Good film ! Education, sharing equal marital responsibilities and staying realistic is the lesson we learnt. Being human, we always search excuses to get happy but there is a limit and the line should not be crossed.
Rishwat denay wala aur lenay wala donon jahanumi hain yeh meray Allah Pak ka farmaan hai aur is dunya mein hi nahin us dunya mein bhi in ka anjaam bohat bura ho ga Allah Pak ka bohat bara ehsan hai k hamarey walid ney hamein kabhi bhi aik niwala haram ka nahin khilaya aur na hi hamarey bhaiyon ney yeh kaam kia na shohar ney
Qiyamat ke din rishvat lene wale hasbend ki biwi aur bachche us sey alag ho jayege ...aur kahege ki hum iske zimmedar nahi ...yeh khud sey hi rishvat leta tha..tab us insan ko bahut sadma lagega ki jin logo ke liye main ne rishvat li ..aaj muje akela ilzam de rahe hai ...aur phir us insan ko jahannum ki aag me feka jayega ... Jo biwi apne shohar sey sachchi mohabbat karti hai ...wo kabhi bhi rishvat lene ko nahi kahege ... Rishvat lene wale ka khana peena ..pehna sab kuch haram... Guzarish hai ..aisey rishtedaaro ko chule me dalo ..jin ki vajah sey duniya me sukoon nahi ..aur akhrat barbaad ho ...😢😢😢😢😢
مجھے نہی یاد میں۔ نے اپنے شوہر کو گناہ کرنے پر مجبور کیا ہو یا ضد کی ہو یا ستایا ہو یا کوئ خواہشیں کی ہوں یہ سب وہ خود سب کو کہتے ہیں عورتیں کیسے اپنے شوہر کو اتنا تنگ۔ کر لیتی۔ ہیں 😢😢😢😢😢😢
How can some one pressurise ,anybody to give them according to their status.very unfair either you reject the invitation or give according to your status. And this is for wives and children to understand the father's financial problems. Apni chadar ke hisaab se pair phailane se kabhi takleef nahi hoti .dikhawa logon ko beggers banadeta hai.
Ye kesi ma h bachho ko kya sikha rhi h apne bachho ko sabr shukr se life jeeni sikhani chahiye life m pta ni kya kya mod aa jate h agr sabr shukr ho to insaan hr cheez ko handle kr skta h
I Donot Understand these Ladies without Doing any work expect every thing from their husband, baithke sirf khana hai aur khud kamana nhi hai aur husband ke paise pe dikhava karna hai, husband ne kya tumhara theka le rakha hai khud padhai karo kaam karo paise kamao, aaj kal sab Ladies kaam aur ghar dono sambhalti hai aur Gents bhi,,, ye kaun sa culture hai,,,,
Good film ! Education, sharing equal marital responsibilities and staying realistic is the lesson we learnt. Being human, we always search excuses to get happy but there is a limit and the line should not be crossed.
Aise logn k ghar kisi function me jaana hi nahi chahiye.
Apnay se barhay Lago me nai bethna Chahiye....
💯
G bilkul theek
Exactly
Sabr shukr k sath rehny ki adat insan ki nijat ka zariya h chahy amerr ho ya ghareeb
Ye jo birthday hain na hr saal hmara ek saal ghatta hain, hame nek ammal ka fikr Krna chahiye.
Sahi kaha Hain sub ye Shok karate Hain mgr ek saal Zindagi ka😢
Beautiful video thanks everyone superb video
I ĺ no No I I😊😊⁰oʻoʻoʻoʻoʻooʻp no by86 by86 eiií0ķk😅was m
Bilkul aisa he hota hai ajkl, laken jis sa Allah pak akel deta ha isa logon ke koi prvah nhi hota hai voh khud ko glt kaamo sa bacha k rakhta hai
Repit wali bat meri bhabhi bhi hmy karti hy...boht rona ata hy
Ye ladki badi hokar khubsurat heroine banegi.
Birthday toh shaitani rasam😢 hai afsos hum musalman Deen se bahot door hai Allah humare her ek musalman ko nek hidayat de😅
Birthday k chochley dekho zara😅
Dikhawaya krny walo sy dur hi rhna chahiye😢
Ye Kaffara k behnoi bhi yahan hain yani Aazam.
