Hamare pitaji se batwara sandhi patar par chaha sign le lia aur Sara hissa apne ya dusre me bat liya usme hamara chaha sapth patar liya hai ki sabhi log samjh bujh kar sign Kiya hai to kay kre
Sir, kisi case m cort ki fianding wadi k Paks m aaye but dawa nerst kr diya or APeel cort n wadi k Paks m judgement kr diya.Prtiwadi n falls afideved diya tha jes karn nechli cort n dawa nerast kiya tha.apeel cort k judgement ko 1 sal ho gya . Ath 1 sal bad 340 ka case bnta ya nhi ? Please bta dijiye.
Yadi galat tathyon par shapath patra court proceedings me diya gaya hai aur court ne us shapath patra me diye gaye jhoothe tathyon par vishwas karke koi aadesh diya tha to aise isthiti me aap 340 cr.p.c. ka prarthna patra yani ab BNSS ke pravdhanon me application file kar sakte hain.
Apeel case s judgement huye 11 month ho gye h . Kya 11 month bad b 340 crpc ki karywaye ka case bnta h . judgement k bad crpc 340 k case hetu time limit kitne month ki rhti h ? Please bta dijiye.
Ydi jhuthe sapath ke base pr kisi ne apne pax me kafi years phle decree krwa li or ab unki death ho gai or uska pta abhi chla h tb kya kre..mamla jamin property ka h??
Agar criminal case kiya hai matlab FIR likhwayee hai to pahle mukadma chalega uske baad faisla hota hai, Aap mere channel ke aur doosre bhi videos ko poora dekhiye apko sab pata chal jayega
मैं ने एक घर की इस्सार पावती की घर खरेदी करणे उद्देश से सामने वाली व्यकी एक प्रतिज्ञा पत्र मे लिखित देती हैं मुझे रक्कम मिली, दुसरे प्रतिज्ञा पत्र मे लिखित देती है की रक्कम नाही मिली. तो उस व्यक्ती पर काणूनी कारवाई हो सकती है
Sir maine ek second hand car li thi uska 2000 ka chalan pehle se kata hua tha jiske bare me maine owner ko bata diya tha usne khud bharne ka vada kiya. Fir maine sari payment kar di or usne affidavit me bhi ye likhwaya ki koi chalan ya case ki jimmedari meri hai magar 2 mahine ke baad bhi wo chalan nahi bhar raha na phone uthata hai ab car mere naam registered bhi ho chuki hai. Ab mujhe kya karna chahiye.
Agar ukt FIR ki vivechna ke dauran FIR me likhi baaten jhoothi paayee jati hain aur mamle me Final Report lag jati hai to aap 340 crpc ki application file kar sakte hain
@legalencyclopedia sorry ji aapko hriday se Aabhari h sir hum sir ji yaha pratyrthi itna bhari h ki court 11 varsh se sirph uske jhooth ko hi आधार mankar meri kurki par kurki करवाता ja raha h tathayheen case ke lie किन्तु m bhar bhar kar fact dikhwane ke bavzood bhi antim sunwai m meri kurki karvai jaegi sir jabki m poori sampatti ki 50% keemat 50 rp ke stamp par bina ragistard v अत्यधिक rent 8 गुना us sampatti ko khareedne ke lie dia jise usne kisi ko chhipkar becha jo meri kurki karwa raha h 16 ko antim sunwai h vakeel mera dhokhebaz h m स्वयं case प्रस्तुत karna शुरू किया jabki antim sunwai tsk निचली अदालत se record bulwark hi nahi gae yaha tak ki case punarshapna ke baad sanshodhan karwaya गया phir mera स्वत्व samapt kar ekpakchhiy kia v nirnay gunavgun ke अभाव m karwa lia par cout sirph jhooth bolne ko sach mankar pratyarthi ke uske hisab se ho raha h jabki usne mujhe bina batae खरीदा mere Shar se bahar hone par निष्कासन करते लगाया जीता mere vakeel ne mete dastawez प्रस्तुत नहीं किए v chhipa दिए v koi आपत्ति नहीं उठाई yaha ताज की एक बराबरी की 3 या चार बराबरी चल रही h mere par pariwar का case भी mere vakeel ne uski taraph se चलाया uski कसी पार्टी बनाकर m स्तब्ध hu की डीवी ne uski class अपील को मान्य किया v ab m कई apeelarthi बसना दी गई v कई pratyarthi बन गए par court
ua-cam.com/video/5GrW5r8SzSo/v-deo.htmlsi=wapKKAf60RI_aK_P 👆 Aap is video ko bhi poora bina skip kiye dekhiye aur isme batayee gayee prakriya ke anusar apne pati ke sarkari vibhag me naukri karne ka saboot ikatthaa karke court me pesh kar dijiye, Apko safalta avashya mil sakti hai
महोदय आपने जिस भाती समझाया, पहली बार आपका वीडियो देखा,में कई ऐसे वीडियो देखता हु,पर भार्गव साहब आप का वीडियो अभी तक देखे गए वीडियो में अतुलनीय है, अब मेरे एक सवाल है,क्या सिविल वाद में वादी और उसके गवाह किसी समय पर किसी पंजीकरण पर महिलाओं को रियायत मिलती थी,इस आधार पर वाद लाते है जबकि ये मिथ्या कथन होता है,सरकारी विभाग से सूचना में इसकी पुष्टि होती है,तो क्या ऐसे प्रकरण में 340 crpc में मुकद्दमा किया जा सकता है?
