I would like to find Ghalib's Farsi Diwan. I understand he had written more poems in Farsi than Urdu but I can't find it in the market. Kindly direct me where I can buy Farsi Diwan.
Maulvi sahab ap ne Ghalib ko musalman bana diya..... wo bechara Shair tha or oos se maze ki baat yeh k wo Farsi or Urdu ka shair tha..... aap oos ko le kr Quran or sunnah (SWS) mein chaley gai...... Ho sakta hai ap ko muhabat bhi ho Ghalib se... or soch musalman bhi ho ... lekin kaheen wo lakeer bhi ho .... k dono ko juda rakhey.... Is VDO ka title "Genius Ghalib" nahi "Ghalib Islam ki roshni mein" hona chaheye :D . Allah ap ko khush rakhey
Ghalib himself uses references to Islamic concepts constantly - such as Kaaba, day of judgment, and shirrk. So he is already speaking as a product of the Islamic civilisation. He speaks of emancipation that is a product of Islamic ways of thinking about emancipation. Your real objection appears to be against a human being who is wearing a sherwani with a particular type of beard, and to you this represents something terrible because you have been brainwashed. There is no separation of religion and poetry (or of religion and state) anywhere in the world. So learn to recognise why some religions come to be demonised and others are never brought into question.
He is murdering Ghalib's poetry. Where was the need to quote that funny poetry as a sequel to Ghalib's poetry ? That shows that this man has not understood Ghalib.
Agahi dam e shuneedan jis qadar chahe bichaye... Mudda anqa hai apni aalam e taqreer hai... Yes he might not have understood ghalib, but you my friend have not understood the art of seeing talent in people. Although if you're below age of 25 id pardon your cocky behaviour and wish you best of luck. Otherwise i'd politely ask you to read and think more.
Inhone Ghalib ko Islam se jod diya.. Kamaal hai.. Einstein ka bhi naam le liye.. khud is sawal me ghum hai ke paudha peD kaise ban jata hai.. Science padhiye.. religion se bahar aakar dekhiye sab jawaab mileNge.. orthodox religious frame me reh kar Ghalib ko padhna na jaane kahaN tak jaayaz hai..
Jo maan ke baithe ho utna hi dikhega reply me, bhaai keh Ke bada badappan dikha diya... kiski samajh ke andar aur bahar kitna hai ye aap tay karo, reply milte hi “narrow mind set” keh ke wapas apne aap me laut jaao,.. ye koi naya trend nahi... khair take care brother... mere comment pe aap K comment ki zaroorat hi nahi thi par aap se raha nahi gaya
Ghalib agnostic the. Unhe islam se jodna bevkufi hai. नक्श फरियादी है किसकी शोख़ी ऐ तहरीर का ।? काग़ज़ी है पैराहन हर पैकर ऐ तस्वीर का। ईमान मुझे रोके है , खींचे है मुझे कुफ्र। काबा मेरे पीछे है , कलीसा मेरे आगे। और उदाहरण दूं? Unhe islamik boundations mazaak lagti thin. Aur plz koi ye lecture mat dena ki ye mere samajh ke bahar hai. 20 saal se literature padh rha hu. Almost 10 saal se ghalib ko. Bahas karke khud check llena.
bilkul sahi hai bhai. vo ek agnostic the. or Mir bhi likhte hain. Mir ke Din o mazhab ko puchhte kya ho unhe to Kashka khincha dair me baitha kabka tark islam kiya
Ar by the way sir islam agnostic ko badi qadr ki nigah se dekhta h.sir ghalib ka bhot sara material non religious h to bhot sare sher religious h. naoha bhi likha h unne it's just stages of life.ghalib jo bhi the bhot qabil e qadr insan the hum farzi ke bahas waqt zaya na kare.sir aplog islamophob s niklo koi muslim tha ya ni tha it doesn't make any difference
Islam m sawalat k jwab poochna gunah h aurat burke m paida nahi hoti uncle ji mardon ko tameej aur tahjeeb seekhaoge to Dunia jeene layik hogi you are not intellegent enough do not disect gazal
Bohat allah bayan 👏👏👏 Great Description 👍
بہت خوبصورت۔یہ غالب کے کلام کا معجزہ ہے کہ دیوان غالب کے مطالعہ کا شوق کم ہونے کی بجائے بڑھتا ہی جاتا ہے
اعلیٰ جناب!!!