Talk of the town ka haal toh dekho 4 log total😂😂😂😂
Rishwat denay wala aur lenay wala donon jahanumi hain yeh meray Allah Pak ka farmaan hai aur is dunya mein hi nahin us dunya mein bhi in ka anjaam bohat bura ho ga Allah Pak ka bohat bara ehsan hai k hamarey walid ney hamein kabhi bhi aik niwala haram ka nahin khilaya aur na hi hamarey bhaiyon ney yeh kaam kia na shohar ney
Jo hua shi hua aise log ke sath aisa hi hona cahiye bhn aisi ye kaisi thi uski chamak me khud bhi waisi ban gai
Qiyamat ke din rishvat lene wale hasbend ki biwi aur bachche us sey alag ho jayege ...aur kahege ki hum iske zimmedar nahi ...yeh khud sey hi rishvat leta tha..tab us insan ko bahut sadma lagega ki jin logo ke liye main ne rishvat li ..aaj muje akela ilzam de rahe hai ...aur phir us insan ko jahannum ki aag me feka jayega ...
Jo biwi apne shohar sey sachchi mohabbat karti hai ...wo kabhi bhi rishvat lene ko nahi kahege ...
Rishvat lene wale ka khana peena ..pehna sab kuch haram...
Guzarish hai ..aisey rishtedaaro ko chule me dalo ..jin ki vajah sey duniya me sukoon nahi ..aur akhrat barbaad ho ...😢😢😢😢😢
Main tou aisey rishteydaaron sey kabhi bhi na milon Jo Sirf dikhawey k liye apna function karein aur doosron ki musibat karein
Aysi bahno se rishta hi nhi rakhna chahiye
5000 ki birthday gift 😂😂😂
Husband ko rishwat lene k liye ziada tar wives hi zyada tar uksati hain.
Dress, fir gaadi, fir acchhasa ghar.... The list is unending. Jitni chadar ho utne hi pair failane chahiye.
Aisi aurten husband se ghalt kaam karwati hai.
❤
❤❤❤❤
Standard tou bhout dikha rahi thi lekin cake itna chota
کپڑے لئے اور پہنے اور
مجھے نہی یاد میں۔ نے اپنے شوہر کو گناہ کرنے پر
مجبور کیا ہو
یا ضد کی ہو
یا ستایا ہو
یا کوئ خواہشیں کی ہوں
یہ سب وہ خود سب کو کہتے ہیں
عورتیں کیسے اپنے شوہر کو اتنا تنگ۔ کر لیتی۔ ہیں 😢😢😢😢😢😢
Auron ki khushamat karne se to apne ghar me sukun se rahen.
Esi vedio bnani chahye k jo islam me mna he un pe vedio ho jo mna he usi chez ko promote krte ja rahy hen
Aisi bahan se rishta rakhne ki zaroorat hi kiya h jiske lie haram kam karna pade
Sirf auraten hi nahi mard bhi muzloom hote hain
Instead of demanding from husbands why dont such wives work and earn and make lives of their kids easier
Husband pe mat karo torture
Jab mashre me income disparity bahut ho to aise waqye hote hain.
❤❤❤❤❤
1 episode hai
This story is very nonsense 😂
Baap ko agar bacchhe hi neecha dikhaenge to insan kare to kya kare?
aese log bohot Bure hote hen pls inse door rahen
Salgirah kar rahe hain ki shaadi kar rahi hai❤
How can some one pressurise ,anybody to give them according to their status.very unfair either you reject the invitation or give according to your status. And this is for wives and children to understand the father's financial problems.
Apni chadar ke hisaab se pair phailane se kabhi takleef nahi hoti .dikhawa logon ko beggers banadeta hai.
Passa bol ta h
Ye kesi ma h bachho ko kya sikha rhi h apne bachho ko sabr shukr se life jeeni sikhani chahiye life m pta ni kya kya mod aa jate h agr sabr shukr ho to insaan hr cheez ko handle kr skta h
Jo dress Li thi wo to pheni nahi koi or pheni khub bewakuf banate he
Yeh log hi maahol kharab kar rahe hai
Birthday ki nahoosat Islam me kidhar hey Bhai.. zindagi ko tum logo ne jahannum bana rakha hey
I Donot Understand these Ladies without Doing any work expect every thing from their husband, baithke sirf khana hai aur khud kamana nhi hai aur husband ke paise pe dikhava karna hai, husband ne kya tumhara theka le rakha hai khud padhai karo kaam karo paise kamao, aaj kal sab Ladies kaam aur ghar dono sambhalti hai aur Gents bhi,,, ye kaun sa culture hai,,,,
This is the result of greed.