महोदय जी, आपने विडियो देखा और आपने जो भूरी-भूरी प्रशंसा की उसके लिए आपको ह्रदय की गहराइयों से सादर धन्यवाद।😊 मेरे चैनल पर आपको सिविल वाद चलने की प्रक्रिया का विडियो भी मिल जायेगा आप उक्त विडियो को देखकर भी अपना ज्ञान बढ़ा सकते हैं। आपने जो सवाल पूछा है उसका जवाब यह है कि किसी भी विधिक प्रक्रिया में अगर कोई भी झूठे कथन किए गए हैं और हमारे पास यह साबित करने के सबूत उपलब्ध हैं कि उक्त कथन झूठा है और शपथ पत्र पर देकर किसी व्यक्ति ने उक्त झूठे कथनों को सत्य दिखाने का प्रयास किया है तो उक्त व्यक्ति के विरूद्ध 340 cr.p.c. के तहत कार्यवाही न्यायालय में चलाई जा सकती है।
Sir 376 2n me khud ladki ab ladke ki zamanat shapath ptra laga kara sakti h kya agar kra sakti h to kis tarah se ladki par to koi karya wahi nhi hogi n Please comment me
Aisa kuchh bhi nahi hota hai balatkar ek behad ghinona apradh hota hai aisa apradh karne wale ko case ke vadi ki ichchha se bari nahi kiya jata hai court aise mamle me aise hi nahi chhor deti hai
Very nice for guide line .i file the application under 340 in dec 2023 aganist my elder brother for foring my property original document and he want to legalize the same through court Said case under plantfiff witness he fail to produce the same since dec 2023 .i am facing this big stress of my case since Aug 2010. Where judge well aware and allotment autority is also defendent in already decalare that plantiff is stranger in allotment .any how many many thanks .
Agar maintenance case over ho gaya hai aur uske baad kuch saboot milte hai jo prove karta hai ki vipakshi ne jhoot bola hai, to kya 340 of section 195 ( perjury) crpc ka case file kiya ja sakta hai kya. Aur kya ye Family court ya magistrate ya phir High Court mei karna hoga ? Aur kaise karna hoga. Please information dijiye.
Agar apka maintenance ka case pending hai tabhi usme 340 crpc ki application file ki jaa sakti hai agar maintenance ka case poori tarah se samapt ho chuka hai tab usme 340 crpc ki application move karne ka koi matlab nahi rah jata hai. Ye 340 crpc ka case usi adalat me dakhil kiya jayega jis adalat me apka case vartman me pending hai aur apke vipakshi ne us pending case me shapath patr par jhoothe kathan kiye hain. Aap poori video end tak dekhiye apko poori prakriya achchhe se samajh aa jayegi
जी महोदय यदि कोई 107/116 की कार्रवाई में जमानत लेकर मजिस्ट्रेट के सामने न जाए तारीख पर और मुलजिम की जगह कोई और व्यक्ति उसके नाम की साइन कर देता हो तो इस पर क्या कार्रवाई हो सकती है और कैसे कार्रवाई की अपील की जाती है
Nyayalaya me prarthna patr dijiye jo bhi aarop aap laga rahe hain ki wo asli wala vyakti upasthit nahi aa raha hai uske sthaan par koi dusra vyakti file par tareekh par signature banata hai, Court use physical roop me talab kar legi
मेरे 125 में उसने एक ऑनलाइन जूम इन्फो का डॉक्यूमेंट सबमिट किया है की में अमेरिका एबीसी सप्लायम काम करता हु, वोह भी 65बी के बगैर मैं कभी अमेरिका गया ही नहीं और मुझे उतना इंग्लिश भी नही आता तो क्या मैं 340 लगा सकता हु
Agar mahila ye bole ki mujhe nahi pata tha , mere poorane vakil ne jaise bola maine affidavit de diya .... To is se wife ke defense ko kaise cancel kiya jaye vakil change karne par.... 340 mei Doosra ... Koi delhi high court ka citation hai jismain 340 ko pahle decide kiya jaaye na ki sabse baad mei...
