5:50 bro Koi paise Nahin Diye aapki industry Chori karne ke bad credit Tak Nahin Deti paise tou bahut Dur Ki Baat Hai Indian music industry chal hi Pakistani music per Hi Hai Jis Din pakistan Ke music directors na India per claim maarna Shuru kar diya puri indian film industry bankrupt ho jaya gi😂😂😂
Aik baat tu sach ha k original ka charm hi aur hota ha Q k wo real hota ha, pure hota ha.Usky lyrics ya song ko copy kr ky khud credit ly jaty bayshak talent kisi aur ka kyun na ho aur phir daraly sy ya kehty k hamain khaab ma aya tha aur lyrics khud bnaye han han jasy indians ma boht sary singers asy han.Aur aik aur baat pop singing ka aghaz hi pakistan sy hua tha....Nazia hassan and her brother.
@@Mixed_masala..... credit sample me dia jaata hai dimaag waale bhai inspired me credit nahi dete .. sample karte hai tab dete hai rehne do ab sample ka matlab nahi samajh aayega mai hoo na samjhata hu sample matlab poora song khudka banaya lekin beech me hook part ke liye koi original song jo pehle release hua tha usse as it is daal dia bina kuch kiye rappers karte hai isse.. sample, copy aur inspired 3 alag chize hai .. music samjhne waale samjhenge jinge jung samajh aati woh nahi
@@Mixed_masala..... aur pehle toh koi bhi credits deta hee nahi tha abse start hua hai credit waala bhi scene ... pasoori ka remake kia bollywood ne toh uska credit dia
2:28 likin beta chaiya chaiya ki shairi poetry to pakistan se hay. Wo bullay shah ka kalam hay jo Pakistani punjab k shahar qasur me aey they pre-partition time mey
Swaggy D Bollywood k sirf 40% Songs Original hain 60% Songs Copied hain Pakistan se yeh hai baat aap khud research karlein apko pata chaal jayega Try it
Koi pesay wesay nahi diye aur dosra ye k copy copy hota hai, us ko jis tarah say marzi explain kar lo, aur Indian version better honay ka kia matlab hai? Agar koi Lata jee ka koi song copy kar k gaa lay better music instruments k sath to kia us better instrument walay song ko better kaho gay??? 🤔 Obviously aik cheez jis par mehnat na ki jaye, jis ka music and lyrics copy kiye jain to us mein copy karnay wala thori betterment ki try to karta hai, but end of the day wo us ko jitna bhi better karay wo copy hi hai aur copy hi rahay ga chahay jo marzi kar lo.
Love 😘 u from my sweetest country Pakistan 🇵🇰 i am pathan from kpk Khyber Pukhtoon khwa Pakistan 🇵🇰❤️ Yes India can copy Pakistan 🇵🇰 Song everytime ❤And that's is reality Pakistan 🇵🇰❤️ has a lot of Potential but people are so poor 😢❤
Achha hi h na....chori kiya ya copy kiya jo bhi kiya....at least ye gaane international level pe popular to ho gye😅 Kitne bhi achhe ho ...agar Bollywood m nhi late to sirf Pakistan m hi sune jate ...kya hi fayda hota😢
Sirf kuch logo(pakistani public) ko appease karne ke liye art ka mazak na banao .. simple logic hai aapke paas ginn chunke instruments hai toh jab aap koi gaana compose karte ho toh aap apne fav song ki tarah banana chahte ho usme kuch parts similar ho sakte hai kisi bhi gaane se kyuki world me bohot gaane hai .. isiliye music ko inspired kehte hai copied nahi
@@hunainsohail4154 bhasha se hee pata chal raha hai ki pakistani kitne anpadh ho sakte hai.. tunne poore songs ke lyrics sunne?? chaman aadmi jab remake bhi karte hai tab bhi lyrics change karte hai.. bhai tu rehne de tu abhi se sunn raha hoga music isiliye tujhe innsab chiz ki knowledge nahi .. har jagah aisa hee hota hai jab bhi inspiration lete hai kisi song ki toh uski tone same hoti hai ... instrumentalization , notes alag hote hai
@@AniketKumar-dj8jy bro Ab. Tujhe jawab bhi Meney hi dia. Warna. Tere ko. Koi angrez to reply dene se raha. Ab baat sun meri. Chamman aadmi. Agar india walo ne. Song copy kia. To. Credits kaha hai?? Inspiration hai to. Credits kaha hai???
