Bhia mere chat pe 100kb 150kb speed aati hai neeche ghar ke ander network pakadta hi nahi to agar main ise lga lu to acchi speed dega ??aur tower approx 4km door hai
Bhai agar tower aur tumhare ghar ke bich khali hai aur saff dikh raha hai to 2-3mbps tak aa sakta hai. Ye mera experience bolta hai baki try kar sakte hooo
Thank you for sharing such knowledge Bhai please let me know TP-Link k low budget vala 4g router lene k kam nahi hoga kya Jaise mai dekha ki MR600 ki speed 1200MBPS hai to itana to kabhi hmko milega nahi to kya 300MBPS vala lena nahi sahi hoga Bhai please reply jarur karna.
@@MarkinTech bhai ek aur bat mere ghar k south me 1km pe tower hai aur west me bhi tower hai 1 km par to mujhe omni vala lagwana chahiye ya ye vala please suggest.
Omni wala lagaoo ya jo Mr 600 ke sath jo de rakha hai dono ki speed same hi aayege, LDPA se thoro badh jati hai aur net kam fluctuate karta hai. Aur kuch information chahiye to batana bro😎
Guru hume lagta hai hum aapki halat behtar samajhte hain kyonki hum bhi raural area me rahte hain but I have one suggestion for you! aap air fiber ke liye try karo maine abhi hi kuch din pahle lagwaya hai agar aapke area me lag jata hai to mast rahega speed bhi sahi aayegi aur limit 3300GB, bro humne bhi double mobile plan ke recharge kiye hain phir bhi data nahi bachta tha.......... batana bro jo bhi ho :)
@@MarkinTech isase fayda hi kya hai ek to 4000 ka router lo usme bhi free data nahi milta hai idea me hai vo bhi night me vo bhi jab tab sabka sone ka samay hota hai aur kisi sim me aisa koi plan hi nahi aur idea ka to net hi nahi chalta kahi bhi aur net ki to bst hi chodo tower bhi nahi ata to itna paisa lagane se accha koi sa bhi wifi lagwa le
@@MarkinTech me vi village me reheta hu. Ghar me 3 phone he mummy papa or mera . savhi phone me 2 GB per day 365 days keliye he. So mera per day consumption 5.5 gb and 500 MB data ls Waste hota he. .
Is this router can be use as simple broadband router??
May be
Thanks bro you provide me valuable information
Welcome 😎
thnx for this valuable information...!!!
It’s my pleasure @aryan
bhaai Amazon reviews mein to likha hai ki Router mein SIM slots hi available nhi hain! what's the story of the SIM card?
Tp link MR 600 me hai bhai Mai wahi use karta hu
those customers must be high and drunk at the same time
Bhia mere chat pe 100kb 150kb speed aati hai neeche ghar ke ander network pakadta hi nahi to agar main ise lga lu to acchi speed dega ??aur tower approx 4km door hai
Bhai agar tower aur tumhare ghar ke bich khali hai aur saff dikh raha hai to 2-3mbps tak aa sakta hai. Ye mera experience bolta hai baki try kar sakte hooo
@@MarkinTech nhi bhai nahi dikhta
Bsnl 3g 4g kam karega kya.
Koi bhi sim karega kam
Bhai iske liye special pole ya koi wire chahiye jaise jio Mai chahiye hotey hai
matlab ?
Great Video ❤️
Thanks buddy
8000 ..... people laughing on corner.......
On that time price is enough, but now a days lots of options we have like Airfiber
Bhai call or net dono me काम krta h क्या
Bad net me kam karega
Thank.
Welcome bhai
Thank you for sharing such knowledge
Bhai please let me know TP-Link k low budget vala 4g router lene k kam nahi hoga kya
Jaise mai dekha ki MR600 ki speed 1200MBPS hai to itana to kabhi hmko milega nahi to kya 300MBPS vala lena nahi sahi hoga
Bhai please reply jarur karna.
Hmm try kar sakte hoo but uske ampifler ki capacity bhi kam hogi compare then 1200
@@MarkinTech bhai ek aur bat mere ghar k south me 1km pe tower hai aur west me bhi tower hai 1 km par to mujhe omni vala lagwana chahiye ya ye vala please suggest.
Omni wala lagaoo ya jo Mr 600 ke sath jo de rakha hai dono ki speed same hi aayege, LDPA se thoro badh jati hai aur net kam fluctuate karta hai.
Aur kuch information chahiye to batana bro😎
@@MarkinTech बहुत बहुत धन्यवाद भाई आपका|
Mai bhi yahi use kar raha hu bhai pichle 6mahine se 😊
Bhai 1 month unlimited data recharge price kitna hai
Prepaid SIM me in unlimitet plan nahi aata
Guru hume lagta hai hum aapki halat behtar samajhte hain kyonki hum bhi raural area me rahte hain but I have one suggestion for you! aap air fiber ke liye try karo maine abhi hi kuch din pahle lagwaya hai agar aapke area me lag jata hai to mast rahega speed bhi sahi aayegi aur limit 3300GB, bro humne bhi double mobile plan ke recharge kiye hain phir bhi data nahi bachta tha.......... batana bro jo bhi ho :)
air fiber kaun si company hai bhai, link share karna
Bhai mujhe v air fiber k baare m btayiye.......
