Kamal ki hoti hai vrriya aur aap ke hath seh banaya to mujhey mere dadi kibanayi yad ajati hain .I always follow ur recipese . Me Aruna Goswami from Indirapurum Gaziabad.
Thank u so much aunty iss recipe ke liye m ise jarur banaungi meri mummy shop se mangati thi ab mummy nahi h to sab iss sabji ko bhool gaye h lekin apki vajah se ise m khud bana paungi🙏🙏🙏🤗🤗
Bohot achchi bani hai, hamare yahan par urad vadi me white kaddu ka guda bhi mix karte hai, or vo vadiya matar ki curry nimona me dalte hai, bohot hi amazing banti hai
मैं घँघरा दाल की बड़ी बनाती हूं और उसमें सुखाकर मूली डालती हूं। जब मूली सस्ती हो जाती है तब छोटी छोटी काटकर धूप में सुखा कर रख लेती हूं और जब बड़ी बनाती तो ये सुखी हुई मूली मिला देती बहुत टेस्टी बडी बनती है🙏🙏
OMG.........😮😮😮😮... mene aaj hi socha tha k me aapko comments karoongi k badiya bana sikhaye. Mene aap k sabudana papd bhi try kiye bahut achhe bne the. Meri maa hamesha muje bana kar diya karti thi par ab wo ahi hai......😔 AB aap se sikhne ka moka mila hai.. Main jaroor try karoongi 🙏🙏🙏🙏
Fantastic 👌👍beautiful tipes and magical tricks and very healthy recipes Bhahuth bhadhiya different things. Lovely 😋💋Dil kush ho gya. 💘💖💕💔💞💝💗you are so gorgeous Mame. Thanks so much much. 🌹💐🙏
Mung vadi me Adarkh.....green chillies....hing....jeera dalke Gujarat me banate hai.....Kadhi....subji....pulav ... khichadi me dali jati hai......Aap ak bar is style se banayenge to badhiya test ata hai ...soup me bhi achhi lagti hai.... Amritsari Vadi weekend me banaungi....
Maine instant Sikanji powder banaya ...badhiya bana....ak plain banaya....dusare me organic orange food colour aur ... pineapple colour....aisense dal kar banaya....3 varities wala powder bana....Son... husband ki office me pine ke liye de diya.... Thanks.....Healthy aur instant sikanji banane ke idea dene ke liye.... Journey me bhi le ja sakte hai....kala namak ..pudina powder....mari powder dal kar 😀👌👌👌👍👍👍
Mae badi ki sabji ki bahaut crazy huie.Abhi tak maine badi banaya nahi haie.sara saman bhi ghar pe hai.Maie aaj hi masala taiyar kar kae rakh lungi.ial maie isae kal jarur banaungi
Mam main bi urad dal ki wadi bazar se laker sabzi banati hoon per ab main ghar pe zaroir bnungi our aaj mene red sugar siryp banaya sab ko bhoot pasand aya thank u so much
👌👌👌👌धन्यवाद !बहुत ही आसान तरीका बताया! उडद दाल की बडी को महाराष्ट्र(विदर्भ) मे 'करोडा' कहा जाता है।और बनाते वक्त उसमे कडवा कद्दु कद्दूकस करके मिलाया जाता है।
maithi ki bhaaji baarik kaat kar usme moong daal mila kar garam masala heeng aur lal mirch milakar medium size ki bari banaiye aapko bahut pasand aayegi,hamare ghar mooli ki kar moongdaal ke saath bari banai jaati hai ,jobahut tasty hoti hai,ek baar jaroor try kare
Dear mam isi tareeke se mai bhi banati hoon ,lakin Is mai dal ke paste mai bottle gaurd ko ya radish ko ya petha ko grate kr ke mix karna hota h , is tareeke se or bhi tasty banta h , please try it mam
Nice. Pr hamare yaha petha bhi dalate h jisse kuch khatta test aata h.. Pr ab is trh se bhi banayenge jisse alag 2 test aaye.. Thanks aunty ji for sharing this video..
