Bhai bike start ho gayi aur mast chal rahi hai. But key original hi lagaya hai maine. Change nahi kiya . Jo bike ke sath mila tha. Mera bike lock old hone se sahi se start nahi ho raha tha. 10 mai se kewal 2 bar hi start hota था. Ab theek hai. Iska lock set total 4900 ka hai Gorakhpur u p mai. Aap ke help se paise save ho gaye. Purana wala ECU maine bike se nikal diya. Bike ka kaam khud kiya maine ghar per bus video देख केर. bina kisi mechanic ke help ke. Thank you.
Sirji aapne meri byke start karva di THANKYOU but RPM miter bandh ho gaya hai aapke dusre video me bhi mitre bandh dekha hai KUCHH jugad lagaiye please 👌💐👌
मेरी गाड़ी का बल्ब बार-बार फ्यूज हो जाता है कौन सा पार्ट खराब हैऔर जो पार्ट मकैनिक बता रहे हैं खराब है वह मिल नहीं रहा है किसी दूसरी कंपनी का अगर बैठता है तो बताने की कृपा करें
bhai current ka engine ke garm hone se kya matlab hai...engine wiring connection alg hai bhai...engine alg hai..aapne kya kiya tah sahi detail.me batao bhai..
Amare Mahindra centuro gari ase.. bike well maintained but Maximum top speed 80 ke upar nehi jata hay... 80 par ak dhanse uth jata hay... With full acceleration but 80 ke upar 81 tak kavi nehi hoti...ham bike me bohut kuc change kia... But nothing improved
Sar Jo procedure aapane bataya Maine vahi Kiya lekin gadi misfire maar rahi hai CDI Maine splendor Pro ka lagaya hun usmein ab aap bataen kya problem ho sakta please sar customer ko gadi dena hai reply dijiye glamour aur super splendor ka CDI Nahin mil raha
bhai ji isme sirf aur sirf super splendor ka SWISS company ka cdi chalega agr hume isme koi dusra company ka use karenge to vo misfire karega aur bike missing karegi bhai apna number send kar dena bhai ok ya mujhe instagram par follow kar lena ok main apko contact kar lunga ok
Bhai, swiss cdi se engine start ke sath, meter light, pilot lamps, and Indigators Kam ho sakthai kya. Pls Eska solution bolo.. Pilot lamps, and meter me light nahi arahehai. Eska connection bolo.
नमस्कार सर हमने भी वैसे ही किया जैसा आपने बताया हमने swiss कंपनी की 650 rs wali सीडीआई डाली तो गाड़ी तो स्टार्ट हो गई लेकिन बंद नहीं huyi फिर हमने बंद करने की कोशिश करें इस बीच दो सीडीआई फ्यूज हो गई baise हमारे पास चाबी है चाबी को ऑफ करने पर भी गाड़ी बंद नहीं हो रही
Bhaiya wiring connection Sahi se Nahi ho paye honge apse Kuch mistake hua hai... fitting ke dauran ya wiring connection ke time...dubara check Karke Dekho bhai..ok
Sar Maine CDI bhi lagaya use pickup koyal ke wire bhi palte per gadi garm hone ke bad bahut mis fire kar rahi hai kis Karan kar rahi hongi please comment mein reply dijiye customer bahut pareshan kar raha hai please sar
Bhai ji isme super splendor ka swiss company ka cdi chalega dusra lagane par vo matching nahi karega bike missing karegi aap swiss ka cdi lagao apki bike sahi ho jayegi ok dont worry ...
