya?
Ha brother
@@sohyper can we travel in express with mail express ticket pass
ofcourse brother
Sir jaise maine one station to another mst uts app se liya h... To wahi wapsi ke liye maany hoga ya nhi
Ha vahi work karega
shatabdi express train h ya superfast? kya mai mst se shatabdi me roz
travel kar sakta hu?
premium gaadi hai wo dhar liye jaaoge usme...tgda fine lgega
Sir please help me student ke liye kese bn baye
Brother aap konse class me ho
Bro can I travel with MST in Express trains
Apke pass Express ki mst hona jaruri hai
@@sohyper UTS me mail express ka banta hai
Hanji
Bhai a ja skte h n
Yes brother
@@sohyper ek hi side ka book. Karaunga to dono side ke liye valid hoga
Ye n ki tte bole dono side ka mst ticket lo
Ek hi mst dono side kaam aata hai
Mst express ki bani h agar superfast se jana h to super sar charge 15 rupees dena hoga kya and super sar charge ticket lene ki liye kya bolna h ticket window par
mst ka Official Guidelines kkis web sait pe hoga
Indianrailways.gov.in es website par
@@sohyper us me keha pe sir
@@sohyper sir hem p.hd ker rehe he or universtiy ne esa bola ke reserch students ko mst nai mil shekta unki age 25 up he is liye
Aapko Google par search karna hoga "mst guidelines" ye
Bro my 1month pass has been lost but i have photo copy what can i do??
Go to the ticket counter and make a new one there
Session ticket me student kaise apply kare?
Bhai mere ticket kho gaye ab Kay karu plz help me mere pass photo bhi nahi hai
Sorry brother eske liye Kuchh nahi ho sakta hai but Id card dikha ke ek baar ticket counter me pucho
@@sohyper thanks bro but mere pass mil gaya thanks bro for suggestion thanks always support 💓
Most welcome dear friend
UTS se MST book karne ke baad bhi counter ar MST ka card lena hota hai kya ?
No need
Is this facility available for post graduation students??
Mera mst kho gaya h Kaya dusri copy nikàl sakti h kase
Apke pass uska photo hai
@@sohyper mera v kho gya h pr mere pas ek photo wala h
Dono side ke mst ticket Lena padega
Can I make mst over 150km ?
Agar mst gum jaye to kya duplicate nikal jati h
No
16 year ki umar wale kaise issue kren
Student I'd card se nahi hoga kya
Kya
@@sohyper free travel train mee
Yes
Kya mst dono side ke liye hoti hai
Hanji
Kya main mere papa ki mst par safar ker sakta hu
No
Can I use my father's monthly?🙂
No
Yeh 1 rupees wala I'd card kaise bnega
Abhi filhal ye facilities band hai covid ke chalte
Apke number mil sakte he ky?
Can I get 2 class register season ticket?
Mst form kha se milega
Ticket counter
Student mat ke liye kaise apply kare
Apko ticket counter me Jana pdega and students id dikhani pdegi and clerk some form dega apko use simply apko fill up karna hai
@@sohyper ok thanks
You are most welcome
Kia up down dono hi eligible hai
Yes brother
Any age limit???
For what brother
Bhai ye students Ke Liye free h
Ha brother
@@sohyper Is it free for Post graduation students also?
@@sohyper free kaise milega students ke liye??
Students ke liye kya benifits hai ?
Kafi sare hai brother
@@sohyper Kaise inko use kre. UTS app se kaise hoga
Uts app me concession nahi milta apko ticket counter me ja kar concession ka form lena pdega jo alg alg hote hai
@@sohyper Okay 👍
Bhaiya with one session ticket hum up and down kar sakte hain ?
Yes
Mst se only local train me hi jaa sakte h ya kisi me bhi...
express and supefast train ka bhi alag mst hota hain jiska limit within 150 Km hona chiye
local train ka pass nahi chalega express me
No! without ticket kahlayega
sir express, superfast ka mts local me chal sakta hai kya please reply.
Kya yhe dono side se valid h dono side se aa ja skte h
101%