Ye plea ki mere pahle wale vakil ne jo likha maine sign kar diya ye bahana nahi chalega.. Aur jab kabhi bhi 340 crpc ki application jis kisi bhi case me dakhil ki jaati hai to sabse pahle 340 crpc ki application hi dono pakshon ki bahas sunne ke baad decide ki jaati hai baki ki case ki aur proceedings tab tak ke liye ruk jati hai aur jab 340 crpc ki application decide ho jati hai uske baad hi case ki proceedings aage badhti hain, Allahabad High Court ka is point par judgement hai
@@legalencyclopedia thanku apke response ke liye. Sir Allahabad high court ka citation hai mere pass 340 pahle decide karne ka ... Par kya delhi ki family court bound hai ise manne ke liye ? kyuki delhi high court ki citation nahi hai ye... or delhi ke judge 340 ko decide end karne ke liye chod dete hain.... Iska solution bhi bata dijiye pls...
एक व्यक्ति नगर पालिका में इस आशय की जानकारी देता है कि Àऔर B की कोई संतान नहीं थी इस कारण B ने एक वसीयत C के नाम कर दी। जब कि A ने अपने जीवन काल में C को गोद ले लिया था। B ने भी वसीयत करते वक्त यह स्वीकारा कि C उसके पति का दत्तक पुत्र हैं।इसी स्थिति में शपथ पत्र देना वाला सही होगा या गलत। कृपा जानकारी देने का श्रम करे।
Jo paristhiti aapne batayee hai us hisab se isme kuchh bhi galat nahi dikh raha hai kyonki A ne jise god lekar apna dattak putr banaya tha vah A aur B dono ki dattak santan huyee aur dattak karyawahi yadi vidhik roop me sahi thi aur dattak karyawahi me koi kapat, zor, dabav, mithya kathan ya anya kapatpoorn baaten ya vidhik truti nahi hai to aisee dattak karyawahi sahi ho sakti hai aur is karan B ke shapath patr me koi truti dikhlayee nahi de rahi hai
Sir, C ki wife X ने शपथ पत्र देकर यह कहा कि A और B के कोई संतान नहीं होने के कारण B ने C के नाम वसीयत की है? यहां X जो कि C की wife है उसका कहना सही है या गलत
ua-cam.com/video/5GrW5r8SzSo/v-deo.htmlsi=4tIXFnH0WV5LQXf3 Aap👆 is video ko poora bina skip kiye dekhiye apko apke sawal ka jawab mil jayega aur is video me jo format aur prakriya batayee gayee hai usko follow kijiye aur apke pati ki maa ki naukri ki sari jankari unke vibhag se prapt kar lijiye
Channel Legal Encyclopedia ki membership join kar lijiye to sampark ho jayega Video on membership 👇 ua-cam.com/video/tu959H9UgXw/v-deo.htmlsi=EJZ_Qy1IPJQiRTVE
Jo koi bhi case ki pairokari kar raha hai wo shaks aur jisne use pairvi ke liye authorised kiya wo dono hi vyakti jhootha shapath patr dene ke liye uttardayee honge
Notary Advocate ke khilaf koi case nahi hoga kyonki uski koi galati nahi hai wo to prarthi dwara likhe gaye shabdon ko notarized karta hai, court me prarthi ne agar jhootha kathan shapath patr par kiya hai aur wo kathan sach me jhootha hai to us par 340 crpc ka case kiya ja sakta hai
Very nice video...VERY LIKE...VERY INFORMATIVE VIDEO
Thank you
Sir, 7 pratiwadi tarpse akne Zuta shapatpatra diya hee to sub pratiwadi per case hoga
Ji bilkul
Very good knowledge vakil saheb Apne bahut acche se samjaya maza aa gaya thanks vakil saheb
Aapke itne sundar shabdon ke liye tahe dil se bahut bahut Dhanyawad 💐😊
Sir, title suit me galat affidavit aur galat vanshawali denewale per kya karwai ho sakta ha title suit di miss ho sakta hai.