Bhai vaise to Kabhi kharab Nahi Hoti hai..agr cut Jaye to ya Mahindra ki special lagao ya phir usko dubara electrical wale se usko dubara bandhwalo Jaise ek fan ki motor ko dubara binding Kiya jata hai..ok
bhai uper double wires hoti hai..main earth bhi to uper hi hota hai..isliye wires ko thoda niche se connection change karte hai bhai..ok...but yaad rahe jaisa video me bataya hai vaise hi karna..aur Super Splendor Swiss Company ka hi CDI lagana ok bhai..
yes dear agr koi mechanic ke pass kuch old keys padi rahti hai aap vo laga kar dekh lena sayad apka kam chal jaye bhai agr nahi mili tab aap new key banwa lena chabi wale se ok
सर सर हमने तीसरी सीडीआई डाली तो गाड़ी तो स्टार्ट हो गई फिर दोबारा स्टार्ट करनी चाहिए तो कोयल वाले part का मैग्नेट टूट गया or ckik jaam ho gayi ऐसा क्यों हो रहा है फिर हमने चौथी सीडीआई डाली तो 2 किलोमीटर चलने के बाद गाड़ी khud बंद हो गई अब शर क्या करें हमारे पास चाबी भी है बैटरी सही काम कर रही है पलक भी चेंज करा लिया है लेकिन गाड़ी में करंट नहीं आ रहा kya sir help k lie no de sakte
Magnet kaise toot gya bhai Apne Sahi se fitting Nahi ki hai tabhi ye problem aa rahi hai...Apne kafi you tube par videos dekhe honge sab thik ho gyi hai apse Kuch gadbad hui hai fitting ke dauran bhai...ok
Yaar aap log video ko dhayan se aur Baat ko dhayan se kyun Nahi sunte ho..Maine isko start Kiya hai..battery connection self start isko ki to Maine change Nahi Kiya hai..
Nahi bhai iska main switch se koi lena dena nahi hai.. bhai isme software system hota hai.. bhai jaise maine dikhaya hai isme sirf ek yahi change hoga jisse bike start ho sake..aur koi dusra isme koi bhi jugad nahi hai dhanywad
Chal sakta hai bhai maine try nahi kiya ek baar lagake check kar lena bhai sayad chal jaye ..ye kaam karke dekho tab batana..agr nahi chale to Super Splendor Swiss Company wala hi chalega..ok reply me
@@YourBikeMechanic sir mai bhi haryana se hu but aapki location to 300+ km door hai . mere paas centuro hai wo jhatke mar rhi hai . pehle to 60+ lejane pe aisa hota tha but ab to 30 tak bhi nhi ja rhi hai jhatke marti hai ( missing karti hai ) koi solution ho to btao sir ji
because iske sath yahi Cdi ..match karega or dusra nahi agr dusra lagate hai to bike missing karegi... aur pich up coil ki wire jarur change karni hai tabhi ye bike sahi se ek dum start hogi koi problem nahi aayegi...don't worry sir aap ek baar karke dekhna...ok...aap customer ho ya mechanic...ye batao bhai...ok
bhai agr bhi charging nahi hoti hai to sabse pahle uska rectifier check karo agr cahrger proper supply nahi nikal raha hai use cahnge karo starting problem apne aap dur ho jayegi.ok
Mera bike bhi Mahindra Centuro ka hai kharab ho chuka hai cdi kaise change hoga kahan aana hai Mera Ghar Bihar Munger jila Lal darvaja pincode 811201 mera naam mantu Kumar Yadav naya Bijli office ke piche
yadav apko yaha par aane ki koi jarurat nahi hai jaisa maine video me bataya hai aap apne kisi ache mechanic se ye kam karwa lena ..apki bike thik ho jayegi bhai..ok
Bhai bike start ho gayi aur mast chal rahi hai.
But key original hi lagaya hai maine. Change nahi kiya .
Jo bike ke sath mila tha.
Mera bike lock old hone se sahi se start nahi ho raha tha.
10 mai se kewal 2 bar hi start hota था.
Ab theek hai.
Iska lock set total 4900 ka hai
Gorakhpur u p mai.
Aap ke help se paise save ho gaye. Purana wala ECU maine bike se nikal diya.
Bike ka kaam khud kiya maine ghar per bus video देख केर. bina kisi mechanic ke help ke.
Thank you.
