local market me maine Rs.750 ka kharida. Aap log jaida se jaida Rs.800 se upar iss set top box ko mat kharidna. Isme Lripl ka apna moterboard / card laga hua hai. Maine socha tha montage ya National ka chipset hoga. Jinko software install karna h , wo iss set top box ko naa le. National GX6605s or montage CS8001 board wala set top box le. Solid box ka quality best hai. isliye uska price v jaida hai. Lripl Lr777 set top box mein cable ko port mein install karna behad muskil hai . body bekar quality ka hai mere nazar se .
Main bhi yehi box use kar raha hun, lekin main iska software update kar Diya tha through wifi tab se iska remote work karna band kar diya hai isliye mera suggestion hai ki aaplog iska software update bilkul v na kare. Or agar aap iska dump file bana kar hame bhej de to mera remote work karne lagega, isliye koshis kare ki iska dump file bana kar hame reply jarur de. Thankyou.
Mere sath same huva,Mera lr777 box hai, kya aapko dump file Mila hai, Maine LRIPL customer care ko contact Kiya par unhone reply nahi diya, kya aap mujhe dump provide karenge
aur bhaiya ji koi free dish settop box bataiye jisme (Bluetooth wala remote ho) jaise MI TV me rahta hai (IR wala remote sahi se nahi pakrta hai paas me le Jana padta hai.) Bluetooth wala kisi bhi direction se kaam karta hai.
lripl hybrid set top box , solid AHD-S2 1080 and Catvision ye tin hi avi available jaha tak mujhe pata hai . try kijiye par remote aapko alag se lena hoga bluetooth wala . Budget 2500-3500 online mein mene dekha tha
bhai jo AApne wifi adapter Terabyte ka use kiya hua hai usme kaun sa chip laga hua h ye janana hai . QKi Lripl Lr777 me MT7601 and RT5301 chipset hi support karega (System Information mein diya hua hai set top box ka) . Mene Solid 7601UI wala wifi dongle kharida hai. Market mein mujhe Terabyte ka nhi mil rha tha. Zebronics ka mil raha tha . Set top mein chalega ki nhi sure nhi tha to Solid ka wif dongle liya. working fine. Solid wifi dongle mein MT7601 chipset . To ek video banao bhai wifi dongle support ka. kaun sa karega aur kaun sa nhi . bahut saare user ko help milegi. ek solution mujhe pta chala wifi dongle chipset pata karne ka. OTG adapter and OTG guru app ka jarurat padega. wifi dongle ko otg ke madhyam se mobile mein connect kare aur OTG guru app mein device ID se pta chal jayega ki kaunsa sa chipset wifi adapter mein laga hai
Bhai LR26W ka price rs1300-1400 hai Or is LR777 ka price rs1000 hai... . Uss hisab se isme WiFi dongle lagana jyada sahi rahega ya wo inbuilt Wi-Fi wala lena jyada sahi rahega .???
Bhaiya ye old tv me work Karega kya wifi mere samasung tv hai thoda sa pura na hai apka tv se thoda accha hai pls reply chalegaa kya or kya kya chahiye pls boliye
ye set top box sabhi tv pe chalega old ya new ho . Old TV pe AV cable lagega aur New TV pe HDMI lagega. ek baat dhyan rakhe ki bina antenna ke ye box bekaar hai . Sasta mein DD free dish channel dekhne k liye acha hai. Wifi dongle hone se aap isme UA-cam chala sakanege, par mobile jaisa nhi chalega par chalega . youtube mein type karna bahut muskil hai. par chalega . avi to chal rha hai
Sir mera model same hai, main online software update kar raha tha toh downgrade ho gaya, kya aap update karne ka tarika ya, dump file provide kar sakte hai, bin version 70009 se 70003 par downgrade ho gaya.
