भाई साहब आपकी ये दुसरी विडियो देख रहा हूँ मुझे आपकी टैक्टर पम्प के बारे मे बहुत ही सरलता से समझाया किसान के लिए बहुत उपयोगी सिद्ध जानकारी है आपको बहुत बहुत धन्यवाद देता हूँ
ट्रैक्टर की पावर बढ़ सकती है क्या और अगर बढ़ सकती है तो रिप्लाई कीजिए और वीडियो भी बनाएं मेरे पास फार्मट्रैक 45 epi powermaxx ट्रैक्टर है 50 hp cat. वाला
@@RamchandraGangwar-lz9mj Bhai ye normal hai engine ke thanda hone par internal friction jayada hota hai esliye easa hota hai garm hone par internal friction normal ho jata hai
Bhai ji Tractor ke Miter me problem hai 1) RPM 1000 par अटक गई है ट्रैक्टर बंद हो या चालू वो सूवो तो 1000RPM ही बताव 2) ट्रैक्टर कितने घंटे चला है वो बताने वाला बोर्ड भी बंद हो गया है कोई समाधान हो तो बताइए 🙏 धन्यवाद !
@@bittuchoudhary0811 uper se leak hota hai vha par koi pressure to rehta nhi hai Esliye aap oil cap ko achhe se tight kar do eske alava oil level shi ho full na bhara ho varna oil ke garm hone par leak kar skta hai
Ek baat or batana jo lift pump hai usme ek awaj aati hai jhanjhnahat ki thodi der garam hone k baad band ho jati hai aise hi ek aur altinator me bhi awaj aaa rhi hai
@@bishnoitv229 Bhai kuch ak baar hydrolic pipe me vibration hota hai jo avaj karta ha Altinator avaj kre to check kar lo garm to nhi ho rha garm ho rha hai to bearings damage ho skte hai
Bhai sab hamara tractor jab road par chalta tab thark thark karta hai jaise missing kar Raha ho uska nozal bhi check karwaye hai par problem solve nhi hui kya dikkat ho sakti hai btaye please farmtrac xp41
@@S.PGujjar-j3d Bhai race padel hilte time aisa kar skta hai hath wali race dene ke baad bhi esa hota hai to Kuch tractor ke engine ki setting (rva) shi se nhi hone par chalte time jhatke dete hai kyoki use drive hi usi hisab se kiya gaya hai Samadhan hai pehle 17 number nut proper ho check kro or uske baad use load me chalao lagatar thik ho jayega
@@akashpatel3386 Bhai koi bearing damage ho gya hai Aap pto ko gears par chala kar dekho reverse me or 1-4 sabhi gears me avaj continue rehti hai to bearing damage hai or agar pto ke gear me hi avaj aati hai to pto ki grari demage ho skti hai
@@akashpatel3386 Bhai to jayadatr aise me bearing hi damage hota hai piche hydrolic oil level check kar lo pura hona chahiye Baki ese shi se check krne par hi pata lag skta hai kya reason hai
Bhai mere powertrac 4455bt me clutch dabane par abhi tak chu chu ki aawaj aati thi aaj mai jutai kar rha tha tab aaj clutch pura dabane pr tractor load le rha tha aur antt me tractor dab kar band ho gya aur adha clutch free hai aadha clutch tight hai (dual clutch model hai )
Bhai ft 45 h phle jtke nhi deta tha rpm b nhi todta tha ab jtke b deta h rpm b todta h kya kre kse kre thk is problem ko or kbhi oil jyada kbhi km leta h
भाई साहब आपकी ये दुसरी विडियो देख रहा हूँ मुझे आपकी टैक्टर पम्प के बारे मे बहुत ही सरलता से समझाया किसान के लिए बहुत उपयोगी सिद्ध जानकारी है आपको बहुत बहुत धन्यवाद देता हूँ
@@harpalSingh-w2y 🙏
Your grate veer ji thanks 10 number to mana race kam kar di
@@LoveDhillon-p2z 🙏
👍🏻❤️
ट्रैक्टर की पावर बढ़ सकती है क्या और अगर बढ़ सकती है तो रिप्लाई कीजिए और वीडियो भी बनाएं मेरे पास फार्मट्रैक 45 epi powermaxx ट्रैक्टर है 50 hp cat. वाला
Power bilkul bad skti hai but sath me diesel mileage ghatega
Yahi seting maine kal kari mere sonalika rx 50 me pehle bahut jhatke ke rha tha ab 10 ki race kardi 17 no nut se ab mast chal rha free
@@anandpatel_59111 🙏
Farmtreack ki organic rops nahi mill rahi he kahi bi koi jankari ho to batye
How to full RPM open
Thanks Bhai
@@sanjaygurjar2823 🙏
Bhiya mai tractor ko srvice kraya haydrolic ko fir bhi drere dhere uth raha hai isse pahle uth raha tha 3 saal hua hai meta tractor ko
Sir mere tractor ka rpm 5 ke upar meter nahi jata hai, kya samsya hai
Bhai hamare tractor ka tabet kaber lek kar raha hai kya Karen bar bar jaan badla kr dakh liya fer bhi oil nhi rok ta
Ek baat btao ki farmtrac ke pump me engine oil dala jata hai nhi jaise phele ford me dete the
@@bishnoitv229 nhi dalna padta engine se aa jata hai apne aap
Pehle dalna padta tha
Bhai jb thanda hota hai tb jhatke maarta hai thoda 1 ghanta chalne ke baad sahi ho jata hai kya bajah ho skti hai
@@RamchandraGangwar-lz9mj Bhai ye normal hai engine ke thanda hone par internal friction jayada hota hai esliye easa hota hai garm hone par internal friction normal ho jata hai
Bhai ji Tractor ke Miter me problem hai
1) RPM 1000 par अटक गई है ट्रैक्टर बंद हो या चालू वो सूवो तो 1000RPM ही बताव
2) ट्रैक्टर कितने घंटे चला है वो बताने वाला बोर्ड भी बंद हो गया है
कोई समाधान हो तो बताइए 🙏 धन्यवाद !
