Same case bs4 me mere frnd ka hua.......130 me continue aa raha tha.....coolant.....oil sab tha.....sirf fan jam tha.....ovrht hui bike fan chalu nahi hui pata bhi nahi chala seize hua......aur iska reason hai iska exhaust pipe jo block ke surrounding se gaya hai jiski puri heat block piston me jati hai....coolant cylinder wall ko thanda hi nahi kar pati hai....bcs exhst pipe ka heat ulta usko aur garam kar deta hai.....coolant tanda hi nahi kar pata hai..........valve bend hua tha......
High RPM pe bhi chalao to kuchh nhi hota kabhi kabhar redline krne se cz company reliable and strong parts use krti h jo us force ko jhel sake. Tum redlining boht zada krte hoge, engine abuse krte hoge lambe samay se
Bhai speed ka kuch lena dena ni h isme 5th gear me 130 ki speed bilkul sahi h duke 250 me reason kuch or h ya to ghatiya fuel ya fir octane booster ki vajah se hua h khrab speed gear change ka kuch lena dena ni h jab gear change krna hoga tab limiter mar degi bike or duke250 me I think 140 p 6th gear mangti h bike
Liquimoly duke250 me kisi ne use kiya ho to feedback do pls....motul7100 se achi hai kya.........Liquimoly se engine seize hota hai aisa suna hoon.......wakayi aisa hai kya
Tension mat lo bro tumara bhai Tumare sath hai 😮😢
😮😮😮😮😮😮
Don't sad bro it's normal for riders ❤
Are bhaii kya ho gya ..koi nhi shi ho jayga ❤❤❤❤
Same case bs4 me mere frnd ka hua.......130 me continue aa raha tha.....coolant.....oil sab tha.....sirf fan jam tha.....ovrht hui bike fan chalu nahi hui pata bhi nahi chala seize hua......aur iska reason hai iska exhaust pipe jo block ke surrounding se gaya hai jiski puri heat block piston me jati hai....coolant cylinder wall ko thanda hi nahi kar pati hai....bcs exhst pipe ka heat ulta usko aur garam kar deta hai.....coolant tanda hi nahi kar pata hai..........valve bend hua tha......
Tq u so much bro ❤️❤️❤️
Are bhai ye kya ho gya❤❤❤❤
aur use krro essi ceja jesa speed baare hogi hi kharab agar limits toro gi engine ki
Apache RR 310 kaise hai or kya problem hai koi dikkat hai?
Bhai Mra bike missing mar raha h abhi service karaya h kya karu bro
Bhai plz batao kharsa kitna hua plz yaar vy same problem 💔🥲🥺love from assam
😢😢😢
High RPM pe bhi chalao to kuchh nhi hota kabhi kabhar redline krne se cz company reliable and strong parts use krti h jo us force ko jhel sake. Tum redlining boht zada krte hoge, engine abuse krte hoge lambe samay se
perfect answer🤩
😔😔😔😔
Paise kitne Lage Bhai kyu ki meri bike m bhi ye hi hua h
Bhai speed ka kuch lena dena ni h isme 5th gear me 130 ki speed bilkul sahi h duke 250 me reason kuch or h ya to ghatiya fuel ya fir octane booster ki vajah se hua h khrab speed gear change ka kuch lena dena ni h jab gear change krna hoga tab limiter mar degi bike or duke250 me I think 140 p 6th gear mangti h bike
Limiter ne hi to apna kaam nhi kiya yr😭
@@Theharry06 Bhai dukr250 me 5th gear me 130 p limiter ni ata 140 k around ata h. To b precise 144 p 5th gear ka limiter h
Meri duke250 bs6 5th gear me 140 jati hai
Color achi lagi.......
Octenn buster tuna he dla thaa
Aree yaar bhai aapka engine over rev hooa hai yaar isliye valve toota hai
😢
Liquimoly duke250 me kisi ne use kiya ho to feedback do pls....motul7100 se achi hai kya.........Liquimoly se engine seize hota hai aisa suna hoon.......wakayi aisa hai kya
Wait bro bike sahi hone do firr vlog bnaunga liqui moly ka
Don't use
@@mrdvilz8783 why...?
Very bed huaa bhai 😢😢
Hmm yrrr😭😭
Kitna kàrcha hua
Bhai 80 hjar ka characha hota he aese me 😢
Kis ne bola bhai ki 80 hazar lagata hai 390 me 60k lagta hai yea to 250 hai
chapri ka nuksan ho gaya🤣
Very bad yarr 😞😞🥲🥲
😢😢😢
😢😢😢