Bhai mene ye bhi bola tha ki apke mindset pe depend karta hai agar apko itbp achi lagti hai to bhot achi baat hai aap itbp me Jakar acha perform karoge
Bhai family life jab border area me hoge to disturb rahegi lekin jab peace area me or plains me posting hogi to sath rakh sakte ho Facilities bhai baki capf ko jo milti hai wahi sab hai cghs , personal loan etc..
Bhai high altitude mai jaane ki koi dikkat nhi hai, lekin ITBP mai work pressure aur duty hours etc kam rehte hai kya baaki CAPF se aur Risk of life kitna hai BSF, CRPF ke comparison mai??
Bhai Work pressure kam hai itbp me duty hours bhi jyada nahi hai , risk geographical condition ka hota hai high altitude par baki peace area me risk nahi hota
Bhai 6 months ka extension le sakte hai, reason bhai aap health ka de sakte ho , ya post graduation kar rahe ho to study ka bhi de sakte ho , mene crpf me further studies ka Dia tha
Mil jayega bhai parents ka medical reason likh do reports mail kar dena waha application ke sath 3 months ka mil jayega fir dubara chaiye ho to 2nd joining letter ke sath dubara mail kar dena max. 5 months ka mil sakta hai
Dono ek jaisi hi hai bhai , agar high altitude pe Jane me koi problem nahi hai to itbp sahi hai inki duty tough hai baki bsf me duty hours ki problem nahi hai par management theek se nahi hota aisa suna hai , mere hisab se to bsf sahi hai itbp se baki job profile ki video bana rakhi hai aap wo dekh lo usse apko idea mil jayega bhai
Sahi bat ha .
Hame to itbp pasand koi kuc bhi bole kya army to सियाचीन मैं high altitude mai hoti kya vah tough nahi kya .
Bhai mene ye bhi bola tha ki apke mindset pe depend karta hai agar apko itbp achi lagti hai to bhot achi baat hai aap itbp me Jakar acha perform karoge
@@missionkhaki bhai apne family life ya facility nahi mension kiya video mai
Bhai family life jab border area me hoge to disturb rahegi lekin jab peace area me or plains me posting hogi to sath rakh sakte ho
Facilities bhai baki capf ko jo milti hai wahi sab hai cghs , personal loan etc..
Bhai high altitude mai jaane ki koi dikkat nhi hai, lekin ITBP mai work pressure aur duty hours etc kam rehte hai kya baaki CAPF se aur Risk of life kitna hai BSF, CRPF ke comparison mai??
Bhai Work pressure kam hai itbp me duty hours bhi jyada nahi hai , risk geographical condition ka hota hai high altitude par baki peace area me risk nahi hota
@@missionkhaki sahi hai bhai, also generally agar rough estimate dena ho toh itbp mai si 1 lakh per month kama sakta hai kya with risk allowances
Starting me nahi hoti bhai itni salary kuch years me thode increment lagne ke baad ho jati hai hard area me
Crpf sub inspector video bannao
Bhai bana rakhi hai already
Capf-si which one give the highest salary, and fast promotion???? Best option to join 😅
Fastest promotion : SSB
Highest Salary : CRPF AND ITBP
Thanks
🙏🙌
Sir itbp translator ka exam time table kb aaega
Sorry Bhai is vacancy ka idea nahi hai
Bhai ITBP SI mein Extention ka kya procedure hai.. Kya REASON dena hai.. Please reply
Bhai 6 months ka extension le sakte hai, reason bhai aap health ka de sakte ho , ya post graduation kar rahe ho to study ka bhi de sakte ho , mene crpf me further studies ka Dia tha
Bhai main abhi kisi course mein enrolled nhi hu.
So parents ke medical se mil jayega ka.. 3 months ka please detail mein bata o bhai
Mil jayega bhai parents ka medical reason likh do reports mail kar dena waha application ke sath 3 months ka mil jayega fir dubara chaiye ho to 2nd joining letter ke sath dubara mail kar dena max. 5 months ka mil sakta hai
Bro crpf si join nhh kroge kya?? Btw love your vidoes....
Bhai mera crpf hcm and asi steno me Hua tha cpo ka nahi dia tha mene
Thanks bro 🙌🙂
Bhai RPF me clerk kese bhane..
Brief me about RPF bhai..
Bhai rpf me constable or si hi bharti hote hai clerk nahi clerical work inka clerical staff hi dekhta hai jo ntpc ke through aata hai
Achaa..ok bhai..tnx for the information .and tnx for the reply BHAI
Welcome bro
Meah up seh hu .. ky best rahega ..
Bhai agar up ke paas posting chaiye to ssb
Bsf aur itbp me kon si force better hai
Dono ek jaisi hi hai bhai , agar high altitude pe Jane me koi problem nahi hai to itbp sahi hai inki duty tough hai baki bsf me duty hours ki problem nahi hai par management theek se nahi hota aisa suna hai , mere hisab se to bsf sahi hai itbp se baki job profile ki video bana rakhi hai aap wo dekh lo usse apko idea mil jayega bhai
Bhai further study cgl ki karni hain cisf si aur dp constable me kaun si join kare
Bhai further studies ke liye Dp constable jyada achi hai
Aap kha se belong krte hai?
Bhai delhi se
Bhai
CPO.m sabse sahi post konsi Hai
DP k baad .
Bhai,
Agar family life sahi chaiye to cisf
Agar salary jyada chaiye to crpf and itbp
Agar promotion chaiye to ssb
Bhai maine sunna h ITBP m bss Ladakh m high salary h baaki jagah BSF se bhi kam salary h, sach h ye?
Ha bhai bsf me thodi jyada hai bhot jyada fark nahi hai
@@missionkhakiarre nahi mera friend Sikkim me hai use 30k risk allowance mil raha hai