Bahut shandar video banaya hai aapne abhishek or jankari bhi kafi acchi di hai isme ek bat or acchi hai aap me aap sabhi ke questions ka answer de rahe hain ye bahut acchi bat hai 👌👌
Sir ji Railway ko Bhimashankar jyotirling Tak railway line dalna chahiye Aur India se sabi 12 jyotirlingo mein se bache hue jyotirling Tak railway line dalna chahiye, jisse janta ko sugam Sadan mile, Bus ki bheed se Bach sake
Bhai ji ap sirf shivaji bus stand mat bolo..vo hamare Maharashtra k liye Bhagvan he aur Maharashtra k sath sath bharat desh k liye b bahut kuch kiya he..is liye Chhatrapati Shivaji maharaj bus stand bolo ♥️♥️🙏
Hi, hum 3 baje phochenge bhimashankar aur approx 6-7 tak darshan karke bahar niklenge...shraavan ka samay hai isliye time lagega...6-7 baje bhimashankar se pune ke liye kya transport available hoga bolero ya local taxi?
Last bus 6 baje tak h lekin kabhi late bhi ho jati h to bus stand pe dekh lena jyada late ho jao to manchar tak sharing taxi mil jayegi waha se pune ja sakte ho
Bhai namaskar mai bhimashankar ji 2011 mai aur 2012 mai 2 baar gaya hui apki sari videos dekhta hui dungarpur Rajasthan se
नमस्कार भाई और दिल से धन्यवाद 🙏
Full Information Video, shandaar
Thank you 😊
Literally perfect video with info
Thank you 😊
Bahut achaa laga apka video dekh kar
🙏🏻🙏🏻😊
Good information video❤❤
Thank you 🙏🏻
Har har mahadev 🙏 👏🏼 🙏
🙏🙏
Bhut phle v dekha tha aur aj acchi vdo lgi
Thank you brother ❤️
Bahut shandar video banaya hai aapne abhishek or jankari bhi kafi acchi di hai isme ek bat or acchi hai aap me aap sabhi ke questions ka answer de rahe hain ye bahut acchi bat hai 👌👌
Thank You 😊
Jai Bhimashankar Bholenath
🙏🙏
Thank you for all the information 🙏❤
🙏🙏
Sir ji
Railway ko Bhimashankar jyotirling Tak railway line dalna chahiye
Aur India se sabi 12 jyotirlingo mein se bache hue jyotirling Tak railway line dalna chahiye, jisse janta ko sugam Sadan mile, Bus ki bheed se Bach sake
Right brother sabhi jyotirling tak rail connectivity honi chahiye 🙏
Bhaiya please triambakswar mahadev ji ki video banayo ❤ from Odisha
Om namah shivay har har Mahadev shree shivynamastubyam jai shree mahakal baba 🎉
🙏🏻🙏🏻
Best video bhai full information clear batayaa hai bhai mai bhi chota youtuber hu apka video dekee bhaut acha lagaa mujhe Jane easy hogayaa ❤❤❤
Thank you brother 😊
Thanks I am going to Bhimashankar ji Darshan
🙏🙏
This is very nice 🙂🙂👍👍
Thank you brother ❤️
Har har mahadev.
🙏🏻🙏🏻
Where did u and your Blue shirt partner keep the bag and luggage before darshan?
Prasad ki shop me hi locker h waha bag rakh sakte hai 🙏🏻
Kya pune bus stand per clock room bhi hai
Nahi aap railway station k paas rakh sakte ho
Bhima shankaraya Namah
🙏🙏
Bhai me rajguru nagar se hu
It is the birth place of great freedom fighter HITATMA SHIVRAM HARI RAJGURU 🙌🏻
🙏🙏😊
Hara hara mahadev
🙏🙏
पुणे रेलवे स्टेशन से बस स्टैंड कितनी दूर है जहां से भीमाशंकर के लिए बस मिल जाए और नाइट स्टे कहां ठीक रहेगा पुणे या भीमाशंकर में
जहां तक हो सके पुणे में ही रुके यह वीडियो पूरी देखें सारी इनफार्मेशन है
Har har Mahadev 🙏
🙏🙏
How much time will take for darshan in queue line..?
Normal line 2 hours n fast line 20 minute only 300 rupaye charge fast darshan
Bhai ji ap sirf shivaji bus stand mat bolo..vo hamare Maharashtra k liye Bhagvan he aur Maharashtra k sath sath bharat desh k liye b bahut kuch kiya he..is liye Chhatrapati Shivaji maharaj bus stand bolo ♥️♥️🙏
Lekin waha ke log hi usey shivaji nagar boltey.....
