Great mere bhai bas ek help meri bhi kar do me new td2030 plate laya hu par usme bass fut rha he problem ka kuch pata nhi chal rha he plat change kar ke bhi dekha or bluetooth divice bhi change par fir bhi fayada nhi hua help me pls bhai
Bhai mera ek project hai 8ohms 80watt speaker or 8ohms 100watt tweeter la 4440 300watt me kese chalega or sathme seprate 2way network hai 600watt ka 2 plate laga hai
Bhai mujhe ek samasya h maine ek Home threatre mai market se Oswal ka 2.1 board laya jo aapke pass h iss vedio mai aur 2 naya 3" inch ka spkr laya but usse mai jab full sound karta hoon sound fatt rha h
Thank you brother that's was really use fully experiment it works very well what happens if remove that resistor please reply.i have same problem in 4440 tripal ic broad if have any jankari please help thanks for uploading
Sir tda7297 bord ke uper video banaye mene 4inch 25 watt ke do speaker lagaya ho or 4inch 4ohms 70watt ka woofer lagay a hu awaj tej karne or halka Bess badane per Bess se Farr Farr ka awaj aa raha hai Bess stable nahi nikal raha hai iske uper video banaye
Jam ma na comment Kiya tha 2 amliphere ko kaise connect Karen To app na kha that Parallel ma connection karna ko To ma na Kiya Par jab ma na power supply on Kiya to bippp Kar ka sound aata ha Is problem ko kaise solve kare
Bhai hm Aisa to banaye hai par jab mai speaker ka sound kam kar ke bass badhate hai to speaker me Bhi thora thora Bass Aa Raha hai.... aur thora thora gan ganahat Bhi Aa rahi hai sound kam karne par
2.1 kit mein subwoofer bridge do Ic 2030 ka liya video banayo
Good morning🙏
You are great bro 😘👍👌👌
Bahot achhi jankari thi mai bhi ese hi bass ko alg se chahta tha thanks
Bhai sach mai maine kiya bht accha se work karta h
Thanks baii...hum kerala ka anmi he appka chanel hum dayli dektha he achase maalum padtha he .....tnz
Thanks
Nice trick bhaiya main abhi Sikh raha hun bahut acche trick haa ma try karunga
Bro 4.1 channel wale board me yeh kaise krna woh btao plzz..😊
Thanks bro trick batane ke liye
Very nice video 👍 Goutham bhai
Sir !
4.1 channel ke board me only bass ke liye kaise wiring kare.
Jaise aapne 2.1 ke liye bataya hai
Waise hi 4.1 ke liye bhi bataiye.
Please 🙏
Oo ho 😮😮😮 you are great sir👌👌👌
Bhai thanks, nice information,. Isi circuit board me bass ki ic ko 1 ur ic bridge ya ,,2 ic bridge kaise kare bass badhane ke liye
Bhaii bohot accha try karunga mein
Bhai f and d 203g ke Tara ki home theatre ko Bluetooth full panel lagana batayiye
bro chota module andar lagado kya zarurat hai bara wala panel lagane ki ! mai khud ek lagaya hu . sexy kaam karta hai 😉
@@SoumikSamanta99 ok bhaii
Bahut badia bro 👍
👌👌👌Bhai video to accha hai , bhai subwoofer ki jagah speaker. Kaise bajaye🙏🙏
Very good information sir 👌👌👌
Super super super.congrats to you sir
Hello You Like Electronic
Muje Ye Batao Ki Kitne ampiar Pe Karent Lagta Hai 2 amp, 3amp, 4 amp,5 amp transformer
12 0 12
You Reply I'm Waiting
Kay baat hai sir achha trick hai
sir soundking 8500 amifier best rahe ga ya 4d furnishior vd 99 amlifier 8 inch wofer ke liye rs 4,500
Bro 4440 amplifier me bi karke dikao
Yahi to mai bhi dhoondh raha tha thanks
Very good borther
Bhai 4.1 home theatre board Mein Kaise bearing Karenge
Nice video Bhai
Nice sar excellent wow best sort carkit
Very good bro
4558Best table filter
Superb video bro
Bahat bariya a kanektion
Very good bro 😊
Nice bro 👍👌
good job
Achha bass hone keliye konsa base daale
Great mere bhai bas ek help meri bhi kar do me new td2030 plate laya hu par usme bass fut rha he problem ka kuch pata nhi chal rha he plat change kar ke bhi dekha or bluetooth divice bhi change par fir bhi fayada nhi hua help me pls bhai
It's really work ,thanks
ಸರಳವಾಗಿ ತೋರಿಸಿಕೊಟ್ಟಿದ್ದೀರಿ. ಚಂದ ಇದೆ.
