Iski koi jarurat nhi hai bhai. Capicitor sirf short tym k lie power hold krta hai. Isko tab lgao jab aake paas battery nhi hai. Otherwise iski koi jarurat nhi. Ha agar apki battery weak hai to aap lga sakte ho but ye self ka load nhi le sakte
सर मेरी स्प्लेंडर में भी मीटर में l E D बल्फ है और हेडलाइट पार्किंग में भी है और बैकलाइट में भी है दो l E D लाइट और मिंडा के दो हॉर्न है रिले के साथ और हैडलाइट AC DC कोनेक्सान भी किया है, मगर में ज्यादा सेल्फ बार बार यूज नहीं करता , गाड़ी को 2 साल हो गए हैं, अभी तक कोई प्रॉब्लम नहीं आई है, और भी कनेक्सन बाकी है जैसे की , चार्जर, चारों इंडिकेटर एक साथ बिलिंग सुईच, चोर सुइच कनेक्सन भी पिकप कॉइल की तार पे किया है , नाइट चोर अलार्म भी इस्टोल करना है , डबल फेस सूईच से, सर मैने आप से ही सब कुछ सीखा है,और आप की हर विडियो को 👍 भी करहा हूं , बहुत अच्छी वीडियो बनाते हैं आप , 🙏🙏🌹🌹👍👍👌🏻👌🏻
Stock battery hai mere. 3Ah Exide Gixxer. AHO k liye switch nhi light off k. Main switch lagaya aur relay bhi for safety. Abhi light on off karne pe RPM decrease increase hota hai thoda bht. Battery weak hai kya? Ya fir alternator pe load aa rahe hai?
Aisa same maine cb shine me kiya along with 10a fuse. Sab kuch thek hai but jab multimeter se voltage check kiya to wo 15.3 tak ja raha hai, kya ye jada dino tak safe rahega, kuch jalega to nahi.
Hi amith mera bike Hero ismart 100cc he battery low he pura ded nahi hua he bas self nahi hota very light neutral indicator jalta he mene bi same capacitor lagaya he jese tumne phir bi self nahi ho rahahe. Capacitor lagane senkoi problem nahi hoga ? Tum ne kitna din chalaya capacitor lagake ?
Bhai ek help chahye tha apki,, mere pas passion pro 2014 model, , uski battery i think 3AMP ki hai aur vo kharab h bhai totally dead jo company se milti h ,,, bhai mujay usmai hazard flasher install krna hai, to bhai 3amp ki battery lu ya 4Amp ki battery lu,,,aur vo self starter hai
Bhai meri bike me pehle choti betri thi ab bari daal diya he to change problem aa rahi he mene check bhi karwaya sab kamplet he but fir bhi changing nahi ho rahi he charged chenj karna parenga kiya bari betri ke liye charger bhi jiyda would kaa lagenga kiya
Bhai ji bike me jyadha jhanjhat nhi atu kick mar lete he kaam chal jata he vese to bhdiya video thi sir no doubt but mera ek swal tha ki kya ham ye car me bhi kr sakte he?? Car me bhooot probolem ho jati he agar battery low ho jaye hmm
Horn modified mat karo kuch nahi hoga led lights se kuch nahi hota meri splendor PRO 😇ki 6 saal chli hain 🤩🤩 main fog light, parking, meter, tail, indicator led use karta hu our 40/45 watts ki stock bulb hain 🤑🤑
Amit sir agar ye mai apna bike mai lagwa luu to Kaya kuch fault hoga. Mere bike mai vi ye problem ati hai or bike 2017 model hai maine vi bike mai pehele horn light lag waya tha avi bike self nehi leta hai. To ye method aply karne se kuch problem to nehi ayega. please bolo Sir🙏
Bhai pl...maine new 5mh battery shine install kiya hai per 10.57 tak hoja hai ..kya karu R.R. UNIT YA CAPISTER INSTALL KERNA BEST HOTA KOI PROBLEM HOGA KYA
Because battery ke AH low hote hai isliye battery dead ho jaati hai Varna mai jaha job kar raha hu vaha bhi spelndor plus 2016 November model hai or usme ku6 bhi modifications nahi kiya hua hai fir bhi battery dead ho gayi hai
Sir mere paas dream yuga honda hai. Uski voltage 2.80v dikhaa rha hai jo engine se mil rahi hai. Kya vo sahi hai. Battery k saath 6.50 aa rhi hai. 4 5 din se problem ho ri self starting me.
