Walaikum Assalam Warehmnatullahi Wabarakatuh Nahi, Auraton aur mardon ki namz mein koi farq nahi hai Jo farq hain woh Namaz ki kefiyat se alag hain Jaise Dupatta dhakna, Namaz ghar mein padhna afzal hai wagerah. Allahu Alam
Assalamu alaikum rahmatullahi wa barakatuh Raheem hai Moradabad se baat kar raha Mera sawal hai yahan surah Rahman surah tabarakallazi amanar rasulu ke akhri 2 ayat teen chij bhi roj ek sau sau bar padh sakte hain log kah rahe Hain ki yah Rose padhna bidat hai Sahi Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam se kya sabit hai maloom kijiye assalamu alaikum rahmatullahi
Subhanallah alhamdlilah mashallah lailahillah allahuakbar shukriya jazakallah fiamanallah
Mashallah
Mashaallah jazaqallah khair shaikh aameen
Masha-Allah
Nice subhanallah
Subhanallah
جزاك الله خيرا
Shuban Allah.. Or maine manga bhi... Pura bhi hua... Allah hu akbar❤❤
Dua arabic me mangi thi ya apni local urdu language me
ALLAHU AKBER
Masha allah
Allah aapko jannat naseeb kare
Aap jo batate h Hume use samjhne se jyada amal karna chahiye
Aslamalykum rahmatullahi barkatuhu aurton aur aadmiyon ki namaz ka tariqa same hai ya different please is k bare m bataye
Walaikum Assalam Warehmnatullahi Wabarakatuh
Nahi, Auraton aur mardon ki namz mein koi farq nahi hai
Jo farq hain woh Namaz ki kefiyat se alag hain
Jaise Dupatta dhakna, Namaz ghar mein padhna afzal hai wagerah.
Allahu Alam
As salaamu alaikum WA rahamatullahi WA barkaatahu, Farz Namaz k Sajde me bhi maang sakte Hain kya ???????? Please bataayen.
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Farz me b dua kr skte h
Lekin arbi me
Haan maang sakte hain Farz mae
@@nether0701 Arbi dua yaad nahi hai tau urdu mae b maang sakte hain..
Janab aapne ye nahi bataya keh kis namaz main dua karna chahiye Fafz main sunnat main ya Nafil namaz main.
Shaikh Mohtram ne isko mutlaq (Aam) rakha hai kisi bhi Namaz mein maaang sakte hain. Farz, Nafil ki koi takhsees nahi ki hai Shaikh ne.
Ji shukriya jazakallah khair.
@@iPlusTVonline apni juban mein bhi kar sakte kya
Nafil nmaz me kar skte h apne jaban @@AbdulRaheem-777
@@iPlusTVonlinelakin agr faraz namaz ke sajede me apni jaban me dua krege to fir namaz ka formate to arbic hota h
Apni zaban me bhi dua kar sakte hai kya
JI!,KAR SAKTE HAIIN
@@iPlusTVonline jazakallah khair
Kis language mai dua kar saktey hai only in Arabic?
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Kiya shekh puri namaz urdu translate me pad sakte hai
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Kya urdu or english me dua mang sakte hai sajde me
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Namaz ke sajde me qurani duae padhna kya mana he ????
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Hindi me ke arabi me??????
Assalamu alaikum rahmatullahi wa barakatuh Raheem hai Moradabad se baat kar raha Mera sawal hai yahan surah Rahman surah tabarakallazi amanar rasulu ke akhri 2 ayat teen chij bhi roj ek sau sau bar padh sakte hain log kah rahe Hain ki yah Rose padhna bidat hai Sahi Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam se kya sabit hai maloom kijiye assalamu alaikum rahmatullahi
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
9820055882 per Message karke sawal kar lijiye
Apni zabaan me karsakte hai Kya iski Kya daleel hai Koch log kahte hai apni zabaan me nahi karsakte isliye please rehnumai Kare daleel k saath
Al-Hamdulillah Shikh ne Kafi - Shafi Jawab inayat farmaya
Jazakallahu khaira
Namaz me Dua mangne se Namaz to nahi totgi???
Shaikh ne jo mas'ala bayan kiya hai uske mutabiq dua maangna jaiz hai aur aisa karne se Namaz mein Farq nahi aayega
@@iPlusTVonline Jazak ALLAH
Ma shaa Allah
Mashallah
Subhanallah