کمال ہے جی
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ۔جزاک اللہ خیر۔ماشاءاللہ شکریہ جناب
جاوید احمد صاحب کے قارئین کے لئے موصوف کی باتیں بچکانہ سی ہے ..
Masha Allah bahut Achha samjhatey hain
واااہ واااہ دل باغ باغ ہوگیا
Ghalib my Love....amazing always💦💕
want to listen this complete lecture in one sitting, is it possible to get it in one piece?
I would like to find Ghalib's Farsi Diwan. I understand he had written more poems in Farsi than Urdu but I can't find it in the market. Kindly direct me where I can buy Farsi Diwan.
At old Delhi Kitabi duniya near turkman gate Delhi 6
As a psychologist, I bear out that the prof is "Zan_prast"
Ye genius insan kon hai aur ab inka video kyo nahi aata ?
wah wah.....
I hear strong Hyderabadi accent...is that so?
Mere kehne ka mtlb ye nhi ke ye samjha nhi pa rhey hain
He has hydi lingo
Maulvi sahab ap ne Ghalib ko musalman bana diya..... wo bechara Shair tha or oos se maze ki baat yeh k wo Farsi or Urdu ka shair tha..... aap oos ko le kr Quran or sunnah (SWS) mein chaley gai...... Ho sakta hai ap ko muhabat bhi ho Ghalib se... or soch musalman bhi ho ... lekin kaheen wo lakeer bhi ho .... k dono ko juda rakhey.... Is VDO ka title "Genius Ghalib" nahi "Ghalib Islam ki roshni mein" hona chaheye :D . Allah ap ko khush rakhey
Ghalib himself uses references to Islamic concepts constantly - such as Kaaba, day of judgment, and shirrk. So he is already speaking as a product of the Islamic civilisation. He speaks of emancipation that is a product of Islamic ways of thinking about emancipation. Your real objection appears to be against a human being who is wearing a sherwani with a particular type of beard, and to you this represents something terrible because you have been brainwashed. There is no separation of religion and poetry (or of religion and state) anywhere in the world. So learn to recognise why some religions come to be demonised and others are never brought into question.
غالب کی تو بات ہی الگ ہے۔۔۔۔بہت خوب محترم۔۔۔سلامت رہیں
Waaah.. Ghunchy ney kaha ye tabasom b kis ko milta hai
zabrdast hai sir
Sir please tell me where I can find the full episode ??
کسی آٸین کی پابند نہیں دین ان کی
وہ جو چاہیں تو خطاٶں پہ عطا کرتے ہیں
Mirza ghalib
NiCe
Bahot badhiya Sahab , kaash aap islam ko naa jodte Ghalib se .
It would have been a truly enlightening session .
Ghalib ki Islamic poetries ke bare mei'n aap kya kahengi!?
I respect ur thoughts, but it is enlightening due to lecture was based on something in this case Islam. Otherwise it would hav impact but less.
NYC
Nice
wow wow
Bhai agar aapko Ghalib ke sher ka explanation sunna h to kadar Khan se suno bhai
Where can we buy this six-hour DVD?
Thanks a bunch!
@@urdumehfil any idea, what is the price of DVD set ?
#KyaBaatKyaBaatKyaBaat 🔥🔥🔥
Ghalib sub par ghalib hai
Na tha kuch to khuda tha
kuch na hota to khuda hota
Ghalib ko bat diya hai inhone ab lo ,
mirza ghalib is shayri main no onr
wah ghaleb bhi kya sher tha
لاجواب اور فکر انگیز گفتگو!
