Aurat ke liye itikaf ka tarika | itikaf ka sahi tareeka Aurat ka lia | itikaf ke masail

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 вер 2024
  • Learn the correct way for women to perform Itikaf during the last ten days of Ramadan. This step-by-step guide covers everything you need to know about Itikaf for women, including its significance, rules, and common issues. Watch now to ensure you make the most out of your spiritual retreat during Ramadan!
    Ramadan ke aakhri das dinon mein auraton ke liye Itikaf ada karne ka sahi tareeka sikhiye. Ye step-by-step guide Itikaf ke masail, ahmiyat aur qawaid ko cover karta hai. Ab dekhiye aur apne Ramadan mein rohani i'tikaf ko behtar banayein!
    itikaf ka tarika aurat ke itikaf.
    itikaf ke khas masail.
    Aurat Itikaf mein kaise bethay.
    Itikaf ki niyat kaise karte hai. Mukammal
    maloomat Quran aur Hadith ki roshni mein.
    itikaf ka tarika aurat ke liye
    itikaf me baithne ka tarika
    ramzan me itikaf ka tarika
    itikaf ka tarika
    aurat ke itikaf ka tarika
    aurat ka itikaf ka tarika in urdu
    itikaf ke masail
    itikaf ka bayan
    itikaf ka tarika for females
    aurat ka itikaf ka tarika
    itikaf me baithne ki fazilat
    aitikaf ka tariqa
    ramzan ka itikaf
    itikaf me kya karna chahiye
    itikaf ka tarika aur ahmiyat
    itikaf ka tarika
    itikaf ka tarika aurat ke liye
    ramzan me itikaf ka tarika
    itikaf me baithne ka tareeqa
    itikaf ka islami bayan
    aurat ka itikaf ka tarika in urdu
    aurat ke itikaf ka tarika
    itikaf ka tarika for females
    itikaf
    aurat ka itikaf ka tarika
    itikaf ki dua
    ramzan ka itikaf
    itikaf ki fazilat
    itikaf for females
    aurat k itikaf ka tareeqa
    itikaf me baithne ka tarika
    itikaf ka tarika aurat ke liye
    ramzan me itikaf ka tarika
    aurat ka itikaf
    itikaf mein baithne ka tarika
    ramzan ka itikaf
    aurat ke itikaf ka tarika
    itikaf
    itikaf ka tarika for females
    itikaf ki fazilat
    itikaf me baithne ki fazilat
    itikaf ki dua
    aurat ka itikaf ka tarika
    itikaf ke masail
    itikaf ka tarika aur ahmiyat
    Quran recitation
    Tilawat Quran in beautiful voice
    Quran with Urdu translation
    Quran with English translation
    Sunnah Teachings
    Hadees ka bayan
    #Itikaf #Ramadan #WomenInWorship #IslamicGuidance #Spirituality #RamadanGoals #ItikafForWomen #IslamicKnowledge #RamadanSpirit #ItikafIssues
    #auratkaitikaf
    #itikafkatarika
    #itikaf
    #Aishreenkhan
    #Aishreenkhanvlogs
    #ramzan

КОМЕНТАРІ • 61

  • @ganiyafatima2351
    @ganiyafatima2351 6 місяців тому +3

    very informative ....Ma Sha Allah 💖

  • @MubashirMalik-dt7em
    @MubashirMalik-dt7em 6 місяців тому

    MASHA ALLAH

  • @ConfusedKiteFlyer-bn5zo
    @ConfusedKiteFlyer-bn5zo 6 місяців тому +1

    Very good ❤❤

  • @ayeshafirdousigm4878
    @ayeshafirdousigm4878 5 місяців тому

    Thanks for the information I am searching for the correct information on etikaaf

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  5 місяців тому

      JazakAllah O Khair , You have landed on the right place for precise information on itikaaf.

  • @Arshiya-Khan482
    @Arshiya-Khan482 5 місяців тому

    Kia ham zaroort ki baat choty bhai say jar sakty hain

  • @MalikSaim-j5g
    @MalikSaim-j5g 5 місяців тому

    Mashallah❤❤❤

  • @jiaali2124
    @jiaali2124 5 місяців тому

    Sister aj last day he itkaf ka main itkaf main hon or zohar parne k bad 2.30 pe muje priods a gy hain ab main kiya karon kuch samj nahi a raha itkaf pora kron ya uth jaun plzz . bata den jo b mera msg dakhe😢

  • @irshadmansoori7519
    @irshadmansoori7519 5 місяців тому

    please reply kare

  • @irshadmansoori7519
    @irshadmansoori7519 5 місяців тому

    27 roze k din bheth sakte hai kya

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  5 місяців тому

      G beth sakte hain lekin yeh nifal itikaaf hoga.

  • @meheradiba4350
    @meheradiba4350 6 місяців тому

    Maine rat ki kuch gantu ka itikaf kiya tha aur wazu ki liye jate waqt galti se na merham per nazar padgaye to kya itikaf tutgaya baji plz repply

  • @loveincake
    @loveincake 6 місяців тому

    Plsss bataye ki mera jyada bada ghar nhi hai chhota single room hai or mere ghar me abbu sister or mai rehte hai to main bed pe hi padhne or sone ka sochi hu or waha parda laga dungi so ye thik rahega kya ?? Because bed hi better hai kam jagh se hisab se to kya karu ??

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому

      Aap namaz to bed per nahi parh sakain gi
      Aap bed aur uske sath thora sa hissa bait e masjid ki niyat karke bilkul itikaf karsaktin hain.

  • @MalikFatima-c2j
    @MalikFatima-c2j 6 місяців тому

    Aslam o Alaikum Apse yh puchna tha agr hum mancis ki tablet kha kr itkiaq kr le to ho jai ga

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому

      Walaikumsalam,
      Periods ko rokne ki medicine lena Najaiz nahi hai. Lesaktin hain. itikaaf hojaye ga.