Bhaiyo videos dekh kar koi bhi apne naye tractor me khud mistri na bane😅😅😅, nahi toh asli mistri bhi pump ka kaam nahi lega 😅😅
पूनिया जी 2021 मॉडल f18 है पावर स्टीयरिंग oil बहुत लीक कर रहा है ऊपर से...??
@@bittuchoudhary0811 uper se leak hota hai vha par koi pressure to rehta nhi hai
Esliye aap oil cap ko achhe se tight kar do eske alava oil level shi ho full na bhara ho varna oil ke garm hone par leak kar skta hai
@@pooniakrishifarm thanks 😊
Hun diesel tractor kam khana ka formula bi bta dijea
@@LoveDhillon-p2z 😄 😄
Ek baat or batana jo lift pump hai usme ek awaj aati hai jhanjhnahat ki thodi der garam hone k baad band ho jati hai aise hi ek aur altinator me bhi awaj aaa rhi hai
@@bishnoitv229 Bhai kuch ak baar hydrolic pipe me vibration hota hai jo avaj karta ha
Altinator avaj kre to check kar lo garm to nhi ho rha garm ho rha hai to bearings damage ho skte hai
@pooniakrishifarm garam to nhi hota altinator
Bhai sab hamara tractor jab road par chalta tab thark thark karta hai jaise missing kar Raha ho uska nozal bhi check karwaye hai par problem solve nhi hui kya dikkat ho sakti hai btaye please farmtrac xp41
@@S.PGujjar-j3d Bhai race padel hilte time aisa kar skta hai hath wali race dene ke baad bhi esa hota hai to
Kuch tractor ke engine ki setting (rva) shi se nhi hone par chalte time jhatke dete hai kyoki use drive hi usi hisab se kiya gaya hai
Samadhan hai pehle 17 number nut proper ho check kro or uske baad use load me chalao lagatar thik ho jayega
@pooniakrishifarm sir ji threshar par bhi Karta hai
Bhaiya farmtrac 50 power max may pto chalane par kar kar ki awaz ati ha continue
@@akashpatel3386 Bhai koi bearing damage ho gya hai
Aap pto ko gears par chala kar dekho reverse me or 1-4 sabhi gears me avaj continue rehti hai to bearing damage hai or agar pto ke gear me hi avaj aati hai to pto ki grari demage ho skti hai
Ha bhaiya pto jab neutral rayheti ha tab thodi thodi abaj atii ha or jab pto chalu kartey hai toh abaj tej aney lagti ha
@@akashpatel3386 Bhai to jayadatr aise me bearing hi damage hota hai piche hydrolic oil level check kar lo pura hona chahiye
Baki ese shi se check krne par hi pata lag skta hai kya reason hai
@@pooniakrishifarm hydraulic oil balde1 mahinaa ho gaya hai
Bhai mere powertrac 4455bt me clutch dabane par abhi tak chu chu ki aawaj aati thi aaj mai jutai kar rha tha tab aaj clutch pura dabane pr tractor load le rha tha aur antt me tractor dab kar band ho gya aur adha clutch free hai aadha clutch tight hai (dual clutch model hai )
sir ji tra 15 rpm me road me chalte chalte var var karne lagta Rpm ful karne se noi karta hoii mera farmatra hoii kya ho sakta hoii ji batanw
@@shivakusumya460 aap pehle 17 nut ki position shi set kro jhatke lene kis smsya 1500 rpm pr nhi aani chahiye
Bhai munfali kesi hui bad vali
@@monugamers2904 bhai kuch jayada badiya nhi rhi
3 quintal ke ass pass huyi hai bhighe ki
Okk
Bhai ft 45 h phle jtke nhi deta tha rpm b nhi todta tha ab jtke b deta h rpm b todta h kya kre kse kre thk is problem ko or kbhi oil jyada kbhi km leta h
Farmtrac vmx 60 ki Haydrocile pump wali pipe .. Jo aage pump se leke driver seat ki niche lgi hoti h wo baar baar leak ho jati h
Ges Belding krwa lo bhai mene bhi krwai hai
@@जमींदारबामण Bhai nut ke pass se leak hoti hai to wiser badal kar new laga do thik ho jayegi
Bhai nyi nhi mil rhi kese mngaye
@@जमींदारबामण Bhai agency walo ko bol do arrange karva denge
Varna agar cut ho gyi hai to gas welding ho jayegi
Bhai ji trecter road pr chlta h to far far krta kam rpm pr jese 3 4 number gear me 10rpm se kam pr 😢 ek jesi saund nhi rhti h
@@Vinu_choudhary91 Bhai es setting se thik ho jayegi
👍👍👍👍👍👍👍
Apnea..namber...to
Isse millege me fark padta hai ya nahi?
@@m.Rajput. mileage me koi khas fark nhi padta but pick-up me frk kafi padta hai
@pooniakrishifarm thanks