Bhayai bouth acha
4.1board se10 inch 80watt 4om ka woofer chalega bass ke liye bina problem ke batao ❤️ or ic kharab to nahi hoga
5200 amplifier board full wiring video upload please bhai
Sir 2.1 home theater bord ki 2 ic ko brighe kese kre pleese video
Bhai 3 ic se ek kaneksan de sakte hai Kya Bess ke liye
क्या हम 2050 4.1 पर कर सकते है प्लीज बता देना जरूर
Bhai muje Speaker kharitna hai app bata dena atsa wala please (From Assam)
Mere board mein bhi aisa fanda hai lekin konsa do resistor ko uthaye samajh nehi araha hai or isse effect ka ho sakta hai?
Very useful video
For 4.1 how to make it please tell me
Bhai mera ek project hai 8ohms 80watt speaker or 8ohms 100watt tweeter la 4440 300watt me kese chalega or sathme seprate 2way network hai 600watt ka 2 plate laga hai
0:21 4.1 home thater me 2 subwoofer kasi bajay btao na bhaya
Is subwoofer ka load dusre ic pr chala jayega aisa krne se
Kya wali 4440 IC speaker ke bad touch hone par bhi nahin Ho kharab iske liye kya lagana usmein
Bhai iski working theory
Ke baare main batao
Ye dono resistance ki valur kya hai
4440 ic ke bord me abaj nhi ban rhi hai uske upar video Bhai
Nice video
Home thetar ka base khrab hone par konsa bese dalna chaiye ...achhi sound quality ke liye please unpar aek video banao sir
Good bhai
Bhai mujhe ek samasya h maine ek Home threatre mai market se Oswal ka 2.1 board laya jo aapke pass h iss vedio mai aur 2 naya 3" inch ka spkr laya but usse mai jab full sound karta hoon sound fatt rha h
Aur spkr khula h koi box mai nhi h
setlight speekar konsa kharide
How to join mic in home theatre
Sir 5 pin ka sabhi connection bataiyega and input pin kon sa hai L &R kha lage ga bord main .baaki pin ka kya kam hai?
Creative ka A300 me sounddead ho gya hai
Use costumer ne direct 12 volt wale wire ko ac shoket mein daal diya tha
5.1 Home theater ka kar sakte hain kya??
Thank you brother that's was really use fully experiment it works very well what happens if remove that resistor please reply.i have same problem in 4440 tripal ic broad if have any jankari please help thanks for uploading
Is kit main trebal kese lagaye plz. Sir batana jaroor
Bhai 4.1 board ka bass kaise badhaye ye video bi banao
Sir ek bass boosted amplifier bana kar dekhao
Bhai home theatre bajte time volume tez dheem apne aap hota hai please reply me
Super
Bhai subwoofer me thoda sound ata hai use remove karne kids tricks batao
Sir ye resistor kitne value ke h
22k
भाई साहब फ्री dth के smps में जो 12v का पॉइंट होता है उसकी करंट रेटिंग कैसे बढ़ा सकते हैं।
Kisi bi amliphere 4440ya 6283 ma voleum Bass treble kaise lagai
Thanks bahi
Sir tda7297 bord ke uper video banaye mene 4inch 25 watt ke do speaker lagaya ho or 4inch 4ohms 70watt ka woofer lagay a hu awaj tej karne or halka Bess badane per Bess se Farr Farr ka awaj aa raha hai Bess stable nahi nikal raha hai iske uper video banaye
Thank you bhai
4558par 4558 ek ka in put mai 2wali out put se kya bass bdega
Great job
Bhi iss me tranfarm laga he camant me batana please
4 ic bale me ae sishtam kr sakte he
I look forward to your reply
Bhai sahab vah jo aap setting repairing Ki Na vah Aage wala tha ya Piche wala
Ismein board ko koi nuksan hoga kya
Hello Sar Universal 5.1 speaker main awaaz bahut kam Aati Hai usko Kaise Sahi kiya jaaye
bhai ji
bess ko dubal kaise kiya jata hai
Sir bt module kahan lagega
How protection to speaker of those type amplifier board ? I am s das Frome west bengal
Jam ma na comment Kiya tha 2 amliphere ko kaise connect Karen
To app na kha that
Parallel ma connection karna ko
To ma na Kiya
Par jab ma na power supply on Kiya to bippp Kar ka sound aata ha
Is problem ko kaise solve kare
Bhai 2050 kit bord ka video banao
2.1 home theatre me 3 mpr transparent use kar saktha ha ka?
4.1 me ysha kar sakte hai
Proex 4.1 पर यह विडीओ बनाओ model 900
Monty 4.1 tda2030 me kesh use kare
I have different 2.1 board how to get bass from the board like this?
Home theater ki kit se subwoofer amplifier main dena hai
Same connection 4,1
May na TDA 2050 4.1 .KA .KIT LIYA HA BUT USME WOOFAR KA PROBLEM ..HO RAHA YA ... WOOFAR VRIBET HO RAHA ....TO KA KORA .HELP ME
Bhai hm Aisa to banaye hai par jab mai speaker ka sound kam kar ke bass badhate hai to speaker me Bhi thora thora Bass Aa Raha hai....
aur thora thora gan ganahat Bhi Aa rahi hai sound kam karne par
Me bhi same trick use kr rha hu
Nice