@@techminaty3745 bahi yah wife par connect hota hain isko 700 rupees 1 saal tak recharge hain per muji pata nahi koon se application par karna hota hai
offline mein kam se kam 800rs lega , bargaining pe depend karta hai . Agar aapko board ki jaankari hai to National gx6605s ya Montage cs8001 wala lijiye . Picture quality acha milega . Lripl Lr444 ye set top box v thik par build qwality bekar hai . Aram se 800rs me mil jaiga
Antar hota hai . Mpeg4 set top box mein jaida channel mileng aur Full HD picture quality wale channel v chalenge . Jaise ki DD National HD, DD sports HD. Aur v channel dhire dhire add ho rahe hai Prasar Bharti k dwara . Mpeg4 Set top box hi le. National , Monatge board wale hi lijiye
@@KunalYadav_077 Nhi bhai experience se bta rhe hai . thoda knowledge tm bhi rakho . Agent walo ko sirf set top box bechne se matlab hai . unhe ye sab kuch nhi pta h . Try to buy Montage chipset board . 128 MB RAM & flash software ka size 8 MB hota hai . picture quality v sahi hai. Sun plus ka board thik h . Software k liye best National Board Gx6605s
bhai offline le lo , online mehanga pad jaiga delivery mila k . bahar se zebronics ya terabyte ka wifi dongle / wifi adapter mil jayega computer shop mein 250 k around
ab Solid ka try kare montage board wale set top box ka. uska price lripl se jaida hai par quality thik hai . local mein yahi sab brand hmlogo ko lut rahe hai
Sir me foxsky led tv liya tha par usme kon sa setup box use kare Bina antenna 📡 ka sir pls aap mujhe tag karna sir bta ke sir pls 🙏🙏🙏
Aap sabse achha unboxing and review kiye iske liye aapko thanku sir...😊👍🏻
AP ko mara Kam acha laga isliye dhanyvad 🙏😊😊
local market me maine Rs.750 ka kharida. Aap log jaida se jaida Rs.800 se upar iss set top box ko mat kharidna. Isme Lripl ka apna moterboard / card laga hua hai. Maine socha tha montage ya National ka chipset hoga. Jinko software install karna h , wo iss set top box ko naa le. National GX6605s or montage CS8001 board wala set top box le. Solid box ka quality best hai. isliye uska price v jaida hai. Lripl Lr777 set top box mein cable ko port mein install karna behad muskil hai . body bekar quality ka hai mere nazar se .
Kitne me milta Hain local market me ye , please reply
Sab channels hain kya free wala
Muje rs1100 mila
@@hkgarsaniya6832 hi
Very nice video sar ❤❤❤❤❤
Main bhi yehi box use kar raha hun, lekin main iska software update kar Diya tha through wifi tab se iska remote work karna band kar diya hai isliye mera suggestion hai ki aaplog iska software update bilkul v na kare.
Or agar aap iska dump file bana kar hame bhej de to mera remote work karne lagega, isliye koshis kare ki iska dump file bana kar hame reply jarur de.
Thankyou.
reset kar ke dekhiye ?
Mere sath same huva,Mera lr777 box hai, kya aapko dump file Mila hai, Maine LRIPL customer care ko contact Kiya par unhone reply nahi diya, kya aap mujhe dump provide karenge
Maine bhi online upgrade kar diya ab youtube nahi chal raha hai anybody can help
@@balkrushnakadam7082 I have dump file
@@balkrushnakadam7082 mere pass hi
aur bhaiya ji koi free dish settop box bataiye jisme (Bluetooth wala remote ho) jaise MI TV me rahta hai (IR wala remote sahi se nahi pakrta hai paas me le Jana padta hai.) Bluetooth wala kisi bhi direction se kaam karta hai.
lripl hybrid set top box , solid AHD-S2 1080 and Catvision ye tin hi avi available jaha tak mujhe pata hai . try kijiye par remote aapko alag se lena hoga bluetooth wala . Budget 2500-3500 online mein mene dekha tha
Can I record radio programmes and TV programmes by connecting a pen drive?
Yes , you can
bhai jo AApne wifi adapter Terabyte ka use kiya hua hai usme kaun sa chip laga hua h ye janana hai . QKi Lripl Lr777 me MT7601 and RT5301 chipset hi support karega (System Information mein diya hua hai set top box ka) . Mene Solid 7601UI wala wifi dongle kharida hai. Market mein mujhe Terabyte ka nhi mil rha tha. Zebronics ka mil raha tha . Set top mein chalega ki nhi sure nhi tha to Solid ka wif dongle liya. working fine. Solid wifi dongle mein MT7601 chipset .