Sirji aapne meri byke start karva di THANKYOU but RPM miter bandh ho gaya hai aapke dusre video me bhi mitre bandh dekha hai KUCHH jugad lagaiye please 👌💐👌
Very very good sir ji aapane bahut Achcha samjhaya Sar main bahut Dinon se pareshan tha is gadi mein
aap ka contact numbar send kro is number per9660813040
Bhai swiss ki cdi unit kaha milegi
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Super sir
Mahindra centuro............... Started................... With out key............ Nice video......... 📹
thanks 👓👓👓👓 miss
Very profitable knowledge
meter nhi chalta hai
Kamal hai sir 👏👏👏 video sab k Kam ayga .... Please *Mahindra CENTURO KI FULL WIRNG VIDEO BANAO PLEASE* 🖼️🖼️🖼️
Bhai maine iski full wiring ka video already banaya hai aap play list me sakte hai..video ko complete dekhna bhai..and after reply me..ok
@@YourBikeMechanic ok bindar sir....
Sir ji bike start ho gai thanku
Sir pick coil ki taar coupler par se Chang kar sakte hai magnet caver kholne ki jaroorat nahi hai
Thank you sir, great mind.
Most welcome!
अपक नोबर डोडो दादा आज hi parisan हू मै चाबी गम गाई महिंद्रा ki काम band हो गया और ग्यारेज वाले ३००० हजार बाता रहे हैं
9991833406
Super ji thanks
Superb yr
NYC video gud job
Sir mujhe voo swiss companyka cdi miltha nahihe . Or mujhe same SAP number me thusara company milthahe . Wo aassa work karu ya nahi
Milekha
Thank you bro
Welcome
Thx sir tusi Great ho
💖💖💖💖
Bike mising kyu Marti hai
Sir ishi bike per aur video ban doo
Wiring teh engine ke
bhai iski wiring ka video banaya hua hai aap play list me dekh sakte ho...ok bhai
Very nice
love you bhai
2 u bro
thanks
Hero mastero edge ka chabi kho jane se c.d.i bypass waring bataye sir or videos banayee
ok bhai jaise kabhi aayegi tab dekhenge
Ok sir thank you sir
Bhai jan tvs starcity ki full wiring ki video banya na
Nasi sir ji 🙏🙏🙏
मेरी गाड़ी का बल्ब बार-बार फ्यूज हो जाता है कौन सा पार्ट खराब हैऔर जो पार्ट मकैनिक बता रहे हैं खराब है वह मिल नहीं रहा है किसी दूसरी कंपनी का अगर बैठता है तो बताने की कृपा करें
Thank you
Tnx sir ji 🙏
Varrac kampanika cdi chalega kya
Thanks
Meri bike me bhi yehi problem h
Ok
Fz fi ki full wiring ki video banya na
Bike ka self motor jar gaya hai kaise sahi kare
Nice sir ji
सर मेने भी ऐसा किया लेकिन गाड़ी गरम बहुत होती अब किया करु
bhai current ka engine ke garm hone se kya matlab hai...engine wiring connection alg hai bhai...engine alg hai..aapne kya kiya tah sahi detail.me batao bhai..
@@YourBikeMechanic सर मेन हिरो डिलकस न्यू मोडल ओरिजनल cdi लगाई थोड़ी मिसिंग करती है किया ईस वजह से गरम होती सर बताऐ
Amare Mahindra centuro gari ase.. bike well maintained but Maximum top speed 80 ke upar nehi jata hay... 80 par ak dhanse uth jata hay... With full acceleration but 80 ke upar 81 tak kavi nehi hoti...ham bike me bohut kuc change kia... But nothing improved
Lock set konsi company ka lgega bhai plz reply ❤️ ??
