ZAKAT ko CALCULATE kernay ka SAHEH TAREEQAH kia hai ? ZAKAT kin 8-KAMON main SARAF ker saktay hain ?

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 жов 2024
  • A Video Clip from 95-b-Mas'alah By Engineer Muhammad Ali Mirza (Recorded on 23-Aug-2014)

КОМЕНТАРІ • 66

  • @javeriazahra7464
    @javeriazahra7464 3 роки тому +2

    MashaAllah, beautiful description, Allah bless you

  • @muhammadpasha1917
    @muhammadpasha1917 4 роки тому +1

    Jazak Allah khair, Allah ne muj pe ehsaan farmaya ke ye clip watch karwaya, اللھم لک الحمد کل ولک الشکر کل۔

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 7 місяців тому

    Great Islamic scholar ali bhai....👍🌹❣

  • @muhammadbilalijazbutt350
    @muhammadbilalijazbutt350 7 років тому +3

    MA SHA ALLAH, JAZAKALLAH UL KHAIR, ALLAH PAK Azawajal, apko salamat rakhy ameen Aur apky elam mai mazeed ezafa ata fermye ameen

  • @nawabi2
    @nawabi2 4 роки тому +2

    JazzakAllah Khairan brother. Very usefull Video.

  • @abidali.0474
    @abidali.0474 6 років тому +1

    Massa Allah .. Allah aapko avr tarki de

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 7 місяців тому

    💯 feesad mujadad ali bhai....👍🌹❣

  • @jahangirahmad1479
    @jahangirahmad1479 4 роки тому +1

    Engineer Ali baye shab shadee ka ahkam o masel pay ak video banayy. Mehrbanee hu ge.

  • @abmindia
    @abmindia 4 роки тому

    Total: Sone ki bazar kimat + Chandi ki bazar kimat + Currency value including Bank Balance & Fix Deposits + Shares & Debentures market value + Insurance deposit amount + Trading items market value + loan given to others - Expenses - loan taken

  • @aneezahassan192
    @aneezahassan192 3 роки тому +1

    Ali bhai 6 tola sona pr aj k hissab sy kitni zkat bnti ha

  • @nasrullahbhatti
    @nasrullahbhatti Рік тому

    Pension par zakat kaisy deen yeh clear kar deen. Shukria

  • @msislam4916
    @msislam4916 7 років тому +1

    Jazakallah khair Ali Bhai

  • @chilltv3907
    @chilltv3907 4 роки тому +2

    Ali bhai. National saving mai retirement k paisay jama hon to un par zakat lagay gi ?

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 7 місяців тому

    01 March 2024.....💚
    57, 977 views.....💜
    2.65M subscribers....💙

  • @ladduladdu1288
    @ladduladdu1288 5 років тому +2

    Lekin mene suna he ki bvi apne shohar ko zakat de sakti he agar shohar pareshan he karze me muftila he. Me Indian hun me apke har lagbhag har taqrir sunta hun.

    • @NK-hm5hm
      @NK-hm5hm 5 років тому +1

      Nai . biwi shohar ko zakat nai day sakti.

  • @abmindia
    @abmindia 4 роки тому

    Sona, Currency aur Male Tizarat. Magar Chandi bhi honi chahiye na?

  • @muhammadarmankhan2948
    @muhammadarmankhan2948 6 років тому +2

    asslamoalaikum ali bhai mere daddy ka inteqal ho gaya h mere teen bhai h meri umar 10 saal ki h aur dusre bhai ki 8 saal aur tisre bhai ki 6 saal aur mere mamma ek tole ki chen pahene h to kya zakat dena h ya nahi hum logo k pass do tola sona nahi to kya hum logon par zakat farz h ya nahi please batadijiye

    • @nobiandaaroo9799
      @nobiandaaroo9799 4 роки тому +1

      زكوات ۔۔۔ساڑھے سات تولا سونے پے ہے ۔۔۔آپ پے فرض نہیں ہے اچھے بچے

  • @syedtanveerahmed5576
    @syedtanveerahmed5576 5 років тому +1

    Insurance ki raqam ka zikar nhi Kia Ap ne

  • @nainasworld2069
    @nainasworld2069 4 роки тому +1

    GP Fund jo abi nahi mila kya us pa zaqat ha.