Paisa diya aap Sath ty paisa dety huy ? Q India ke pas kuch nahi hy Jo chori karty hain baatein to itni barhi barhi or Kam dhaiko ? Aap to ab yahi kahogy paisa diya ta itna paisa hy to apny khud ke q nahi banaty chori uper se sharminda bhi nahi hoty paisa diya ? 😂😂😂😂
AP bewaqoof ho Kya Sara song churaya h phir k kh rhy ho change indian Wala zyada acha h itna acha HOTA h to khud Q nhi banaty wesy Pakistan Wala hi song acha tha Awaz unique h
Kuchh bhi bolo lekin Bollywood ne jo banaya vo jyada popular hai, Original ka pata bhi nhi chalta agar bollywood ne use naya nahi banaya hota.. Some of these Pakistani composers/singers have sold the rights to their songs So in their case they can't complain as they sold out. Sonu Nigam came to fame after "Achcha sila diya tune mere pyar ka.." from Nusrat Fateh ali Khan.. he always mentioned him later. I love both versions. When ustaad Gulam Ali toured India for first time, ppl were touching his feet for blessings, he cried. He never knew Indians loved him so much. Before partition bollywood making films, and they include many cultures.. Punjabi culture is one of them.. In india people respect every culture.. We have punjabi culture too.. There are many folk and cultural songs which bollywood adapt to introduce new generation.. The reality is I know this all old song because if only bollywood..
5:50 bro Koi paise Nahin Diye aapki industry Chori karne ke bad credit Tak Nahin Deti paise tou bahut Dur Ki Baat Hai Indian music industry chal hi Pakistani music per Hi Hai Jis Din pakistan Ke music directors na India per claim maarna Shuru kar diya puri indian film industry bankrupt ho jaya gi😂😂😂
Pakistani version is way better😻
🤣🤣
Aik baat tu sach ha k original ka charm hi aur hota ha Q k wo real hota ha, pure hota ha.Usky lyrics ya song ko copy kr ky khud credit ly jaty bayshak talent kisi aur ka kyun na ho aur phir daraly sy ya kehty k hamain khaab ma aya tha aur lyrics khud bnaye han han jasy indians ma boht sary singers asy han.Aur aik aur baat pop singing ka aghaz hi pakistan sy hua tha....Nazia hassan and her brother.
No Bollywood. Yes yes chapa wood
Wow what a beautiful logic 👍👏👏👏👏👏👏 shame on you Bollywood 😡🤯🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬
Sirf beghairat hona chahiey...
Originals r more better thn copy❤👀
7:17 Pakistani version better hai
Copy nhi chori krte hain
lagta hai pakistan me kuch jyada hee kami hai knowledge ki .. inspired aur copy me farak hota hai rehne do nahi samjhoge
@@AniketKumar-dj8jylgta hai India main dimagh ki Kami h,inspired me credit Diya Jata hai,na k Apne naam SE Chapa Jata hai,pr rehny do Nahi samjhogy
@@Mixed_masala..... yar inka kusoor nhi hai fans ke liye ye accept krna mushkil hota hai haqeeqat to inke samne agyi hai na smjhnay mai time lgay ga 🙂
@@Mixed_masala..... credit sample me dia jaata hai dimaag waale bhai inspired me credit nahi dete .. sample karte hai tab dete hai rehne do ab sample ka matlab nahi samajh aayega mai hoo na samjhata hu sample matlab poora song khudka banaya lekin beech me hook part ke liye koi original song jo pehle release hua tha usse as it is daal dia bina kuch kiye rappers karte hai isse.. sample, copy aur inspired 3 alag chize hai .. music samjhne waale samjhenge jinge jung samajh aati woh nahi
@@Mixed_masala..... aur pehle toh koi bhi credits deta hee nahi tha abse start hua hai credit waala bhi scene ... pasoori ka remake kia bollywood ne toh uska credit dia
Original original hi huta kaka copy tabhi huta jab original wala hit huta wrna koi copy q kary
Indian Hai Wou Smjho Whn K Log Zyada Reach Dety🤣🤣
2:28 likin beta chaiya chaiya ki shairi poetry to pakistan se hay. Wo bullay shah ka kalam hay jo Pakistani punjab k shahar qasur me aey they pre-partition time mey
Pr copy krty he q hain...Bhai..copy nae hota cheating Hoti ha..
sach bolte dum nikal raha he.reaction dene baitho ho ya side lene.
