Jyada saman hai to koi bhi hotel ya dharmshala me locker room me jayega or kam hai to mandir k paas Prasad Walo k yaha bhi bag rakh sakte hai kuch charge dekar 🙏
आपकी Train किस Date को, कितने बजे Indore पहुची थी??? अगर आप अपने Video में Time भी बताते या दिखाते रहे तो Trip Plan करना आसान रहेगा। जैसे आपने बस चलने का समय 11.30am बताया।
आप इंदौर चाहे सुबह दोपहर या शाम जब भी आएंगे आपको ओंकारेश्वर ज्योतिर्लिंग के लिए आसानी से बस मिल जाएगी । ओंकारेश्वर में बहुत सारी धर्मशालाएं और होटल है जहां आप ठहर सकते हैं
बस स्टैंड से आप जैसे ही मंदिर तरफ जाएंगे बीच में आपको बहुत सारी होटल एवं धर्मशाला मिल जाएगी । डेम का नजारा ओंकारेश्वर परिक्रमा मार्ग से जाकर देख सकते हैं इस मार्ग पर काफी अच्छे मंदिर नर्मदा संगम देखने को मिलता है
@@ABHISHEKMANDLOI393 Jai bhole baba mai June me hi jana hai per ek ladki vlog bnati hai wo bol rhi thi mai iss sir chakrane Wale raste ko yaad nhi kerna chahti ye dekh ke mujhe tension ho gyi thi
Bhaiya me or mera dost dono ujjain se Darshan kr le aaj hi night m Indore ki train se indore pahuch jaynge pls omkareshwar ke liye jaha se bus milti h us bus stand ka nam bta dijiye or kitna kiraya lagega omkareshwar tk ka pls reply me
🙏জয় ভোলানাথ এর জয় 🙏 খুব ভালো লাগলো আপনার ভিডিও, ধন্যবাদ।👍
🙏🙏
Bhut badhiya. ....vdo dekhker. Lga ki indore 1st time jane me koi paresani nahi. Aaegi
Thank you 😊
Bahut sundar mere ko bhi jana h darsan karne 👏👏👌🏻
Ji dhanyawad 🙏
Kya aap Rajendra nagar railway station se indore station aaye
Jai Ho omkareshwar
🙏🙏
Bahot acchi video banayi h
Thank you 😊
Omkareshwar sa indore aneka morning 1st bus kitne baje thaaa ??
6 bje
@ABHISHEKMANDLOI393 fare kita hoga .... Redbus pe 3 bus show ho raha hain uska fare 750 bahut jeydaa ....
Thank you sir ji very informative video ham v Jane ki soch rahe hai august me🙏🙏🙏🙏
🙏🙏
Sahi tha bhai need more videos like this 🙏🏻 Har Har Mahadev
🙏🙏
Apka har video acchi hai kaafi accha laga sir apki video dekhkar
Thank you 😊
Bhai omkareshwar mai saman rkhne ke liye locker room hai kyaa
Ha hai
Kaha par he
Jyada saman hai to koi bhi hotel ya dharmshala me locker room me jayega or kam hai to mandir k paas Prasad Walo k yaha bhi bag rakh sakte hai kuch charge dekar 🙏
Aapki hr video acchi hoti hai....
Ji dhanyawad 🙏
acha ujjain se omkareswar k leye bus kha s mielga aur time kitna baje ka hi
Nana kheda bus stand n railway station bus stand bahut bus hai
Bhai Aap Mic Konsa Use Karate Ho❓ Please Replay
Phone ka hi hai brother 😊
Bahut hi badiya video dhanyawad
🙏🙏
Very nice ase hi video banate raho har har mahadev
🙏🙏
Bhai Ham bhi Baba ke jaldi Darshan Karne Wale Hain nice video
🙏🏻🙏🏻
Kya mandir m mobile l ja skte hi
Ha
Omkareshwar to Khandwa last bus kitne baje ki hai
9 bje tak h ya aap mortakka ja sakte ho waha se khandwa ki bahut sari bus mil jayegi
Kya omkaleswar sw ujjain ki bus mil jyegi😊
Ha mil jaayegi
Bhai night ma omkareshwar se khandwa station jana ha last bus timing
10 bje tak
Bhaiyaa aap rau station pe thee mene dekhaa thaa
Yes brother ❤️
Koi indore ya omkareshwar ka h kya jo mujhe thoda guide kar sake please 😊😊😊
Kya information chahiye thi
And khandwa railway station se omkareshwe najdik hai ki durr
Same h Indore se
Indore se omkareswar k liye bus book nai karna padta?
Omkareswar bus stand se mandir tak auto nai le sakte?
आपकी Train किस Date को, कितने बजे Indore पहुची थी???
