Thank you bhai. Mai Adi kailash jane ka plan kr rha hu. Bahut se logo ke videos dekhe iske liye but sabse jyada clear information apne di. Thanks a lot again. I will plan accordingly. Har har Mahadev ❤❤
Bhoot aacha ravinder bhai❤ Bhoot acche se smjhaya apne Mere bhi plan bn rha h last 1 year se Abki bar may mai plan h jane ka baki mahadev ki majri ❤❤ Har har mahadev
Har har Mahadev Apki har blog bahuti informative or sundar hai. Mahadev ki kripa sada bani rahe apki par. App bike tour arrange karte hai kya ? Nahi to , Kathgodam par rented Himalayan bike miltey hai kya? Milega to per day rent kya ?
What is the difficulties in June 1 to 15 Th. on bike ride….five or six persons , mode of vehicle one is bike and another on is suv car… give me good suggestions…we are above 60 years…
Bhai 20 June ko nikal raha hun adi kelash ke liye time kaisa rahega aap batao or koi chalna chahta he to batao please me akela hun sath ho jayga Delhi se hun agar Delhi se koi sath chale to trip achi jaygi nhi to akela bor ho jaunga
Bro hamne aadi kailash yatra per 4 june ko ja rahe h suna h ki sab homstay book h agar hum apna tent lekar jate h to koi problem to nhi hogi or koi 4x4 taxi driver ka mobile no ho to dena g
Scooty me kaisa rahega jana.. Plz tell.. Koi dikhat to nhi hogi.. 4 log ja rahe hum ek scooty aur ek avengers bike kripa bataye in dono se hum ride kar sakte hai.
Nahi hota bhai 180 km ak din me me abhi february me jake aaya Kathgodam se Munshiyari Kaushani mukteshwar almora jageswar 100 km chalane me to fat jati hi or shubha me jab tak dhoop na nikle tab tak bike chalane me bhi dikat aati he
Thank you bhai. Mai Adi kailash jane ka plan kr rha hu. Bahut se logo ke videos dekhe iske liye but sabse jyada clear information apne di. Thanks a lot again. I will plan accordingly.
Har har Mahadev ❤❤
Bhoot aacha ravinder bhai❤
Bhoot acche se smjhaya apne
Mere bhi plan bn rha h last 1 year se
Abki bar may mai plan h jane ka baki mahadev ki majri ❤❤
Har har mahadev
Do you need any partner for this trip. Mai akela hu .
Bahut video dekha hun Adi Kailash k liye par ye best guide laga
Har har mahadev good video🎥 sir
परसो हो के आया हूं। बहुत शानदार दर्शन हुए दोनो जगह। किसी को कुछ पूछना है तो पूछ सकता है
Avenger 160 से क्या may मे आदि कैलाश जा सकते हैं?
Yes
Beautifully explained. Superb effort. Appreciate your efforts. God bless.
AVI OCTOBER M JA SKTE H?!
Har har Mahadev
Apki har blog bahuti informative or sundar hai. Mahadev ki kripa sada bani rahe apki par. App bike tour arrange karte hai kya ? Nahi to , Kathgodam par rented Himalayan bike miltey hai kya? Milega to per day rent kya ?
Han hain bike ride plan karte hain adi Kailash ka
You can call on 6350208181
Jageshwar dham, kanchi dham, Golu devta temple, visited in August 2023 till Bageshwar temple
Ravindra bhai Central Government employee ko bhi police verification jaruri h kya?
Yes
धारचूला के बाद नाइट स्टे कहा पर होगा कितना चार्ज लेते हैं और मौसम जून में कैसा रहेगा बताएं
Depend karta hain stay per 1000-1500
सर वहां पर मेडिकल सर्टिफिकेट और पुलिस वेरिफिकेशन आराम से बन सकते हैं क्या
Han
Thanks 👍Very informative video, bike rent Dharchula or Pithoragarh sa milega? Rent price?
