@Paighameislam123 phir hamein v. 2:144 ko samjhayen ke yeh aayat jo kuchh bayan karta hai woh kalame rabbani aur bar haq hai. Hamein bahut andeshah hai use door karen.
@@iqbalahmedkhan3338 القرآن - سورۃ نمبر 2 البقرة آیت نمبر 144 أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ قَدۡ نَرٰى تَقَلُّبَ وَجۡهِكَ فِى السَّمَآءِۚ فَلَـنُوَلِّيَنَّكَ قِبۡلَةً تَرۡضٰٮهَا ۚ فَوَلِّ وَجۡهَكَ شَطۡرَ الۡمَسۡجِدِ الۡحَـرَامِؕ وَحَيۡثُ مَا كُنۡتُمۡ فَوَلُّوۡا وُجُوۡهَكُمۡ شَطۡرَهٗ ؕ وَاِنَّ الَّذِيۡنَ اُوۡتُوا الۡكِتٰبَ لَيَـعۡلَمُوۡنَ اَنَّهُ الۡحَـقُّ مِنۡ رَّبِّهِمۡؕ وَمَا اللّٰهُ بِغَافِلٍ عَمَّا يَعۡمَلُوۡنَ ۞ ترجمہ: بیشک ہم دیکھتے ہیں بار بار اٹھنا تیرے منہ کا آسمان کی طرف، سو البتہ پھیریں گے ہم تجھ کو جس قبلہ کی طرف تو راضی ہو اب پھیر منہ اپنا طرف مسجد الحرام کے اور جس جگہ تم ہوا کرو پھیرو منہ اسی طرف اور جن کو ملی ہے کتاب البتہ جانتے ہیں کہ یہ ہی ٹھیک ہے ان کے رب کی طرف سے اور اللہ بیخبر نہیں ان کاموں سے جو وہ کرتے ہیں
@Paighameislam123 assalamo alaih Mohtatam janab itna tarjuma padh kar ham ne bhi jana hai magar kuchh fikri sawal hai jo koi sadiq aalim samjhayen: 1. Aayat ke nazil hone se pahle nabi saw kis rukh mein nemaz padhte the aur allah kab hukm diya tha ke qibla se rukh pher kar nemaz padho? Hmein yeh samjhna hai. 2. Nabi saw nemaz ki halat mein bar bar aasman dekhte the jabke masjid nabawi par chhat dali hui thi. Phir aasmaan kaise dekhte the? Yeh bhi batayen ke woh nemaz ebadat maan kar concentration se nahi padhte the. Hamein yeh daleel ke saath samajhna hai. 3. suna hai ke kaaba hazrate aadam as ke waqt se qibla hai tab nabi ne kaise aur kis aayat ke aane se qibla badal liya tha? Hadees bata hai ke jahan rukh badla gaya woh masjid qiblatain thi. To yeh masjid kahan hai aur use kisne banwaya tha? Nabi saw to sirf masjid nabawi hi banwaye the? 4. Kiya daurane nemaz allah ne v. 2:144 ki tarah koi aur aayat bhi nazil kiya hai? Hawala dein. 5. Yeh batayen ke quran nabi ke seene mein ek hi din allah ne nazil kiya aur kitabon ki tarah ya qiston mein hadsa ke motabiq nazil kiya aur aayat jibraeel as laya karte the. Is baat ki kiya sadaqat hai ke quran allah ne khud nazil nahi kiya balke 23 saal tak jibraeel as ke through nazil karte rahe iski daleel ho to hamein batayen. Qiston mein koi bhi aasmani kitab farishta ke through nazil nahi hui hai. Yeh tareekhi sach hai ke allah ne khud mokammal kitab ata kiya hai. Sirf quran aisi kitab hai jo qiston mein nazil hui hai. Fikr lahaq hai ke yeh jhoothi afwah hai. Mokammal quran allah ne khud bayak waqt nabi saw ko ata kiya hai. Qiston mein bolna allah par bohtan lagana hai. Quran bhi aur kitabon ke manind hai. Special nahi hai. Sabhi kitaben hefazat wali hain tabhi to hashr mein usse taslluq rakhne walon ka alag alag hisab hoga. Jawab ka intezar karenge. Wa assalam
Jazzkomullahokhaira
Allama khizer zindabad JazakAllah
Shah bash.
❤❤❤
جزاکم اللہ خیرا
Tajlliate safdar ki kis part,me?
لا مولانا طارق جمیل الا فی محبان رسول و آل رسول صل اللہ علیہ وآلہ وسلم وأنت بکروی مبغوض قط
@@پاکستانزندہباد-ط1ذ ہمیں تہارے گندے ذہن سے نفرت ہے
Masha Allah. Moulana you have exposed the Rafzis in the outfit of Sunni Deobandi.