अगर आप अपने Video में Time भी बताते या दिखाते रहे तो Trip Plan करना आसान रहेगा।
जैसे आपने बस चलने का समय 11.30am बताया।
आप इंदौर चाहे सुबह दोपहर या शाम जब भी आएंगे आपको ओंकारेश्वर ज्योतिर्लिंग के लिए आसानी से बस मिल जाएगी । ओंकारेश्वर में बहुत सारी धर्मशालाएं और होटल है जहां आप ठहर सकते हैं
Kya train se nahi jaa sakye kya agar hai to please batao ❤
Nahi hai train 😊
Indore railway station se omkareswar tak bus service subha kab tak start hota he ????
6 bje se
A to z fine description
Thank you 😊
Bhai apne bag kaha rakha darshan ke pehle?
Bahut sari hotel hai jaha locker room mil jayega ya Prasad Wale bhi bag rakhte hai 30 se 50 rs lete hai
इंदौर se omkareshvar kitna time lafa
3 ghante
Omkareshwar bus stand me cloak room he kya? 2 travel backpack rakh be ke liye?
Mandir taraf clock room mil jaega
हर हर महादेव
🙏🏻🙏🏻
Ek no.🎉
🙏🙏😊
Bahut khoob
🙏🏻🙏🏻😊
12jyotirling train pr video bna ye
Darshan ke liye kitna time laga
Omkareshwar se indore ke liye return bus subah kitne baje se mil jayegi
6.30
Lakshmi bai nagar se bhi bus milti h kya bhai
Nahi aapko sarvate bus stand aana hoga
Best video sir ji
🙏🏻🙏🏻
जय भोलनाथ ❤
🙏🙏
Very nice👍
Thank you 😊
Bus ka kiraya??
130/- rs Puri video dekho brother sari information batai hai
Aur omkareshwar re return ujjain ke liye bus all time available rahati he kya?
Me mere parents jo sr citizens he unko leke nxt month aane wala hu
Ha mil jayegi but yadi direct na ho to Indore aa jana waha se har 10 minute me bus hai
Brother Me Is Time Gwl Railway Station Pe Hi Betha Hu Malwa Ke Intezar Me 😁😍
Happy journey brother 😊
Indore station to Omkareshwar kitna time lga hai bus mei ???
And last bus kis time tk milti hai
Sari information video mein bataiye hai brother puri video dekhen 3 ghante lagenge last bus 10:00 bje tak hai
Jay shree Krishna
🙏🏻🙏🏻
Omkareshwar me dharmshala kaha par hai rukane ke liye
Bahut sari dharmshala or hotel hai mandir jate time hi dikh jayegi
Omkareshwar mandir rat me kitane baje Tak darshan suru rahata hai???
10 bje tak
Indore se omkareshwar ke liye rat ko last bus kitane baje rahti hai
Bhai time kitna lagega ? Indore se bus me lgbhg kitna time lg jata hai
3 ghante
Nice video bro.
Is there any luggage Deposit counter in Temple Premises at Omkareshwar Mahadev Temple ?
Kindly reply .
Temple jate samay apko dikh jayega aaram se luggage jama kar sakte hai yadi luggage kam hai to Prasad Wale bhi rakh lete hai koi problem nahi hogi
Bhai aaspaas hotels mil jayegi kya or indore station se kitna time lga bus m
Bahut sari hotel hai watch Full Video sari information detail me bataya hai
धर्मशालाओं और बाकि जगहों पर कैसे आसानी से जा सकते है जैसे डेम, Unity of Oneness etc.
बस स्टैंड से आप जैसे ही मंदिर तरफ जाएंगे बीच में आपको बहुत सारी होटल एवं धर्मशाला मिल जाएगी । डेम का नजारा ओंकारेश्वर परिक्रमा मार्ग से जाकर देख सकते हैं इस मार्ग पर काफी अच्छे मंदिर नर्मदा संगम देखने को मिलता है
Omkareshwar KO bus kite baje milegi
Har 1 ghante me hai bhai
Time kitna lga bus se
2.30 se 3 ghante
Superb video
Thank you 😊
bhaiya kitne घंटे लगगे
3 ghante
Omkareshwar bus stand se mandir chalke jana padta hai ya auto se kitana samay lagta hai ???? senior citizens sath ho to
Ha auto mil jayega 2km hai temple
Auto se kya charge lete hai
20/- rs savari
Bhaiya bus ka kitna rent laga
150/-
Train nhi h omkareshwar ke liye plz RPL
Nahi hai Indore se bus se jana padega
Omkareshwar jyotirling ki jay
🙏🙏
Bhai indore se nashik Jane me Kitna time lagta hai or bus timing Kaya hai pls pls reply
9 hours lagbhag lagega bahut bus h nashik k liye
❤ जय भोलेनाथ
🙏🙏
Ye government bus stand hai ya privet
Private bus allowed hai vaha ander
Private bus hi chalti hai
Bholenath mere nath sunlo nath
🙏🙏
Bhaiya bag rakhne ki kya vyavashtha hai?
Prasad ki dukan pe rakha sakte ho
Khandwa sai ksy jye
Bus mil jayegi direct
@ABHISHEKMANDLOI393 kha sai milega station kai bahar sai yaa phir koi bus stand sai ....
New bus stand jana padega 2 km hai
indore se omkareshwer najdik hai ki ujjain se..??
