Talab me pani add kariye or aeration dijiye, feed band kariye and false netting kariye. Isse agar sahi nehi hota toh per decimal 10-12 gm copper sulphate ka istemal kariye
Water sabse jayda heat ko absorb kerke rakh sakta hai, ishiliye raat ki time jab temp down hota hai tab water ki temp air ki temp se jayda rehta hai aur water ki uper ek fog ya कोहरा banta hai.
Sir ye dono ka alag alag kaam aata hai..chuna apki water perameters ko thik karti hai , oxygen level ko acha rakhti hai ..decomposer apki pond bottom ko saaf krti hai..
Sir My first coment from Assam. Mera talab me bhut jada gas ka problem he iska karan masli daily morning 50%upar aa jati he..mene bhout medicine diya jaisa Gaass ka Medicine, Oxygen,Aqua Lite,Sunna,Guur,Aur Areator bhi salaya phir phi abhi bhi Thora Thora upar atta he aur pani ke andar se bhul bhul ata hey..iska uppy pls sir Reply Me
Sir ji Maine bataya tha ki mere talab me machhli upar aa Rahi thi, To neting Kara ke chuna mar diya pahle din 30 kg Do din bad 30 kg fir se dal diye Ab bilkul machli andar chali gai hai Mere pas do talab hai lagabhag 1.5 Acer ka, Maine 60 kg chuna dal Diya 4 din 1.5 acar me jisme pani lagabhag 10 se 12 fit hai, Maine sahi kiya ya galt machli bilkul safe hai
Sir, me aapko pehle dhanabad dena chata hoon ki aapne bahut achha kam kiya. Chuna se lagbag talab ki har problem solve kiya ja sakta hai agar chune ka use sahi se pata ho. Aap mere ko 8368289585 call bhi kar sakte ho
Sir apne watse decomposer aur chune par video banaye hai .Maine wo video dekha hai . Par please app thoda sa in dono comparison kar de . Ki kis chij ko pond me kab use kare aur dono me se koi ek hi ko hamesha use kar sakte hai ya nahi . Agar ha to kise . Muje pata hai chune aur waste decoposer ka use kya hai . Par please dono thoda comparison kar de. .
Sirji dono ki hi talab me jarurat hai, dono chiz ko ek din aage ya piche use kariye. Chuna ka kam talab bahut jayda hai aur WDC ka kam decomposed karna.
Sir lime used karne se plankton mar jaiga
Nehi
Bht sundar sir namaskaarr..🙏
Mere talam Pani ka clour bahut jada green ho gaya h ,or uper mai green clour ka laier ban gaya to ky kare quki roj subha machli upar aa jati h
Talab me pani add kariye or aeration dijiye, feed band kariye and false netting kariye. Isse agar sahi nehi hota toh per decimal 10-12 gm copper sulphate ka istemal kariye
Thik h sir
Talab ma gas banne Ka liya Kiya Karna hoga gas banne ko hi ammonia kahta hai Kiya
Agar is time pe raat mein bahut sarein smoke bahar a rha hai jaisa lag rha hai, uska matlab kya hai samajh nhi a rha hai?
Water sabse jayda heat ko absorb kerke rakh sakta hai, ishiliye raat ki time jab temp down hota hai tab water ki temp air ki temp se jayda rehta hai aur water ki uper ek fog ya कोहरा banta hai.
@@lowcostadvancefishfarming6273 Thanks sirji
Jankari ke liye dhanywad sir ji very nice video
Sir mera talab ma jithnha bada piece tha common carp ka shab maar gya or grass carp ka bhi
Gas problem aapki talab me bahut jayda hai
Nmk kitne din par de
Salt ka istemal 100gm per decimal har 15 days ki antaral me de sakte ho
Sir kya chune ki jagah waste decomposer de sakte hai
Sir ye dono ka alag alag kaam aata hai..chuna apki water perameters ko thik karti hai , oxygen level ko acha rakhti hai ..decomposer apki pond bottom ko saaf krti hai..
Aap awaj solo ata hai
Sir My first coment from Assam. Mera talab me bhut jada gas ka problem he iska karan masli daily morning 50%upar aa jati he..mene bhout medicine diya jaisa Gaass ka Medicine, Oxygen,Aqua Lite,Sunna,Guur,Aur Areator bhi salaya phir phi abhi bhi Thora Thora upar atta he aur pani ke andar se bhul bhul ata hey..iska uppy pls sir Reply Me
Sir ji
Maine bataya tha ki mere talab me machhli upar aa Rahi thi,
To neting Kara ke chuna mar diya pahle din 30 kg
Do din bad 30 kg fir se dal diye
Ab bilkul machli andar chali gai hai
Mere pas do talab hai lagabhag 1.5 Acer ka,
Maine 60 kg chuna dal Diya 4 din 1.5 acar me jisme pani lagabhag 10 se 12 fit hai,
Maine sahi kiya ya galt machli bilkul safe hai
Sir, me aapko pehle dhanabad dena chata hoon ki aapne bahut achha kam kiya. Chuna se lagbag talab ki har problem solve kiya ja sakta hai agar chune ka use sahi se pata ho. Aap mere ko 8368289585 call bhi kar sakte ho
Please always display name of medicines in english on the screen.
Thanks for your valuable advice
Sir apne watse decomposer aur chune par video banaye hai .Maine wo video dekha hai . Par please app thoda sa in dono comparison kar de . Ki kis chij ko pond me kab use kare aur dono me se koi ek hi ko hamesha use kar sakte hai ya nahi . Agar ha to kise . Muje pata hai chune aur waste decoposer ka use kya hai . Par please dono thoda comparison kar de.
.
Sirji dono ki hi talab me jarurat hai, dono chiz ko ek din aage ya piche use kariye. Chuna ka kam talab bahut jayda hai aur WDC ka kam decomposed karna.
@@lowcostadvancefishfarming6273 thanks sir
बात सही है सर पांच दिनो से मौसम खराब है और फिस दस बजे के बाद फिस उपर आ रहा है
Sir, Aeration ki bandobast kariye aur talab ki niche gas jamne mat dijiye.
@@lowcostadvancefishfarming6273 gas jamne SA Kaisa roke
Sir agar ap bacterial desease ki upor video upload karta Hai to acha hota
Bilkul sirji