India chaapu😂
chal chhaiyan chhaiyan is a copy of old pakistani song Teray ishq nachaaya Kar kay thhaiyaa thhaiyaa
Shrm krni chiye bhai 😂😂chori kr k shrm krni chiye baki apki mrzi 😂
Swaggy D Bollywood k sirf 40% Songs Original hain 60% Songs Copied hain Pakistan se yeh hai baat aap khud research karlein apko pata chaal jayega Try it
40% bahir ke countries se copy hai
Chal chaiyan chaiyan bi copy ha 😂😂😂
Originally is something else
7:24 pakistan ka better hay kionk ainee khalid ki awaz bhi zaida achi sweet hay aur uski overall sound zaida pleasant hay ears ko
Original Kis Time K hain Us Time Pure Awaaz Hoti Thi No Sound No Autotune Ab Wou Use Hoty Aur copy Is Copy
Original is original ❤
Bhai Sahab pasoori ka Kya bana diya hai Bollywood nai us par react kro
Love from Pakistan ❤
Chal chaiyan ki beat ek pakistani song se milta julta hai composed by nusrat fateh ali khan song name "sun yara dildara " i am saying just the beat
We only want credit 😊
Koi pesay wesay nahi diye aur dosra ye k copy copy hota hai, us ko jis tarah say marzi explain kar lo, aur Indian version better honay ka kia matlab hai? Agar koi Lata jee ka koi song copy kar k gaa lay better music instruments k sath to kia us better instrument walay song ko better kaho gay??? 🤔 Obviously aik cheez jis par mehnat na ki jaye, jis ka music and lyrics copy kiye jain to us mein copy karnay wala thori betterment ki try to karta hai, but end of the day wo us ko jitna bhi better karay wo copy hi hai aur copy hi rahay ga chahay jo marzi kar lo.
Ye Bollywood ni chappawood ha
Bro hamy bhi kushi hogi ager hamary gany kiss dusri country mey chalyn but ham ko credit do yaar yeh na kaho k hamara gana hai bus credit do
But why now I feel 95 percent Pakistan lives in Bollywood and they just take rights of one song ok what about millions of other
Chor to chor he hota ha koi pasa nahi data
All Pakistani songs are better
In k dosry channel ka name kiya h? Kindly bata dein
If you copy, at least give credit.
Love 😘 u from my sweetest country Pakistan 🇵🇰 i am pathan from kpk Khyber Pukhtoon khwa Pakistan 🇵🇰❤️ Yes India can copy Pakistan 🇵🇰 Song everytime ❤And that's is reality Pakistan 🇵🇰❤️ has a lot of Potential but people are so poor 😢❤
No jee sorrry to say but original is better than copy one maan lo bhai
ʙʀᴏ ᴩʟᴇᴀꜱᴇ ʀᴇᴀᴄᴛɪᴏɴ ᴀʟɪ ᴍɪʀᴢᴀ ᴋɪɴɢᴅᴏᴍ ᴏꜰ ᴀʟʟᴀʜ
Abrar ul haq is from my city narowal
And as a politician i am working with Boss Abrar ul Haq as a Social Media Manager
nice reaction
5:46 paisy nhi diye thay jb Najam Sheraz ne Mahesh bhut ko call kr ke complain ki to us ne mafi mangi
I love from karachi city pakistan
Chori kr k distroy kr k saamny rkhta hai😂
I like your comments jahangir frome Lahore Pakistan
Tujy yadd na meri ai,😭😭😭my whole student life has been destroyed just in a few seconds. Why Boolywood why.....
Bahut kiye Pakistan se song copy abhi to Tum logon ne Thode se dekhe Hain ✋🏻😜😂 11:35
Nice couple
Bheege hoth tere song is copied from a korean song .. and many kk and pritam song at that time were copied from korean songs not pakistan
Ap ki video like krne k chakr me iPad gir gea aur touch toot gea.
