Mene sare chhilko ko sukhakar grind kar ke Diya 3 mahinese koi growth nai tha lekin achanak se badhne. Laga ek hafte main hi 4 inches growth hua he really working
@@shamashahbaz4637 sare fruitske orange apple vegetable kuch kuch our usme onion and garlic peels bhi add karke chhatme 4 din achhese tej dhup main sukhadie aur grind karke thodese mitimain milake daldie.aur rice cleaning water dal cleaning water v deti hoon
Thankyou so much mam aapne bahut achhi jankari di mene aapki jankari let se dekhi me 3 gulab ke podhe mar gye but aage se aapki di gai jankri ko follow krugi thankyou ❤🙏
Agar ap de denge to plant ko fayeda hi hoga,jameen me Lage plant apni jarurat khud se Puri kar lete Hain kyuki unka root growth restricted nahi hota,jabki pot me lage plant ko wahi condition milti hai jo hum use dete hain or jagah bhi limited hoti hai,

Agar kohra he to pani kam dalen,jab tak mitti sukhe na koi khad na den, dhoop wali jagah par rakhen agar dhoop ati he to. Ek detail video main jaldi share karungi.
Kar sakte hain,5 ml ek litre pani me gholna hai,iske saath 1/4 teaspoon koi bhi liquid soap bhi milna he, kyunki neem oil Pina liquid soap ke proper ghulega nahi.
Namaskar sir.🌹🌹 Thank you so much.🙏🙏🙏. But I am really sorry, because of some personal issues,I am not able for this collebration.Hope you understand.🌺. Wish you a very happy New year & good luck for 2024.
Don't mind but main jab bhi haldi deti hoon aadha miti khod ke uske sath Mila leti hoon to uske baad chatpatate hue earthworm s nikal ke aate Hain to kya bo mar jaenge kya bese mene kabhi dekha nai vese main sabhi pedin main haldi de deti hoon .aur ek baat main na chawal dhone ka daal dhone ka adrak dhoneka aurto sabjiyan dhoneka panibhi pedin main de deti hoon to kya he abhi merejo mirchi ke ped the bo achhe khase flowering hue the pura healthy par 2-3 days se ismein chintyan aa gayi hain to mujhe bada Rona aata he bo bhi laal chinti😊
Awesome 👏🏻
Beautiful tips and easy to Maintain In this way. Hope I will get best result
Thank you so much Ma'am for this informative and very useful video,.....🙏
Mene sare chhilko ko sukhakar grind kar ke Diya 3 mahinese koi growth nai tha lekin achanak se badhne. Laga ek hafte main hi 4 inches growth hua he really working
Konse chilke
@@shamashahbaz4637 sare fruitske orange apple vegetable kuch kuch our usme onion and garlic peels bhi add karke chhatme 4 din achhese tej dhup main sukhadie aur grind karke thodese mitimain milake daldie.aur rice cleaning water dal cleaning water v deti hoon
Thankyou so much mam aapne bahut achhi jankari di mene aapki jankari let se dekhi me 3 gulab ke podhe mar gye but aage se aapki di gai jankri ko follow krugi thankyou ❤🙏
Dhyanawad apko jankari dene ke liye.
Beautiful sharing 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Very nice
Excellent ideas
Thank you so much,for the valuable information and Happy New year
Super tips thank you so much
बहुत ही महत्वपूर्ण जानकारी 👌
Very usefull information
Naye varsh ki hardik shubhkamnaye apko.
Nice👌👌
Thankyou for the information and Happy New year2024
Nice video sharing
👌👌😌
Happy new year nd thanks for the valuable information
Main Mere Gulab Mein chhote chhote se phool Lagte Hain Jyada Bade Aakar Mein Nahin lagte to kya dalen usmein
Thank you mam 🙏
Kya kele ke chilke direct ped me dal sakte hai go gile ho
Kya ganne ka sirca jo dark colour ka hota ha bhi use kar sakte ha?
Bahut achi jankari new subscriber ❤❤👍
जय हो🙏
Tqs mam
Aap reply jarur kare
Mam very nice gulab k plant good quality k kaha milenge jaise aap k hein plZ link send kare.
Mere roseplant ko ye seb kerne ke bad bhi plant bilkul sookh gaya hai tho bhi vinegar ya fitcuri dal sekthe hai kya.
Thanks for nice information. Desi gulab ki branches bahut lmbi hain, wo sbb cut kr de ya nahi??
Sab cut nahi karna, February me ap hard pruning karna jisme 50% branches ap kat sakte hain.
Ma 4.5 din roze plant le kr aya tha lkn wo sb kharab hona shuru ho ge ha 5 plant ha ak thek ha baki sb le leave kharab ho ge ha
❤❤❤
Nice information madam tq I will try please madam provide me link good spray bottle
شکریہ
Mam meara ek BDA plant hai but usme ek bhi phool nahi aa rha hai ...mai kya kar sakti hu uske liye ..
Mai ke mahine mein inmein se kaun si khad Den yah aap bataiye
Kya lemon water fertilizer de sakte hai for making acidic soil?
De sakte hain
Super sonata kyo use karte hai
Happy new year 🎊🎊
Jo Rose plant Jamin par lga hai to kya usme bhi sirlka water dena chahiye kya? Mai 72 plant apne native place pr lgaya hai.