Asma Khalid اس کے بر عکس ان کی گفتگو بہت ہی سرسری اور سطحی ہے۔ اگر اصلی معنوں میں شاعری ہے کیا چیز سمجھنا ہو تو احمد جاوید صاحب کے ویڑیوز دیکھۓ
6:13.... Verse beautiful
He is murdering Ghalib's poetry. Where was the need to quote that funny poetry as a sequel to Ghalib's poetry ? That shows that this man has not understood Ghalib.
Agahi dam e shuneedan jis qadar chahe bichaye...
Mudda anqa hai apni aalam e taqreer hai...
Yes he might not have understood ghalib, but you my friend have not understood the art of seeing talent in people. Although if you're below age of 25 id pardon your cocky behaviour and wish you best of luck. Otherwise i'd politely ask you to read and think more.
Ghalib ko koye nehi smji ga
Hahaha. Soo funny...
Maolvi Sahib kisi masjid me so called khutba dain, Ghalib ko na chairain
Inhone Ghalib ko Islam se jod diya.. Kamaal hai.. Einstein ka bhi naam le liye.. khud is sawal me ghum hai ke paudha peD kaise ban jata hai.. Science padhiye.. religion se bahar aakar dekhiye sab jawaab mileNge.. orthodox religious frame me reh kar Ghalib ko padhna na jaane kahaN tak jaayaz hai..
Chakresh Singh bhai tumhari samajh ke bahar ki baate hain ye
Wo to aap logoN last standard reply hai saari dunia ke liye,.
Chakresh Singh aa gaye na "aap logo" pe, its reflect ur narrow mindset. mene bhai kehkar baat kahi.. jawab "aap logon" ke sath aaya.
Jo maan ke baithe ho utna hi dikhega reply me, bhaai keh Ke bada badappan dikha diya... kiski samajh ke andar aur bahar kitna hai ye aap tay karo, reply milte hi “narrow mind set” keh ke wapas apne aap me laut jaao,.. ye koi naya trend nahi... khair take care brother... mere comment pe aap K comment ki zaroorat hi nahi thi par aap se raha nahi gaya
“Aap log” ka kya matlab nikala ye mujhe bhi nahi pata hai, insecurity kahaN se nikali aap ki pata nahi
حضرت غالب اپ کے بس کی بات نہیں ہے۔ سجھنا سمجھانا تو دور کی بات اپ صحیح طور سے پڑھ بھی نہیں پاتے
ghalib ko samajna molvion ka kaam nahi hai...is k ley sacha ashiq chahy... jo dil se kam le demagh se nahi
Ghalib agnostic the. Unhe islam se jodna bevkufi hai.
नक्श फरियादी है किसकी शोख़ी ऐ तहरीर का ।?
काग़ज़ी है पैराहन हर पैकर ऐ तस्वीर का।
ईमान मुझे रोके है , खींचे है मुझे कुफ्र।
काबा मेरे पीछे है , कलीसा मेरे आगे।
और उदाहरण दूं?
Unhe islamik boundations mazaak lagti thin.
Aur plz koi ye lecture mat dena ki ye mere samajh ke bahar hai. 20 saal se literature padh rha hu. Almost 10 saal se ghalib ko. Bahas karke khud check llena.
bilkul sahi hai bhai. vo ek agnostic the. or Mir bhi likhte hain.
Mir ke Din o mazhab ko puchhte kya ho unhe to
Kashka khincha dair me baitha kabka tark islam kiya
Professor Ahsan sayed sahib hamme aap ki lecture chahiy
Hehehe bro kis fazul bahas p pade ho kbi sabit ni karskte.prof sb is just giving interpretation according to him
Ar by the way sir islam agnostic ko badi qadr ki nigah se dekhta h.sir ghalib ka bhot sara material non religious h to bhot sare sher religious h. naoha bhi likha h unne it's just stages of life.ghalib jo bhi the bhot qabil e qadr insan the hum farzi ke bahas waqt zaya na kare.sir aplog islamophob s niklo koi muslim tha ya ni tha it doesn't make any difference
bhai muaf karna ..ye waqai aap ki samajh ke bahar hai....
یہ پروفیسر نہیں بلکہ یہ مسجد کا مبلغ معکوم پڑتا ہے