Yes aunty hamare yaha bhi khate he mene mung dal ki badi banai he Ramzan se pehle but ab apki trik se try krungi 😋
बहुत बढिया रेसिपी.... हम उडद दाल बडी मे सफेद kaddu (पेठा वाला) भी डालते है.
Please visit 🙏 our channel
वहीं असली होती है
Mem aapne maa ki yaad dila di vo bhi aise hi banati thi i amazing
Kamal ki hoti hai vrriya aur aap ke hath seh banaya to mujhey mere dadi kibanayi yad ajati hain .I always follow ur recipese .
Me Aruna Goswami from Indirapurum Gaziabad.
Thank u so much aunty iss recipe ke liye m ise jarur banaungi meri mummy shop se mangati thi ab mummy nahi h to sab iss sabji ko bhool gaye h lekin apki vajah se ise m khud bana paungi🙏🙏🙏🤗🤗
Bohot achchi bani hai, hamare yahan par urad vadi me white kaddu ka guda bhi mix karte hai, or vo vadiya matar ki curry nimona me dalte hai, bohot hi amazing banti hai
D00⁰⁰⁰0⁰⁰0⁰⁰
ऐसे ही कि जैसे आपने बनाई है । धन्यवाद बताने के लिए
Bahut badhiya badi bani hai thanku recipeke liye.
I used to buy these wadiyan online ,they are expensive.After watching this video will surely make at home.thank u mam.
My pleasure 😊
Awesome very simple aur bahut acchi badhiya Bani.
Wow... bilkul bazaar se milne wali vadia bani hai.Thanks a lott maa👌❤️🙏
Please visit 🙏 our channel
मैं घँघरा दाल की बड़ी बनाती हूं और उसमें सुखाकर मूली डालती हूं। जब मूली सस्ती हो जाती है तब छोटी छोटी काटकर धूप में सुखा कर रख लेती हूं और जब बड़ी बनाती तो ये सुखी हुई मूली मिला देती बहुत टेस्टी बडी बनती है🙏🙏
Konsi dal h ye maam?
@@kumarram8318 which dal??
@@ishwartayal7926 घघरा दाल लिखा है आपने ।
It's long green beans
@@kumarram8318😮छोड़
Aapki banaayi sabhi recipes 😋 👌 😍 ♥ 😀 💕 😋 are 👌 👍 😍 🥰 ☺ 💖 very Very 👌 👍 😍 🥰 best iske liye very thank you
Bahut hi badiyan recipe h too good 👌👌👌👍👍👍
OMG.........😮😮😮😮... mene aaj hi socha tha k me aapko comments karoongi k badiya bana sikhaye. Mene aap k sabudana papd bhi try kiye bahut achhe bne the. Meri maa hamesha muje bana kar diya karti thi par ab wo ahi hai......😔
AB aap se sikhne ka moka mila hai.. Main jaroor try karoongi 🙏🙏🙏🙏
Mera naam Radhika Jaiswal hai main aapka Har videos follow Karti hun aur Mujhe aapke Har videos bahut Acche Lagte Hain namaskar aunty ji
Mam meri problem solve kar di ,ye mere ko pasand hain mai soch rahi thi kaise banaye,i try and thank you
Mujhe our mere husband ko badi ki sabji bahut hi basand h mai market se laati thi ab mai ghar par hi banaugi thank you so much this video mam
Nice sharing ma'am ❤❤
Meri bhi bahut achhi bani hai thanks aunty 👍👍 khane me bhi bahut swad lagti hai.