جزاکم اللہ خیرا
Rasoolallah nay kaha kay jo kisi ko kafir karay aur wo kafir na ho Tho kufar uss par wapas aa jata hey Tariq jameel par kufar aa jaye ga
Aaj ke kamzor iman wale firqa parast aalim islam ki kiya khidmat katenge. Unmein hadees ke elawah quran ka ilm kahan hai jo raah dekhayenge.
@@iqbalahmedkhan3338 الحمدللہ ہم تو تمام عقائد قران سے رکھتے ہیں اور بتاتے بھی ہیں
@Paighameislam123 phir hamein v. 2:144 ko samjhayen ke yeh aayat jo kuchh bayan karta hai woh kalame rabbani aur bar haq hai. Hamein bahut andeshah hai use door karen.
@@iqbalahmedkhan3338 القرآن - سورۃ نمبر 2 البقرة
آیت نمبر 144
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ
قَدۡ نَرٰى تَقَلُّبَ وَجۡهِكَ فِى السَّمَآءِۚ فَلَـنُوَلِّيَنَّكَ قِبۡلَةً تَرۡضٰٮهَا ۚ فَوَلِّ وَجۡهَكَ شَطۡرَ الۡمَسۡجِدِ الۡحَـرَامِؕ وَحَيۡثُ مَا كُنۡتُمۡ فَوَلُّوۡا وُجُوۡهَكُمۡ شَطۡرَهٗ ؕ وَاِنَّ الَّذِيۡنَ اُوۡتُوا الۡكِتٰبَ لَيَـعۡلَمُوۡنَ اَنَّهُ الۡحَـقُّ مِنۡ رَّبِّهِمۡؕ وَمَا اللّٰهُ بِغَافِلٍ عَمَّا يَعۡمَلُوۡنَ ۞
ترجمہ:
بیشک ہم دیکھتے ہیں بار بار اٹھنا تیرے منہ کا آسمان کی طرف، سو البتہ پھیریں گے ہم تجھ کو جس قبلہ کی طرف تو راضی ہو اب پھیر منہ اپنا طرف مسجد الحرام کے اور جس جگہ تم ہوا کرو پھیرو منہ اسی طرف اور جن کو ملی ہے کتاب البتہ جانتے ہیں کہ یہ ہی ٹھیک ہے ان کے رب کی طرف سے اور اللہ بیخبر نہیں ان کاموں سے جو وہ کرتے ہیں
@Paighameislam123 assalamo alaih
Mohtatam janab itna tarjuma padh kar ham ne bhi jana hai magar kuchh fikri sawal hai jo koi sadiq aalim samjhayen:
1. Aayat ke nazil hone se pahle nabi saw kis rukh mein nemaz padhte the aur allah kab hukm diya tha ke qibla se rukh pher kar nemaz padho? Hmein yeh samjhna hai.
2. Nabi saw nemaz ki halat mein bar bar aasman dekhte the jabke masjid nabawi par chhat dali hui thi. Phir aasmaan kaise dekhte the? Yeh bhi batayen ke woh nemaz ebadat maan kar concentration se nahi padhte the. Hamein yeh daleel ke saath samajhna hai.
3. suna hai ke kaaba hazrate aadam as ke waqt se qibla hai tab nabi ne kaise aur kis aayat ke aane se qibla badal liya tha? Hadees bata hai ke jahan rukh badla gaya woh masjid qiblatain thi. To yeh masjid kahan hai aur use kisne banwaya tha? Nabi saw to sirf masjid nabawi hi banwaye the?
4. Kiya daurane nemaz allah ne v. 2:144 ki tarah koi aur aayat bhi nazil kiya hai? Hawala dein.
5. Yeh batayen ke quran nabi ke seene mein ek hi din allah ne nazil kiya aur kitabon ki tarah ya qiston mein hadsa ke motabiq nazil kiya aur aayat jibraeel as laya karte the. Is baat ki kiya sadaqat hai ke quran allah ne khud nazil nahi kiya balke 23 saal tak jibraeel as ke through nazil karte rahe iski daleel ho to hamein batayen. Qiston mein koi bhi aasmani kitab farishta ke through nazil nahi hui hai. Yeh tareekhi sach hai ke allah ne khud mokammal kitab ata kiya hai. Sirf quran aisi kitab hai jo qiston mein nazil hui hai. Fikr lahaq hai ke yeh jhoothi afwah hai. Mokammal quran allah ne khud bayak waqt nabi saw ko ata kiya hai. Qiston mein bolna allah par bohtan lagana hai. Quran bhi aur kitabon ke manind hai. Special nahi hai. Sabhi kitaben hefazat wali hain tabhi to hashr mein usse taslluq rakhne walon ka alag alag hisab hoga. Jawab ka intezar karenge.
Wa assalam
کاش خضر حیات تواضع اختیار کرتے اور غرور سے باہر نکلتے
جزاک اللہ۔۔۔علامہ صاحب اللہ پاک آپ کو حق بیان کرنے کی مذید توفیق عطا فرمائے۔آمین