Double floor building me net ka network kasa rhta hai? Suppose if router instal on ground floor, is good network on first floor. Or Any other special location there to install router? In middle of floor, like near stairs
Connection disconnect horta hai apne aap... service nhi milega baad mein.... router band ho jaata hai...or Aap fir complaint hi dalte rahoge...on ground koi visit nhi karta..... engineer bina visit Kiye problem solve kar diya hai zutha status update karke closed kar deta hai....fir aapko complaint dalna padega fir same process...aap bas complaint hi dalte rehto ho.... isme aapkae 20 se 25 din nikal jayega...fir bhi koi nahi aayega....aap bas wait hi karte rahoge...yahi agar local se laga doge or problem hone par turant solve karke deta hai.... agar nhi dega toh aap physical jakar do thappad lagakar repair kara sakte ho.... but yaha par bas complaint hi dalte rahoge.
@sourajyotimalakar5201 jab automatic WiFi disconnecte ka problem shuru hoga tab pata chalega.... humne jab launch hua tab hi try karke dekha .hai ..Aaj 2 sal ho gaye inse calling on nhi ho payi.. . jitna paise le rahe hai... woh logo ko chutiya bana kar le rahe hai.....jab 706 rs par month rs ka pack hota hai kyaa koi....2 Hazar koi second hand mobile leke huska hotspot bhi use karenge toh bhi itna mehnga pack nhi padega.
Comments padhne ke bad asa lag raha hai ki jio fiber bhi bekar hi hai airtel black jase. In dono ki service ekdam bakwas hai , vase , main airtel abhi use kr raha hu aur iski service ekdam vahiyat hai .
Bhai review mat do. Mera paisa pura barbaad ho gya. Jio UA-cam aur ott k liye cache server use kar raha hai iisiliye set top box sahi chalta hai. But raw bandwidth bilkul bhi nahi hai. Internet bahut bekar hai. Koi bhi optic fibre connection le lo.
Mera ghar ke mei 5g network toh milta l Lekin 50 meter ki duri par bariya 5g milta hai ...kya humlog wore extend kar sakte hai kya ??
Mera jio home app me login nhi ho rha registrar or alternate dono mobile no se. Customer not found likhata h
Double floor building me net ka network kasa rhta hai?
Suppose if router instal on ground floor, is good network on first floor. Or Any other special location there to install router?
In middle of floor, like near stairs
Ok
6601 ya 6801 router konsa acha hai air set top box mai white ya black
Sir jio 5g nahi hoga jis area me us area me konsa connection lena hai sir
Bhai outdoor camera konsa hai aur price kya hai camera ke ?
Cable ke liye do they charge money?
Nhi
1000🎉
Gaming ke liye kaisa hai
Super hai
Does it provide prepaid plans?
#jioairfiber
To ye wireless kaise hua , jab kuch na kuch external use ho hi rha
2 ya 4 din hi sahi chalega. Uske baad speed aur barish mein band ho jayega
Aysa kuch nahi hai samjha
Tumhara Ghar pakistan me hoga
@@rnsinformationbulletin tu kaha se be sale
@@rnsinformationbulletin😂😂😂
@@rnsinformationbulletin😂😂 sahi bole mera th kuch nahi hota issue hua bhi th jio office 15min k duri pe hai😂
Ye itna pura bundle ek customer ke liye hota hai kya
Customer ko maximum kitne meter dete ho
Yes
Kitne meter ka aata hai bundle
100m ka or jitna use hota h utna hi dete hy 1 meter bhi jada nhi dete.
Yes
Lagane wale 10 m wire ke bad extra oaisa mangta h
Jio ka customer care bhi bekar h problem solved kya sunte hi nhi or speed bhi kam aata h airtel jitna batata h usse jyda hi aata h
Chutiya hai airtel, sabse kharab service aur customer support hai. Please dont waste your money on airtel
Hame ek setapbox chahiye wo kaise buk karna chahiye
Wire kitna milta h 20m ka ya jyda
100 meter wire
Connection disconnect horta hai apne aap... service nhi milega baad mein.... router band ho jaata hai...or Aap fir complaint hi dalte rahoge...on ground koi visit nhi karta..... engineer bina visit Kiye problem solve kar diya hai zutha status update karke closed kar deta hai....fir aapko complaint dalna padega fir same process...aap bas complaint hi dalte rehto ho.... isme aapkae 20 se 25 din nikal jayega...fir bhi koi nahi aayega....aap bas wait hi karte rahoge...yahi agar local se laga doge or problem hone par turant solve karke deta hai.... agar nhi dega toh aap physical jakar do thappad lagakar repair kara sakte ho.... but yaha par bas complaint hi dalte rahoge.