To ek video banao bhai wifi dongle support ka. kaun sa karega aur kaun sa nhi . bahut saare user ko help milegi.
ek solution mujhe pta chala wifi dongle chipset pata karne ka.
OTG adapter and OTG guru app ka jarurat padega. wifi dongle ko otg ke madhyam se mobile mein connect kare aur OTG guru app mein device ID se pta chal jayega ki kaunsa sa chipset wifi adapter mein laga hai
Bhai LR26W ka price rs1300-1400 hai
Or is LR777 ka price rs1000 hai...
.
Uss hisab se isme WiFi dongle lagana jyada sahi rahega ya wo inbuilt Wi-Fi wala lena jyada sahi rahega .???
wifi antenna wala best hai jo alag se lagta hai. inbuilt wala ka range kam hota hai. dhyan rhe antenna wala lijiyega
Bhaiya ye old tv me work Karega kya wifi mere samasung tv hai thoda sa pura na hai apka tv se thoda accha hai pls reply chalegaa kya or kya kya chahiye pls boliye
ye set top box sabhi tv pe chalega old ya new ho . Old TV pe AV cable lagega aur New TV pe HDMI lagega. ek baat dhyan rakhe ki bina antenna ke ye box bekaar hai . Sasta mein DD free dish channel dekhne k liye acha hai. Wifi dongle hone se aap isme UA-cam chala sakanege, par mobile jaisa nhi chalega par chalega . youtube mein type karna bahut muskil hai. par chalega . avi to chal rha hai
Is set top box me DLNA screen Cast full hd 1080p video dekh sakte hai ya nahi ?
इस सेटअप बॉक्स मे मोबाईल चार्जर केबल से नेट कनेक्ट होता है क्या
han
Does it supports pendrive media
Yes,
Good video again 😄
Thanks again!
भाई इसका एक एंटीना आता है वाई-फाई फिर उसे वाई-फाई कैसे कनेक्ट करें मोबाइल से अपने कनेक्ट करके नहीं दिखाया है कैसे कनेक्ट किया जाए
wifi antenna or wifi adopter ek hi chiz hai is video me set top box k piche jo lgaya tha chhota sa usb dongle usi se chlta hai wifi
Song playing usb will hang?
no, bas folder mein 50 se jaida gana mat rakhna .
Sir mera model same hai, main online software update kar raha tha toh downgrade ho gaya, kya aap update karne ka tarika ya, dump file provide kar sakte hai, bin version 70009 se 70003 par downgrade ho gaya.
@@balkrushnakadam7082 I have dump file
@SpGamingIndia so give the file link in comment. I will pin your comment
@@techminaty3745 jisko problem aa rahi hi personal dm kare
Screen mirroring hota hai kya? Hota hai to atlist UA-cam dikhta hai kya? Batao
Ye set up box me konsa wi fi dongle support karta hai
zebronics , solid antenna wala v le sakte hai
2 saal huwa muji isko per aaj tak recharge he nahi dala kiv ke isma recharge option he nhi hain ... any one information please 🙏🏻🙂😊information me
AP isko recharge nahi karsakte kuki dd free dish ka koi recharge plan nahi hain
@@techminaty3745 bahi yah wife par connect hota hain isko 700 rupees 1 saal tak recharge hain per muji pata nahi koon se application par karna hota hai
Ccam or cline k liye alag Sw hota hai is box k Software me function agar hoga toh chlega otherwise SW change krna pdega
Bro please make video how to set up i show no signal today i received set top box please help me
Dish garh me hain kaya?
Bhai isme bina internet ke dd free dish wala channels chalta hai kya?...dish lga ke
Search on UA-cam
bhai Internet se DD free dish channel nhi chalega , aapko Antenna lagwana hoga
Description audio is very confusing. Thereis is no need to blabber continuously.
Tata play ka antina chalega kya isme
🤔🤔
ha , bas aapko antenna ka direction 93.5 Degree East karna padega
Sar is setup box me pendrive support karta h kya ?🤔
Ha 1tb Tak support karta hain
@@techminaty3745 thanku sir reply karne k liye thanku very much....🙏🙏🙏😭😭😭 Maine apka channel subscribe kardiya h just abhi 🥳❤️🎉🎉🎉
@@techminaty3745 sir mere paas 128 GB pen drive vo support karega kya ???