Har har Mahadev
🙏🙏
always please provide hte bus stand contact number and first bus and last bus timings, along with bus timings.
छत्रपती शिवाजी महाराज म्हणा
Hi, hum 3 baje phochenge bhimashankar aur approx 6-7 tak darshan karke bahar niklenge...shraavan ka samay hai isliye time lagega...6-7 baje bhimashankar se pune ke liye kya transport available hoga bolero ya local taxi?
Last bus 6 baje tak h lekin kabhi late bhi ho jati h to bus stand pe dekh lena jyada late ho jao to manchar tak sharing taxi mil jayegi waha se pune ja sakte ho
Plz tell what are bus timmings from Pune Station
5.30 am se start ho jati h
bhimashakar homestay ka location send karo sir plz fast
Temple ke pass hi kuch hotel hai
Maine aapka video dekha aur hum log 20 November 2023 ko paheli baar darshan karne ja rahe baba bholenath ji ke
Jai bhole nath 🙏
Mandir k undr bag leke jaskte h kya ?? Ya fir saman hotal p rkhna pdega
Prasad Walo ki dukan pe locker hai waha pe bag rakh sakte ho
Bhai ji wakdewadi or chatrpati shiva ji bus stand alag alag hai kya kha se bus milegi
Shivaji bus stand ab vakdewadi me aa gaya hai
Apne stay ki puri jankari nhi di. Aap kaha thahre, yadi Kahi nahi thahre to bag kaha rakha kaha nahaye. Kam budget walo ke liye kya sujhaav hai.
Bhimashankar se kaise return kare to Pune? We are planning for a One day trip, return during the evening
Pune k liye last bus 6 bje tak hai watch full video mene Puri information di hai
Bhai mahadev ke shivling ko chune to dete hai na mandir wale ya bahar se hi jal dalwaya jata hai
Chu nhi sakte brother
Wo bud stand ka nam kya hai jaha hotels hai?
Bhimashankar me hi hai
@@ABHISHEKMANDLOI393 booking ke liye number chahiye tha but google mein hai nai woh srif 1 day stay ka kitna lete hai?
Wahi book ho jayega
@@ABHISHEKMANDLOI393 okay
Bhai Bhimashankar se return to pune ki bus timely mil.jati h kya?
Ha brother last bus 6 bje tak hai aap ye video puri dekho puri information batai hai mene 😊🙏🏻
Mandir ke bahara backpack rakhne ki koi subidha hai ya anadar lekar ja sakte hain?
Niche utar ke hi Prasad Wale ki dukan h jaha pe bag rakh sakte ho
I am from indore , bhimashankar ja rhe hai ,pune junction se bhimashankar AC bus ki information de sakte hai
Jyada to Goverment bus hi chalti hai jo non ac hoti hai aapko manchar tak ac bus mil jayegi
What is distence from pune to bhimashankar?
120 km
Pune to Bhimashankar ka last bus ka timing thoda bata dijiye Sir..
5.30 am first bus h har 1 ghante me bus mil jayegi dopher 1.30 bje last bus hai
@@ABHISHEKMANDLOI393 thanks Sir
Any bus available from bhimashankar to pune??
Yes last bus sham 7 baje tak hai
@@ABHISHEKMANDLOI393 one more question Abhishek 7 Oct ko Jana better plan hain?
@@vairagi_atama no problem 👍
Bhai, agar evening 6pm ke baad bhimashankar se Pune kaisey aa sakte hai, kuch batao iskey baarey me?? Kyunki buses 6pm ko last hai
Bhimashankar se Manchar tak local taxi me aana padega waha se Pune k liye bahut bus mil jayegi
@@ABHISHEKMANDLOI393 thank you Bhai, next week jaana hai bhimashankar mujhe.
Local taxi ka rate kya hounga bhai manchar tak nhi toh Pune tak ?@@ABHISHEKMANDLOI393
Manchar to Shani sighapur bus mill jayega ?
Ha mil jayegi
Har Har MAHADEV ❤️
🙏🙏
Bhimashankar to manchar ka liye last bus kitne baje hai
6.30 pm
bhai shivling ka andar say chuu kar darshan hote hai ki bahar say he darshan hota hai?
Bahar se hi darshan hote hai
BhimaShankar se pune ke liye last bus kab hain?
Sham 7 bje last bus h
Online nhi dikha rahi h buses bhimashankar se pune k liye
Pkka hai ki bus rhegi?
Bhai return bus ki timings aur frequency kya h?
Sham 7 bje last bus hai Pune k liye
@@ABHISHEKMANDLOI393 har 1 ghnte pe chalti h?