Indore se
Hello doctor aaj kon kon ja rha hai Darshan karne ??
भाई ट्रेन कब से बंद होचुकी है
Aap kis month me gaye the
September
Overall ek no video😍😊👌👏👏
Thank you brother 🙂
Raat me indore se omkareshwar k liye travel karna safe hai kya? Kiyunki meri flight indore land karegi raat k 9 baje. Please help me
Aap Raat Indore stay Karen subah morning mein 6:00 baje se bus start ho jaate Hain sarvate bus stand se
Any special entry darshan hai tho batao turant. Mai jane wala hun.
Kitna time lagega special darshan ke liye batao
Ho jayega waha pandit ji milenge unse baat kar ke direct entry ho jayegi
Narmada nadi me pani gahara hai kya nahane ke liye
Nagar ghat h nahane ke liye waha badiya naha sakte ho
Indore se omkareshwar ke raste me dar to nhi lgta? Pahadi rasta hai na chakker to nhi aayenge?
Koi problem nahi aayegi
@@ABHISHEKMANDLOI393 Jai bhole nath mai Jane lgi hu .ek vloger ne bola mai
@@ABHISHEKMANDLOI393 Jai bhole baba mai June me hi jana hai per ek ladki vlog bnati hai wo bol rhi thi mai iss sir chakrane Wale raste ko yaad nhi kerna chahti ye dekh ke mujhe tension ho gyi thi
Bhai sleeper bus mil jaati hai omkareshwar k liye
Yes brother
Darshan karne ke liye time lagta hai?
1 ghanta mano
My dear brother is it possible to handicapped person visit Omkareshwar and one more thing any lift facility for handicapped person
Omkareshwar me stay krne ke liye hotel ha ya nahi
Aur omkareshwar se indore ke liye kis kis buses chalti ha
Bahut sari hotel or dharmshala hai subah 6:00 se Raat 9:00 Tak Indore ke liye bus hai
Pura video me bus ticket price hi nahi bataye 🥲
बताया 140₹
Fare kitna Hai bus ka 13:01
130/-
@@ABHISHEKMANDLOI393 TQ bhai hame bhi Jana hai
🙏🙏
140
@ABHISHEKMANDLOI393 bhai Indore se scooty rent krke Jaa sakte kya, saath hi aap mamleshwar nahi gaye.
Bus fare our journey time thi pholo bhai please
Watch Full Video brother sari information di h
Bhaiya me or mera dost dono ujjain se Darshan kr le aaj hi night m Indore ki train se indore pahuch jaynge pls omkareshwar ke liye jaha se bus milti h us bus stand ka nam bta dijiye or kitna kiraya lagega omkareshwar tk ka pls reply me
Indore railway station se thoda sa aage hi sarvate bus stand hai wahi se omkareshwar jyotirlinga k liye bus mil jayegi 140/- rs kiraya lagega
@@ABHISHEKMANDLOI393 itne achche se comment ka reply koi nahi deta tq so much bhaiya
भाई जी आप जैसा वीडियो और रिप्लाई देना मैने आज तक नही देखा ,आप कभी चित्रकूट आइए स्वागत है आपका
जय कामतानाथ जी ।।
जी धन्यवाद आपका 🙏
sir aapne apna bag kaha pe rakha andar mandir jaate waqt ? kya waha pe koi suvida hai bag rakhne ki ?
Ha jaha se aap Prasad loge waha kuch dukano me bag rakh sakte ho
@@ABHISHEKMANDLOI393 ok thank you sir for information and nice vlog 👍
Thank you bhai
😊❤️
Brother Kya Koi Train Nahi Hai Indore Se Omkareshwar Ke Liye Bus Me Ulti Hoti Hai Bhai Pls Reply
Nahi h brother
@@ABHISHEKMANDLOI393 thanks Bhai
Avomine tablet le lijiye ga journey s ek ghanta phele Khali pet ulti nhi hogi..her her mahadev
Nahi bro koi train nahi hai abhi to
❤❤❤nice❤❤
Thank you 😊
bhai apne khi toilet, khane, rates ka nhi btya.. people need s basic knowledge.. river temple to sb dekh hi lenge.. so increase your efforts+ve
Brother omkareshwar me bahut sari hotel hai jaha 150 se 200 me badiya khana mil jayega 🙏
Indore to omkareshwar time ka bus
Morning 5.30 se start h har 1 hour me ya khandwa bus se mortakka tak ja sakte hai waha se Omkareshwar k liye bus mil jayegi
Indore se omkareshwar tak bus kiraya kitna
140/-
Bhaiya main june 14 ko jana chahata hoon omkareshwar main barish hoga kya please batayo ❤ from Odisha
Bilkul bhai aaiyega Abhi to garmi hai barish nahi hogi
@@ABHISHEKMANDLOI393 please bhaiya ek aur bat darshan ke liye kitna time hoga bhid hoga ya free main darshan ho jayega please batayo
Darshan free me hi hote hai but kam se kam 2 ghante lag jayenge jaldi karna hai to pandit se baat kar sakte ho