    • @MalikFatima-c2j
      @MalikFatima-c2j 6 місяців тому

      @@AishreenKhan thank you

  • @roohirauf2410
    @roohirauf2410 6 місяців тому

    Roti kon paka ker day ga? Apna khana banana jaiz ha.

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому

      Agar to apke bait e masjid main tamam kitchen aur nashte ki cheezain majoud hon kay apko apni bait e masjid se bahar na jana pare to bana saktin hain.
      Warna bait e masjid se nikal kar kitchen main jane se apka itikaf faasid yani tut jaye ga.

  • @noorjahannaaz7331
    @noorjahannaaz7331 5 місяців тому

    Masha Allah very nice information

  • @zainabansari4730
    @zainabansari4730 4 місяці тому

    Bina Ramadan k nhi baith sakte kya

  • @nidanaseemofficial
    @nidanaseemofficial 5 місяців тому

    ما شاء اللہ

  • @AlyshaMalik24
    @AlyshaMalik24 5 місяців тому

    I don't havea big house but there are some ladies such as my granny nd her sister (old-age )in my house who talks to me while I'm in itikaf I stay with them I don't have any other House or room nd I cannot even say anything to granny it could hurt her so whenever she try to talk I reply her....is it okey?!!

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  5 місяців тому

      If they come and talk to you then you can talk . There are no restrictions in this situation but you cant leave your bait e masjid.

  • @HealthAndFashion836
    @HealthAndFashion836 6 місяців тому +2

    Apni dua main muje b yaad rakhen.

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому

      JazakAllah O Khair dear,zaror InshAllah

  • @musaratjahan5354
    @musaratjahan5354 6 місяців тому +1

    Zaberdas ❤

  • @MubashirMalik-dt7em
    @MubashirMalik-dt7em 6 місяців тому

    MASHA ALLAH

  • @touqeerhussain906
    @touqeerhussain906 5 місяців тому

    Bimari main itiqaf torna kesa hy

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  5 місяців тому

      Ager zindagi ya mout ka masla hoto tor sakte hain warna torna jaiz nahi hai.

  • @FatimaKhan-it4pc
    @FatimaKhan-it4pc 6 місяців тому

    Kya itikaf mai sehri bana skty hn apne liye

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому

      Agar to apke bait e masjid main tamam kitchen aur nashte ki cheezain majoud hon kay apko apni bait e masjid se bahar na jana pare to bana saktin hain.
      Warna bait e masjid se nikal kar kitchen main jane se apka itikaf faasid yani tut jaye ga.

  • @MalikFatima-c2j
    @MalikFatima-c2j 6 місяців тому

    Apse yh puchna tha kh agr itikaf me beth kr periods se phle brown discharge ho to itikaf toot gai ga plz bta den or nmz prh skte h

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому +1

      Ager discharge kay bad periods aajate hain to itikaf tut jaye ga.
      Lekin agar sirf discharge aya hai to phur nahi tute ga

    • @MalikFatima-c2j
      @MalikFatima-c2j 5 місяців тому +1

      Or iska gusal zrori hai​@@AishreenKhan?

    • @MalikFatima-c2j
      @MalikFatima-c2j 5 місяців тому +1

      Or is discharge me Roza hi Jata h or Quran prh skte h

  • @SulemanGhazi-v4f
    @SulemanGhazi-v4f 6 місяців тому

    Jis room mein itikaf karenge kya us room me shohor khana kha skte hai ? Please reply

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому

      G bilkul shohar us kamre main jahan bait e masjid ki niyat ki ho, wahan khud aaker khana kha sakte hain.

    • @SulemanGhazi-v4f
      @SulemanGhazi-v4f 5 місяців тому

      @@AishreenKhan ji kya itikaf me hum apne baal kadh skte hai?

  • @umefarwa7172
    @umefarwa7172 6 місяців тому

    Mam aitkaf mein niche souna chaiye yan bed pr sou skte Hain ? Aur quraan pak mukammal krna lazim hai ?

    • @SaadAli-n3e
      @SaadAli-n3e 6 місяців тому

      Nahi jitna par skty hn otna Parna Chiya Or Sona nichy hi ha bad pr nai ❤❤

    • @umefarwa7172
      @umefarwa7172 6 місяців тому

      @@SaadAli-n3e thank you sooo much Kyun k kch log race lagate hn k hm zyada Se zyada mukammal kren...meri itni speed nhi kyun k mjhe aram Se parhna psnd Tou kya mein surtein parhun ? Jo Hain Bari Bari

    • @SaadAli-n3e
      @SaadAli-n3e 6 місяців тому

      No problem sis AP Meri Bhn ho m NY be krna h Is sal mera 5th ho ga plz Dua main yed rakhna Ap Mujy 🤲❤️❤️❤️

    • @umefarwa7172
      @umefarwa7172 6 місяців тому

      @@SaadAli-n3e Kyun apko dua mein yd rkhungi apka nam kya hai asking for dua 🥺

    • @SaadAli-n3e
      @SaadAli-n3e 6 місяців тому

      Amna

  • @Rihankhan-ec4qp
    @Rihankhan-ec4qp 6 місяців тому

    Itekaf m charpai pr so skte h

    • @AishreenKhan
      @AishreenKhan  6 місяців тому

      G ager charpai us jagha mojod hai jahan bait e masjid ki niyat ki hai to so sakte hain

  • @rabiyakhan4016
    @rabiyakhan4016 6 місяців тому

    Agar bathroom room se alag h to kiya nahane ni ja sakte bathroom me nahane