Date of journey
यदी हमे एमटीडीसी भीमाशंकर मे रूम बुक किया है तो कहा उतरणा है
Pune realway station se bhimashankar kitina dur he bus ne jayenge to accha he naa train me jayenge to accha he pliz reply
Bus hi jayegi bhimashankar
@@ABHISHEKMANDLOI393 ok
morning bus timing kya hai ?
5.30 pe
Can we travel with luggages in msrtc bus
Yes 👍
Bhimashankar bus stop se mandir kitna dur hai bhai
500 meter only
Bhimasankar bus se pochne ko kitna time lagta hai plz reply do
5.30 hours
Bhimashankar me kuch sasti dharmshalaye bhi yadi ho to uski bhi jankari deve kyoki har koi hotel ka kharch afford nhi kar sakta hai
कुछ होटल है जो महंगे हैं और धर्मशाला तो बिल्कुल ही बेकार है
Bhai ye video KB shoot Kiya tha
August
@@ABHISHEKMANDLOI393 ok bhai thanks
Subah kitne se bus milni suru hoti hai
5.30 brother Puri video dekho sari information details me bataya hai 🙏🏻
Bro where u kept the traveling bag during darshan??
Kuch Prasad ki dukan pe locker hai jaha aap 50rs deke bag rakh sakte hai 😊
@@ABHISHEKMANDLOI393 ok thanks bro
Kya yeh woh kya naam batao busstand ka
Bhimashankar bus stand se mandir chalkar Jaa sakte hai kya?
Ha bilkul paas me hi temple hai
Bhai भीमाशंकर से पुणे की ओर जाने वाली बसों का टाइम टेबल भेजें ताकि यात्रा करने में समस्या
Morning 6.30 se sham 7 bje last bus h har 1 ghante me
Sir, Pune se Bhimashankar aur back , buses ki kya frequency hein. Mandir ke kya timings hein
Watch Full Video brother sari information details me bataya hai bus timing return bus
Sir wapisi booking hoti h bus ki bhimashankar to pune aur last timing kya h bus ki wapisi
Jarurat nahi h booking ki sham 7 bje last bus h
Sawan me kitna smay lgta darsan k liye line me...
Aur abhi ka mausam kysa hai...
Abhi jana thik hai ky..?
1.5 se 2 hours lagega darshan me watch Full Video brother puri Information di h 😊
Bhai Pune railway station ka jo cloak room hai woh 24*7 khula rehta hai kya?
Yes brother
Bhaiya jis bus stand se bhimashankar jane ki bus milti hai us bus stand ka nam ekbar bata dijiye ga
Watch Full Video sari information details batai hai
New shivaji nagar , Wakadevadi bus stand
Pune se avsari kaise ja sakte hai
Bus mil jayegi
Kitne hour lagte hai avsari jane ke liye Pune se
Apko kon si avsari Jana hai kyoki yaha 2 se 3 avsari hai
@@ABHISHEKMANDLOI393 avsari khurd
Shivaji bus stand se bus mil jayegi 2 ghante lagenge rajguru nagar bhorwadi hote hue jayegi
Hello ,
Online reservation mei Bhimashankar to Pune ki bus nahi show horhi h , any suggestions ki kya krein ?
Koi dikkat nahi h bus me seat mil jayegi
Bus mili kya bhai? Frequency kya h bus ki?
Sir pune se shirdi kaise ja skte h
Bahut bus hai Pune to shirdi
Accha bhimashankar se shirdi ja skte h ky direct bus
@@arpitshiva1260 ha brother
Bus keliy kese resevation kare?.. koi website link .. ?.
Jarurat nhi h conductor se comform kar lena koi reserve seat to nahi h
Bro raatko kitne baje tak milti hai bhimashankar ke liye bus?
Last bus dopher 1.30 bje h
@@ABHISHEKMANDLOI393 Private bus ya vehicle rehti hai ki nahi?
@@ABHISHEKMANDLOI393 ham 8 baje utrenge Pune
Bus to nahi milegi taxi kar sakte hai railway station se bahar nikal kar traval agent se baat kar sakte ho
Pune station se ja kar wapas ane me kitna samaye lg jata hai
Morning 6 bje tak pune se niklte hai to sham 7 se 8 bje tak aa sakte ho
Awesome video bhai. Ek sawal tha. Bhimshankar se Pune wapas jaane k liye to koi reserve nehi dikh rahi hai. Iske liye kya kar sakte hai?
Last bus sham 7 bje h uske bad Manchar tak aana padega waha se Pune ki bus mil jayegi
Phone allowed h le jana andar?