Bhai ji apko market me sld ya minda ka mil jayega
Sar Jo procedure aapane bataya Maine vahi Kiya lekin gadi misfire maar rahi hai CDI Maine splendor Pro ka lagaya hun usmein ab aap bataen kya problem ho sakta please sar customer ko gadi dena hai reply dijiye glamour aur super splendor ka CDI Nahin mil raha
bhai ji isme sirf aur sirf super splendor ka SWISS company ka cdi chalega agr hume isme koi dusra company ka use karenge to vo misfire karega aur bike missing karegi bhai apna number send kar dena bhai ok ya mujhe instagram par follow kar lena ok main apko contact kar lunga ok
Bhai, swiss cdi se engine start ke sath, meter light, pilot lamps, and Indigators Kam ho sakthai kya.
Pls Eska solution bolo..
Pilot lamps, and meter me light nahi arahehai. Eska connection bolo.
Sir ji kya cd deluxe ki cdi bhi lagaa sakte hai
Sir can I use splendor cdi
नमस्कार सर हमने भी वैसे ही किया जैसा आपने बताया हमने swiss कंपनी की 650 rs wali सीडीआई डाली तो गाड़ी तो स्टार्ट हो गई लेकिन बंद नहीं huyi फिर हमने बंद करने की कोशिश करें इस बीच दो सीडीआई फ्यूज हो गई baise हमारे पास चाबी है चाबी को ऑफ करने पर भी गाड़ी बंद नहीं हो रही
Bhaiya wiring connection Sahi se Nahi ho paye honge apse Kuch mistake hua hai... fitting ke dauran ya wiring connection ke time...dubara check Karke Dekho bhai..ok
sir mere bike ke magnet ke ek chhumbak fut gya h us se koi dikkat ho sakta h kya current nhi aa rha h mere bike me.
Nice
Thanks
Sar Maine CDI bhi lagaya use pickup koyal ke wire bhi palte per gadi garm hone ke bad bahut mis fire kar rahi hai kis Karan kar rahi hongi please comment mein reply dijiye customer bahut pareshan kar raha hai please sar
Bhai ji isme super splendor ka swiss company ka cdi chalega dusra lagane par vo matching nahi karega bike missing karegi aap swiss ka cdi lagao apki bike sahi ho jayegi ok dont worry ...
Sir agar cdi kharab ho jaye to supar spelender ki cdi lga sakte h or pickup coil ke wire change karna ya nhi
Mahindra senchuro bike ki magnates kbayal khrab ho Jay to konsi bike lga sktey
Bhai vaise to Kabhi kharab Nahi Hoti hai..agr cut Jaye to ya Mahindra ki special lagao ya phir usko dubara electrical wale se usko dubara bandhwalo Jaise ek fan ki motor ko dubara binding Kiya jata hai..ok
@@YourBikeMechanic ha bhai jhi kiya hphle se kise ne kalakari kr rkhi the 9982098987 call me bhai
Sir pickup coil ki wayr upar ki socket se nahi change kar sakte
bhai uper double wires hoti hai..main earth bhi to uper hi hota hai..isliye wires ko thoda niche se connection change karte hai bhai..ok...but yaad rahe jaisa video me bataya hai vaise hi karna..aur Super Splendor Swiss Company ka hi CDI lagana ok bhai..
Sir muje Pura anwalock Karna ha simple key use Karna ha ky karu
Bhaisabh yeh swiss vala cdi mene bhi use kiya hai
Par bike 55 ki speed se uper nhi jara hai 55+ pr dead hora
Suggestions kriya. Kya krna hoga abh .