Sir kya, Cr. Pc section 340 ka use title suit me kiya ja sakta hai.
Hamare pitaji se batwara sandhi patar par chaha sign le lia aur Sara hissa apne ya dusre me bat liya usme hamara chaha sapth patar liya hai ki sabhi log samjh bujh kar sign Kiya hai to kay kre
Hamar hissa kaise milega sapth patar kaise tode
Us sandhi patar ko todna hai taki batwara me hamara hissa mil sake
Sdm court mein jhutha sapath patra dene par विपक्षी par kaise karywahi karayen
Is video me dikhai gayee prakriya ke anusar karya kar sakte hain
Crpc 125 maintenance me 340 crpc ke sandarbh me koi judgment h to upload kre aur pdf uplabdh kraye.
Sir you are Great ❤❤
Arbitration mein arbitrator ke samaksh dakhil kare koi finance company to kya action ho sakta hai.
Uske against bhi same procedure follow kar sakte hain
Finance company and arbitrator Jalandhar se hai. I belongs to Bathinda.kya mai apne city me kar sakta hu.
Sir, kisi case m cort ki fianding wadi k Paks m aaye but dawa nerst kr diya or APeel cort n wadi k Paks m judgement kr diya.Prtiwadi n falls afideved diya tha jes karn nechli cort n dawa nerast kiya tha.apeel cort k judgement ko 1 sal ho gya . Ath 1 sal bad 340 ka case bnta ya nhi ? Please bta dijiye.
Yadi galat tathyon par shapath patra court proceedings me diya gaya hai aur court ne us shapath patra me diye gaye jhoothe tathyon par vishwas karke koi aadesh diya tha to aise isthiti me aap 340 cr.p.c. ka prarthna patra yani ab BNSS ke pravdhanon me application file kar sakte hain.
Apeel case s judgement huye 11 month ho gye h . Kya 11 month bad b 340 crpc ki karywaye ka case bnta h . judgement k bad crpc 340 k case hetu time limit kitne month ki rhti h ? Please bta dijiye.
Ydi jhuthe sapath ke base pr kisi ne apne pax me kafi years phle decree krwa li or ab unki death ho gai or uska pta abhi chla h tb kya kre..mamla jamin property ka h??
Us property ke against case kar sakte hain
Sir plz bataiye 376 and 3(2) (v) me session court and dj court se jamanat kharij ho chuka hai ab hight court se kaise kharij hoga plz bataiye 🙏
Apna Advocate High Court me appoint kijiye aur pairvee karwayiye kharij ho jayega
sir ek vyakti ne mere kilaf paise lootne ka dava kiya hai Jisme usne jhoothe gavaho ke sapath patra laga diye to ab kya hame saja mil jayegi
Agar criminal case kiya hai matlab FIR likhwayee hai to pahle mukadma chalega uske baad faisla hota hai,
Aap mere channel ke aur doosre bhi videos ko poora dekhiye apko sab pata chal jayega
एक व्यक्ती कोर्ट मे दो प्रतिज्ञा पत्र दिये एक मे पैसा लिये ऑर दुसरे मे पैसा नाही लिए
Aap puchhna kya chahte hain Bandhu
मैं ने एक घर की इस्सार पावती की घर खरेदी करणे उद्देश से सामने वाली व्यकी एक प्रतिज्ञा पत्र मे लिखित देती हैं मुझे रक्कम मिली, दुसरे प्रतिज्ञा पत्र मे लिखित देती है की रक्कम नाही मिली.
तो उस व्यक्ती पर काणूनी कारवाई हो सकती है
Sir sdm mai village ke nambardar ne sdm court mai ek jutha affidavit diya hai mere pass usse challange krne ke liye sab sboot hai
To challenge kar sakte hain
Sir high court me agar galat aaffidavit ke adhar par jugmant aa gaya to hum ab kiya kare।।।agar uska pata jagmeant ke baad pata chala to
Aap challenge kar sakte hain isi ground par aur uske sambandh me prarthna patr 340 cr.p.c. bhi de sakte hain
Sir yadi aavedan ke satyapan khand me naam typing mistake k karan naam galat likh diya jave tb kya kare
Yadi usme correction ka koi niyam ho to us mistake ko sudhar lijiye anyatha shapath patr dijiye ki galti se spelling me typing mistake ho gayee thi
Sir, High court ne responded no. 3 ko counter affidavit Dene ko bola gya he. Agar responded no. 3 koi affidavit na de to kya hoga.?