Sir mere pass mpeg 4 box he usme kon sa wifi chalega mujhe bata dijiye plese
Terabyte wifi dongle
Jay hind🇮🇳
Casting hoti hai kya
Iss setup box ki warranty kitne saal ki h
Minimum 0 year😐
Sir iss mai kitne free channel milega mujhe buy kar na hai lekin agaar mai offline mai mpeg 4 set top box buy karuga to 6-700rs mai mil jayega kya?
Dd free dish ke sare chennel milega
@@techminaty3745OK than mai aap ke link se oder kar ga agar maket mai sahi box nhi mila to mai oder kar duga
offline mein kam se kam 800rs lega , bargaining pe depend karta hai . Agar aapko board ki jaankari hai to National gx6605s ya Montage cs8001 wala lijiye . Picture quality acha milega .
Lripl Lr444 ye set top box v thik par build qwality bekar hai . Aram se 800rs me mil jaiga
Bina wifi dongle se mobile hotspot se connect nahi hota kya
Nahi
Sir Wifi dongle puiche lagta hai😊😊
Back & side dono taraf lagta hai.
Kaun sa dongle connect Hota Hai
Terabyte
Mpeg2 or mpeg4 mai picture quality mai kitna antar hota hai ya bilkul same hi rehta hai
Antar hota hai . Mpeg4 set top box mein jaida channel mileng aur Full HD picture quality wale channel v chalenge . Jaise ki DD National HD, DD sports HD. Aur v channel dhire dhire add ho rahe hai Prasar Bharti k dwara . Mpeg4 Set top box hi le. National , Monatge board wale hi lijiye
@@allrun6060tum agent ho kya 😂
@@KunalYadav_077 Nhi bhai experience se bta rhe hai . thoda knowledge tm bhi rakho . Agent walo ko sirf set top box bechne se matlab hai . unhe ye sab kuch nhi pta h . Try to buy Montage chipset board . 128 MB RAM & flash software ka size 8 MB hota hai . picture quality v sahi hai. Sun plus ka board thik h . Software k liye best National Board Gx6605s
Sir Wi-Fi adaptor ki link bo na 😢🙏🙏🙏🙏
Description pe Maine link dia hain.wohase buy karligea.
Bro mene aap ke link se oder kiya aaj hi
Good
क्या यह सेटअप बॉक्स मोबाइल चार्जर केबल को नेट से जोड़ता है?
No only wifi and 3g dongle
Sir kya hum mobile ki trah use kr skte h kya
I don't understand your problem 😕
Like mobile screen
Nhi, uske liye aapko hybrid set top box lena hoga ya android set top box
Screen cast nahi kya isme
Yes, cast hoga dlna se
Old TV se chalega kya baat kya 😊😊😊😊
Bhai Esme tv channel nhi hai esiliye bhai ne chalakar nhi dikhaya
Thanks bro❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
Extra remote milega iska agar remote kharab ho jaye
Flipkart aur Amazon se order karsaktehain
Please tell I have old LED TV also I have ACT fiber net how I need to connect to the old TV please anyone tell me
@@manojmm2310 you need to buy mxq 4k settop box
@@techminaty3745Thank you so much for your response this product will not work for me?
@@manojmm2310 What product did you buy?
@@techminaty3745 i ordered this product which is in this video
@@manojmm2310 so you need to buy a wifi dongle to connect with wifi 4:27 . Because this setup boxs has not any wifi chip
Bai ਕਿੰਨੇ da
Dlna video kab doge?
Sir ye set up box Flipkart pe 974 Rs ka dikha Raha h order kardu kya ap batao sir 🙏
Order Kar do, par terabyte ka ek wifi dongle jarur kharid na.
Once more
What is the price
1coror
😂😂😂
Wifi chalta hai bro kya ??