Ha lekin video photo nahi le sakte hai
Bhimashankar to Pune return journey kaise karni hai ??
Last bus sham 7 bje h Pune k liye
@@ABHISHEKMANDLOI393 direct hai ??
@@tejpratap1060 ha yadi sham 7 bje wali bus na mile to Manchar tak local taxi me aana padega waha se har 15 minute me bus mil jayegi
@@ABHISHEKMANDLOI393 thank you for your support
Kindly inform me about taxi fare from pune to Bhimasankar
red bus service ke alawa aur deluxe/AC bus ya pvt bus service bi h kya ?
Nahi brother
@@ABHISHEKMANDLOI393 shared sumo ya camper /tempo bi nhi chalte ? reservation online kr skte h ?
Taxi book ho jayegi
Aapki language se lag raha ki aap indore se belong karte hain???
Ha 😊
Reservation k samaj nhi aia explain kar dejia n
Bus me hi ticket mil jaayegi
Thane se bus milega, any link?
Din me kitne baje bus mil saki hai bhai
Morning 5.30 se dopher 1.30 last bus h
Off सीजन में दर्शन करने में कितना समय लगता है ताकि उसी दिन पुणे जाया जा
1 ghanta lagta hi h brother
Bhaiya agar main subah 6 baje bhimashankar ke liye niklunga bus se aur waha 1-2 hours ka stay karke main 4 baje wapas pune pahuch skta hu ya nahi!?
Nahi pahuch payenge aana Jana or darshan me time lagega 6 bje tak Pune aa sakte ho
🙏🙏🙏
🙏🙏
bhimashankar to lonavala kaise jaye bus se?
Direct bus bhi hogi yadi nahi h to Bhimashankar se Manchar ya chakan tak aa jao waha se bus mil jayegi
@@ABHISHEKMANDLOI393 i have 3 days..
mujhe mahabaleshwar, bhimashankar aur lonavala trip krni hai.. how it is possible?
@@ankurnamdev904 busy schedule rahega but ho jayega
@@ABHISHEKMANDLOI393 can u explain it how
Bhai ji reservation karna bus me zaruri h ky pls reply 🎉
Nhi lekin bus conductor se confirm kar Lena ki Jo seat pe aap baithe ho vo kisi ne book to nhi kiya hai
Bhimashankar se Wapsi Pune k liye Bus available kab rehta??
Watch Full Video brother
Sham 6 baje last bus h mene video me bataya hai
@@ABHISHEKMANDLOI393ok Thanks
@@ABHISHEKMANDLOI393subah return bhimashankar to Pune first bus kitne ka hota h
@@shwetadornal2593 6.30 first bus
Bhai VIP ticket kahan milti hai....??? Kitne ki milti hai
Vo to vahi baat karni padti hai
Mai jab shirdi se nasik gayi thi toh mera ticket half or mummy ka free tha lalpari wali bus me .... Ye sab jagh valid h
Half ho sakta h free ka yadi koi vishesh day ho to ho sakta h is lalpari bus ka😊
@@ABHISHEKMANDLOI393 nhi toh jab log gye the shirdi tab koi Aisa din nhi tha
@@sheetaltripathi4660 are wah ye to acchi baat pata chali me or confirm karunga ki esa kuch bhi h kya 👍
@@ABHISHEKMANDLOI393 jiii
Bhai ye August ke Mausam ma kaise kohra hogya
Jyada top pe h
Bus ka timing bataiye
Morning 5.30 se
@@ABHISHEKMANDLOI393 dhanywaad ❤️ maine darshan kr liya
@@avinashdhande5770 🙏🙏
@@avinashdhande5770bhai bhimashankar se pune return bua ki frequency aur timing btana
@@MadheshwariDevi Bhimashankar se manchar gao ke liye gadi pakad lo
Manchar gao se bahot sari buses travels mil jati pune k liye
Pune to bhimashankar ke liye bus kaise book kre ?
Maharashtra parivahan Nigam ki site se bhi book kar sakte hain ya sidhe window me jakar bhi ho jati h
Bhai kis tarika ko darsan kiya please comment
Normal darshan
Jai bhima Shankar
🙏🙏
Mandir me 📲 allow hai
Yes but picture nahi le sakte
U hv not given information about accommodation rent etc., darsan time conduct phone no of temple
Watch Full Video brother 🙏
Bus reservation kaha se hota hai
Jarurat nhi h bus conductor se comform kar lena
@@ABHISHEKMANDLOI393 thanks Bhai
5:00 pm bus mil jayega temple se pune ke liye
@@TheChandanSah yes 👍