Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam | Lata Mangeshkar, Udit Narayan | Shah Rukh Khan, Kajol | DDLJ 1995

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 15 вер 2022
  • #tujhedekhatoyejanasanam #ddlj #kajol #uditnarayan #latamangeshkar #didi #sharukhkhan
    Singers: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
    Star Cast : Shah Rukh Khan, Kajol
    Music: Jatin-Lalit
    Lyrics: Anand Bakshi
    Movie: Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
    Song Lyrics :
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Pyaar hota hai deewana sanam
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Pyaar hota hai deewana sanam
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Pyaar hota hai deewana sanam
    Ab yahan se kahan jaayein hum
    Teri baahon mein mar jaayein hum
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Pyaar hota hai deewana sanam
    Ab yahan se kahan jaayein hum
    Teri baahon mein mar jaayein hum
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Aankhein meri, sapne tere
    Dil mera, yaadein teri
    Ho mera hai kya la la la
    Sab kuchh tera la la la
    Jaan teri, saansein teri
    Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
    Muskurane lage saare gham
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Pyaar hota hai deewana sanam
    Ab yahan se kahan jaayein hum
    Teri baahon mein mar jaayein hum
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Yeh dil kahin lagta nahin
    Kya kahoon, main kya karoon
    Haan tu saamne la la la
    Baithi rahe la la la
    Main tujhe dekha karoon
    Tune aawaz di dekh main aa gayi
    Pyar se hai badi kya kasam
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Pyaar hota hai deewana sanam
    Tujhe dekha to yeh jana sanam
    Pyaar hota hai deewana sanam
    Ab yahan se kahan jaayein hum
    Teri baahon mein mar jaayein hum
    Aa aa aa aa...
    Teri baahon mein mar jaayein hum
    Aa aa aa aa...

КОМЕНТАРІ • 24