Ye temporary kaam hai! Ye koi longterm ke liye kaam nhi hai! Condensor and compressor must be replace to new you can flush out expansion valve & evaporator but condensor can’t be work for longterm in flushing
Bhai mne aapki do video dekhi ek clutch wali or ek ac bhot zabardast video banate ho full information k saath aise banate raho ek din system hang krdoge❤
Ac pipes ko kiya weld krna hoga kiya Or mujhe xent ka compromise or wricket or pipes chaye baki parts to yahn mil jayega plz confirm patna se roshni automobile
High pressure gauge ko bol rha leak check krne k liye hota hai bhai use high pressure check krte hai ac system ka! Sirf leak check krna nhi hota main work hai high pressure dekhna
Company rotary compressor isliye deti kyonki usse mileage increase hota hai. Clutch wale compressor se mileage drop hota hai. Aur important condenser replace karna hota hai itna oil black hone pe. Condenser clean nahi kar sakte. Isse cooling drop hoga aur naya compressor ka life decrease hoga. Mai itna gyan chod raha hoonh kyonki mai ek car ac technician hoonh.
Bro chevrolet beat mein compressor se black oilo type nikal raha hai. kiya kiya change karwana chahiye and kis tarah se servicing karwani chahiye. Plus compressor kiss brand ka sabse accha hota hai plz reply bro
Compressor se hamesha mileage drop hi hoga badhega nahi. Kyon ki compressor on hone pe engine per load aata hey. Mere pass ek AC Treatment hey jo compressor ka 80% load hata deta hey. AC on ya off koi farak nahi. High traffic mein bandh nahi hoga . Aur cooling bhi badhiya
Ye pagal h mistri...jb sab kuch khola hai to dashboard nikalkr cooling coil bhi saaf krta...usme bhi to kaali aa gyi hogi.....main chij to vhi h cooling ki!!! C...ya mechanic
Aur ye vaccuum hota h na ki flushing kha se dhunda ye panoti mechanic...isse acha mechanic Delhi Karol bagh me h 27 years ka experience in AC car system audi maruti tata koi si bhi gaadi liyao....pura diagnosis karke actual problem btate h
Lekin galti mistri ki nhi hai .. customer ki hai das jagah muh Marta hai ..aur sahi mistri se kaam nhi Kara pate hai ..aur fir baad Mai rote rehte hai ..
Good bhai bahut hi confidence hai bhai ko Apne kam par good😊
G bhai
Video share kriyega
Bhai jabardati ka confidence hai! Dikkat hogi hi hogi bande ko zara bhi knowledge ni hai AC system ka
Bahut badiya kaam hai inka
Yes sir
Ye temporary kaam hai! Ye koi longterm ke liye kaam nhi hai! Condensor and compressor must be replace to new you can flush out expansion valve & evaporator but condensor can’t be work for longterm in flushing
Bhai mne aapki do video dekhi ek clutch wali or ek ac bhot zabardast video banate ho full information k saath aise banate raho ek din system hang krdoge❤
Shukriya dost
But abi sustem chal rha hai daud nae pa rha😒
Edit hokr post nae ho pa rhi
Ac pipes ko kiya weld krna hoga kiya
Or mujhe xent ka compromise or wricket or pipes chaye baki parts to yahn mil jayega plz confirm patna se roshni automobile
Bhai ratti barabar bhi is insan ko car aircon ka knowledge ni hai! Vaccume krk konsi flushing hoti hai cooling coil ki ??
Lal meter mein high pressure side ka pressure dikha hey. Naya gas dalne ke baad kitna pressure hey woh kahan bataya
Kyon nahi chalega sensorwala Compressor . Kya Karan .
Aise flashing nhi hoti,hum naytrozan se flash krte hain,
Electionic 12 volt vala ac milega ka
High pressure gauge ko bol rha leak check krne k liye hota hai bhai use high pressure check krte hai ac system ka! Sirf leak check krna nhi hota main work hai high pressure dekhna
Thanks bro... SX4 petrol gadi h CNG lagi hui h... Sanden 507 laga sakte h kya?
Yes
Yah compressor dalne ke bad thoda Tej chalta hai din band hota hai kya problem ho sakti hai
Best
Company rotary compressor isliye deti kyonki usse mileage increase hota hai. Clutch wale compressor se mileage drop hota hai.
Aur important condenser replace karna hota hai itna oil black hone pe. Condenser clean nahi kar sakte. Isse cooling drop hoga aur naya compressor ka life decrease hoga. Mai itna gyan chod raha hoonh kyonki mai ek car ac technician hoonh.