Nice reaction bro and sis love frome pakistan
Dali h coy from Bollywood songs
Sweggy bhai you wife is very beautiful love from Pakistan
Good job
Address daal nahi to nikal lenge....love from Pakistan mil ra hai tuje
love from Pakistan 🇵🇰
keep making videos :)
Nihayat cringeworthy excuses detey hain aap waisey! Hamare haan ek kahawat hai aap jaison key liye ...Khisyani billi khamba nochey!😂😁😉
🤣🤣🤣🤣🤣🇵🇰
Mohammad Ali Mirza Saab ka bayan explanation of shirk par reaction dijiye
Hindi bhi urdu urdu bhi hindi hai
🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰❤️❤️🖤
Punjab is punjab chay wo idar wala ho ya udar wala
Achha hi h na....chori kiya ya copy kiya jo bhi kiya....at least ye gaane international level pe popular to ho gye😅
Kitne bhi achhe ho ...agar Bollywood m nhi late to sirf Pakistan m hi sune jate ...kya hi fayda hota😢
Keep it up chooro
To kon sa kmal krta h,,
Kamiz teri kalii pr reaction do Attaullah khan k song pr
Indiawaleghapketumseachghakardiyasharmnahiaati
Bhai daarhi rkh ly acha laggy ga kssam khuda ki na male lgta hai na female
Pakistani Aeni ki awz mai
Bhai wo song copy hai
India ka Punjab or Pakistan ka Punjab ik ni hy . itny saal ho gy but tm logo KO y baat samj ni ayi
chhiya chhiya Islam was greatly insulted.
Please stop reacting on Ducky Bhai and Maaz safdar vlogs it's tooooo boring 🙄
Sirf kuch logo(pakistani public) ko appease karne ke liye art ka mazak na banao .. simple logic hai aapke paas ginn chunke instruments hai toh jab aap koi gaana compose karte ho toh aap apne fav song ki tarah banana chahte ho usme kuch parts similar ho sakte hai kisi bhi gaane se kyuki world me bohot gaane hai .. isiliye music ko inspired kehte hai copied nahi
Music copy hosakta hai Lekn. Lyrics bhi?! Tone bhi?? Chutiye. Dimaag laga.
@@hunainsohail4154 bhasha se hee pata chal raha hai ki pakistani kitne anpadh ho sakte hai.. tunne poore songs ke lyrics sunne?? chaman aadmi jab remake bhi karte hai tab bhi lyrics change karte hai.. bhai tu rehne de tu abhi se sunn raha hoga music isiliye tujhe innsab chiz ki knowledge nahi .. har jagah aisa hee hota hai jab bhi inspiration lete hai kisi song ki toh uski tone same hoti hai ... instrumentalization , notes alag hote hai
@@AniketKumar-dj8jy bro Ab. Tujhe jawab bhi Meney hi dia. Warna. Tere ko. Koi angrez to reply dene se raha. Ab baat sun meri. Chamman aadmi. Agar india walo ne. Song copy kia. To. Credits kaha hai?? Inspiration hai to. Credits kaha hai???
@@hunainsohail4154 jaake dekh pasoori song ka remake hai toh uska credit bhi dia hai ... baate chodna aata hai bas ??? credit waala zamana ab hai
Sirf aadmi ko beghairat hona chahiey...
you are hididng youself being a thief
Yeah 😂
Bro vedio main bolty bhot ho
Paisa diya aap Sath ty paisa dety huy ? Q India ke pas kuch nahi hy Jo chori karty hain baatein to itni barhi barhi or Kam dhaiko ? Aap to ab yahi kahogy paisa diya ta itna paisa hy to apny khud ke q nahi banaty chori uper se sharminda bhi nahi hoty paisa diya ? 😂😂😂😂
O bi copy hai vai
Pakistan ki copy karta hai India aur bolata hai ki India ki copy Pakistan to nahin karta jhooth hai Pakistan ka
Oh bhi tu to chup he rha kar wife saahi bolti ha
AP bewaqoof ho Kya Sara song churaya h phir k kh rhy ho change indian Wala zyada acha h itna acha HOTA h to khud Q nhi banaty wesy Pakistan Wala hi song acha tha Awaz unique h
Bad reaction by you
Kuchh bhi bolo lekin Bollywood ne jo banaya vo jyada popular hai,
Original ka pata bhi nhi chalta agar bollywood ne use naya nahi banaya hota..
Some of these Pakistani composers/singers have sold the rights to their songs
So in their case they can't complain as they sold out.
Sonu Nigam came to fame after "Achcha sila diya tune mere pyar ka.." from Nusrat Fateh ali Khan.. he always mentioned him later. I love both versions.
When ustaad Gulam Ali toured India for first time, ppl were touching his feet for blessings, he cried. He never knew Indians loved him so much.
Before partition bollywood making films, and they include many cultures.. Punjabi culture is one of them..
In india people respect every culture.. We have punjabi culture too.. There are many folk and cultural songs which bollywood adapt to introduce new generation..
The reality is I know this all old song because if only bollywood..
Itne lambe lecture pr srf ek word copywoood because original original hota hai😂😂😂
You forgot English, Arabic and Turkish