@@MarkinTech Bihar me AIR JALDI naam se ek hai.. unki webstite check karo bro shayad tumhare yaha bhi ho
@@MarkinTech bro bsnl ka hota hai air fibre try karo
@@MarkinTech BSNL
Bro is mr600 is good to buy for village. Also what is costing. Also mr600 better or mr200
I am also from rural area and it’s working fine. Maine bhi lene se pahle 3mahine tak socha tha bhai
m200 doesnt support jio completely
Arey bhai u can take vi postpaid 699 plan or bsnl 398 plan
Bhai mere location par Vi aur Bsnl kam nahi karta
@@MarkinTechok then u have to wait for starlink or one web
@@vinaykumarchannel6449 jio ka bhi s
Aame Wala hai
13000 lga ke phir bhi 2 3 gb per day is se acha simple sim hai
Thanks bhai
Thanks bhai
Ye jio postpaid pe ek video bnano prepaid user hu postpaid ke fayde pls
okay bhai
Bhy ji agar external antenna na lagaye to ???
Kuch fark nahi padega agar apke ghar ke pass hi antenna hai too
@@MarkinTech bhy ji tower mere iaha se 1.5 km se jyada duri pe hain ! Tab lunn Omni directional antenna ??
@@Spobby try kar lo agar speed sahi aaye to mat lena aur speed sahi na aaye to le lena
abhiii kesa chal rhaa bro routerr?
Mast chal raha hai
Nice video
thank you Himanshu
Livestream kr skte bhai
Hmm kar sakte hai
Very nice bhai
Thanks sanjeev
Bhai mujhe router de do na mai padhai nai kar pata hu room ke andar
Okay, jab mere UA-cam income ayege to apko jarur dedunga tab tak aap channel subscriber kar lo aur apne group me share kar doo🙏
Waiting bro
Okay
Jio sim lagega ki nehi
hmm bhai
Gazab
thanks bhai
Vi use kre ke dekhiye
Binge all night
VI Sim nahi hai
Aise plans se kya fayada hai
Maha bakwas plan hai
kyu bakwas hai bhaijan
@@MarkinTech isase fayda hi kya hai ek to 4000 ka router lo usme bhi free data nahi milta hai idea me hai vo bhi night me vo bhi jab tab sabka sone ka samay hota hai aur kisi sim me aisa koi plan hi nahi aur idea ka to net hi nahi chalta kahi bhi aur net ki to bst hi chodo tower bhi nahi ata to itna paisa lagane se accha koi sa bhi wifi lagwa le
Air fiber kyu nhi lgaye?
Bhai wo mere location par hai but 1mbps ke 1k lete hai
Mai village area mai rha rha hu
Mast hai bhai aaj bhi mai yahi use karta huu
mere paas D-Link ka router already hai..to sirf antena lene se ho jayega..
Wo depend karta hai apke Dlink ke router par, kaun sa model hai aapka?
@@MarkinTech bhai d link lgwane ke lie kya kya jaruri hai?
@@ZNACLUB bhai D-link router ke bare me nahi pata mujhe, may be usme wire wala system na hoo
Mere 80k subscribe hai
Wow, congratulations bhai mai to abhi bahut dur huuu
Ping kitna aata h bgmi m
15-20
15 to possibly ni h coz 20 se kam to hota hi nj
okay bhai
Vi ka postpaid le lo 699 ka yaar apko unlimited data milega
Uski network sahi nahi hai meri location me
@@MarkinTech oh tabhi sahi hai
Jio ka usse kam hai 599 me unlimited
भाई हमारे यंहा बस जिओ का नेटवर्क ओ भी बहुत ही वीक हैं कभी आता हैं। ओर कभी नही तो क्या ये यंहा पर काम करेगा और क्या ये जिओ के साथ काम करेगा ??
Hmm bhai isme koi bhi sim laga ke use kar sakte hooo
Stream hoti hai
try nahi kiya Bhai
24 gb to 2 din me khatam. If you are watch web serise
hahaha, bhai quality kam kar loo, aur kisi na kise me compromise to karna padega. depend app par karta hai.
@@MarkinTech me vi village me reheta hu. Ghar me 3 phone he mummy papa or mera . savhi phone me 2 GB per day 365 days keliye he. So mera per day consumption 5.5 gb and 500 MB data ls
Waste hota he. .
badiya
Ldpa antenna nahi bro lpda antenna 😂😂😂🤣🤣🤣🤣😝😝😝😝😝
Ohh wahi😂😂
3G H+ , ME SPEED HOGA KYA ?
No idea bhai
@@MarkinTech ok
Live karane me game ko
try nahi kiya bhai live karke
@@MarkinTech bekar hi chalega
Postpaid sim lelo 😳vi
Ese to recharge m bhut paisa barbad hoga
Agree, but mere location par postpaid SIM nahi milta 😞
Too much costly
Isse accha BSNL broadband hai Gao ke liye
hahah, bhai wo mere yaha nahi hai.
hahah, bhai wo mere yaha nahi hai.
@@MarkinTech bhaiji ek baar BSNL sim me try kar kr batao na kitna speed de raha h aur kitne signal strength me
Sala 1 din me 40gb khatm hota hai
Bhai ye dekho 251 lagane par kitna profit ho raha hai agar 500bhi profit hota hai to better hi hai, kya kahte hoo?
@@MarkinTech matlab samjha nahi
@Dilip Meena kaha चलेगा ये गाव में नेटवर्क नही है उसका
@Dilip Meena are yaar
@Dilip Meena usase accha to bsnl airfiber hai