Nice badiyan banai h
Thank you Aunty itna easy tarike se batane ke liye 🥰🙏
સરસ
Very good
Maine mung daal ki badi Banai thi meri bahut testi Bani aur Maine uski sabji bhi Banakar Dekhi and thank u recipe ke liye
MASHA ALLAH aunty ur brilliant buht mazdar lag rahi hy ye recipe ab pakana bhi btaeyega
Will upload soon.
very nice recipes of moong and read dal wadi. Isko banana to banta hai.
Wow so easy. Always buying from mumbai
Aap bahut easy method batati hain thank u so much
Bahut badhiya bahut badhiya
Bahut hi tasty recipe aunty
Bot badiya recipe 😊👍🙏
Mashallah dear sister very wonderful you have made a great recipe that may Allah bless your ears in business Amen Summa Amen 💙💙💙💙💐💖
M v urad dal ki baddi bnati hu every year or osme kaddu petha ja red tomato dal kr ab mung dal ki bnaugi baddi
Mungkibadi ....very Very best lagi iske liye thank you 😊 😘 💖 ☺ 💓 ❤
बहुत बढ़िया मांगोडी और बड़ी
वाह
Ak no badi superb
Fantastic 👌👍beautiful tipes and magical tricks and very healthy recipes Bhahuth bhadhiya different things. Lovely 😋💋Dil kush ho gya. 💘💖💕💔💞💝💗you are so gorgeous Mame. Thanks so much much. 🌹💐🙏
Wóooooooow ye to bilkul Amritsari vadi lag rehi ha or meri favourite ha mai Amritsar se magwati hoo lakin 8s bar nahi mai bhi khud banaugi 🙏🙏
Mashallah nice zaberdast 😍❤
Ji haa aunty meri maa app ke hi tarike se banati hai 😍😍🤩😘🙏🙏
Hmesha ki tarah ye dish b bhut testy bni h thank you ma'am chawal ke ate ki kachri bnane ka b video share kriye please🙏
Ji me jaldi share karungi.
maa inki sabji bnane ki recipe b share kren plzz....love from heart maa
Will upload soon.
Wow excellent sharing
Mung vadi me Adarkh.....green chillies....hing....jeera dalke Gujarat me banate hai.....Kadhi....subji....pulav ... khichadi me dali jati hai......Aap ak bar is style se banayenge to badhiya test ata hai ...soup me bhi achhi lagti hai.... Amritsari Vadi weekend me banaungi....
Wow badi mujhe to bahut pasand hai
Waheguru Didi
Tawha Ji recipes tricks really amazing hain thanks for detailed recipes.
DiDi aap mixer kaunsa brand hai pls bataye.
Thank you so much
Link
Amazon: amzn.to/3beQa9j
Thank you so much it is very useful recipe.spl amritsari.i will definitely try.
Didi vari dekhte hi khzne ko dil kar raha hz
Maine instant Sikanji powder banaya ...badhiya bana....ak plain banaya....dusare me organic orange food colour aur ... pineapple colour....aisense dal kar banaya....3 varities wala powder bana....Son... husband ki office me pine ke liye de diya.... Thanks.....Healthy aur instant sikanji banane ke idea dene ke liye.... Journey me bhi le ja sakte hai....kala namak ..pudina powder....mari powder dal kar 😀👌👌👌👍👍👍
Wah mam bhut Acchi vidio bnai hi
Thanks for sharing nice receipe Mam
🤣🤣🤣hme bht psand hai mam hm to kl ee amritsar se lai k aye love u mam from bathinda 🥰🥰😍😍
Zabardest mari nani bnaya karti thin ye baryan
शानदार मैम .बहुत बहुत धन्यवाद
मेरी दादी ऐसी ही बडी बनाती थी पारंपारिक है यह बारो महीने कोनसे भी मौसम मे कभी कभार सब्जी बना सकते है 🌷👍🌷
Aap mujhe bahut bahut achchi lagti hai maa aap kitchen queen hai 👑👑👑👑 love you lots 💕💕💕💕💕
Mae badi ki sabji ki bahaut crazy huie.Abhi tak maine badi banaya nahi haie.sara saman bhi ghar pe hai.Maie aaj hi masala taiyar kar kae rakh lungi.ial maie isae kal jarur banaungi
Bahut achhe se aapne samjhaya hai❤
Pahadi logo ki manpasand sabji hoti hai badi 👍ham bhi esi hi banate hai 🙏 aajkal ka mousam bilkul perfect hai badi ke liye 😊
Please visit 🙏 our channel
Bahut acchi lag rahi hai Wadi 😊
Mam main bi urad dal ki wadi bazar se laker sabzi banati hoon per ab main ghar pe zaroir bnungi our aaj mene red sugar siryp banaya sab ko bhoot pasand aya thank u so much
👌👌👌👌धन्यवाद !बहुत ही आसान तरीका बताया!
