Sir mere pass abhi 40 watt or 80 watt ka solar panel hai. Or mene ye system pura purchase kiya huaa ..165watt solar panel ..to 285 watt ho gaya total to 150ah ki vattery badiya se charger hogyi na
165 Watt Solar Panel 1 Din Main 50Ah Battery Asani Charge Karsakta Hai To usi hisab se 165Watt Solar panel ap 3 Panel Laga sakte hain 150Ah Battery Ko Charge karne kilie 3 Panel Se 150Ah Battery 1 Din Main Full Charge Ho jayegi
150 ah battery ko kitne mm ke wire se charge kar sakte hai ji
Inverter wire 10SQ MM
Solar 330Watt 4 Sq Mm
150ah betry ko 15amps 10 gghante chahiye fir full charge hogi
Leadacid battery full backup nahi deta hai kabhi v ye nahi pata kya😂😂
solar penal kitne ka hai 165 wat
Sir mere pass abhi 40 watt or 80 watt ka solar panel hai. Or mene ye system pura purchase kiya huaa ..165watt solar panel ..to 285 watt ho gaya total to 150ah ki vattery badiya se charger hogyi na
Hogi bhai
165 Watt Solar Panel 1 Din Main 50Ah Battery Asani Charge Karsakta Hai
To usi hisab se 165Watt Solar panel ap 3 Panel Laga sakte hain 150Ah Battery Ko Charge karne kilie 3 Panel Se 150Ah Battery 1 Din Main Full Charge Ho jayegi
Bhai agar saath main load bhi chalana hain to fir battry achhe se charge nahi ho paygi
Din me kaise chlate ho ghar ka system jb din bhar battery hi charge kroge
Electricity se Load Chalta Hai
Bhai mere pas 320 watt ka solar panel or isse maximum 8.8 amp hi current ara hai battery 150ah ki hai thik se charge nhi hori h
Bhai agar 9 amp ka current aara hain to 2 pannel or lga lo paralal main 335 watt ki
Solar Panel increase Karie
165w panal thandi me kitna mpr dega bhai
7.5A Dega Me Apko dusre Video Main UTL Smu Main Dikhaunga
Light hi jalana hai to dc converter le lo 200 watt backup jyada milega
3 Fan Chal ta Hai Bhai
150 watt ke 3 panel kitne ghante men charge kardenge
6 Se 7 Hour Main Full Charge Hoga
Total fitting setting Kitna rupees aaega
Chenal per Video Hai Chake Karie
Kitna backup milta hai
100 Watt Load Pe 14 Hour
150ah c10 battery me 165+150 watt ki pannel lagye hai fir bhi battery discharge ho jati hai kyun
You need to install atleast 500 watt panel
@@sumanmanna2275also you need to install 500W panel + mppt charge controller
118w load pe battery ko aur jyada backup dena chahiye.. .
Solar Se Battery Achha se Charge nehi Hua tha isiliye kam backup mila
Soler invester laga hai to smu kyu lagaya hai
Solar inverter Over Charge Karta hai Battery ko
DC fan ka video banao
Ok Bhai
Mobile number dena system lena hai
Ok
Bank band ho gyi bhai