सर करने के बाद सेल्फ स्टार्ट नहीं किक मारने से होती है किक जोर से मारते हैं तब
महेंद्रा सेंटरों की चाबी में सेल लगता है बताइए
sar swhis compane ka linke shaer kar do na plz 🙏
Par fuel tank ke liye to key banvana padega na
yes dear agr koi mechanic ke pass kuch old keys padi rahti hai aap vo laga kar dekh lena sayad apka kam chal jaye bhai agr nahi mili tab aap new key banwa lena chabi wale se ok
Konsi jgh rahte ho aap mujhe v yhi problm h
Bilaspur Haryana me bhai
@@YourBikeMechanic ok bro fir to kuch dur hi ho main shri ganganagar ke raisinghnagar se hu rajasthn se
सर सर हमने तीसरी सीडीआई डाली तो गाड़ी तो स्टार्ट हो गई फिर दोबारा स्टार्ट करनी चाहिए तो कोयल वाले part का मैग्नेट टूट गया or ckik jaam ho gayi ऐसा क्यों हो रहा है फिर हमने चौथी सीडीआई डाली तो 2 किलोमीटर चलने के बाद गाड़ी khud बंद हो गई अब शर क्या करें हमारे पास चाबी भी है बैटरी सही काम कर रही है पलक भी चेंज करा लिया है लेकिन गाड़ी में करंट नहीं आ रहा
kya sir help k lie no de sakte
Magnet kaise toot gya bhai Apne Sahi se fitting Nahi ki hai tabhi ye problem aa rahi hai...Apne kafi you tube par videos dekhe honge sab thik ho gyi hai apse Kuch gadbad hui hai fitting ke dauran bhai...ok
কয়েলের কালেকশন টা বুজতে পারি নাই
C d i ponaa me kaha milenga sr
Bhai is jugad ke baad bike self start hogi ya nahi?
Aur kya ye jugaad long lasting hai ?
Yaar aap log video ko dhayan se aur Baat ko dhayan se kyun Nahi sunte ho..Maine isko start Kiya hai..battery connection self start isko ki to Maine change Nahi Kiya hai..
@@YourBikeMechanic current nh ata h mera bike me... 1 bar hota h 10 bar nh hota h kya kre
Bhai wiring check karo ek baar koi wire na cut gyi ho. ..aur agr koi dusri chabi laga rahe ho tab dusri chabi se ye start nahi hogi ok
@@YourBikeMechanic chabi dusri nh h sir... Ussi bike ki chabi h... Wiring v dekh liye h mystri log
Kya kre sir
Verak company ka cd chaleg kya sir
nahi bhai sayd measing kar sakti hai bike..isme Swiss Company ka hi use karna..ok
Bhaiya mera bike mahindra ka pentro hai aur bike start nahi ho raha uska cdi kharab ho gya hai ab kya kare bataye bhaiya
Sir aapki location dedo mere dost ki bike me bhi yehi problem hai🙏🏻
boss gari ka pikap kom hota he original Glamour cdi cak corlia
Self nhi chalega kya sir
Bhai kha ha app ki dukan
Only ye cdi correct. Varicose cdi tik hy or tik nahi?
bhai ji vo lagane par bike missing karti hai ok
Bhai kya is bike me new ignition switch lagane se bike start nahi hogi? Reply plz🙏
Nahi bhai iska main switch se koi lena dena nahi hai..
bhai isme software system hota hai.. bhai jaise maine dikhaya hai isme sirf ek yahi change hoga jisse bike start ho sake..aur koi dusra isme koi bhi jugad nahi hai dhanywad
@@YourBikeMechanic shukriya bhai jaankari dene ke liye ❤❤❤
Bhai cdi konsa gadi ka luu
Bhaiya video ko dhyan se dekho aur kahi baat suno apko usme answer mil jayega..ok
Splendor Pro Swiss company
Sir super ki genuine cdi use karne par bike missing karti hai
Bhai hero passion pro cdi chalega
Kya
Chal sakta hai bhai maine try nahi kiya ek baar lagake check kar lena bhai sayad chal jaye ..ye kaam karke dekho tab batana..agr nahi chale to Super Splendor Swiss Company wala hi chalega..ok reply me
Bhai swiss ki cdi unit kaha milegi
Bhai maine bhi ek kiya usme uno minda ka cdi lagaya tha so short hogya
bhaiya Swiss ka lagao ya hero super Splendor ka original lagao 1800 rs ka hai hero wala..Swiss ka 550 rs ka hai
Super ka hi lgaya tha lekin company minda ki thi
Bhai fuel wiring batao kaise ho ga fuel nahi show karta hai
Sir swiss company ka CDI Aapke paas mil jaygi kya
swiss app download kar lo vaha se online order kar sakte ho bhai ,...try karo tab batana ok
Meri gadi bhi stat nahi ho rahi hai current nahi a rahi kya karu jisse chalu ho sake
Plz boliye
Bhai swiss ki cdi unit kaha milegi
bhai video ko pura watch karo apko answer video me hi mil jayega..ok
Mere pass hai
Hello bhai
sir aapki shop kha pe hai
MAIN BILASPUR CITY JAGADHRI ROAD MAIN BILASPUR DISTRICT YAMUNA NAGAR PIN 135102 STATE HARYANA
@@YourBikeMechanic sir mai bhi haryana se hu but aapki location to 300+ km door hai . mere paas centuro hai wo jhatke mar rhi hai . pehle to 60+ lejane pe aisa hota tha but ab to 30 tak bhi nhi ja rhi hai jhatke marti hai ( missing karti hai ) koi solution ho to btao sir ji
@@YourBikeMechanic ye mera num hai 8882706586 plz kuch help kro sir ji
Vai isme kun si bike kaa speedomitter kaa cabal lagtaaa he?