Haldwani
@@RavindraSolanki Ok thanks 💐 Solo travelers k lia Dharchula sa Shareing gari milega? or suggest other options for Om parvat
What is the difficulties in June 1 to 15 Th. on bike ride….five or six persons , mode of vehicle one is bike and another on is suv car… give me good suggestions…we are above 60 years…
bhai ji jai bhole june ke last me ja skte hai kya aur bike rent krna kha se shi rhega
47age जागेश्वर घाम तक जा चुका हँ बाइक अपाचे200 है 4 v ॐ पर्वत तक जा सकते हैं पैदल कितना चलना पड़ेगा
जा सकते हैं कोई दिक्कत नहीं मैं भी sp 125 से जा रहा हूं
Bhaiya 2024 ke hisab se adi kailash Yatra ke age limit kya hain 18 yrs se niche yatra kar skte hain kya??
5 + kar sakte hain
Best video for adi kailash yatra
हर हर महादेव।
हम उत्तर प्रदेश के मऊ से है।हमको मई लास्ट में बाइक से जाना है क्या गूंजी में रुकने की सुविधा रहेगी ।
कृपा कर मार्ग दर्शन कराए 🙏
Han mil jata hain
Very brilliant info bam bam bhole🎉🎉🎉❤
Bike me double ride Adi Kailash Yatra kar sakte h kya
Yes
Very nice informative video yaar. Good bro
For the time going spiti in june
Police verification Mai kya process hoti hai???
Viya ager medical certificate nahi karunga to Dharchula se hoga ham bike Lake jaunga kolkata se hoga viya piz help me or kya karunga...
Han waha ho jayega
Persnol car se. Ja sakte hai kyaa. 28 may 2024 ko parmit kese lena h
Till Dharchula waha se aage allowed nahi hain personal car permit wahi Dharchula pahuch kar hi banana hoga
Very informative video.....thank you bhai 🙏🏻
भाई जून मे यात्रा कर सकते है क्या हम अगले सप्ताह जा रहे है
Is it possible to cover in November?
Can i go by hatch back car??
Sar Passion bike se Aadhi Kailash a sakte hain ya nahin 2 prasn ha
Bhai 20 June ko nikal raha hun adi kelash ke liye time kaisa rahega aap batao or koi chalna chahta he to batao please me akela hun sath ho jayga Delhi se hun agar Delhi se koi sath chale to trip achi jaygi nhi to akela bor ho jaunga
Bro hamne aadi kailash yatra per 4 june ko ja rahe h suna h ki sab homstay book h agar hum apna tent lekar jate h to koi problem to nhi hogi or koi 4x4 taxi driver ka mobile no ho to dena g
Bhai Ji Aapne Bahut Ache Se Samjhaya , Bhai Kya Main Hero Splendor Bike aa skta Hoon Ji Please Bataye 😊🙏
टायर ट्यूब लैंस होने चाहिए गाड़ी अच्छी कंडीशन में होनी चाहिए हीरो स्पलेंडर आदि कैलाश यात्रा पर गयी है
मैं भी जा रहा हूं यदि साथ चलना है
Jai bhole baba 🙏 stay safe sir ji...w😊
what time of the year is this yatra open?
पैट्रोल पम्प कितनी कितनी दूरी पर हैं
Till Dharchula no issue after Dharchula nahi milega have to carry extra fuel
Sir 20may ko jaane ka plan kar rha hu tab weather condition kaisa rahega vha par
I am also planning in may, keep me posted on the information
Me be ja Raha hu weather best hoga is time per
I am solo ride
Bike on rent available Hai?
Yea dharchula main mil jayega
सर हम जुलाई महीने में भी जा सकते हैं क्या
Nahi
september month good for adi kailash?
Yes
Scooty me kaisa rahega jana.. Plz tell.. Koi dikhat to nhi hogi.. 4 log ja rahe hum ek scooty aur ek avengers bike kripa bataye in dono se hum ride kar sakte hai.
Bad rahegaa
Bade wheel hone chahiye
Ravinder bhai kya june me jana best hoga??
yes yes
i have Jupiter 125CC aur September mein program hai hum couple hai
Yeah video was very informative can you share some of the homestay's contact details you have stayed or you know about
May 1st week me plan kiya hua hai bhaiya... Ek motivational reply kar do
Abhi 10 May se hain open ho raha hain new update main sayad 1 May ya usse pahle allowed kar lenge update aate hi update karta hu
Bhai update aya. Kabse yatra open hai?