Thanks sir tha k you so much
Bro chevrolet beat mein compressor se black oilo type nikal raha hai. kiya kiya change karwana chahiye and kis tarah se servicing karwani chahiye. Plus compressor kiss brand ka sabse accha hota hai plz reply bro
Compressor se hamesha mileage drop hi hoga badhega nahi. Kyon ki compressor on hone pe engine per load aata hey.
Mere pass ek AC Treatment hey jo compressor ka 80% load hata deta hey. AC on ya off koi farak nahi.
High traffic mein bandh nahi hoga . Aur cooling bhi badhiya
Condenser bhi change lazmi Karna tha
Bhai v belt ( fan belt ) ka number bata sakthe hei
507 compressor dala hai Bolero car gadi mein awaaz bataiye
Wire compani kapler me conection diya hai kya
Connection is company fitted
Just compressor modified
Condensar kon se chemical se fles Kiya ho
Coil shine
Best shop for car ac in Allahabad is Arco Refrigeration
Karwa ke dekh liya arco me Bhai kuch nhi pta sirf bewkoof banate hai only best avesh car ac Andawa paryagraj
Engine mein se bhoot awaaz aaegi😂😂😂
Valve ka conection nhi batay bhayya aapne
Vacuum krne se konsi Flushing hogyi cooling coil to khol ke bhi nhi dekhi
Ek mew video bnai hai
Usme be cooling cooil nae khola
22 tu kam kisto sikhya oh dass cooling coil kive clean karti 😅
6 mahine baad pakka kharab hoga
agar black hota hai to compressor, cooling coil and condenser sab badalna hota hai
Jugadu mistrii kya na is ka pass na tools. Na machine. Kildare Asia ka number one
Sir belt nbr bata shkte ho kya
Belt wahi aa jaye ga
Bro Ac sahi kaam kr rhi hai abhi bhi
Yes
Gaadi ka average kam hoga or awaj bhi change ho jayegi
Asi shikayat to nae aayi
Ye pagal h mistri...jb sab kuch khola hai to dashboard nikalkr cooling coil bhi saaf krta...usme bhi to kaali aa gyi hogi.....main chij to vhi h cooling ki!!! C...ya mechanic
Kaha shop hai
Allahabad jhunsi
Rotary compressor se achi efficiency or cooling regular compressor nahi de pata
But khrab ho janey pr customers demand sasta and tikau kaam pr hoti h
Compressor cost???
Description
Bhae nissan car mai compressor bhi laga diya condensar bhi cooling nahi aa raha hai
Kaunsa compressor lgaya
Aur ye vaccuum hota h na ki flushing kha se dhunda ye panoti mechanic...isse acha mechanic Delhi Karol bagh me h 27 years ka experience in AC car system audi maruti tata koi si bhi gaadi liyao....pura diagnosis karke actual problem btate h
Bhaiyya aakar mil lijiye agar kaam me kmo dikhegi to aney jana rehna sab hmari traf se
100% system kabhi clean nahi ho sakta samjhdari isme hi hai ki aap pura system new dale or sirf pipe line clear kijiye
Sanden compressor jhel leta h choti moti kalik
Made in Singapore sandem bdia h ya Japan?
Hyundai cooling system is worst kharab ho jaata hai within 3 years.
Same issue hai
Ye creta ka compresar h
Mil jyga
Me bhi bhai ac ka kam karta hu
Welcome dir
No koi bhi yah compresar mat lagwana car injan lod lega bekar Kam hai iski jagh subroj ka lagao
First class chal rha h
Bhai mera treatment karva lo. Compressor load 80% kum ho jayega. Cooling jyada aur high traffic mein bandh nahi hoga. Engine bhi garam nahi hoga .
Fake video
Na is gadi ka compressor hange hua na con
Puri fake video hai
Sharam kro pakad liya meine,
Original system ki watt laga di
No sir
Acha work krra
Bekar Kam Kiya gaddi ka gada BN jata h 507 lga kr, Honda City wala mast h
Lekin galti mistri ki nhi hai .. customer ki hai das jagah muh Marta hai ..aur sahi mistri se kaam nhi Kara pate hai ..aur fir baad Mai rote rehte hai ..
Truee
Hi
35k 😂😂😂
18k😂😂😂
Me aap ke pass a sakta hu
Yes
😂😂😂😂😂
No dalo aapke
Description
Bekaar kaam kiya
Abhi Mai kuch bolunga to bura lag jaega ...do Paisa jyada le leta bhai ..kaam pura kar deta ....
Nahi manenge sir Bura
Ap jankari de skte hain
Pagal banaa Diya
Bakwaas