Nazdeek najaf hai Koi Haider ko bula le Nazdeek najaf hai Koi Haider ko bula le, Hai laal Mera aaj laeeno k hawale. 1. Yu madar e Shabbir pareshan hai ban me, Roti hai tadapti hai wo hairan hai ban me, Kehti hai k duniya meri veeran hai ban me, Hai laal.... 2.Sar ek hai lekin hai talabgaar hazaro , Tanha Mera Shabbir sitamgaar hazaro, Ek Jaan pe toote hai jafakaar hazaro, Hai laal..... 3.Mazloom k bachne ki koi Aas nahi hai . Sab margaye hamdard koi pass Nahi hal, Qasim Nahi Akbar Nahi Abbas Nahi hai, Hai laal..... 4.Badhte hue aate hai idhar barchiyo wale, Koi bhi Nahi Jo mere bachche ko Bacha le. Hai kaun Jo iss madar e be kas ki dua le, Hai laal..... 5. Sad haif wo hai nargaye aada me giraftaar, Teero ki hai bochaar toh shamsheer k hai waar Lo jhoolta hai pushte faras par Mera dildaar, Hai laal...... 6.Hilti hai zamee aur falak hota hai larza. Khaime se Nikal aayi hai Zainab sue maidaa, Hone laga bachche k mere qatl Ka saaman, Hai laal...... 7.Baad e shahe mazloom mujahid yeh hua tha, Sab jal Gaye khaime yeh falak Dekh Raha tha, Nauha yahi zehra Ka faqat goonj Raha tha, Hai laal Mera aaj laeeno k
Mashallah ustad e mohtaram salamat rahe
❤❤❤❤❤❤ Labbaik Ya Hussain ❤❤❤❤❤❤
Mashallah ❤
Please upload lyrics
Jazak Allah
Can someone send me lyrics....
Inshallah i will share the lyrics
As Salamun Alaikum
Please send me lyrics
Nazdeek najaf hai Koi Haider ko bula le
Nazdeek najaf hai Koi Haider ko bula le,
Hai laal Mera aaj laeeno k hawale.
1. Yu madar e Shabbir pareshan hai ban me,
Roti hai tadapti hai wo hairan hai ban me,
Kehti hai k duniya meri veeran hai ban me,
Hai laal....
2.Sar ek hai lekin hai talabgaar hazaro ,
Tanha Mera Shabbir sitamgaar hazaro,
Ek Jaan pe toote hai jafakaar hazaro,
Hai laal.....
3.Mazloom k bachne ki koi Aas nahi hai .
Sab margaye hamdard koi pass Nahi hal,
Qasim Nahi Akbar Nahi Abbas Nahi hai,
Hai laal.....
4.Badhte hue aate hai idhar barchiyo wale,
Koi bhi Nahi Jo mere bachche ko Bacha le.
Hai kaun Jo iss madar e be kas ki dua le,
Hai laal.....
5. Sad haif wo hai nargaye aada me giraftaar,
Teero ki hai bochaar toh shamsheer k hai waar
Lo jhoolta hai pushte faras par Mera dildaar,
Hai laal......
6.Hilti hai zamee aur falak hota hai larza.
Khaime se Nikal aayi hai Zainab sue maidaa,
Hone laga bachche k mere qatl Ka saaman,
Hai laal......
7.Baad e shahe mazloom mujahid yeh hua tha,
Sab jal Gaye khaime yeh falak Dekh Raha tha,
Nauha yahi zehra Ka faqat goonj Raha tha,
Hai laal Mera aaj laeeno k
Jazak Allah Bhai .....stay blessed...