  • @ErIlyasAhmad21
    @ErIlyasAhmad21 7 років тому +1

    akser gher me gold aur silver hota hai silver sasta hota gold key compare me log kahte hai ki ager 2 se 3 tola gold ho to usko silver wale nisab me 52 tola convert ker ke use bhi sahebe nisaab baba skate hai
    mera sawaal kind aaj silver ka cost gold se bhut kam hai to kya kare

    • @rymariazpeerzada4305
      @rymariazpeerzada4305 4 роки тому

      Mera khyl h beech ki raqam average nikal KR count krni chahiye ...chandi ko count Krte hain aksr molvi aaj kl to itni mehngyi h k chandi ko count krengy to ghreeb ko b zakat nhi milegi

  • @Md73a
    @Md73a 4 роки тому +1

    Please bhai ALI in this clip you told wife can't give zakat to his husband but you see another you told wife gives zakat to his husband why the difference between these to clips

  • @AZAMKHAN-vl4lq
    @AZAMKHAN-vl4lq 6 років тому

    Jis insan pe karza hy wo kese calculate krengay zakaat

  • @muhammadadeel4902
    @muhammadadeel4902 4 роки тому

    Asalam o Alikum. Ali Bhai me is Saal رمضان mein zakaat nhi de saka Kiya me ab zakaat de sakta hun please رہنمائی فرمائے.

  • @asfandyar8973
    @asfandyar8973 4 роки тому

    Ager qerz liya ho phir b sonay per zakat hogi k nai

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 7 місяців тому

    Ayee Musalman kr ly es py goor...🧐
    Baboon ka khuda oor...😨😡
    Kitabon ka khuda oor...📚🌹❣

  • @mariyahaatif6927
    @mariyahaatif6927 7 років тому +1

    MashAllah

  • @VandalIO
    @VandalIO 2 роки тому

    Bitcoin ?

  • @syedzain7661
    @syedzain7661 5 років тому

    Kia hm sarkari school ma furniture ya plants le kr lga skty hn zkat ki.mad ma

  • @drarshad3854
    @drarshad3854 2 роки тому

    جناب زرعی زمین اب اتنی سستی نہیں رہی،،،،
    اگر زرعی زمین خرید گئی ہو تو کیا اس پر بھی ذکواۃ ہے

  • @ubaidullahshafiq5455
    @ubaidullahshafiq5455 4 роки тому

    zahir si baat hai agar madrase me zakaat diya hai jo wahan ka head hoga jo us madarse ka zimmedar hoga use malik banaya ja rha hai. aur raseed me dene wale ka naam likha jata hai taki record rahe k kis janab ne kitna paisa diya tha. madarse walon ko pata bhi to hona chahiye k ye jameel sb hain inhone 10000 zakaat di thi.

  • @usmanshoaib4956
    @usmanshoaib4956 4 роки тому

    ham ne qaraz liya huwa hy doctor treatment k liye.. tu kya wo b total mey se kate ga???

  • @ShahidKhan-pq7cu
    @ShahidKhan-pq7cu 4 роки тому

    Kia Shia ko zakat day saktay hain.

  • @Yaseen1060
    @Yaseen1060 4 місяці тому

    Miskeen wo hota hai na jo maangta nahi hai sharam ki wajah se???

  • @zaminmeer5133
    @zaminmeer5133 4 роки тому

    bike or car pay zakat wajib hai !!!

  • @farooqian329
    @farooqian329 4 роки тому

    1:00 kia sirf us gold par zakat hoo gi jo saving k liay hay, jo gold use main hay us pr zakat nahi hoo gi ??