Bhai meri splendor plus 2019 model hai aur koi bhi modification nahi Kiya hai fir bhi kuch din se kick se hi start karna pad Raha hai bhai koi solution dukan wale battery chane karne ki bol rahe hai
Aaj ka din sareh two wheelers battery isihe tarah se banahya jarah hey .ek saal chal tha hey phir aapko badalna padega...isimein manufacturer margin aur profit kamatha hey bhaiyoon...battery exchange mein recycle hoke wohi chemical and +ve and -ve plates wapas aahthi Hein utnah dum nahi Raha tha hey.... head light ko alag switch lageke battery life ko thaodah lambha kar saktha bus
Bro plzzz reply me me apni bike discover 125 cc me light lagai hai j hi probleum.ati hai mujhe 4700.35 nsi usne 4700.25 k do de diye mene dono ko lga diya hai usse koi nukssn to ni hoga battery ko 25.25 .50 bn jati hai mene fuse b add kra hai usme
Amit ji agar mobile holder with charger mount for bike lagaya hai to bhi yeh problem ayge but usmain on off switch hai jab jarrorat nahi hote to band hi rehta hai
Aisa nahi kar sakte Light k liye jo engine se supply aata hai usko bhi dusra rectifier lagake ac se dc me convert kar diya jaye aur sabhi light ko supply diya jaye, kya ye possible hai... Pls reply or make one video in this topic
bhai help jab mein apnay bike ka indicator on karta hoon to neutral light or headlight fliker karti he lekin meri battery 6ah ki he or mein ne just 18watt ki led lagai he or sirf back point brake ka battery par he baki meter ki light parking light or backlight ka aik point engine pay he...or mechanic ko samjh nai aati... please kia problem ho sakta he...
Th
ku bro ye video bhut kaam aayi h mere mne deluxe m led or double horn lagay tha jisse self kaam kam krta tha or iske bad proper wrk krra h
Thank you Bhai Maine esko try kiya ekdm success huaa
Iski koi jarurat nhi hai bhai. Capicitor sirf short tym k lie power hold krta hai. Isko tab lgao jab aake paas battery nhi hai. Otherwise iski koi jarurat nhi. Ha agar apki battery weak hai to aap lga sakte ho but ye self ka load nhi le sakte
सर मेरी स्प्लेंडर में भी मीटर में l E D बल्फ है और हेडलाइट पार्किंग में भी है और बैकलाइट में भी है दो l E D लाइट और मिंडा के दो हॉर्न है रिले के साथ और हैडलाइट AC DC कोनेक्सान भी किया है, मगर में ज्यादा सेल्फ बार बार यूज नहीं करता , गाड़ी को 2 साल हो गए हैं, अभी तक कोई प्रॉब्लम नहीं आई है, और भी कनेक्सन बाकी है जैसे की , चार्जर, चारों इंडिकेटर एक साथ बिलिंग सुईच, चोर सुइच कनेक्सन भी पिकप कॉइल की तार पे किया है , नाइट चोर अलार्म भी इस्टोल करना है , डबल फेस सूईच से, सर मैने आप से ही सब कुछ सीखा है,और आप की हर विडियो को 👍 भी करहा हूं , बहुत अच्छी वीडियो बनाते हैं आप , 🙏🙏🌹🌹👍👍👌🏻👌🏻
थैंक यू भाई मेरी बाइक में भी यही दिक्कत थी थैंक यू सो मच
Bhai I am from Samba(jammu)..... Apka fan..... Kafy acha content late hoo aap
Bhai video bohot ache hai abhi videos dekh kar same isha hi kiya result kal dunga
Bhai aapne powerzone big battery kyu hta diya kya uska performance accha nhi h ..??
