Sir mere pita n makan bade bhai k naam kar diya hai aur usme likha h ki jab tak m chahu tab Tak rah sakta hu aur ek bhai dusari manjil par rah sakta h. Ab bhai ka beta makan bechna cha Raha hai kaya Mai usko makan bhechne se rook sakta hu please guide sir
Sirji mere sasur ji ne unke bete ko gift did kiya he unki ladki bhi he to kya beti vo challenge kar sakti he ya nahi. Please sir jawab ki aasha rakhta hu.
Sir mere sasur ne apni sampati jo ki unhe unke pita se mili thi yaani ki mere dada sasur se mere sasur ko. Mili thi . 2019 me mere sasur ki death ho gyi aur jo mere sasur ki samptii thi jo unke pita se unhe mili thi mere sasur ne hme btaye bina will bna kr mere dewar ko de di mere pati ko kuch nhi mila. Na mere bete ko Diya aur is baare Me jb tk mere sasur jinda the btaya bhi Nhi gya. Hme kya krna chahiye apna hissa lene ke liye
Mai ek jamin liya hu jiske naam par jamin tha wo expir ho gaya hai uski wife se liya hu rasid bhi kt raha hai ghar bhi bna liya hu ab jake uski daughters title shoot kiya hai ab kya hoga kya mera makan tut jayega😢
सर मेंने 1 जमीन खरीदा था और उसका दाखिल खारिज भी करा लिया हूँ और पकी बाउंड्री भी करा अब पता चला है कि उसी जमीन को एक दूसरे के साथ बेच दिया है और उसका भी दाखिल खारिज नहीं हुआ है अब क्या होगा कृपया बताये
Sir hamare ghar ka batvara 15 sal pahle apsi batvara hua tha jamin 2 jagh thi 1,1 jagah le liya tha usme se dusre ne jamin bech di ab kya kar sakte hai
सर मेरे दादा जी ने पैतृक सम्पत्ति कृषि भूमि को मेरे ताऊजी और चाचा जी और उनकी पत्नियों को दान पात्र में बैनामा कर दिया है और मेरे पिता जी कुछ नहीं दिया है। अब हम क्या करें।
सर मेरी एक बहुत पुरानी जमीन है मान के चलिए जमीन के 10 हिस्सेदार है जिसमें से 5 हिस्से की जमीन को बेच दिया गया है चुकी वहा मोके पर 6 हिस्से की जमीन ही थी और 5 हिस्से की जमीन बेच दी है और बाकी के हिस्स दबे हुए हैं तो जमीन पूरी नहीं हो रही तो सर मुझे बताईये मैं क्या करू जिससे मेरी जमीन पूरी होकर मुझे मिल जाए सर आपका बहुत आभार और धन्यवाद होगा कृपा करके मेरी मदद करे
Agr pita ne apne pita ki property apne naam kr di aur baad me pita ne apne pita se apne naam ki huyi peoperty apne chote bete apne jinda rhte vasiyat me de di. Bde bhai ko is baare me pta hi nhi tha jb pita ki death huyi to pta chla ki bde bhai ko pita ne kuch nhi diya. Na bde bhai ko ye pta tha ki unke dada ne apni property apne jinda rhte apne bete ke naam kr di. Aise me kya us property me apna haq mang sakte h. Kyunki vo property pita ki kamayi nhi dada ki thi jo dada ne apne bete ke naam ki thi aur pita ne baad me vasiyat kr chote bete ko de di.
सर मेरे चाचा जी ने अपने 3 भाईयो के साथ धोका करके मेरे दादा जी का अपहरण करके पैतृक संपत्ति को अपनी पत्नी के बैनामा करवा लिए है मैं क्या करू सर बहुत परेशान हु कृपया मार्गदर्शन करे।
sar vasiyat meri mummy ke naam hai aur mere Nana ne ki thi aur vah jameen mere mama ne bhej Di ismein ham kuchh kar sakte hain apni jameen Ko wapasi le sakte hain Jo Nana ne mummy ke Naam ki thi vasiyat se
Kanun se hi madar hota hai agar bap beimani kare to uska koi kanun nahi hai Imandari se agar beta bap ke name se Jamin kharid De or bad bap chota bete ko De ye kaha ka kanun hai
Aap pahle will ko samjhe aur maine jo judgement diya hai video me use googal per search kar padhe tab samajh me aayega ki mai sahi hu aur aap galat ho .please read the given judgement then made comment .I am absolutely right brother .