Agar ap de denge to plant ko fayeda hi hoga,jameen me Lage plant apni jarurat khud se Puri kar lete Hain kyuki unka root growth restricted nahi hota,jabki pot me lage plant ko wahi condition milti hai jo hum use dete hain or jagah bhi limited hoti hai,
Agar ap de denge to plant ko fayeda hi hoga,jameen me Lage plant apni jarurat khud se Puri kar lete Hain kyuki unka root growth restricted nahi hota,jabki pot me lage plant ko wahi condition milti hai jo hum use dete hain or jagah bhi limited hoti hai,
Hlo maam.Happy new year 🌷Ajkl yaha North India me bahut sardi hai,kohra bahut hai,dhup bilkul nhi aa rahi...
To iski care kaise karein..plz guide 🙏🏼
Agar kohra he to pani kam dalen,jab tak mitti sukhe na koi khad na den, dhoop wali jagah par rakhen agar dhoop ati he to.
Ek detail video main jaldi share karungi.
Asal men after jan 20 se March bahar ke din hote hen tabhi bohot Jada flowering hoti hen gulab pen
Mam mere gulab me ki sal ho gye phul nhi aarhe kya kru
Mere rose k plant me fungus problem aa rhi h
Mere pass two types ki soil hai
Kali chini mitti and lal retili mitti dono me se konsi mitti mujhe rose lgane ke liye karni chahiye please btaye
Koi si bhi use kar sakte hain,bus 40% compost jarur milaye
Hello Mam,aap ke pas bel wala gulab he to bel wale gulab ki jankari dijiye thank you
दो😅
Mam kya baking soda ka spray just transplant kiye gulab par kar sakte hai kya please please please guide
Kar sakte hain.
Agar abhi gulab ke paudhe nursery se lete hai to kya unhe abhi repotting kar sakte hai?
Kar sakte hain.
Mera plant fixed pot me h to garmi me kaise hataaye
Baking soda ka spray subah karana hai ya sham ko please guide
Subah karen.
ma'am summer plants ki hard pruning abi krskty hn ya dormancy period k baad krni hy...
Abhi nahi karna,
@@greenhouse1 thanks 🙂
Neem oil ka use plant pr insecticide k liye kr sakte hain kya? Agar yes to kaise? Waiting for your reply
Kar sakte hain,5 ml ek litre pani me gholna hai,iske saath 1/4 teaspoon koi bhi liquid soap bhi milna he, kyunki neem oil Pina liquid soap ke proper ghulega nahi.
Fulo ka size bara karna ka liya kya kare
डफनबेकिया के पते भी पीले हों जा रहे हे कया करु अभी अचानक धीरे सारे पत्ते मुरझा के पीले हो गये है 🙏🙏
Sir, mausam jab badlta he to ye normal he,sare Patte pile hokar gir jayenge to naye patte aajayenge,bus over watering mat karna ap
Collebration recording bat karna hai aap bataye aap se kaise contact hoga
Namaskar sir.🌹🌹
Thank you so much.🙏🙏🙏.
But I am really sorry, because of some personal issues,I am not able for this collebration.Hope you understand.🌺.
Wish you a very happy New year & good luck for 2024.
Rose plant me blind shoot na aaye karke Kya Kare please bataye
Very nice ❤
Mam mere ek paudhe me 7 pate hai kya isme phool ayenge
Grafting node ke niche branch he to nahi ayenge,ye jungle branch he,use kat kar nikal den,warna main branch ki growth ruk jayegi.
Curd use kar sakte hai kya
Nahi.
Liked...good sharing..happy new year new friend
Mam kya English rose ki cutting laga sakta hai ?
Lag sakte hai,
Maam gulab ki repotting kon sa mahinee kare
September last ya February me karen
Don't mind but main jab bhi haldi deti hoon aadha miti khod ke uske sath Mila leti hoon to uske baad chatpatate hue earthworm s nikal ke aate Hain to kya bo mar jaenge kya bese mene kabhi dekha nai vese main sabhi pedin main haldi de deti hoon .aur ek baat main na chawal dhone ka daal dhone ka adrak dhoneka aurto sabjiyan dhoneka panibhi pedin main de deti hoon to kya he abhi merejo mirchi ke ped the bo achhe khase flowering hue the pura healthy par 2-3 days se ismein chintyan aa gayi hain to mujhe bada Rona aata he bo bhi laal chinti😊
Kya sirke ke badle nimbu Pani de dun kya bo bhi to acidic he
Nahi
New leaf aayi fir sukh gya kya kru😢
Mam
Gulab ki cutting kaha s purchase kre
Cutting lene se achha hai ap plant khriden.
@@greenhouse1
Mam,kha s kharide
Kitne ka aayega
पिला पाओडर आरहा है हमारे पौधों में किया डाले
Fungus wala treatment karna hai apko
Pruning ke baad bhi new branches nhi aa rhi hai
Is samaye gulab ki growth slow hoti he,hard pruning na karen
October me pruning ki thi lekin abhi tak new branch nhi aa rhi
मैडम मेरे गमले के पत्ते पीले हों जा रहे हे 🙏🙏🙏
Mitti ko bich bich me thoda sukhne bhi den,gili mitti me pani na dalen, dhoop me rakhe
Bap re bap kitna sara fertilizer bathae ho ,kya seb ek sath me de.
में अपने गुलाल के पेड़ में गोचर की खाद डालने पर भी फूल नहीं आ रहे
Happy new year 🎉🎉
मैडम मेरे गमले के पत्ते पीले हों जा रहे हे 🙏🙏🙏
Pani kam dalen