No effect, just argue your case in court
sir judge koi sja nhi dete kbi suna h wife ko sja huyi 340 ke case me
Ye baat to case ko present karne ke adhar par nirbhar karti hai
Sir maine ek second hand car li thi uska 2000 ka chalan pehle se kata hua tha jiske bare me maine owner ko bata diya tha usne khud bharne ka vada kiya. Fir maine sari payment kar di or usne affidavit me bhi ye likhwaya ki koi chalan ya case ki jimmedari meri hai magar 2 mahine ke baad bhi wo chalan nahi bhar raha na phone uthata hai ab car mere naam registered bhi ho chuki hai. Ab mujhe kya karna chahiye.
Aap chalan ka amount bhar dijiye aur tension ko dur bhagaiye,
Bevajah faltoo ki legal activity me ulajhne se apka time aur paisa dono barbaad hi hoga
Cr.pc 156/3 me jhuti bate likh kar order pass karaya,ab FIR file ho gayi he . kya is case me 340 ka application kar sakte he kya?
Agar ukt FIR ki vivechna ke dauran FIR me likhi baaten jhoothi paayee jati hain aur mamle me Final Report lag jati hai to aap 340 crpc ki application file kar sakte hain
आपकी जानकारी उत्तम है
Dhanyawad 😊🌹
Exparte judgement time m decree के समय तक को kya क़ब्ज़ा samay m gina jaega kabza sama kamse kam kitne samay ka h
Ji han gina jayega
@legalencyclopedia sorry ji aapko hriday se Aabhari h sir hum sir ji yaha pratyrthi itna bhari h ki court 11 varsh se sirph uske jhooth ko hi आधार mankar meri kurki par kurki करवाता ja raha h tathayheen case ke lie किन्तु m bhar bhar kar fact dikhwane ke bavzood bhi antim sunwai m meri kurki karvai jaegi sir jabki m poori sampatti ki 50% keemat 50 rp ke stamp par bina ragistard v अत्यधिक rent 8 गुना us sampatti ko khareedne ke lie dia jise usne kisi ko chhipkar becha jo meri kurki karwa raha h 16 ko antim sunwai h vakeel mera dhokhebaz h m स्वयं case प्रस्तुत karna शुरू किया jabki antim sunwai tsk निचली अदालत se record bulwark hi nahi gae yaha tak ki case punarshapna ke baad sanshodhan karwaya गया phir mera स्वत्व samapt kar ekpakchhiy kia v nirnay gunavgun ke अभाव m karwa lia par cout sirph jhooth bolne ko sach mankar pratyarthi ke uske hisab se ho raha h jabki usne mujhe bina batae खरीदा mere Shar se bahar hone par निष्कासन करते लगाया जीता mere vakeel ne mete dastawez प्रस्तुत नहीं किए v chhipa दिए v koi आपत्ति नहीं उठाई yaha ताज की एक बराबरी की 3 या चार बराबरी चल रही h mere par pariwar का case भी mere vakeel ne uski taraph se चलाया uski कसी पार्टी बनाकर m स्तब्ध hu की डीवी ne uski class अपील को मान्य किया v ab m कई apeelarthi बसना दी गई v कई pratyarthi बन गए par court
Sir mujhe kuch document dikhane h kere
Subscribe button ke bagal me Join ka button hota hai Join ka button press karke channel ki membership Join kar lijiye
125 और DV Case में पति ने शपथ पत्र में लिखा है हातमजुर हु जब की पति सरकारी नौकरी पर है उस पर क्या कार्यवाही कर सकते है कृपया बताए
Agar vah sarkari naukri karta hai to uska saboot court me pesh kar dijiye uska affidavit apne aap jhootha sabit ho jayega
ua-cam.com/video/5GrW5r8SzSo/v-deo.htmlsi=wapKKAf60RI_aK_P
👆 Aap is video ko bhi poora bina skip kiye dekhiye aur isme batayee gayee prakriya ke anusar apne pati ke sarkari vibhag me naukri karne ka saboot ikatthaa karke court me pesh kar dijiye,
Apko safalta avashya mil sakti hai
@@legalencyclopedia धन्यवाद 🙏🏻
Whether applicable for civil suit in civil court also
Yes
False Afidavit submitted before the " Quasi judicial Bodys or any Statutory Bodys " what remedies available
Make a complaint or register F.I.R. against the person who gave FALSE Affidavit
Which Sections of CrPC.....Can Complaint File before the Hon'ble Court or Concerned Jurisdiction of police Station.......?