I am planning from 1st June kya ye time sahi hai... Homestay ka details v share karte to accha hota
मैं भी प्लानिंग कर रहा हूं आप कहां से है
@@pradeepsharmaVlogsDwarka Mai jharkhand se hun
@@pradeepsharmaVlogsDwarka din me I will contact you
Bhai haldwani se bike rent par mel sakte h
Bhai mp police me hu to bhi police verification krana padega
Han per wahi ho jayega aap wahi bat kar lena skip bhi ho jata hain agar aap already police main tab
Radhe radhe sir
Bhaia best month konsa hai?
May and June
Bike rent pe Dharchula me mil jayega kya
Haldwani main
@@RavindraSolankitanakpur me bike rent ho jaayega kya
September 2nd week mein jaa sakthe??
yes
NICE VLOG 👌MAY LAST OR JUN FIRST TIME KESA RHEGA BHAI
Best time hai May, June, main bhi ja raha hun
Bhai ji network ke bare me bta do kuch ki kaha kaha aate hai.
Bhai permit ka ky charge hai
In Case Agar Bike Kharab Ho Jaye T Kya Karege Bhai Ji Please Bataye 😊🙏
Fer to baba ban jao
2 ya 3 jaga melai ga
Bike rent Pithoragarh me mil sakta hai kya... Adi Kailash Yatra ke liye
Nahi haldwani mail mil sakta hain
Bus ya taxi se plan kese kare❣️
Individual trip kar sakte hain ya package karna padta hai. Aur Registration kitne din pehle karna padega
Har har mahadev
Har Har Mahadev🙏🙏
Date Kai hae
69yrs not good.in.motor.cycke driving
Van I take adikailash om parvat pilgrimage
Har har Mahadev sa ❤❤
Bhaiya jo lawyer bhaiya ka number dia tha aapne wo please de dijiye
package kahan se len
Bike ride ?
Directly Tanakpur to Pithoragarh is better than kathgodam to Pithoragarh but Kathgodam to Pithoragarh neeb karoli dham, jageshvar dham etc
Tanakpur me bike rent milti hai kya
हर हर महादेव
Informative video 📸
Informative video
Welcome Hotel Shresth, eat and treat restaurant,parking facility
Yatra kab start hoti hai kab band hoti hai jaankari dy
Har har mahadev ji yatra status Kai hae
10 May ko opem hoga
Rent bike chalegi
Han
Registration kese hoga
Dharchula main hoga jakar banega
Nahi hota bhai 180 km ak din me me abhi february me jake aaya Kathgodam se Munshiyari Kaushani mukteshwar almora jageswar 100 km chalane me to fat jati hi or shubha me jab tak dhoop na nikle tab tak bike chalane me bhi dikat aati he
Aaram se hota hain bahut bar kiya hain mene
Ho jata h easily
Bhaiya 250 km to me chala leta hu easily..
Brother I recently came from patal bhuwaneshwar, kathgodam to patal bhuvaneshwar drive kiya ek din m and wo Suzuki avanish 👍
भाई मैंने pithauragad से लखनऊ तक राइड किया है एक दिन मे
Thana ka verify jarurt hai
Ha per waha bhi karwa sakte ho
Yatra ki date kya hai
10 May starting date
@@RavindraSolanki9.5.2024 ko mai Dharchula phuch rha hu kya mujh ko 10.5.2024 ka pass mel jayaiga kya
❤❤❤❤❤
nice
Ok
Password nhi h to ja skte h ki nhi ???
rental bike leke jana hoto kaha se re bike
Haldwani
Kya ajkl gye ho
Han dharchula tak Gaya tha usi din ka hain ye video
Give detail information and contact numbers for planning
Scooty pe jaa sakte hai kya petrol pump kahaan kahaan milte hai
Last Dharchula main milega
@@RavindraSolanki🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