आपकी जानकारी इतनी अच्छी है की मैं क्या बोलूं आपके बताने का लहजा बहुत ही बेहतरीन है सिंग जी । आपके सब्द 24 कैरेट सोने के जैसे शुद्ध है ।
All.the.best
Sir mere pita n makan bade bhai k naam kar diya hai aur usme likha h ki jab tak m chahu tab Tak rah sakta hu aur ek bhai dusari manjil par rah sakta h. Ab bhai ka beta makan bechna cha Raha hai kaya Mai usko makan bhechne se rook sakta hu please guide sir
Thanks
Welcome
Thnks sir aapne sari confujn dur kr di😊
Very nice very like video
Sirji mere sasur ji ne unke bete ko gift did kiya he unki ladki bhi he to kya beti vo challenge kar sakti he ya nahi. Please sir jawab ki aasha rakhta hu.
Pushtaini sampatti ko pita Akela bhej sakta hai kya dadaji ki sampatti ko dohrane vivad court mein chalte hue kripya margdarshan Karen
Sar main Apne pita ki iklauti unhone apni sari sampatti ek bhatije Ko Dan mein dadi ab hamen kya karna chahie
Sir vasiyat k kisi ka ghr ka name dal jye or uska offical name kuch or hai to kya kre or jo vasiyat krne wala hai usko death ho chuki hai
sar ismein kuchh kiya jaaye to jarur batana comment mein ya video banakar thank u sar
Thanks sir
Sir mere sasur ne apni sampati jo ki unhe unke pita se mili thi yaani ki mere dada sasur se mere sasur ko. Mili thi . 2019 me mere sasur ki death ho gyi aur jo mere sasur ki samptii thi jo unke pita se unhe mili thi mere sasur ne hme btaye bina will bna kr mere dewar ko de di mere pati ko kuch nhi mila. Na mere bete ko Diya aur is baare Me jb tk mere sasur jinda the btaya bhi Nhi gya. Hme kya krna chahiye apna hissa lene ke liye
sar Ko jarur batana ki ismein kuchh kar sakte ya nahin 2002 mein kara tha
Hello sar hamare pitaji ne hamare chhote Bhai ki Bahu ko Puri Dharti ka daan Patra kar Diya kya bol St cancel ho sakti hai sar
Sampatti kon thi ancestral or self acquired?
आदरणीय सर मेरे पिताजी ने पैतृक संपत्ति मैं मेरा हिस्सा ना लगाकर मेरे शेष दो भाइयों में इसकी वसीयत कर दी है इस मामले में मैं क्या करूं
@@AnandKumar-qo8wy Vasiyat cancell hoga
Hello sir please share your number@@Teamsdvocatevdsingh
Mai ek jamin liya hu jiske naam par jamin tha wo expir ho gaya hai uski wife se liya hu rasid bhi kt raha hai ghar bhi bna liya hu ab jake uski daughters title shoot kiya hai ab kya hoga kya mera makan tut jayega😢
सर मेंने 1 जमीन खरीदा था और उसका दाखिल खारिज भी करा लिया हूँ और पकी बाउंड्री भी करा अब पता चला है कि उसी जमीन को एक दूसरे के साथ बेच दिया है और उसका भी दाखिल खारिज नहीं हुआ है अब क्या होगा कृपया बताये
Jiski registry pahle hogi usi registry ko kanoon valid manta hai. T. P. Act
Sir hamare ghar ka batvara 15 sal pahle apsi batvara hua tha jamin 2 jagh thi 1,1 jagah le liya tha usme se dusre ne jamin bech di ab kya kar sakte hai
Title suit file batwara ke aadhar per kare
Ok sir
Pushtaini sampatti ko pita Akela bhej sakta hai kya dadaji ki sampatti ko dohrane vivad court mein chalte hue
No
12 acore mese 10 acare petrik jamin dada ne pote ke name vasoyath kardi kewal 2 एकड़ चोर di kya will cancel hogi. Ya nhi ❤
सर मेरे दादा जी ने पैतृक सम्पत्ति कृषि भूमि को मेरे ताऊजी और चाचा जी और उनकी पत्नियों को दान पात्र में बैनामा कर दिया है और मेरे पिता जी कुछ नहीं दिया है। अब हम क्या करें।
Civil court me title partition cum declaration suit file kare. Gift bhi cancel hoga aur aapka hissa bh aapko mil jayega