Can given Complaint Directley before the Hon'ble Court....? Which provisions....?
महोदय आपने जिस भाती समझाया, पहली बार आपका वीडियो देखा,में कई ऐसे वीडियो देखता हु,पर भार्गव साहब आप का वीडियो अभी तक देखे गए वीडियो में अतुलनीय है,
अब मेरे एक सवाल है,क्या सिविल वाद में वादी और उसके गवाह किसी समय पर किसी पंजीकरण पर महिलाओं को रियायत मिलती थी,इस आधार पर वाद लाते है जबकि ये मिथ्या कथन होता है,सरकारी विभाग से सूचना में इसकी पुष्टि होती है,तो क्या ऐसे प्रकरण में 340 crpc में मुकद्दमा किया जा सकता है?
महोदय जी,
आपने विडियो देखा और आपने जो भूरी-भूरी प्रशंसा की उसके लिए आपको ह्रदय की गहराइयों से सादर धन्यवाद।😊
मेरे चैनल पर आपको सिविल वाद चलने की प्रक्रिया का विडियो भी मिल जायेगा आप उक्त विडियो को देखकर भी अपना ज्ञान बढ़ा सकते हैं।
आपने जो सवाल पूछा है उसका जवाब यह है कि किसी भी विधिक प्रक्रिया में अगर कोई भी झूठे कथन किए गए हैं और हमारे पास यह साबित करने के सबूत उपलब्ध हैं कि उक्त कथन झूठा है और शपथ पत्र पर देकर किसी व्यक्ति ने उक्त झूठे कथनों को सत्य दिखाने का प्रयास किया है तो उक्त व्यक्ति के विरूद्ध 340 cr.p.c. के तहत कार्यवाही न्यायालय में चलाई जा सकती है।
Sir 376 2n me khud ladki ab ladke ki zamanat shapath ptra laga kara sakti h kya agar kra sakti h to kis tarah se ladki par to koi karya wahi nhi hogi n Please comment me
Aisa kuchh bhi nahi hota hai balatkar ek behad ghinona apradh hota hai aisa apradh karne wale ko case ke vadi ki ichchha se bari nahi kiya jata hai court aise mamle me aise hi nahi chhor deti hai
Very nice for guide line .i file the application under 340 in dec 2023 aganist my elder brother for foring my property original document and he want to legalize the same through court
Said case under plantfiff witness he fail to produce the same since dec 2023 .i am facing this big stress of my case since Aug 2010. Where judge well aware and allotment autority is also defendent in already decalare that plantiff is stranger in allotment .any how many many thanks .
Welcome
Agar maintenance case over ho gaya hai aur uske baad kuch saboot milte hai jo prove karta hai ki vipakshi ne jhoot bola hai, to kya 340 of section 195 ( perjury) crpc ka case file kiya ja sakta hai kya. Aur kya ye Family court ya magistrate ya phir High Court mei karna hoga ? Aur kaise karna hoga. Please information dijiye.
Agar apka maintenance ka case pending hai tabhi usme 340 crpc ki application file ki jaa sakti hai agar maintenance ka case poori tarah se samapt ho chuka hai tab usme 340 crpc ki application move karne ka koi matlab nahi rah jata hai.
Ye 340 crpc ka case usi adalat me dakhil kiya jayega jis adalat me apka case vartman me pending hai aur apke vipakshi ne us pending case me shapath patr par jhoothe kathan kiye hain.
Aap poori video end tak dekhiye apko poori prakriya achchhe se samajh aa jayegi
If plaintiff dies then his legal heirs are made party. Can 340 crpc be initiated such legal heirs.
