Namaskar sir, mera invertor jab mains nahi hai tab to output de rha hai but mains aane par output nhi de rha hai, please suggest what to do Model microtek hybrid 950
Koi nhi bro aap 1 kaam kar lena bahut hi simple hai dhyan se.... Inverter charging plug jaha laga hai us jagah par hi aapko changing karna hai phase aur neutral badal dena hai board se
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👌👍👌
Thanks brother please share
Nice information Sir..👍👍👍
Thanks brother
Thanks sir ji
Welcome sir
AP Jo preset ko change Kiya uska valu Nehi bataya. Photography, aur najdik se hona chahiye tha .
Nice 👍
Thanks brother
*Aap Assembled Stabilizer Bankar De Skte Ho Refrigerator Ke Liye..!*
Bilkul
@@SkillDevelopmentBareilly Kaise Contact Kru Apse
Thanks
Welcome brother please share
Sir ji
Same model Same problem h mere paas inverter mai
Same solution
Ye pure sinewave model hai kya?? Iske transformer se feedback nhi nikla h
Sir mere pass microtech inverter 950va ka hai wo apne app khat ki awaj karta hai on aur off ho jata hai kya problem hogi plz help me
इस इन्वेंटर का नया कार्ड मिल सकता है क्या? मेरे इनवर्टर के तीन कॉन्डेसर उड़ गए थे
Mil jayega
Bhai ... Luminous Eco Neo 900 Inverter h... Light aane pr kbhi main leta h kabhi main chhod deta h ... Plz koi solution bataiye
Piriset kon sa lagaya hai
5 k
Satya he
Yeh Inverter kitne watt ka hain??
Namaskar sir, mera invertor jab mains nahi hai tab to output de rha hai but mains aane par output nhi de rha hai, please suggest what to do
Model microtek hybrid 950
Koi nhi bro aap 1 kaam kar lena bahut hi simple hai dhyan se....
Inverter charging plug jaha laga hai us jagah par hi aapko changing karna hai phase aur neutral badal dena hai board se
Es model ka card ka kitna price prega
Please what's app 7302325655
Mera same inverter hai jo battery charge nahi kar raha hai kya ho sakta hai?
Same problem in my luminous inverter
लौ प्रोबलम बताया बैटरी से कनेक्ट कीया तो थोडा टाइम के बाद लाईन आना भी बंद हो गया
24x7 12 V inveter pe mosfet kharab thi mene mosfet, driver ic, microcontroller, Lm 358, 47uf/25vcapacitor.4148diode, (10 ,4.7.47ohm ) change kiya firbi overload problem dikhata he. Plz mera problem ka solution dijie plz.....
Drive ok hi
Iska microcontroller kanha milta hai
Preset value ?
Value of pre-set
2k
Hello
Hello
Sir preset Ka no kya hai
5k
Lo voltage aa rhi he
Thanks
Welcome sir