Bhaiya yahi problem hame bhi hai aap ne kya please mujhe bhi bto mere pita ji bhi nahi hai 😢😢
Hamare pitaji ne paitrak sampatti apne Naam kar li hai aur vah ek hi bete ko sari property Dena chahte Hain iske liye kaun sa Kanoon.hay
Title partition suit file karen
sar ismein reply aap jarur Dena kya karna chahie
सर मेरी एक बहुत पुरानी जमीन है मान के चलिए जमीन के 10 हिस्सेदार है जिसमें से 5 हिस्से की जमीन को बेच दिया गया है चुकी वहा मोके पर 6 हिस्से की जमीन ही थी और 5 हिस्से की जमीन बेच दी है और बाकी के हिस्स दबे हुए हैं तो जमीन पूरी नहीं हो रही तो सर मुझे बताईये मैं क्या करू जिससे मेरी जमीन पूरी होकर मुझे मिल जाए
सर आपका बहुत आभार और धन्यवाद होगा कृपा करके मेरी मदद करे
आप मुझसे संपर्क करे पर्सनल
सर मेरे बहीन जमीन है सर इस जमीन द्सरे लोग कबजा करना चाहते इस को कैसे रोके
Ok
Agr pita ne apne pita ki property apne naam kr di aur baad me pita ne apne pita se apne naam ki huyi peoperty apne chote bete apne jinda rhte vasiyat me de di. Bde bhai ko is baare me pta hi nhi tha jb pita ki death huyi to pta chla ki bde bhai ko pita ne kuch nhi diya. Na bde bhai ko ye pta tha ki unke dada ne apni property apne jinda rhte apne bete ke naam kr di. Aise me kya us property me apna haq mang sakte h. Kyunki vo property pita ki kamayi nhi dada ki thi jo dada ne apne bete ke naam ki thi aur pita ne baad me vasiyat kr chote bete ko de di.
Title declaration suit file kar Vasiyat cancell Kiya Jaa sakta hai .
Mujhe bhi puchna hai
सर मेरे चाचा जी ने अपने 3 भाईयो के साथ धोका करके मेरे दादा जी का अपहरण करके पैतृक संपत्ति को अपनी पत्नी के बैनामा करवा लिए है मैं क्या करू सर बहुत परेशान हु कृपया मार्गदर्शन करे।
Bhai
Mere sath bhi aisa hu
🎉
Agar ek gavah jhuthi gavahi de yo kya hoga
Witness signature ka milan kar gawah ko galat sabit kare
sar vasiyat meri mummy ke naam hai aur mere Nana ne ki thi aur vah jameen mere mama ne bhej Di ismein ham kuchh kar sakte hain apni jameen Ko wapasi le sakte hain Jo Nana ne mummy ke Naam ki thi vasiyat se
Title declaration suit civil court me mama per file karen .
Mere papa ak bete ko likh diya mujhe nhi diye
Kya kru mai
Kanun se hi madar hota hai agar bap beimani kare to uska koi kanun nahi hai Imandari se agar beta bap ke name se Jamin kharid De or bad bap chota bete ko De ye kaha ka kanun hai
Aap pahli patni or dusri patni ko lekar canfusrd ho
@@udayrajshaktawat7064 no share always be decided in class 1 heir of the deceased bo in the life time of first wife second marriage is void .
कुटुंबातच खरेदी वर दावा करता येतो का ?
Galat bta rhe ho aap....... Uttrakhand mai paitrik sampiti mai vasiyat jiske naam se bnii hai uski jeet hui hai
Aap pahle will ko samjhe aur maine jo judgement diya hai video me use googal per search kar padhe tab samajh me aayega ki mai sahi hu aur aap galat ho .please read the given judgement then made comment .I am absolutely right brother .
@@Teamsdvocatevdsingh agr dada ne paitrik sampiti ki registered vasiyat direct naati kae naam se bnaai hai...
Tho wo vasiyat case m jaan daal skti hai
Dada
/ \
Son son
/ \ \
Son* son* son (vasiyat) iske naam ki hai
Kya seen rhega
@@Dha615Bina batwara kiye paitrik sampatti ka vasiyat void hoga .Vasiyat sirf apne share ya apni kamai huie sampatti ka kiya jaa sakta hai .
@@Teamsdvocatevdsingh Tho advoacte ne paitrik sampiti ki vasiyat ksse bnaai sir..... Mtlb usne bewakoof bna diya
1/10 kyo.