Please reply
Stock battery hai mere. 3Ah Exide Gixxer. AHO k liye switch nhi light off k. Main switch lagaya aur relay bhi for safety. Abhi light on off karne pe RPM decrease increase hota hai thoda bht. Battery weak hai kya? Ya fir alternator pe load aa rahe hai?
बहुत अच्छा भाईसाहब धन्यवाद
Old splendor pey Kam hogi Jis mein self start nehi hain?
Aisa same maine cb shine me kiya along with 10a fuse. Sab kuch thek hai but jab multimeter se voltage check kiya to wo 15.3 tak ja raha hai, kya ye jada dino tak safe rahega, kuch jalega to nahi.
Bhai splendor kick start mei chote charger ki jagah bada charger laga sakte hai?
Hi bro , Iam ur subscriber from Australia, I have 125cc bike , the problem is it won’t start morning without choke . It’s bit cold now
I'm from newyork 😂
@@indianmad6319😅
Hii....mera cd deluxe bike hey... without self.....2.5 LB battery hey.....main iss capacitor ko laga sakta hu..?
Hi amith mera bike Hero ismart 100cc he battery low he pura ded nahi hua he bas self nahi hota very light neutral indicator jalta he mene bi same capacitor lagaya he jese tumne phir bi self nahi ho rahahe. Capacitor lagane senkoi problem nahi hoga ? Tum ne kitna din chalaya capacitor lagake ?
Good job helpful thank you
THANX BHAVA(BROTHER) EKDAM KADAK HAGAI MERI GAADI
Can we use 50v capacitor for this?
Yes
Battery ke charging ke liye sahi kaha raha hai bhai,🤒🤒🤒🤒🤒🤕🤕🤕🤕🤕
It's working thanks bhi🙏
Can i use 2 capacitor please reply bhai
sir 2200uf 35v use kar skte hai sir give answer plz
4700uf
Amit bhaiya kya bs6 ki bike ki battery charg ho sakti h kya
Bhai ek help chahye tha apki,, mere pas passion pro 2014 model, , uski battery i think 3AMP ki hai aur vo kharab h bhai totally dead jo company se milti h ,,, bhai mujay usmai hazard flasher install krna hai, to bhai 3amp ki battery lu ya 4Amp ki battery lu,,,aur vo self starter hai
Bhai mene splendor me new bettry laagyi thi par 10 din sales start huvi ab nhi ho rhi to wireing me problem hoga ya fir bettry me plz reply bhai
Amit Bhai Ek Shop Bhi Suggest Kar Diya Karo Jaha Ye Sari Chije Ham Lagva Sake....🙂
@@TechnicalCreativityOfficial kitne comment krega bbai.. Sharm nahi aati bheekh mangte.. ?😑😑😑
@@TechnicalCreativityOfficial Aisa hamesha nahi chalega.. 😉😉
Bhai meri bike me pehle choti betri thi ab bari daal diya he to change problem aa rahi he mene check bhi karwaya sab kamplet he but fir bhi changing nahi ho rahi he charged chenj karna parenga kiya bari betri ke liye charger bhi jiyda would kaa lagenga kiya
Kya baat hai bhaiya ji nice idea & good work 👌😲😲
Bhai ji bike me jyadha jhanjhat nhi atu kick mar lete he kaam chal jata he vese to bhdiya video thi sir no doubt but mera ek swal tha ki kya ham ye car me bhi kr sakte he?? Car me bhooot probolem ho jati he agar battery low ho jaye hmm
Bro esnu apa vese vv lga skde aa voltage increase karn lyi?? Buna kise fault to
Horn modified mat karo kuch nahi hoga led lights se kuch nahi hota meri splendor PRO 😇ki 6 saal chli hain 🤩🤩 main fog light, parking, meter, tail, indicator led use karta hu our 40/45 watts ki stock bulb hain 🤑🤑
kabhi bhi band engine hone par horn ja light on na kre to kabhi bhi Battry nhi low hoti😊
Sir ji Amaron ki battery achhi Quality he ya Exide ki 🙏🙏🙏🤔
amron
@@yourhostamit hamare yaha lockdown ke karan amaron sholtage he exide mil rahi he 48 month ki
Bhai ye hero honda Splendor without self small battery mai bhi kam kregi bhai plz ans 🙏🏼🙏🏼
Amit sir agar ye mai apna bike mai lagwa luu to Kaya kuch fault hoga.