    • @abmindia
      @abmindia 4 роки тому +1

      Nahi, chahe personal instemal me ho, us sone aur chandi ki chizo par bhi zakat hai.

  • @mehreenkhan8375
    @mehreenkhan8375 4 роки тому

    Kisi fiqh ki tazleel krna galat hai. Aap ek fiqh pe ilzaam ni laga sakte. Wo bhi mehaz apni kahaniyun se without proving.

  • @razatausif1173
    @razatausif1173 5 років тому

    kya masjid m jakat de skte h,ya us paise se masjid k imam ko salary de skte h

    • @abmindia
      @abmindia 4 роки тому

      Jo meri jankari hai us se Masjid me zakat nahi, imdad de sakte ho. Zakat ka sahi kaam hai gharibo ki madad karna.

  • @ejazjawaid1978
    @ejazjawaid1978 4 роки тому

    Agar mamo ke beti ho maltab woh bhi behan hain aur apna ghar nahin karaya par ho kiya usko dey sakty hain

  • @irfanmalik6357
    @irfanmalik6357 6 років тому +1

    aakhir me fail hogaye.. Allah hidayat de.

  • @sinhairfan8127
    @sinhairfan8127 5 років тому

    Mere pas 6.5 tola zewar h or ma koi job b nai karti tu Kia mjh pa zakat lagti h ??? Plx bata dy bht tention h

    • @waqaxxali3823
      @waqaxxali3823 5 років тому

      Zakat 7 tola pe lagti he aur 2.5% hoti he

    • @kingrana7555
      @kingrana7555 4 роки тому

      7.5 tola not 7 tola

    • @nobiandaaroo9799
      @nobiandaaroo9799 4 роки тому

      Nahin...aap pe zakat nahin lagti.kionkeh zakat 7.5 tole pe hay

  • @sayyadebrahim3459
    @sayyadebrahim3459 4 роки тому

    Ek dukan 4

  • @iqraasim380
    @iqraasim380 4 роки тому

    Kitnay tolay par zukaat nahi lagti

    • @thatgirlsahar
      @thatgirlsahar 4 роки тому

      زکوٰۃ ساڑھے سات تولے پہ ہے

  • @rajamaharaja9587
    @rajamaharaja9587 5 років тому

    Ali mirza sahab mai aap ka ilmi lecture sunta hu lekin tum ne fi sabilillah ko har kaam per chaspa kerdiye jo galat
    Zakat madarse me nahi chalta
    Aur fi sabilillah ka matlab har wo kaam hai jo allah ki rah me hai to phir jo sath mad bayan kiya wo bhi fi sabilillah hai fhir allah ne bematlab hi sath mad bayan kardiya
    Fi sabililah sirf jihad hai

  • @mhmodkhan3423
    @mhmodkhan3423 5 років тому

    Kya biwi shohar KO zakat de sakti hai

  • @farhansaifi586
    @farhansaifi586 6 років тому

    ise halaal kehte hin .zakat ka india m bhi hota hi

  • @Sahitya734
    @Sahitya734 5 років тому

    Last me moulana sb ne gapp mar di.

  • @aaquibalam5123
    @aaquibalam5123 5 років тому

    Sab ahra bahra masail bayan karne lge

  • @umarkhanumarkhan6895
    @umarkhanumarkhan6895 4 роки тому

    Bakwas mat kar

  • @MuhammadHanif-bn6ne
    @MuhammadHanif-bn6ne 2 роки тому

    27/4/2022بدھ25رمضان 1443ھجری 3:35pm
    چاندی 1510 روپے تولہ
    نصاب زکوۃ بحساب چاندی 52.5 تولہ 79275 روپے
    سونا خالص 24 قیراط 132000 روپے تولہ
    صرافہ بازار میٹھادر کراچی پاکستان-اسےشیئربھی کردیں- جزاک اللہ