Old sp+ vala cd100 vala
👌👍🙏🏼👈
Is ka socitte kaha milega
Bhai mileage me to koi fark to nhi aayega na
Bhai mileage ka kam head ka aur carburetor ka hota hai current ka nahi ok
Thanks sir or ek sawal bike missing to nhi karegi na 40-50 speed k baad mene bhot saare comments dekhe hai wo bol rhe the
Meter work nahi karega kya?
Bhai meter Ka usse kya Lena dena hai..Maine to main problem ko solve Kiya hai..Jo bahut jaruri hai..ok
@@YourBikeMechanic Nope
In this way RPM meter will not work
Kon se bilaspur se ho bhai
Haryana Bilaspur District Yamuna Nagar ..135102 bhai
Ya jo aapna coli lagaya h is sa baike mesaing kar ka chalti rati h
apne aise hi kiya tha ya kuch aur mujhe batao CDI kon sa lagaya hai apne
Hiii
Gadi banbani hai aap kaha milege
Hlo
स्विस का ही CDI क्यो इस्तेमाल करना चाहिए बताये नही
because iske sath yahi Cdi ..match karega or dusra nahi agr dusra lagate hai to bike missing karegi...
aur pich up coil ki wire jarur change karni hai tabhi ye bike sahi se ek dum start hogi koi problem nahi aayegi...don't worry sir aap ek baar karke dekhna...ok...aap customer ho ya mechanic...ye batao bhai...ok
Sir meri byk start to ho gyi hai par Betari lagate hi Start nhi hoti hai
Sir Apana no de dijiye
Ham aap sa bat krne ha
Bhai mere pass he bike jaldi start nhi hoti bike low he battery charge nhi hoti
bhai agr bhi charging nahi hoti hai to sabse pahle uska rectifier check karo agr cahrger proper supply nahi nikal raha hai use cahnge karo starting problem apne aap dur ho jayegi.ok
Magnet coil kaha milegi
Hello
Sir ap kaha se ho
Bilaspur City District -Yamuna Nagar 135102..Haryana
Sar.mitr.nahe.chal.rahe.hee
Mera bike bhi Mahindra Centuro ka hai kharab ho chuka hai cdi kaise change hoga kahan aana hai Mera Ghar Bihar Munger jila Lal darvaja pincode 811201 mera naam mantu Kumar Yadav naya Bijli office ke piche
yadav apko yaha par aane ki koi jarurat nahi hai jaisa maine video me bataya hai aap apne kisi ache mechanic se ye kam karwa lena ..apki bike thik ho jayegi bhai..ok
Sir Mastro eged ka bhi solushion bataye aapka watsaap no dijiye
Apki ye terick kaam nhi kar rahi hai
uska engine hero ka hi h bhai.. maine iske engine me hero deluxe aur passion k parts ko fit hote dekha hai... head aur block to wahi h