Mere bike mai vi ye problem ati hai or bike 2017 model hai maine vi bike mai pehele horn light lag waya tha avi bike self nehi leta hai.
To ye method aply karne se kuch problem to nehi ayega. please bolo Sir🙏
Bhai pl...maine new 5mh battery shine install kiya hai per 10.57 tak hoja hai ..kya karu R.R. UNIT YA CAPISTER INSTALL KERNA BEST HOTA KOI PROBLEM HOGA KYA
4700mF(m)
25 v
Its use full or not tell me bro
Iska dushra salutuon kya hai bhai kya bs3ka RR laga ne se volt badhe ga
Bhaai roots or hid lgaa de to bhi batrry pr koi asar nhi pade ga kyaa
Bhai yahi same process old spelndor plus me bhi apply hogi kya iss traha ke problem ke liye
Very informative all the best
Platina 110cc h gear pe e connection kar sakte hu?
Amit sir roots laga hoy na splender ta please reply karo battery down ho jandi a
Agr hum 2 rectifier parallel m connect kare toa syd jyada amps mil skte h
Bhai wahhh per jada se jada kitne CAPISTER use kerna safe haiii.... kya 470035 ke 3 our 470025 ke 3 total 6 use ker sakte hai...
Bhai honda shine bike haiii no self
4700uf 35v ka capiciter lga sakte hai plz reply
Nice video Dada 👍👌👏
Love from West Bengal and Nature Lover... ❤💙💚💛💜💖💗💘💝💟
Dada mara Instagram nahihai... because I am not follow your page...🙏
Good solution. Thanks for sharing
Bhai capacitor 1 hi lagana hai ya 2?
Sir ye capacitor kis shop par milta hai aur srink tube
Bahi jese aap ne capsiter Laga hai vese ek jaada lga skte h kya
Bhai ye jugad kitni der tk chlta rehta hai ???
Permanent hai ya temporary
Very good work sir ji
Kya hum ise BS6 mein use kar sakte hai ki koi error code dikhayega
Bhai capicitor kitne uf ka lgaaun ?
Because battery ke AH low hote hai isliye battery dead ho jaati hai
Varna mai jaha job kar raha hu vaha bhi spelndor plus 2016 November model hai or usme ku6 bhi modifications nahi kiya hua hai fir bhi battery dead ho gayi hai
Sir Mari bike splendor bs6 ha ush ma ya trik use kar sakta ha
Sir mere paas dream yuga honda hai.
Uski voltage 2.80v dikhaa rha hai jo engine se mil rahi hai. Kya vo sahi hai.
Battery k saath 6.50 aa rhi hai.
4 5 din se problem ho ri self starting me.
Bhai ek video dubble horn pr banna du stoke wala or minda ke trumped horn pr three points wale switch se connection karke
Can I use double capacitor in parallel 🙄
Ohh course
Whisper choice is yours 😂😂😂
इसे कर ने से मैग्नेट कोयल मे कोई प्रोबलम तो नहीं होगी ना भाई plzz बता दो भाई
Bhai meri splendor plus 2019 model hai aur koi bhi modification nahi Kiya hai fir bhi kuch din se kick se hi start karna pad Raha hai bhai koi solution dukan wale battery chane karne ki bol rahe hai
Ha bhai mari splinderplus bs4 ma be ya problam ha
Bahi Mara bi bs6 ha same problem aa rahi ha 2020 model
Battery 🔋 low(weak) ho jati hai . Time ke according....