Apps chalte hai kya
Wifi,youtube, screen cast,dlna, free TV etc sab kichu chalega
Mobile se net connect kar ke movies dekh sakte hai kya,??
nhi
Wifi connect nahi ho raha
Dongle kis brand ka hai aapke pass ?
bhai 50 rupai jyaada dekar wifi waala model lena thaaaa
]
Maine inbuilt wifi setup box pe video banaya hain chennel pe jakar watch kijia
Hdmi cable nahi aata saath main
Nahi ata hain
Wi-Fi adaptor ki link do na 🙏🙏🙏🙏
bhai offline le lo , online mehanga pad jaiga delivery mila k . bahar se zebronics ya terabyte ka wifi dongle / wifi adapter mil jayega computer shop mein 250 k around
तुमने दिया हुआ Wi-Fi adaptor कनेक्ट नही होता😢😢
Wifi adaptor ko return kardo.. phir Tora mahenga wifi dongle kharido( terabyte). Maine is dongle ko order Kia hain. dl.flipkart.com/s/wRfP5iNNNN
Ab koi vhi problem nahi hoga
Sir tumhari insta ID do na tumse baat karni hai
Hi
Bluetooth feature is available
Yes
Bhai tv blink kyu hi rha
Sir i want dump file link
Kaya isme usb update hotahain. Kuki mere me nahi ho rahahain
@techminaty3745 online apdate Kiya hi
@@techminaty3745 online apdate Kiya tha tab se UA-cam nahi chal raha hi
Is Mai sharing code working hai
Yes
On kaise kare
Is box ka dump file do
Price kiya he
Video me maintenance Kia hain
Es box mein software karke dekho please 🙏🏻🙏🏻
Ok
Bhaiya mere nahi ho raha please help kardo 😭😭😭
Kaya nihi horaha hain???
Jaldi batao!!!!
@@techminaty3745 bhai jab mai wifi par click karta hu to batata hai wifi device not exist kya karu jaldi batao 😭😭
@@techminaty3745 apka koi Instagram account ho to Dona mai poo photo bhejta hu kya aa raha hai
@@sjwijhbes wifi dongle kharida hain? Maine video pe jo dongle dikhaya hin wo dongle connect karna partahain
Hi bro wifi inbuild rahata hay kay
Nahi
Box price
1000
Cod he
Yes
Dongle ka name batao bhai
Terabyte wifi dongle
🫡🫡🫡🫡love this video😮
wifi dongle liya tha Flipkart se iss box ke liye bo kaam hi nhi kiya
Sab wifi dongle Kam nahi karta hain, sirf terabyte ka dongle ismein Kam karta hain
Price kya hai bro
950rs
Bina dis ka
Chalega par wifi jarurathaga
Mobail ka chalega
@@techminaty3745 ye log video kaan band karke dekhte h kya ? AApne to price bta hi diya tha starting mein
Sir new tv buy kar raho 😅
Bhahat badia🫡🫡👍👍
No signal keu dekhata hai
Dish hain garpar
Mujhe Rs. - 750/- me mila
Good, online or offline 😀
@@techminaty3745 offline mein . online mein delivery ka v to cost add hota hai aur flipkart ka comission isliye aapko 950 mein mila
এই বক্সে প্রাইস কত টাকা
900-1000
Wifi inbuilt wala
Channel pe video hain jakar dakhlo
Jb product pe baat nhi karna h toh video kyo banaya .....
Product details aur review dia to sahi!!!
Tv jyada cheap h
Bekar product 5 month me logo se aage nahi chal raha
ab Solid ka try kare montage board wale set top box ka. uska price lripl se jaida hai par quality thik hai . local mein yahi sab brand hmlogo ko lut rahe hai
Promo>SM
Matlab?
Bhai kya jooth bola video me Flipkart pe 900rupiya dikha raha hai
Price upar nich hota hin Kolkata me ye abhi 850 rs hain
Flipkart pe 970 rupees 😢😢😢
Mere paas h ye box Isme amazon prime netflix or disney hotstar nhi chalta h bekar h ye box
𝙗𝙝𝙖𝙞 𝙥𝙧𝙗𝙙𝙧𝙞𝙫 𝙨𝙚 𝙢𝙤𝙫𝙞𝙚 𝙥𝙡𝙖𝙮 𝙦 𝙣𝙝𝙞 𝙝𝙤𝙩𝙞 𝙥𝙡𝙨𝙨 𝙗𝙩𝙖𝙤
@@lalit_sharma_43 iska media Player Thora weak hain. Isme sirf 480p support hota hain
@techminaty3745 𝙤𝙠 𝙩𝙝𝙖𝙣𝙭 bro❤