It depends on your case stage and circumstances of the case
जी महोदय यदि कोई 107/116 की कार्रवाई में जमानत लेकर मजिस्ट्रेट के सामने न जाए तारीख पर और मुलजिम की जगह कोई और व्यक्ति उसके नाम की साइन कर देता हो तो इस पर क्या कार्रवाई हो सकती है और कैसे कार्रवाई की अपील की जाती है
Nyayalaya me prarthna patr dijiye jo bhi aarop aap laga rahe hain ki wo asli wala vyakti upasthit nahi aa raha hai uske sthaan par koi dusra vyakti file par tareekh par signature banata hai,
Court use physical roop me talab kar legi
धन्यवाद महोदय शुभकामनाएं शुभाशीष शुभमस्तु दीर्घ आयु हो
Giraftari warrant se kharij hoga ?
Bata diya pls check
Guru ji please link provide Application/ Format...abov Application ❤
Pls watch complete video without skipping you will get format
सर डीवी में और 125 में मेरी सैलरी और मेरे पिता का इनकम सोर्स बता रहे हैं क्या 340 लग सकता है
Agar contents jhoothe hain kewal tabhi
A lot of thanks
Welcome 😊💐🙏
Thanks sir important matters crpc 340 for garud।
340 crpc प्रार्थना पत्र कहा देना पड़ेगा
Video ko bina skip kiye poora dekhiye usme bataya gaya hai
Aap kis High court me Adv.hai?? Kripaya bataya jay.
सर सामने वाले फरयादीने वर्ष :2016 जूठा एफिडेट और फोर्जरी कर कोर्ट से निर्णय ले लेते है तब क्या कार्यवाही होंगी ?
Aap unke virudh is video me bataye gayee prakriya ka prayog kar sakte hain aur apni baat ko sabit karne ke liye aapko dastavez bhi lagane honge
धन्यवाद सर वर्ष :2018 के साल मे फ्रॉड से लिए हुवे केस को अब 340 मे केस लगेगा ?
Ji bilkul jin dhara ka fraud hua hai unke saza ke pravdhan ke hisab se time limit hoti hai waise aap 340 cr.p.c. file kar sakte hain
@@legalencyclopedia 340 मै कोई लिमिटेशन नहीं होता ?
@@legalencyclopedia कितनी सजा है ?
मेरे 125 में उसने एक ऑनलाइन जूम इन्फो का डॉक्यूमेंट सबमिट किया है की में अमेरिका एबीसी सप्लायम काम करता हु, वोह भी 65बी के बगैर मैं कभी अमेरिका गया ही नहीं और मुझे उतना इंग्लिश भी नही आता तो क्या मैं 340 लगा सकता हु
Ji han bilkul laga sakte hain
Ji han bilkul laga sakte hain
@@legalencyclopedia
Thank you
@@legalencyclopedia
Thank you
कल लगाली मगर जज ने सामने वाले वकील को कहा 17,09,2024 की 📅 दी और कहा लंबी डेट di है तो 340 लगाई है तो फुल तैयारी करके आना
HIW MUCH PUISHMENT ?
It depends on case to case
ab ham kya kare
Move to court
125 मेंटनेंस पत्नी ने दिया हे क्या करू🙏
ua-cam.com/video/-ebL6EkMj5g/v-deo.htmlsi=AGWewXHGBCeUv5Ol
Kripya is video ko poora dekhiye apko apke sawal ka jawab mil jayega
वादी की तरफ से वकील द्वारा हस्ताक्षरित गलत शपथपत्र देने से क्या कार्यवाही बनती है
Case par depend karta hai
Agar mahila ye bole ki mujhe nahi pata tha , mere poorane vakil ne jaise bola maine affidavit de diya .... To is se wife ke defense ko kaise cancel kiya jaye vakil change karne par.... 340 mei
Doosra ... Koi delhi high court ka citation hai jismain 340 ko pahle decide kiya jaaye na ki sabse baad mei...
Ye plea ki mere pahle wale vakil ne jo likha maine sign kar diya ye bahana nahi chalega..
Aur jab kabhi bhi 340 crpc ki application jis kisi bhi case me dakhil ki jaati hai to sabse pahle 340 crpc ki application hi dono pakshon ki bahas sunne ke baad decide ki jaati hai baki ki case ki aur proceedings tab tak ke liye ruk jati hai aur jab 340 crpc ki application decide ho jati hai uske baad hi case ki proceedings aage badhti hain, Allahabad High Court ka is point par judgement hai
@@legalencyclopedia thanku apke response ke liye. Sir Allahabad high court ka citation hai mere pass 340 pahle decide karne ka ... Par kya delhi ki family court bound hai ise manne ke liye ? kyuki delhi high court ki citation nahi hai ye... or delhi ke judge 340 ko decide end karne ke liye chod dete hain.... Iska solution bhi bata dijiye pls...
