Maine adinium ko kharid kar reporting kiya.per uske patte pile hokar jar gaye. Cotex bilkul tight hai uar ishme nai .kali bhi aai hai.kya poudhe ko nikal kar dekhna parega?
Hello sir mene naya adanium plant purchase kiya and repoting kiya but kuch din baad hi plant ka codex soft feel ho raha hai ab kya kiya jaye please guide 🙏me frm dehradun uttarakhand
Bahut acha samzaya .kya Mai abhi barish ke mosam me,shed me rakhke, adenium ko pruning Kar Sakata hun?pruning Feb me karate hai muze malum hai.lekin Mai 9 month aur wait nahi Kar sakta. Kya hoga Agar june/July me Kiya to?
Very nice sharing 👍🏻😊
Good information 😊 thanks for sharing
V good information thank you.
bahut badhiya tips
Very beautiful and healthy adenium plant 👌👍
Very nice information and very healthy and beautiful plant. Kya ham iske sath dap fertilizer bhi de sakte hai . Please reply me sir 🙏
Hello friends 🌹🙏
Hai
Abhi hamare ehan ekdum barish nahi hai kya pruning kar sakte hai.dal bahut lamba ho hai
Nahi February me kare
Reporting ke kiyne din bad is fertilizer ko de sakte hai
15 se 20 din bad
Sir is plant ki cutting cub kare
Adenium ki cutting February month मे hota hai
Hello sir
Adeniyam k seeds kis kis month me laga sakte hai
Plz bataye 🙏🏻
All year lagaya ja sakta hai but aap October me lagay, maine ek din pahle hi kuch seedlings lagaya hai
@@GreenGarden. thanks sir
Pgr aur Varun कभी-कभी plant me de Sakenge kya
Pgr 7 din me ek baar
Very good deep knowledge provided sharmaji.Thank you. Ekbar Combi-2 (EDTA chelated mix micronutrient) ka use bataiyega.
Ji, 2gm/L water spray kare
Thank u
Dada khub red mites lagche adenium er patar niche...
Oberon 1 ml/L water spray kare 7 din me ek baar
Maine adinium ko kharid kar reporting kiya.per uske patte pile hokar jar gaye. Cotex bilkul tight hai uar ishme nai .kali bhi aai hai.kya poudhe ko nikal kar dekhna parega?
Nahi, as it is rahne dijiye new leaf aayega
Hello sir mene naya adanium plant purchase kiya and repoting kiya but kuch din baad hi plant ka codex soft feel ho raha hai ab kya kiya jaye please guide 🙏me frm dehradun uttarakhand
No problem abhi to rainy season hai sahi ho jayega, agar leaf yellow dekhe to nikal kar caudex dekhna padega
Instead of spraying, can I add the seaweed plus NPK fertiliser to soil?
You can use but don't use it during monsoon period
Bahut acha samzaya .kya Mai abhi barish ke mosam me,shed me rakhke, adenium ko pruning Kar Sakata hun?pruning Feb me karate hai muze malum hai.lekin Mai 9 month aur wait nahi Kar sakta. Kya hoga Agar june/July me Kiya to?
Abhi pruning karenge to fungus lagega, shade me rakhe barish ke time kabhi kabhi barish me bhi rakhe
What will be the gap between Fungicide and insecticide use
2 days