उडद दाल की बडी को महाराष्ट्र(विदर्भ) मे 'करोडा' कहा जाता है।और बनाते वक्त उसमे कडवा कद्दु कद्दूकस करके मिलाया जाता है।
Apki badi banane ka trika amazing hai auntyji👌👌👌🙏
दि सच मे आप अनपुरना हो,❤❤❤❤
maithi ki bhaaji baarik kaat kar usme moong daal mila kar garam masala heeng aur lal mirch milakar medium size ki bari banaiye aapko bahut pasand aayegi,hamare ghar mooli ki kar moongdaal ke saath bari banai jaati hai ,jobahut tasty hoti hai,ek baar jaroor try kare
Bahut acha laga Madam thank you so much
Bahut achi bni hai
Main aapki bahut badi fan hun
Muje is ki sabji bhot pasand h
Aap Bahut achcha bolti hain..!! ❤️❤️
Love your all videos
Me jarur try karungi
Superb👍 maa es vadi ki recipe shere kare... 🙏
Will upload soon.
Very nice good 😊👍
Excellent 👌 recipe very nice
Very Very useful 👌 thanks for the information 👍 waiting for the next upcoming vlog
Ma mene to ye phli bar dekhi h hmare yha nahi bnti or na hi kabhi suni or na kabhi dekhi m ese try krugi kese bnegi.
Thank you sister👭 Aapka bahut bara fan huu 🥰🥰🥰
Dear mam isi tareeke se mai bhi banati hoon ,lakin Is mai dal ke paste mai bottle gaurd ko ya radish ko ya petha ko grate kr ke mix karna hota h , is tareeke se or bhi tasty banta h , please try it mam
Main Rita Chikara aapka channel bahut hi Khush hokar dekhti hun
Kal hi banaungi
Very nice very good I was making it my way now I will make it your way thank you 👍👍👍🙏🏼
Poonam didi hum bhi ase hi vadiya banate hai
Thanks mam ye recipe share kerne ke liye i like it thank you so much🌷
Raj Kachori Banai vah bhi Sabko bahut pasand I
Very easy recipe mam
Wow very nice video
Nice. Pr hamare yaha petha bhi dalate h jisse kuch khatta test aata h.. Pr ab is trh se bhi banayenge jisse alag 2 test aaye.. Thanks aunty ji for sharing this video..
Hamare yaha v ..jise karhauri kahte h
Thank you for sharing 👍👌
Thanks g God bless you very tasty 👌
I am very much inspired with your work....your videos provides me direction to cook efficiently...
Love your videos, Keep going....
❤️🌟❤️🌟❤️🌟❤️🌟❤️🌟❤️
Please visit 🙏 our channel
❤❤madam bhut sundar bnay hi
Yummy yummy yummy gbu Di
Bhut achi banyi apne ma
Wow very fabulous recipe 👌👌
Thanks a lot for sharing. Surely I will try.
V nice recipe
Wow 🤩😍😍😍👌👌👌👌👏👏👏👏👏
MANY MANY THANKS FOR NICE VIDEO.
I am going to try.
Main bhi try kruge kul