Aaj ka din sareh two wheelers battery isihe tarah se banahya jarah hey .ek saal chal tha hey phir aapko badalna padega...isimein manufacturer margin aur profit kamatha hey bhaiyoon...battery exchange mein recycle hoke wohi chemical and +ve and -ve plates wapas aahthi Hein utnah dum nahi Raha tha hey.... head light ko alag switch lageke battery life ko thaodah lambha kar saktha bus
Battery new lagalo 👍
Sir amazing mere honda dio 2016 mai battery down ka problem aa rah hai toh toh kaya karu capiceter legau ki battery nahi dalu say sir
Very nice video
Tvs Sports के लिए 4700uf - 50v का capicitor use करे तो कुछ problem हो जाएगा क्या।
Bro plzzz reply me me apni bike discover 125 cc me light lagai hai j hi probleum.ati hai mujhe 4700.35 nsi usne 4700.25 k do de diye mene dono ko lga diya hai usse koi nukssn to ni hoga battery ko 25.25 .50 bn jati hai mene fuse b add kra hai usme
Aapka experience kaisa raha ise lagane ke baad? Please tell
Dual capacitor kaise banaye bhaai jaise aapne lagaya hai..
Aap bahuth ache technics leke aathe hoo 😊
This very helpfulllllllllll ❤️❤️❤️❤️
Bhai Saab mere wali ki bhi SEM sichvation hai
To kya me bhi yahi kaam kru ya fir extra light uninstall kru please reply
@@deepakkalyan8641 ha
Thanks so much bro .👌🙏🙏🙏
Mast video hai bro
Bhai maine apni ct100b mai simtac ki led lagai h lekin chalti nai please kuch suggest kro taki baat ban jaye. Pls. Pls. Pls. I beg u
Hlo dear kya isse Ho jaega
35v ka kitna capacitor is correct for 100cc bike 1 or 2
Tqq bro & love you
Faltu hai vai mene lagaya tha kal jitna jaldi charge ho raha hai utna hi jaldi discharge ho raha hai 😢 time andd money dono waste hai 😡
Mene apne nearby shop wale se ye lgane k bola to usne ye bola ki switch start bike me nhi lgate ye isse wire khrab ho jati h...ky ye sch h brother
Love you bro
Ye to bnta hai 😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘thanks Alot
Sir baik k speedometer me digital wach kayse lagaye us p koi video banao
Thank you 😊
ये फार्मूला सुखी बैटरी पर करें या पानी वाली बैटरी पर
Nice video bhai
Bhai ye scooty me kar sakte hai kya ♥️♥️♥️
भाई 5 mp battery hai to Laga sakte hai kay
Bhai led handgaurad ki installation ke upr vedeo bnao
Attt karwati bhai g 👌👌👌
थैंक यू भाई
Bhai agar long ride pee koi problem hogi ye karnesee?
@@TechnicalCreativityOfficial sure bhai
Agar iss bike mein 5ah ka battery lagaye to kuch problem hoga kya?
Amit ji agar mobile holder with charger mount for bike lagaya hai to bhi yeh problem ayge but usmain on off switch hai jab jarrorat nahi hote to band hi rehta hai
Aisa nahi kar sakte
Light k liye jo engine se supply aata hai usko bhi dusra rectifier lagake ac se dc me convert kar diya jaye aur sabhi light ko supply diya jaye, kya ye possible hai...
Pls reply or make one video in this topic
To bhai kya ye funda 5 amp ki battery hta k 9 amp ki battery lgane pr bhi use charge kr dega, (note. Mai iske saath additional light bhi lgwaunga)
Bhai 50 v wala le sakte h
Bhai g ram ram aap ke video osm
bhai help jab mein apnay bike ka indicator on karta hoon to neutral light or headlight fliker karti he lekin meri battery 6ah ki he or mein ne just 18watt ki led lagai he or sirf back point brake ka battery par he baki meter ki light parking light or backlight ka aik point engine pay he...or mechanic ko samjh nai aati... please kia problem ho sakta he...
Sir kya bike k horn ki battery me acid hota hai ??
Bhai mera HF Deluxe vs6 naya hai usmein lagaya to chalega kiya
Bike se jo electricity generat hoti hai wo kharab nahi hogi na
Splendor plus me combi break settings kijiye or bhejiye
Ye krne ke bad led light lga sakte he bhai please riplay