अगर विपक्षी ने झुटा रिप्लाय दिया हो तो विपक्षी पर ३४० crpc कर सकता हुं क्या ?
Ji han kar sakte hain
Ji han kar sakte hain
एक व्यक्ति नगर पालिका में इस आशय की जानकारी देता है कि Àऔर B की कोई संतान नहीं थी इस कारण B ने एक वसीयत C के नाम कर दी। जब कि A ने अपने जीवन काल में C को गोद ले लिया था। B ने भी वसीयत करते वक्त यह स्वीकारा कि C उसके पति का दत्तक पुत्र हैं।इसी स्थिति में शपथ पत्र देना वाला सही होगा या गलत। कृपा जानकारी देने का श्रम करे।
Jo paristhiti aapne batayee hai us hisab se isme kuchh bhi galat nahi dikh raha hai kyonki A ne jise god lekar apna dattak putr banaya tha vah A aur B dono ki dattak santan huyee aur dattak karyawahi yadi vidhik roop me sahi thi aur dattak karyawahi me koi kapat, zor, dabav, mithya kathan ya anya kapatpoorn baaten ya vidhik truti nahi hai to aisee dattak karyawahi sahi ho sakti hai aur is karan B ke shapath patr me koi truti dikhlayee nahi de rahi hai
Sir, C ki wife X ने शपथ पत्र देकर यह कहा कि A और B के कोई संतान नहीं होने के कारण B ने C के नाम वसीयत की है? यहां X जो कि C की wife है उसका कहना सही है या गलत
मेरे पति की मां को नगरपालिका की 2 पेंशन मिलती है उसकी जानकारी मुझे चाहिए क्योंकि मेरे पति और मेरे बीच 125,DV&498 case चल रहा है कृपया मार्गदर्शन करे
ua-cam.com/video/5GrW5r8SzSo/v-deo.htmlsi=4tIXFnH0WV5LQXf3
Aap👆 is video ko poora bina skip kiye dekhiye apko apke sawal ka jawab mil jayega aur is video me jo format aur prakriya batayee gayee hai usko follow kijiye aur apke pati ki maa ki naukri ki sari jankari unke vibhag se prapt kar lijiye
Video starts at 3:55
What do you mean?
सर आपसे कुछ सलाह चाहिए 🙏🏻
Ji zarur kya salah chahiye bindas batayiye
@@legalencyclopedia आपसे सम्पर्क का कोई जरिया बताइये ?
Channel Legal Encyclopedia ki membership join kar lijiye to sampark ho jayega
Video on membership 👇
ua-cam.com/video/tu959H9UgXw/v-deo.htmlsi=EJZ_Qy1IPJQiRTVE
शपथ पत्र में कोई दूसरा सिग्नेचर करता है तो क्या होगा
Jo koi bhi case ki pairokari kar raha hai wo shaks aur jisne use pairvi ke liye authorised kiya wo dono hi vyakti jhootha shapath patr dene ke liye uttardayee honge
@@legalencyclopedia प्राथी और नोटरी वकील?
Notary Advocate ke khilaf koi case nahi hoga kyonki uski koi galati nahi hai wo to prarthi dwara likhe gaye shabdon ko notarized karta hai, court me prarthi ne agar jhootha kathan shapath patr par kiya hai aur wo kathan sach me jhootha hai to us par 340 crpc ka case kiya ja sakta hai
@@legalencyclopedia प्राथी के नाम दूसरे द्वारा सिग्नेचर पर क्या होगा ?
Kripya pahle wale jawab ko padhiye apke sawal ka uttar pahle hi diya jaa chuka hai
मान्यवर citation भी सूचित किया करें, जैसा और लोग करते है
Manyawar agar jo kam sab karte hain hum bhi wahi karenge to hum auron se alag kaise dikhaye padenge😊
sir please bata do
Kya puchchhna chahte hain aap
Sir plz bataiye 🙏🙏
Bata diya pls check
Acha Exam kiya hai Sir
Means? Bandhu aap Kahna kya chahte hain
usne co ke pas bhej diye
Aap court jaiye
❤
Bilkul shi jankari
340 CRPC का केस 5-7 साल चलेगा
Aisa nahi hota hai, baki apke dwara pairvee par nirbhar karta hai
191
Means?
@@legalencyclopedia ipc 191