Area pe depend hai bhai
Sab jagah same employee nahi hote na...
@sourajyotimalakar5201 jab automatic WiFi disconnecte ka problem shuru hoga tab pata chalega.... humne jab launch hua tab hi try karke dekha .hai ..Aaj 2 sal ho gaye inse calling on nhi ho payi.. . jitna paise le rahe hai... woh logo ko chutiya bana kar le rahe hai.....jab 706 rs par month rs ka pack hota hai kyaa koi....2 Hazar koi second hand mobile leke huska hotspot bhi use karenge toh bhi itna mehnga pack nhi padega.
Kharcha kitna
Kyc ma kya hota h please help 😢
Adhar card only
Bhai fitting karne wala be extra charge leta hai
Ha agr free me krwana hai sirf recharge ke paise to contact krein
Ha merese bhi le gya 200 but this is illegal
Cable v saath me aat h ya alag se
saath mai
@@atheist_happie kitna cable rhta h
Maine lagwaya mera le gya jo bacha tha aur connection v pura nhi kiya bola sirf wifi chalu hoga baki ka pisa lgega
Total sab kuch mila ke Price kitna hai bhai jio fiber ka
Plz reply
2200 price total
@@sartajsingh3492 aur kitne month ka free milta hai ?
2121
Humko nhi deya gai hai....
Airfiber still not providing landline phone connector .
Prepaid or postpaid?
Postpaid
Mera rs 1800 rupees laga Li 3 day pehle
Kitne month k liye hai
Kaise bhaiya mujhe bhi lgvana h
Kya 300mbps wale me 1000gb ka hi cap hai?
Ha
Mere area me tower 1.2 km hai or bohot bambo ka per hai lag payega kiya
Apane ghar me ya chhatt par jio 5g single aate hai to lag jayega
Yes
agar cable fiber wala service available hai to wahi lagwao. Isme barish wagaira me bekar chalegaa parshaan rahoge
lot of buffering on jio air fiber
Comments padhne ke bad asa lag raha hai ki jio fiber bhi bekar hi hai airtel black jase. In dono ki service ekdam bakwas hai , vase , main airtel abhi use kr raha hu aur iski service ekdam vahiyat hai .
Maine lgaya he brother 6 month complete ho gaya he.apka company vale 706 per month bta rha hai.dekhne ka kisi ko time he nhi.tv bnd pda rehta he
BOKING KY SA KRA
Your coustomer care sarvice is very bad
Isliye mene nhi liya 1k wapas refund aa gya. Ab mast 5G unlimited use kr rha smartphone se
Frod hai bhai mera 2121 le liya avhi tk nhi lga na refund nhi mila
Mera toh lg gya call kro
Kisko diya h paisa 😂😂😂
@@Bluesky.c number bejo
Company Wale liye hai
@@amitKumar-vt8nk call lr ke poocho ek baar verification ke liye aatey h aadhar aur photo payment liye hongey phir kuch hour technician aata h lganey
Bhot hi bekaar h mere 5200 rupee barbaad ho gye
Ab kaisa chalra
Very good
Dhanyawad 🙏
Speed slow
Meri 5g ki lite red jal rhi hai please help 😢
Increase udo hight
Rest kro
Antenna ko thoda idhar udhar Karo hilaouaki direction change kqro
Air fiber ka speed bakbaa hai aur cube nahi deta hai hai
Jio ke chakkar main na pade yeh ek bekar service hai speed ati hi nahi hai product dikha ke customer ko lubhata hai
Jio air fiber bilkul bekaar h isse na lagbaye
Jio air fiber bakwas h speed nahi h isme
Sahi baat h 💯
To bhai konsa buy kare
@@s.ahiL786 normal broadband lagwa lo Jo aapke area m acha ho
Glt bol rhe bhai tum mujhe 1 month ho gya use karte koi problem nhi
30 Mbps mil rhi
Yes mera bhi 100 mbps hai plan mil raha hai merko bhi
Faltu ha maat lagwaoo
Speed 😂
Ek dam bakwas mat lagana
Jio 4k
Bhai review mat do.
Mera paisa pura barbaad ho gya.
Jio UA-cam aur ott k liye cache server use kar raha hai iisiliye set top box sahi chalta hai.
But raw bandwidth bilkul bhi nahi hai. Internet bahut bekar hai.
Koi bhi optic fibre connection le lo.
My bhi lagwaya hu par jio air fiber ka ssid nhi dikhta