Bhai aapne bata toh diya ki Banking awareness bahut important hai lekin do you know sir ab 2-3 parts add karte hai, koi koi toh 3hr ki bhi hoti hai Aur sir itna jaday explain karte hai, jo ki aacha hai but mujhe toh samjh hi nahi aata ki pdf ke questions yaad raku ya sir jo bolte hai woh, aur upar se rbi circular ko bas explain kar dete hai lekin yeh nahi batate ki question kaise pucha jayega isse samjh hi nahi aata ki us rbi circular ke paragraph mai yaad karne wali cheez hai kya nahi Please explain
Obviously pata hai mujhe bhai. Lekin abhi bhi same suggest karunga. Aap socho ki aap saari videos 1 week me khatam karke exam de aao toh voh theek nhi. Apko karte rehni paregi but it will be worth it, yahi kahunga. Pdf download karke samne rakho aur jo extra points bataye likhte hai. Rbi circular ka simple hai, bas samjh lo. Usme se kaisa bhi question banega kar loge. Jo voh bataye rbi circular me sirf utna yaad rakho. Pura paragraph yaad karne ki jarurat nhi.
Sbi clerk mains mai mene ese hi GA cover ki thi.. STUDY IQ+ PM quizzes aur jo neeche extra explanation Diya tha woh bhi kaafi imp hai 1-2 questions toh meri shift waha se hi aagye the..but haan mne banking awareness itne acche se ni kiya the ab ye saare points aad on krne wali hun jo aapne extra btye..anyway mjhe ye puchna hai aap se aapne bola HANDWRITTEN notes aap print out nikalwate the I mean kaafi jyada pages ni ho jaate hai?? I mean notes kaam book jyada lagti hai cover ho jata tha??
Yes printout nikalwa tha me. Aap chaho toh sirf pdf se bhi kar sakte. Mujhe mere samne physical notes chaiye hote the better lagte hai. Bulk me karate ho toh saste hote hai. Aur sirf latest 2 months ke daily CA ke printout nikalwa lo. Baaki toh banking CA ke notes khud bhi bana sakte. Aur best 300 latest 2 months ko chorke baaki mahino ka nikalwa lo.
@@sandhyakumari9881 Don't be nervous. 15/20 mins me karke nikal gye the hum sab toh, 1 ghante ka time Diya tha. Bahot easy hai. Passage se dekh dekh kar he aadha paper ho jayega aaram aur baaki bhi simple aayega.
@@ShikhaVerma457 17th tak sale hai. 500 me mil rha Sir ka Current Affairs Course ya fir koi bhi unka course. Code- GG499 Start your preparation right away then
@@ShikhaVerma457 Static vaala banking awareness nhi hoga. Lekin Banking Current Affairs ussi me honge. Aap content me jaake dekh sakte ho aaram se ki andar kya kya hai fir acha Lage toh le lena
Thankyouuu soo much🙌
@@tulsiarora7015 Glad you found it helpful. All the best✨😄
Thank you brother 💫
Glad you found it helpful✨
Thank you sir ❤
Hope it helps💯
Please English per full video bna do bht saare baccho ki help ho jayegi please 🙏
Ekdum ekdum. I'm aware don't worry. Kaafi baccho ke requests hai. Mein banaunga jald he. Abhi thora sa busy hu, abhi khud train me hu, joining ke liye ja rha. Jaise he time milta I'll upload.
Bhai aapne bata toh diya ki Banking awareness bahut important hai lekin do you know sir ab 2-3 parts add karte hai, koi koi toh 3hr ki bhi hoti hai
Aur sir itna jaday explain karte hai, jo ki aacha hai but mujhe toh samjh hi nahi aata ki pdf ke questions yaad raku ya sir jo bolte hai woh, aur upar se rbi circular ko bas explain kar dete hai lekin yeh nahi batate ki question kaise pucha jayega isse samjh hi nahi aata ki us rbi circular ke paragraph mai yaad karne wali cheez hai kya nahi
Please explain
Obviously pata hai mujhe bhai. Lekin abhi bhi same suggest karunga. Aap socho ki aap saari videos 1 week me khatam karke exam de aao toh voh theek nhi. Apko karte rehni paregi but it will be worth it, yahi kahunga. Pdf download karke samne rakho aur jo extra points bataye likhte hai. Rbi circular ka simple hai, bas samjh lo. Usme se kaisa bhi question banega kar loge. Jo voh bataye rbi circular me sirf utna yaad rakho. Pura paragraph yaad karne ki jarurat nhi.
@@afinebanker thanks bhai
Sbi clerk mains mai mene ese hi GA cover ki thi.. STUDY IQ+ PM quizzes aur jo neeche extra explanation Diya tha woh bhi kaafi imp hai 1-2 questions toh meri shift waha se hi aagye the..but haan mne banking awareness itne acche se ni kiya the ab ye saare points aad on krne wali hun jo aapne extra btye..anyway mjhe ye puchna hai aap se aapne bola HANDWRITTEN notes aap print out nikalwate the I mean kaafi jyada pages ni ho jaate hai?? I mean notes kaam book jyada lagti hai cover ho jata tha??
And yeah All the best for the LPT I think ab tk toh ho gya hoga 😅👍
Yes printout nikalwa tha me. Aap chaho toh sirf pdf se bhi kar sakte. Mujhe mere samne physical notes chaiye hote the better lagte hai. Bulk me karate ho toh saste hote hai. Aur sirf latest 2 months ke daily CA ke printout nikalwa lo. Baaki toh banking CA ke notes khud bhi bana sakte. Aur best 300 latest 2 months ko chorke baaki mahino ka nikalwa lo.
Aap telegram group par ho toh shi.
Vaha maine LPT ke regarding pure din updates diye hai aaj, SBI ki pictures bhi daali thi.
@@afinebanker ok- ok smjh gye 🥳
@@afinebanker Haan aapne share Kiya tha but woh acche se download ni ho pa rhe the .. connection Problem tha thora idhar because of the rain ..
Bhai tumhara LPT kaisa gaya Mine is tomorrow ...I am very nervous...
@@sandhyakumari9881 Don't be nervous. 15/20 mins me karke nikal gye the hum sab toh, 1 ghante ka time Diya tha.
Bahot easy hai. Passage se dekh dekh kar he aadha paper ho jayega aaram aur baaki bhi simple aayega.
Bhai gaurav garg sir ke GA ka course kaise purchase kru? Means app ka name kya h? aur usme koi offer chl rha h please btana ?
StudyIQ app and website dono hai. Dono pe chala sakte. Telegram par message kar dena. Offer bata dunga agar abhi chal rha hoga toh try kar lena.
@@afinebanker 👍
@@ShikhaVerma457 17th tak sale hai. 500 me mil rha Sir ka Current Affairs Course ya fir koi bhi unka course. Code- GG499
Start your preparation right away then
@@afinebanker Thanku so much bhaiya .. but ek cheej puchna tha current affairs purchase krne per banking awerness bhi usi me include rehaga ?
@@ShikhaVerma457 Static vaala banking awareness nhi hoga. Lekin Banking Current Affairs ussi me honge.
Aap content me jaake dekh sakte ho aaram se ki andar kya kya hai fir acha Lage toh le lena