Bhai mera room thoda Bada hai aur Room me Heat bhi bahut hai. Mujhe ek stand fan lena hai jo High speed me bhi chale aur hawa bhi thandi de. To kya me is Orient Electric stand 82 model le sakta hoon ya phir Koi Farrata Fan le loon....? Matlab mujhe Janna hai ki Farrata Fan ke muqable ye Orient wala fan kitna asardar hai. And speed aur hawa me kitna difference hoga....?
Bhai to aap offline market main local metal blade Wala farata fan woh buy kar sakte jisme air kafi achi aayegi but noise kafi jyada karega aor electricity kafi consume Karega Ya fir Usha ka ek high speed wala pedestal fan hai jisme air kafi achhi aayegi jesi aapki requirement hai aor kam electricity consume Karega Orient Stand 82 Main Utna air flow nahi milega Usha Pedestal Fan Link - amzn.to/3z9Ycwn
Thankyou so much bhaiya 😊
😊
Thank you brother
Thank you 🙌🏻
Thanks brother. Saved me lot of time
Swing ka switch fitting nehi huaa ??? Kese kare
Woh already fited hi aata hai. Screw tight karna padega
@@viipulahir nehi huaa..... Mera wala mein nikla huaa hai
To aap market se screw buy kar lijiye uske according usme fit aaye aesa
Mur u ulai ahise xeitu😂😂 etiya laga e nai sun
Nicely describe 👍
Stand ka lower part tight karne mein Kitna ka spanner wrinch lagta hai
Vai mera fan ko auto rotate karne wala knob nikla hua he, kese lagau use
Nice explanation brother
Video 👍
Orient pedestal fan
Thanks buddy
Bhai 3 sal bad ab yea orient stand fan kaisa chal raha hai ab?
Abhi tak koi issue nahi aaya hai. Aor speed main bhi koi khas farak nahi aaya hai
Thank you friend.
😊
Bhai ek problem aa rha hai mera
Jo fan ka woh jaha switch wala part hai woh ache nhi lag rha hai
Hil raha hai woh
Screw ache se tight ho raha hai ?
Thanks brother
Your welcome
Spanner kitna no. Ka hai vo ???
Bhai mera room thoda Bada hai aur Room me Heat bhi bahut hai. Mujhe ek stand fan lena hai jo High speed me bhi chale aur hawa bhi thandi de. To kya me is Orient Electric stand 82 model le sakta hoon ya phir Koi Farrata Fan le loon....?
Matlab mujhe Janna hai ki Farrata Fan ke muqable ye Orient wala fan kitna asardar hai. And speed aur hawa me kitna difference hoga....?
Bhai to aap offline market main local metal blade Wala farata fan woh buy kar sakte jisme air kafi achi aayegi but noise kafi jyada karega aor electricity kafi consume Karega Ya fir Usha ka ek high speed wala pedestal fan hai jisme air kafi achhi aayegi jesi aapki requirement hai aor kam electricity consume Karega Orient Stand 82 Main Utna air flow nahi milega
Usha Pedestal Fan Link - amzn.to/3z9Ycwn
Speed and hawa ke bare me boliye bhai
Ye Fan High Speed Nahi Hai But Air Throw Acha Hai Aor Hava Ke Bareme Last Me Bola Hai Bhai
Sirji kitne price me Liya apne
2100 Offer Me